link to download application of RADHIKA CLASSES play.google.co... Subscribe our telegram channel t.me/radhikacl...
Пікірлер: 96
@3amthingss2 күн бұрын
3:17 starting
@Ominder-l9q2 күн бұрын
thanks bhai
@SilpiKumari-r5u2 күн бұрын
Thank u so much sir...I am grateful sir🙏 I manifest to score good marks in physics exam....😌
@Benzene4202 күн бұрын
Damn as a 2024 passed student.Sir aapse last year ray optics padha tha. Nostalgia ho gaya. Guys you can follow him without a doubt.
@CrdnViper2 күн бұрын
Bhaiya bhot dar lgra hai padhke jata hu firbhi paper solve nahi ho pata
@Benzene4202 күн бұрын
@CrdnViper bhai dekh numericals ki kaafi practice karni padti hai. I did 100+ numericals each chapter. Har question ko try Karo and jo na ho usko mark karo and retry karo. Na samajh aaye to solution dekho and samjho ki kyu nhi hua. Was that conceptual error or just straight up lack of knowledge? Usko note karo and apne conceptual gaps ko fill karte jao. 70 me se 40-50 conceptual and theory/derivations vagerah rehta hai usko bhi acche se karna. Goodluck Also revision is the most important thing in the world.
@Vaibhukun2 күн бұрын
Bhai yeh bata lo ki genuinely agr mai 5 din jo chemistry ka gap days haina usme agr pdhu bss toh kya mera chenistry ho ajyega agr krganic bilul hhi questions nhi kre hai toh@@Benzene420
@PranjayGautam____072 күн бұрын
Aapke kitne marks aye the itne question krke???@@Benzene420
@KrishnaKumarSingh-52 күн бұрын
Bade bhai yah batana Mera abhi syllabus kuchh nahin complete Hai Bus basic basic term sune Hain aur syllabus abhi pura baki hai aur Sar ji achcha padhaate Hain Magar kahin mines plus bhul jaate Hain kahin matlab formule mein galti kar dete Hain Sar bus yahi problem hai sar se aur Sar kahin formula chhod dete Hain Jaise first chapter mein last spherical spherical thin charge surface tha vah chhod diye@@Benzene420
@Hindikahaniyaaan-e4uКүн бұрын
Sir chapter 1,2,3,or modern physics padhli hai semiconductor bhi second unit nhi padha hai sir
@tf.adarshКүн бұрын
Sir bina chapter wo kare wo interlinked hote h questions
@mohitsinghmehta7705Күн бұрын
Apan sir baki ka board series pdf kha uploade kr h bta do plz practice karni h
@himanshupoonia2912 күн бұрын
Sir bdiya se most expected questions bhi kra dijiye.
@BushraParveenAnsari2 күн бұрын
Please for chemistry also
@KrishnaKumarSingh-52 күн бұрын
Mere bhai kaise bhi pass kara do suicidal thoughts a rahe hain man Lo paper mein kuchh nahin a Raha Hai To Kya likhenge Jaise formula se related ya FIR physics se related ya FIR use questions related nahin aaega to kya likhenge please batana mere Bhai bahut confusion mein hai 🇮🇳🙏😭
@nutankumari72462 күн бұрын
13 din baki h 3 din m chapter k fast revision kr lo 1 pure din m derivation kro sirf Ya 2 din le lo 5 din jo bache usme pyq kro important ncert questions kro Baki k 3 din khud se padho self study numerical baana k dekho
@YASH-re4wb2 күн бұрын
bhai yeh sab mat soch, jo sir ne important topics bataye hai na woh bhi padh lega toh pass jo jayega. ek bhi question khali nahi chodna hai, sab bharke aa jaiyo. so examiner hai woh bhi tujhe pass karna chahta hai but pass karne ke liye question atleast 1 relevant cheez toh likhi honi chahiye. kamse kam formula wagera
@tf.adarshКүн бұрын
@YASH-re4wbBhai maine starting se kuch nahi kra h mere ch 1 hua h bs baki ek bhi topic maine touch ni kiya yr kya karu bata de ye topics karunga to bina chapter kare samajh ayenge kya ye questions banenge kya?
