🔥🔥🔥 How To Prepare [Arithmetic Maths] For SSC CGL 2024 Very Fast ? 😯

  Рет қаралды 5,638

sscmentor

sscmentor

Күн бұрын

🔥🔥🔥Welcome to our channel! In this informative video, we'll tell you how you can learn Arithmetic Maths in few days during ssc CGL 2024 preparation and along with expert tips to help you stay on track and achieve your goals.
Your Queries Solved :maths ka revision kaise kare
Best VIDEO ON SSC CGL arithmetic Maths PREPARATION
HOW TO PREPARE SSC CGL Arithmetic MATHS
HOW TO PREPARE SSC CGL ARITHMETIC MATHS
BEST WAY TO PREPARE SSC CGL ARITHMETIC MATHS
ARITHMETIC MATHS for ssc cgl
ssc cgl arithmetic MATHS
Arithmetic maths syllabus for ssc cgl
ssc cgl 2024 strategy arithmetic MATHS
Arithmetic maths preparation for beginners 2024
ssc cgl arithmetic MATHS preparation strategy 2024
ssc cgl kaise crack kare
ssc cgl maths strategy
ssc cgl strategy
ssc cgl kaise crack kare
#ssccgl2024 #howtocracksscgl #cgl
The software I use ( fp sdraw ), Xiaomi notes, notein and touchnotes.
you can download them from google play store.
------------ Support me By (its Free) -----------------
LIKE | COMMENT | SHARE | SUBSCRIBE Kare aur Ghanti dabaye aise hi videos ke liye

