wow eusy recipe ho gai akele banana me bor bhi nahi honge
@mrszeeshan10756 жыл бұрын
MA shaa allah good result mene.bnai.hen Jazakallah khair
@neetakokil60916 жыл бұрын
very nice taste ☺☺
@rekhamalhotra62448 жыл бұрын
I am from Delhi. I like your way of making extra crisp papdi. Because in India nobody use cornflour for making papdi. I will certainly try your receipe tomorrow.
@mousaabdullah12438 жыл бұрын
AoA Aapi mai app ki bht Bari fan hoon aap ki bht si recps try ki hain and mashAllah bht achi bnti hain.Allah aap ko lmbi umar dain.kl mai ne papri bnayi bht crispy bni
@nimimama75367 жыл бұрын
Today i tried your papri and it turned out very good. thanks for the recipe.
@jabeennoman79767 жыл бұрын
Thanks so much for sharing all the receipees
@sushantasaha31906 жыл бұрын
Jabeen Nowfgman
@kulsoomkazi58567 жыл бұрын
Asslam Alekum Mahira, papri recipe is too good, I Will certainly try it soon, thanks.
@amreensheikh93807 жыл бұрын
mam agr cornflor nahi h to kuch or use kr skte h kya??
@rajeshkumar-lc3sy6 жыл бұрын
Very nice
@farmankhan2938 жыл бұрын
kya hum aty sy bna sakty ha
@muneebaasad6251 Жыл бұрын
assalamualaikum anti kya main is rescipe se alo k samose bana sakti ho
@Maherazcooking Жыл бұрын
g bana sakti hn
@aminaahmedalaidroos38818 жыл бұрын
Is ramzan mazay hi mazay rahengay shukria
@Maherazcooking8 жыл бұрын
thanks
@ferozasiddiqui63608 жыл бұрын
,^
@syedmohd25278 жыл бұрын
assalamualaikum wa rehmatullahi wa barkatuh aap ne bhoat Acha bana ya hai
@geetanjalijena987 жыл бұрын
Nice recipe
@Nimrah2956 жыл бұрын
Isay store karny ka tareeqa bhi bana de pls.
@lalitadevi56968 жыл бұрын
Kya Se Humne Madar aur Fortune Se Hi kar sakte hain kya yeah Chris De Ho Jayega na
@tia16487 жыл бұрын
thank-you for sharing, turned out great, 😃 no more running out to buy ready made 😁😂👌
@nidagulshan94898 жыл бұрын
Mam kia corn flour add krna lazmi hy paphri m?kia is ka koi alternative use kar sakty hain?
@sameenabilal47597 жыл бұрын
Super appa kaha se ho aap
@najmakhatoon78337 жыл бұрын
So easy & crispy
@Cookingwithskn7 жыл бұрын
salam g mujy cooking ka junon hai may ny har chiz aap sy seki hai Allah aap ko hosh raky aamin 425
@myselfhuman16147 жыл бұрын
kya ap muzafir ke recipe btasakte h
@iftikharsabiha26168 жыл бұрын
v.nice
@naheedabegum10107 жыл бұрын
Kya maide ke badle wheat flour use karsakti hoon kyun ki aata healthy hota hai
@syedmohd25278 жыл бұрын
assalamualaikum wa rehmatullahi wa barkatuh ma shaa allah aap ne bhoat Acha bana ya hai
@Maherazcooking6 жыл бұрын
walaikm assalam,jazakAllah o khair
@AliHaider-wg1cy5 жыл бұрын
Paani hot ya cold??
@farzanasultan9918 жыл бұрын
Assalam o Alaikum aap ki recipes buhat achi hoti hen .full cream milk ko ice cream me kesy use kren plz recipient bta den.
@altafdawoodsarang6487 жыл бұрын
salaam spa asp n salaam aapa aapne ghee me banaya ya tel q k ghee nazar nazar araha thaa aur aap tel bul rahi thi
@ManishaKumari-jx5nb6 жыл бұрын
Mm mujhe aata set karna nhi aa rha h
@azhansiddiqui70506 жыл бұрын
Walaikumassalam JazakhAllah Aap bhot saliqa mand qatun hai Di hmare mummy bolte saliqa mand aurat ghr ko jannat bnadeti.aap ki sabhi recipe bhot acchi hoti hai.. Allah tallah aap ko lambi umr atta kre.
