MashaAllah api bht helpfull hamesha ki trha...Allah apko khush rakhai ameeeen
@Fatimaskitchen-zahid25 күн бұрын
Beautiful 😍
@ABAN-d6m25 күн бұрын
Myra اللّٰہ AP k kaam Mai dhyron barkat dy ❤ amen 💖💖💖
@MuhammadWaheed-x9p25 күн бұрын
mashallah
@GoldenHoneySpice25 күн бұрын
Pyari ruqiya m jitna ap ka shukriya ada krn km hai JA ZA KA ALLAH Khair boht si Dua ap k Liye . Mera cake kbi b sai ni bana hr tarha ki recipe try ki hamesha darmiyan Sy oncha ho jata tha sides Sy beachy or sai pholta ni tha AK dair inch k alawa or sides Sy jal jata tha but m kl ap ki recipe or tips beginner k follow keya MA SHA ALLAH cake perfect bana ❤❤❤
@pyariruqayakakitchen24 күн бұрын
Maa sha Allah Alhamdulila
@ghazalarind286326 күн бұрын
❤❤❤❤❤❤
@ZamsaKitchen22 күн бұрын
Yummy 😋
@AbdulBasit-cy6vq18 күн бұрын
Yai machine kha sai milay gy beater ??
@muftirashidmasoodi766125 күн бұрын
Sister kindly baking series for bigners le k ain kindlyyyy
@pyariruqayakakitchen24 күн бұрын
Ok sure
@NazraNadeem-l7l25 күн бұрын
Kia mai eka powder ki jagah bread softener use karsakti hoo
@NazraNadeem-l7l25 күн бұрын
Agar karsakti ho to kitni quantity?
@fareedahamid671025 күн бұрын
Asalamoalikum beta g ap theak Hain?kfi din bad recipe upload ki hai..
@GoldenHoneySpice25 күн бұрын
Mujy guide kry plz Kya 6 egg or 100 gram flour Sy hum 2 pound almond cake bana sakty hai 8 inch k pan my ? K wo Bara or phola hva lagy agr 7 inch my banaye to os ka size chota hota hai
@pyariruqayakakitchen24 күн бұрын
6 anday aur 100 grams flour ke sath 2-pound almond cake banana mushkil hoga, kyun ke 2-pound cake ka weight kaafi zyada hota hai aur aapko ingredients kaafi adjust karne parege Guide: 1. 8-inch pan: Yeh quantity (6 eggs + 100 grams flour) se 8-inch pan ka cake zyada mota aur heavy nahi hoga, lekin woh evenly bake zaroor hoga agar height zyada na ho. 2. 7-inch pan: Agar aap yeh batter 7-inch pan mein dalenge to cake ki height zyada hogi aur bake hone mein zyada waqt lag sakta hai. Yeh andar se kaccha bhi reh sakta hai. Suggestion: Agar 2-pound almond cake banani hai, to aapko approx 200-220 grams flour aur sugar chahiye hogi, aur anday 8 tak rakhne padenge 8-inch pan is perfect for this size; 7-inch pan sirf tab use karein jab aap batter ko kam
@ShahZaadi-n8b25 күн бұрын
Api ap reply nhi krti hn maine classes ka pocha tha ap se
@ShahZaadi-n8b26 күн бұрын
Pyari Rukita g apki ak video dekhi thi jis ma ap ne classes dene ka btaya tha k jis ne join krni hn classes wo whtsapp pe msg kre but mujhe koi link nhi mila ap k whtsapp ka msg b kiye apko but no reply phir smjh aya k wo apki 5 month purani video thi esliye ap reply nhi krski tu kindly agr ap classes deti hn about Cake 🍰 tu plz contect number de dijiye Reply plz