Пікірлер: 53
@ashutoshpandey7093
@ashutoshpandey7093 3 ай бұрын
Bhai pyq last mein krna chahiye ek baar poora padhne ke baad ya phir chapterwise hee krte chale??Aditya sir ki practice sheet abhi chapterwise lgate chlate hai aur unki 2400 e-book bhi??
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
abhi chapterwise karte chalo aur jaldi se jaldi apna syllabus khatam Karo ek baar. uske just baad saare chapters ke lagbhag 2 se 3 baar notes revise Karo, phir saara time mix pyq ko hi Dena hai. phir jitni jayada se jayada mix pyq ki practice kar sako, utni karna.All the best. ❤️
@sonikachauhan01
@sonikachauhan01 4 ай бұрын
Ncert pdh skte hai kya agr maths nohot weak hai ...concepts clear nhi hai bilkul bhi??
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
ncert padh sakte hain, par meri salaah ye rahegi ki ncert padhne ke turant baad SSC CGL ke liye padhaane waale kisi acche teacher ke video se bhi padho, taaki jo iss exam ki need hai, speed + accuracy , usko bhi achieve kar paao aap. kyunki ultimately aapko exam me objective type questions solve karne hain, wo bhi bahut Kam time me, to concept ke saath saath question ko Kam time me solve karne ki kalaa bhi aapko aani chahiye. All the best.❤️👍🙋
@ImL9261
@ImL9261 4 ай бұрын
Gagn sir ki course liya!! Samajh to ata hain par bohot lengthy hain!! Kya kare?!??
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
unke sikhaye hue concepts aur basics seekho har topic ke aur bas ek ya do question karo saath me aur baaki ke Jo questions ko wo karwaate hain unko skip karke aage badhte chale jaao. isse unka karaya course bhi jaldi khatam ho jaayega. aur saare concepts unse seekhne ke baad me khud se apni jarurat aur time ke hisaab se questions ki practice kar sakte ho.❤️👍
@priyankajugran8481
@priyankajugran8481 4 ай бұрын
Or DI me "missing DI" tier one me aayega ya tier two me?
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
tier 1 or tier 2 dono me pooch sakta hai. koi limitation nahin . but bank jitni tough nahin poochega . bank se level kafi Kam rahega aur statement me kaafi choti hi rahegi. Thankyou.
@roshansharma3539
@roshansharma3539 4 ай бұрын
Paid course ki sheet k baad last 5 year k questions kis kis exam k lagane hai?.......or ye mains k liye bhi kafi hoga kya ?
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
pre ke liye pahle SSC CGL ke 5 year ke question lagao aur phir time bache to ssc gd and SSC CPO ke bhi lagaa Lena. aur rhi mains ki baat to mains ke SSC CGL 2023 aur 2022 ke mains ke saare set lagaa Lena aur time bache to 2021 aur 2020 ke bhi laga Lena aur phir textbook se sirf ssc cgl mains ke mock lagaa Lena.
@amitprakash1514
@amitprakash1514 4 ай бұрын
Bhai advance par bhi plan batao
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
Bhai bana rakha hai . dekhlo. isse pahle video advanced ka hi hai.❤️
@amitprakash1514
@amitprakash1514 4 ай бұрын
@@sscmentor bhai dekh liya
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
bahut acche❤️
@rajaryan8186
@rajaryan8186 3 ай бұрын
Me abhas saini sir se pdh rha hoo bhai kya opinion h aapka Pyq kese practice kru thoda scenario bta dijiye
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
dekho agar aapko unse acchu tunning baith rhi hai aur sab samjh me aa rha hai to basic clear karte rho unse apna chapterwise aur Kam se kam 100 question to jarur practise Karo har chapter ke pyq book kiran ya pinaccle se , aur jaldi se jaldi apna syllabus khatam Karne ki koshish karo aur phir chapterwise aur mix questions ki practise karni hai, aur full mocks bhi lagao jitne laga sako. All the best.❤️
@rajaryan8186
@rajaryan8186 3 ай бұрын
@@sscmentor bhaiyya pqrs Or cloze test ni bn rhe h uske upr kuch btaiye
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
pqrs aur cloze test banne lage iske 2 tarike hain , ek to nimisha bansal mam ke channel PE jaakar dekho aur search option me likho pqrs , aur likho cloze test. inn dono topics se related tricks ke video mil sakte Hain tumhe unke channel par jisse aapko pqrs padte hi hint milna shuru ho jaaya karega exam me ki Inka kya sequence sahi rahega. aur dusra tarika hai apko pqrs aur cloze test majboot karne ke liye daily kisi news news ka editorial padne ki koshish karni hai chahe sab samjh me aaye yaa nahi, bas padhna hai , isse aapko current ke muddo ka gyan hona shuru ho jayega. aur sentence me aage kya aana chahiye wo samjhna aasaaan ho jaayega, to jitna ho sake apni English reading skills ko improve Karo.All the best❤️
@Maths_by_unknown_brain
@Maths_by_unknown_brain 4 ай бұрын
bhai aap video kaise bante hai means laptop ya tablet
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
tablet aur stylus for writing ❤️
@Krishna-uk9dk
@Krishna-uk9dk 4 ай бұрын
Bhai gs ke liye book suggest kr do bilkul beginner hu
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
bhai agar aap beginners ho to tarun goyal ki book le sakte ho. Hindi ya English Jo language aapko acche se samjh me aati ho wahi lena. Hindi aur English dono me available hai. bahut acchi notes ke form me bahut colorful book hai. acche se kahani ki tarah samjhaya gya hai. book ki shop pe jaakar le lo . latest edition mangna. ye book thodi mushkil se milti hai. all the best.❤️👍
