Masha Allah very nice video and very practical and professional. Thanks for your good efforts.
@yaldram20106 жыл бұрын
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullah bhaijaan aapka bahut bahut Shukriya aapke channel se Mujhe inverter repairing main bahut madad mil rahi hai Allah Tala aap ko bahut bahut Khush Rakhe Aameen.
@electronicabc6 жыл бұрын
Jaza kalah
@shafiqahmad27326 жыл бұрын
Buhat he informative video thi me ne abhi he apka chanel subscribe kar dia taakay achy achy video me dekh sako lekin plz video quality zara achi kary q.k saaf dekai nahi de raha....................
@electronicabc6 жыл бұрын
Thanks
@electronicabc6 жыл бұрын
Main video 720 pixel main upload karta hon jub aap video dekh rahe hote hain tu options main se 720 pixel select kar lia kren
@rahulpatelgujratahmedabad34973 жыл бұрын
Good tiching karte hai 👍👌👍👍👌👌👍👍👌
@ashrafislam20236 жыл бұрын
Nice ustd e mohtaram
@EngineerWaqasTech2 жыл бұрын
Yh ustad fot ho chuky ha Ustad ki bakhshis r janat ma aala maqam ki dua kijiye
@nix_playzz7 жыл бұрын
Nice video bhai ap too master ho homage ups k
@electronicabc7 жыл бұрын
Shukria bhai jaan
@rajanazarofficial44793 жыл бұрын
Assalamualaikum sir
@fawwadahmed43464 жыл бұрын
plz guide us for solar charg controllers. MPPT, best one in pakistan, cheap and best
@muhammadashrafkhan63036 ай бұрын
Asalam-o-Alekum, Sir Homage Hexa 1204 Ka Display kahan se mile ga mera Display Black ho gya he or Number gib ho gaye hen us par Lekin Us ke Peche ke LED Thik he.
@ssharpeyes6 жыл бұрын
Shukria sir .. bohat informative video banae aap ne .. maherbani kr k bateyea k .. mere pas homage ka 1210 solar wala inverter hai .. light jane pr jb vo battery bakup pr aata hai toh out put pr 170 volt deta hai chahe kitn b load dal dou ... battery mai ne change krvaee hai es k baad b vo he issue hai .. ap meherbani kr k es ka fault bata dein k kia masla hai .. shukria ..
@electronicabc6 жыл бұрын
Join FB group for ups inverter stabilizer related questions facebook.com/groups/171260460137503/ Is group main post kren inshalah koe na koe janne wala aap ko reply de ga(mujhe idea nahin hai filhaal)
@ssharpeyes6 жыл бұрын
ap k reply ka shukria .. mai FaceBook use nahe krta ... kia app mere inverter k es fault k problem k text ko yahan se copy kr k apni wall pr share krdin shayad koi solution bata de kindly
@fawwadahmed43464 жыл бұрын
do you have any idea of companies installing solar windows for high rise buildings in Pakistan? Plz resond.
@zainelectronicmalkahans22963 жыл бұрын
Sr g homage ups h is mian awaz ATI h jasy chopr ke ho or vot 180 h
@alltechnicalvideos2 жыл бұрын
sir g maind na karna apna kavya change kar lay plezz bohat parany model ka ha
@electronicmaster97015 жыл бұрын
Thanks for your information sir
@azmatullah3524 жыл бұрын
Bhai irf740 bar bar short ho raha or fault 3 arah ha plz batan kar karon
@ww0076 жыл бұрын
Sir kindly ye bta dyn k jb circut on ho to meter k zarya kesy check karty hn red prob kahn rakhty hn or black kidr rakhty hn
@electronicabc6 жыл бұрын
Bhai jaan Ups main ek hot area hota hai aur ek cold area hota hai Cold area main 3300uf16v wale capacitors aur irf3205 lage hote hain Hot area main 33uf450v irf740 lage hote hai Hot area main voltage chek karne k liye meter ki - wire 450v wale capacitor ke -ve pin pe rakhte hain Cold area main voltage chek karne k liye meter ki -ve wire ko 3300uf16v ki -ve pin pe rakhte hain
@ww0076 жыл бұрын
electronicabc thank you
@lalazarkhan20825 жыл бұрын
Bro mera inverter display nahi de raha hy kindly bta skte hain k kia problem ho skti hy
@altafahmed16135 жыл бұрын
Apt inverex 2xp 1500 watt ka screen 00 marck aa rha hai plz sir as ka hal batao
@PKDishMaster5 жыл бұрын
bahi mery pass homage 1204 ha us main ye fault aaraha ha k backup mode pe aa k band ho jata ha kia masla hoskta ha
@mohammadfaizanmemon45986 жыл бұрын
Bery informative video thanx.... But sir I have Enviro E-1200i in dead condition so plz guide me I hav check the supply but all ok but 12v is not coming so what to do...
