Thank you sir magnetic sensor ke baare me batane ke liye, me ek Embedded System Engineer hu or soch raha tha ke wo kese kaam karta hai, chalo thank you me sirf ab wire change ka ke magnet move kar ke check kar lunga ke work kar Raha hai ya nahi
@HarshBhatt Жыл бұрын
Welcome brother 😊
@sureshchandrameena44982 жыл бұрын
Honda daazlar ke liye speedster ki ring or plastic ring kitne ki aayegi or kitne number ki aayegu
@HarshBhatt2 жыл бұрын
I'm not sure Please checkout local market
@ravibhushan6692 жыл бұрын
Sir pulser 150 bina bike chalaye meter reading badha sakte hai kya. Per day 20 km Plz reply
@HarshBhatt2 жыл бұрын
Yes
@ravibhushan6692 жыл бұрын
@@HarshBhatt kaise badhega please reply
@ravibhushan6692 жыл бұрын
Mai bahut pareshan hu bhai.
@HarshBhatt2 жыл бұрын
Is mai pareshan kyo ho rhe ho ?
@ravibhushan6692 жыл бұрын
@@HarshBhatt मुझे per day किलोमीटर बढ़ाना है प्राइवेट जॉब करता हूँ किलोमीटर केर् पैसा मिलता है। अधिक किलोमीटर बढ़ा दूंगा तो पैसा मिलेगा। 3 rs per km मिलता है। पल्सर 150 से 3 rs में नही हो पायेगा।
@johngonsalves2992 Жыл бұрын
could you please tell me the size of the lock (circlip)?
@mdasfakalam95725 ай бұрын
Sir display me galat speed dekha raha hai kya kare or milege 15ka dera hai pulsar 150
@rishabhdubey2302 жыл бұрын
Agr complete sensor hi change krna ho tbb.. Kya market me mil jaega?
@HarshBhatt2 жыл бұрын
Yes bro easyly mli jayega
@vanshgurjar99973 жыл бұрын
Pulsar 150 2005 me ye sensor install ho jaye ga
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Aaram se fit ho jayega Maine pulsar 150 2005 ka front alloy wheel pulsar 180 2007 mai fit kiya tha
@vanshgurjar99973 жыл бұрын
@@HarshBhatt are ma speed sensor cable bata raha hu ho jaye ga bhai
@Shiva.dhillon2 жыл бұрын
Bro agar meter mein speed galat kabhi 30 kabhi 50 dikhata raheta hai to kya odometer(jo ki kilometer) batata hai kitna chali vo bhi galat hojata hai kya ?
@HarshBhatt2 жыл бұрын
Ha bilkul sahi kaha Odometer aur trip meter bhi galat ho jata hai
@nw12353 жыл бұрын
Hello bhai, meine aise fevikwik se joint karke speed sensor thik kia tha, lekin 2 din mein wo nikal gaya... Aur koi permanent option hai? M-seal se try karne ki soch raha hun
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Bhai mere almost 15 din hogye Mera damage shayad kum hua hai Agar fevikwik na chale to mseal chal jayega
@nw12353 жыл бұрын
Ok.... Try karke bolta hun. May be speed mein garam hoke fevikwik tik nahi paa raha hai... short trip ke liye chal gaya par jaise hi long trip ki, bich mein nikal gaya aur wapas speed 0 show kar raha hai
@anokkonyakkonyak11042 ай бұрын
Good 👍
@Kunal_Awari_666 Жыл бұрын
Bhai mere bike ke mag wheel me vo threads hi nahi hai yani vo khatkiya 😢 under ki baju se hai do khatkiya
@sandhusona4029 Жыл бұрын
Wosher kaise kholi bro khul nai rehi mujhse to
@DHNTech3 жыл бұрын
Nice information Brother 💞#DHNTech
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Thanks 🙏
@crazyrestorer20203 жыл бұрын
Wow bro ❤️
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Thanks 🙏
@assamesegopsop Жыл бұрын
Good 👍 job
@vanshgurjar99973 жыл бұрын
Bhai meri pulsar ke carbonator se petrol kabhi kabhi nikalta hai to kya karu
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Leak hota hai ya overflow ?
@vanshgurjar99973 жыл бұрын
@@HarshBhatt bhai pata nahi Tohra sa nikala tha aur band ho gya
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Bhai agar leak ho raha hai to flot chamber ki gasket kharab hai aur agar overflow ho raha hai to flot pin ka problem hai
@vanshgurjar99973 жыл бұрын
@@HarshBhatt thanks
@ashishcarpenter64063 жыл бұрын
Magnet ring mil jayegi ky bhai
@HarshBhatt3 жыл бұрын
Sirf ring to nahi milegi lekin shayad wo plastic part ke saath mil jaye