@Surajkrshah-yq4wd
@Surajkrshah-yq4wd 4 ай бұрын
Book bhi batdo kiski le 4 subject ki and english ki bhi banyo
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
kiran ya pinaccle koi bhi le sakte ho aur English ke liye bhi jarur video banayenge.❤️👍
@Beasthu548
@Beasthu548 4 ай бұрын
Bhai aditya ranjan sir ka purana 699 vala Vod batch h kya uski sheets ki practice bar bar krlu enough rhega or saath me pyq bhi krlu toh ho jaega
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
Haan koi dikkat nahin hai. Ho jaayega bilkul. math me concept aur basics kabhi badalte nahin hain. rhi pyq ki baat, to Kam se kam 2022 aur 2023 ke questions to jaroor kar hi Lena. All the best.❤️
@missagarwal7838
@missagarwal7838 4 ай бұрын
Hlooo
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
hlooo
@roshansharma3539
@roshansharma3539 4 ай бұрын
Bhai Aditya ranjan sir ka course le rakha hai.....toh unke sheet ki practice bar bar...and baki mocks se kr lunga toh cover ho jayega na.....ya koi book lagana padega?
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
Haan bilkul ho jaayega. saath me last 5 years ke questions bhi kar Lena . tab koi book ki jarurat nahi. all the best.
@roshansharma3539
@roshansharma3539 4 ай бұрын
@@sscmentor thank you but last 5 year only kis kis exam k karne hai and kya ye mains k liye bhi kafi hoga ?
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
pre ke liye pahle SSC CGL ke 5 year ke question lagao aur phir time bache to ssc gd and SSC CPO ke bhi lagaa Lena. aur rhi mains ki baat to mains ke SSC CGL 2023 aur 2022 ke mains ke saare set lagaa Lena aur time bache to 2021 aur 2020 ke bhi laga Lena aur phir textbook se sirf ssc cgl mains ke mock lagaa Lena.
@priyankajugran8481
@priyankajugran8481 4 ай бұрын
Probability tier one me aata hai kya bhai???
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
tier. 2 me aata hai, tier. 1 me nahin.👍
@vivaankr5081
@vivaankr5081 3 ай бұрын
Arithmetic basic jo btate hai achhe se koi teacher hai kya KZbin ya paid course me
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
ss bharti sir ke padhaye hue arithmetic ke bhi saare chapter laajawab hain. ss bharti likhkar saath me chapter ka bhi naam likh doge to uss chapter ki poori playlist mil jaayegi KZbin par. tumhe to ss bharti sir ka padhaya hua samjh me bhi aa rha hai, hai naa?
@vivaankr5081
@vivaankr5081 3 ай бұрын
@@sscmentor arithmetic mujhe nhi pdhna mera bhai 12th pass out hu hai uske lea mera sirf geometry weak hai wo v ab strong ho jaega apki wajah se
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
Haan to aapka bhai bhi padh sakta hai ss bharti sir ki arithmetic waali playlists se, jaisa ki Jaan hi chuke ho ki ye teacher base bahut majboot banwa dete hain. to aapke bhai kobhi fayada hi milega arithmetic padhne se iss teacher se.
@vivaankr5081
@vivaankr5081 3 ай бұрын
@@sscmentor bhaiya bharti sir ka playlist me class 14,15,16,17 nhi hai miss hai video kaise complete hoga fir 14 tk dekh liya hu
@sscmentor
@sscmentor 3 ай бұрын
ruko , kuch hours wait karlo. best possible solution dhoond rha hu tumhaare liye iss problem ka.
@rekhayyy
@rekhayyy 4 ай бұрын
Bhaiya Surds and Indices aur Quadratic Equations nhi krne h?
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
Haan inko bhi kar Lena. par inme bahut jayada samay mat Dena. kyunki inse kahin jayada important chapters bhare pade Hain maths me jinse questions jayada aate Hain aur 100% aate hain. All the best for your preparation 👍🙏🙋
@rekhayyy
@rekhayyy 4 ай бұрын
@@sscmentor Bhaiya revision kaise kare maths me, chapter khatam hote hi concept bhul jaate h kis question m konsa lagana hai, firse pura chapter dekhne m bhot time lgta hai, kya krna hoga kyoki har question alag type k hote. 🥺
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
revision ka ek hi best tarika hai. ek notebook banao. jab kisi video se koi chapter sheekte ho. saath saath type wise notes banaao uss chapter ke itne acche se apni bhasa aur acchi handwriting me ki uss chapter ke basics ko dobaara seekhne ke liye uss video ko naa dekhna pade , aur Jo notes taiyaar honge unko Kam se 5 se 6 baar alag time pe revise Karo baar baar taaki aapke dimaag me wo chapter ke saare types chap jaaye ek dum. fir dekhna dheere dheere saare questions solve hone shuru ho jaayenge. notes aur revision ka koi alternative nahin hai , yaad rakhna. All the best.👍
@rekhayyy
@rekhayyy 4 ай бұрын
@@sscmentor Ok sir thank you! 😇😇
@sscmentor
@sscmentor 4 ай бұрын
@@rekhayyy you're most welcome 🙋
SSC CGL 2024 - Maths Best Strategy for Beginners 🔥
8:46
Exam Preparation with Weeshal (EPW)
Рет қаралды 75 М.
Миллионер | 1 - серия
34:31
Million Show
Рет қаралды 1,8 МЛН
The day of the sea 😂 #shorts by Leisi Crazy
00:22
Leisi Crazy
Рет қаралды 1,7 МЛН
Поветкин заставил себя уважать!
01:00
МИНУС БАЛЛ
Рет қаралды 6 МЛН
SOLVE REASONING IN 10 MINUTES | ABHISHEK RAI | MATHS MANIA
24:02
Maths Mania
Рет қаралды 187 М.
🔥Maths Preparation Strategy for Beginners 🔥I SSC CGL 2024 I Simplicrack
18:10
How to prepare for SSC CGL MATH, CHSL Complete strategy Syllabus revision, notes everything
12:36
Миллионер | 1 - серия
34:31
Million Show
Рет қаралды 1,8 МЛН