@electronicabc6 жыл бұрын
Chek mosfet irf630 + uc3845
@shahidayaz90906 жыл бұрын
Sir plez lm358 per video banain
@PKDishMaster5 жыл бұрын
battry bi fully theek ha
@waqasshah39185 жыл бұрын
Very niy sir
@sardarmuhammad4056 жыл бұрын
sir.. mera pas cyber power ups hai galti se (MCU) microprocessor short currcuit huwa ha kya Pakistan me MIL sakta hai ? plz koi contact num bata dain.. thanks..
@khalidfarooq41436 жыл бұрын
Please, request for value of R202 near output cap. Looking you reply Thanks
@abidhussainhussain73003 жыл бұрын
Thanks
@altafahmed16135 жыл бұрын
Apt inverex 1500 watt screen 00 fault bata rha hi as soloution batao
@muhammadrehanali69782 жыл бұрын
Sirhomage ups output stable ni ho Ra ha.
@taswarabbas93865 жыл бұрын
Good
@maginfo52374 жыл бұрын
Sir g diagram chahiye
@ZaighamAliAyub6 жыл бұрын
bhai jan homage ups hai jb button press krain to lcd pe light ati hai aur sath e bnd ho jati hai uska kya issue hai ups run e ni hota
@electronicabc6 жыл бұрын
Model number kia hai ? Side card wala model hai kia ? Side card k neeche Lm358 pin nunber 1 pe 5volt aply kren agar on ho jaye tu phir battery voltage detection se tion faulty hai
@ZaighamAliAyub6 жыл бұрын
g bhai side card wala hai main ye try kr k ap ko inform krn ga shukriya
@ZaighamAliAyub6 жыл бұрын
bhai jan mainay apki video dekhi dead ups walli mainay resistor change ki on ho gya par ab on hota aur saray digits show krta lcd k phr restart ho jata aur phr saray lcd k digits show krta hai aur sath beep b daita rehta hai
@MehboobKhan-pp5ki5 ай бұрын
Is bhai ka address kesi ko pata hy to baty
@bhoolu9877 жыл бұрын
Homage k HEXA models ma fan 24 hours chalta rehta hy. koy solution hy jis se iska fan standby mode ma off jaiy. JAZAKALLAH
@electronicabc7 жыл бұрын
fan sirf battery full hone pe rukta hai. charging mode main aur backup mode main smps supply kam karte rehte hai tu us ko cool karne k liye fan chalta rehta hai
@bhoolu9877 жыл бұрын
but ye HEX@ models ma fan sara din chalta rehta hai charging mode ma b, backup mode ma b aur standby mode ma b, rukta he nahi hai..... is se boht disturbance hoti hai...... shoor hota rehta hai.... q ajkal light to ja nahi rahi aur fan chalny se b current to use ho rha hai......
@electronicabc7 жыл бұрын
+Muhammad Shams Bhai jaan fan shor karta hai tu fan replace kar den aur lagataar fan is liye chalta ho ga k battery weak ho ge aur full hone main resist kar rahe ho ge.aap battery ko touch kar k dekho agar heat hai tu battery wale se chek karwa lo aur dekho battery charging k liye lcd main charging baar chalte rehte hai kia ?
@bhoolu9877 жыл бұрын
ye inho ne by default banaya hi aisa hai .. inko phone kar k pocha tha..
@abidhussainhussain73003 жыл бұрын
💯
@rahulpatelgujratahmedabad3497 Жыл бұрын
👌👍👌👍👌👍
@alirazaasif25276 жыл бұрын
24v ka 12v see check ho jata ha
@electronicabc6 жыл бұрын
Yes 24volt ups ki internal supply 12volt hoti hai
@farhanhassan31496 жыл бұрын
mera aurora ka inverter/ups bilkul aise he kharaab hogaya hai. apna shop no. dejaye main apko theek kernay keliye dey jata hun
@electronicabc6 жыл бұрын
To reach at our shop via Google Maps click on link below goo.gl/maps/LEcsi7dzYuy shop 34 rabia duplex mosamiyat chowk university road karachi
@MehboobKhan-pp5ki5 ай бұрын
Is bhai ka address or phone number mujy chaya ager kesi ko pata hy to mujy batay
@electronicmaster97015 жыл бұрын
Sir maire pas ik Ups ha wo battrey ko Amp nahe daita keya waja hosakta ha replied plz
@ahmeddin49516 жыл бұрын
Sir apna wetsepp no dana
@electronicabc6 жыл бұрын
get free help Join FB group and post your question with pictures of borad i am also in group facebook.com/groups/171260460137503/ or paid help is also available on request : facebook.com/shabbirabbasi92
@HILALKHAN5253 жыл бұрын
Bhai jan HEL 1007 KA SAME ISSUE HAI. DEAD HONE SE PEHLE CHARGING NI KAR RAHA THA AUR CUTOFF NI HOTA THA. KYA ISSUE HO SKTA HAI