@Maherazcooking6 жыл бұрын
tareef ka behad shukriya,apni ammi ko mera salam dijiyega.khush rahiye :)
@azhansiddiqui70506 жыл бұрын
Maheraz Cooking mummy jwab Walaikuassalam
@janamkhanthisissobutayful19277 жыл бұрын
thank you
@usmanch39747 жыл бұрын
salam api plz luqmian banane ki recipe de dein plz plz aur jaldi
@renukhullar21648 жыл бұрын
methi papdi ki recipe batye
@nkkondal77666 жыл бұрын
Nice
@lubnamansuri2798 жыл бұрын
Nice didi humko apki recipes bohot bohot pasand he thanks apki vjah se hum khana bnana sikhe he
@samkrth87818 жыл бұрын
Nice🤓🤓
@prasadiyer27797 жыл бұрын
perfect
@sonalpatel31917 жыл бұрын
konflor kya he
@syedqamarabbas19547 жыл бұрын
Sonal Patel corn flour makai k aaty ko English men kaha jata he
@faridabori99078 жыл бұрын
salamwalakum di aap muton ki akhni bani ni sakhi do
@Maherazcooking8 жыл бұрын
+Farida Bori OK
@salmasayed53398 жыл бұрын
Farida Bori
@kaifali25127 жыл бұрын
mast h
@nadiaehtesham17157 жыл бұрын
Sukriya.mein kafi time say dhoond rahi thi as ki Recipe thank you
@uqbaqamar28038 жыл бұрын
i made it .. per itni crisp nae hui thora namak paray jesi bani .. can u tell me my mistake
@Maherazcooking8 жыл бұрын
jitna kam pani se aata goondhengi utni achi papri bnegi.
@faridabori99078 жыл бұрын
tea ki sath kha sakti wohi hai ni di
@manu2721ify7 жыл бұрын
@usmangani60408 жыл бұрын
as salam mu alaikum allah aap ko kamiyabi de
@Maherazcooking8 жыл бұрын
walaikm assalam,ameen
@amzadkhan75247 жыл бұрын
Maheraz Cooking thik un
@rammaramma24127 жыл бұрын
afifa shaikh ़
@sutapachoudhury60398 жыл бұрын
your hands are so cute.
@Maherazcooking8 жыл бұрын
thank you :) :)
@muhammadasifkhankhan69227 жыл бұрын
i made it with this recipe
@Emmsays7 жыл бұрын
Aunty angrezi kisi se likhwaliya karein pori duniya dekhti hai KZbin
@shadahamid34917 жыл бұрын
walaikumassalma baaji
@uqbaqamar28038 жыл бұрын
i tried it again.. with minimumm water .... but ended up making namak paray
@Maherazcooking8 жыл бұрын
First of all bilkul bhi pani ziada nhi krna. Sakht aata goondna hai. 2ndly aap ne iss ko fry halki aanch pe krna hai pr 3rd ye k in ko fry kr k paper pe nikalne k bajae aap ne aik channi me rakhna hai neeche koi bowl lga k. Oil nhi niklega ziada mgr channi ki wajah se sb taraf se hawa lg jaegi or ye boht crispy ho jaengi
@Maherazcooking8 жыл бұрын
But papri tastes like namak parey
@sunandanaikar7648 жыл бұрын
uqba qamar and
@ayaanahmedkhan34008 жыл бұрын
nice
@Bruno232717 жыл бұрын
my name is dipti
@RadheShyam-op2jz6 жыл бұрын
No
@faisalahmedfaisal717 жыл бұрын
waste
@syedmohd25278 жыл бұрын
assalamualaikum wa rehmatullahi wa barkatuh ma shaa allah aap ne bhoat Acha bana ya hai
@jabeennoman79767 жыл бұрын
Thanks so much for sharing all the receipees
@muneebaasad6251 Жыл бұрын
assalamualaikum anti kya main is rescipe se alo k samose bana sakti ho