@YASH-re4wbКүн бұрын
meri haalat bhi bekar hai bhai, 20 din pehle hi padhna start kiya usme bhi kuch din waste, mein toh dummy student hu. dekh mein samajh paa raha hu ki you are feeling like ki koi aake madad karde but abhi padhna toh tujhe hi padega. mein tujhe itna guaranteed bata sakta hu ki agar tu ab se bhi padhega, matlab randomly kuch bhi padhta rahega na toh bhi pass ho hi jayega. lekin ha agar ek structured way mein padhega toh zyada better hai. dekh tujhe pass hona hai toh. waise toh karne ko tu roz ka ek chapter kar sakta hai 14 ya 15 tak uske baad 2 din physical ke liye. bhai dekh, 1st tera ho hi rakha hai usko revise karke uske kuch questions practice karle and 2nd chapter khatam karle jaldi hi. and fir 3rd chapter mein drift velocity and krechoffv's law karle aur unki derivations( matlab one shot pura dekhiyo but mainly inpe hi dhyaan diyo. itna bhi kar liya na 14 ya 15 tak toh physics mein strong situation aa jayega pass hone layak. agar yeh 12 ya 13 tak hi ho jaye toh atoms and nuclei karne ki koshish kar liyo 1 ya 2 din mein, kamse kam one shot toh pura kar hi liyo. fir jab 4 din ka break milega toh usme atoms and nuclei revise and kuch questions kar liyo uske. fir itna hone ke baad tu pass toh ho hi jayega but ha itna karne ke baad, har chapter ke 2 hours ke one shot kar liyo and important topics ke notes bana liyo, woh topics jo sir ne video mein bataye. dekh mein bhi abhi kar hi raha hu, mein experience se nahi keh raha yeh sab but aandaze se keh raha hu. but ha agar tu abse bhi padhega toh hopefully 30 number tak laa sakta hai. and bhai good luck!!
@tf.adarshКүн бұрын
@YASH-re4wb bhai mere 1st chapter hua h bs or baki chapters maine touch bhi nahi kare jo imp topics h usme se questions interlinked ate h mtlb agr gauss law pe a raha h to charge distribution mix ayega and tumhe E ka formula hi ni pata to gauss law ke q mix hote h kaha se banenge to Mai kya karu imp topics kru ya easy 6 ch kr lu bs
@ashishchauhan41212 күн бұрын
Thanks sir 😊
@SATISHJAYJAAN2 күн бұрын
Sir agar koi numerical nahi aata to que ka given likh kr no. Mil sakte h kya???
@movee74102 күн бұрын
Formula ka half nu, mil।sakta hai sayad
@cock542 күн бұрын
Given aur formula likhna hoga
@englishwithneelamКүн бұрын
Great!
@BOSS_DESERT_693 күн бұрын
❤❤
@itsanshu27182 күн бұрын
0:34😂😂😂
@sarahhasaan2 күн бұрын
Writing this message tdy following this will come on my result day
@Puhan_pragyan2 күн бұрын
Sir app link for ios
@KunalBudhlakoti-j9c2 күн бұрын
Sir batch me apne kitne ch ke question kra diyw?
@RADHIKACLASSES2 күн бұрын
5
@neymarjr63652 күн бұрын
0:34 🤣🤣
@souravsinghvlogs5875Күн бұрын
25 scoree Krna h. Bhaiya pls heps anyone pls give any help ful tips
@movee74102 күн бұрын
Haa yahin toh chahiye tha
@rattanpalvaid81312 күн бұрын
Sir padha sab ha par bula jathi hu derivation 😅
@AkashRajput-sj4bk2 күн бұрын
Thank you thank you so much sir plz aap kra dijiye plz
@31remix612 күн бұрын
Sir live upload bhi kr den a😊
@AsthaAyush-p3e2 күн бұрын
Bhaiya backbencher huuu main saal bhr nh padha bhai 😢😢😢😢😢😢
@Kallu_kaliya_18Күн бұрын
Derivations
@KrishnaKumarSingh-52 күн бұрын
Please bata do yaar physics aur math mein fail nahin hona chahte PCM ke liye Koi strategy bata do jisse pass Ho jaaye thoda kam padh likhkar mere bhai please mere Bhai senior Kisi ka help kar denge to unka bhi kabhi aane Wale samay mein koi help Kar dega please mere Bhai pass kara do Bhai kuchh bhi Rai de do kya likhenge man Lo question nahin aaega to usse related likhenge ya FIR physics se related chemistry se related 🙏🇮🇳
@Dhruv_0.22 күн бұрын
Mujhe bhi btio pta chle to m bhi aisa hi hu 😢
@Vivan2612 күн бұрын
@krishnakumar Singh bahi aisa nhi socho pass ho jaoge bus jo aaraha use padhiye ap...aur nhi ho raha to 12th hacker yt channel hai waha Pw ke ape sir padha rahe hai oneshot mast tarikese ho jayega tension nhi lijiye ...jaiye aur padhiye
@Aditya1_1_12 күн бұрын
For Physics Do All Conceptual Questions Arvind Academy, Theory + sabh formulae all Graphs and diagrams uske baad numerical agar time bache toh Diamond Questions from Radhika Classes se Kar lo (kuch bhi nahi padha toh Sachin Sir Physics ka Bhramastra Series kar lo hoo jayega) Maths Mein Anurag Chauhan Sir,Shivang Maths accadmy
@Yashu...01-t2 күн бұрын
Garentee le rhe ho sir
@SahebaBiКүн бұрын
Sir 35 dilo di❤
@KunalBudhlakoti-j9c2 күн бұрын
Sir mcq series or kra dijiye plz plz yt me
@_motivationshort2 күн бұрын
Sir bsc (physics)bhi start krye na plz..😢
@Rishit512Күн бұрын
Sir please ek request hain ye icse walo ke liye bhi bana do 😢😢😢