Good information Aik baat ke aur wazahat kar dain.. Ke peak time main jo units use hotay hain un ke adjustment wapda kesay karta hai.. yah woh bus charge he hota hai hum ko ?
@MuhammadAli-hh2ml3 ай бұрын
wapda bill calculation kaise krta,, peak time aur off peak time ke? aik export unit k badlay aik import unit count krta??
@zunsaigol752211 күн бұрын
2 green meters lagay hun tu konse se reading check karni hogi?
@sportscorner1565 ай бұрын
Valuable information
@tricks175 ай бұрын
Thanks
@waqaswaqs35442 ай бұрын
Please send me number
@Njects9025 ай бұрын
4 pa offpeak or peak dono total hota hain?
@tricks174 ай бұрын
4 num pay import units peak time k ilawa
@faisalabadimunda56834 ай бұрын
4 or 5 number wali bill per nai ati pic? Ya 8 or 9 ati ha
@tricks174 ай бұрын
yes 6,7,8,9 number
@SaimaJamilBhatti4 ай бұрын
5 number reading jo export ki hoti hai, uska matlab ye hai k after consumption kitnay units wapda ko ja rahay hain? Please clear
@tricks174 ай бұрын
total export units to wapda from solar.. consumption k ilawa total export electricity
@MuhammadAzhar-zk1nv4 ай бұрын
Xwhy wapda use 2 green metre
@tricks174 ай бұрын
@@MuhammadAzhar-zk1nv for export and import electricity
@abdullahshahzad74074 ай бұрын
yeah meter kharab hai lights yan blink karni chahyain yan phir chalni chahyay band lights ka matlab hai wo phase say export import count nahi ho raha
@tricks174 ай бұрын
@@abdullahshahzad7407 G Band light ka matlb hai filhal import ya export nahi ho ra bilkul
@abdullahshahzad74074 ай бұрын
@@tricks17 iss haalat main complain karni chahyay yan nahi Q kay do phases say import yan export count nahi ho rahay
@tricks174 ай бұрын
@@abdullahshahzad7407 g billul pahlay solar installer ko check karwayen