How to Set a Drawing in Auto cad with required Coordinates in Urdu/Hind

  Рет қаралды 89,350

aamir shahzad

aamir shahzad

Күн бұрын

Пікірлер: 357
@razaahmed3782
@razaahmed3782 4 жыл бұрын
V nice sir.hum beginars k liye aap ki videos bht karamad ha.jazak Allah.
@razaahmed3782
@razaahmed3782 4 жыл бұрын
Sir plz if possible mjhe prectice k liye autocad drawing chaye.thanks.
@QurankiAzmat
@QurankiAzmat 7 жыл бұрын
Masha ALLAH zabrdsttt sir g bht e khub speciall ap k samjane ka tariqa bht e simple or kmaal ka ALLAH ap ko sehat de Aameen
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Ameen & Thanks
@ajitsing7373
@ajitsing7373 2 ай бұрын
Nice video sir in autocad 👍
@atiquerehman8711
@atiquerehman8711 Ай бұрын
Vry informative
@faisalsaleem6203
@faisalsaleem6203 8 жыл бұрын
Allah pak ap ko hamesha khush rakhy or sehat wali lambi zindgi dy
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Ameen
@umarch5870
@umarch5870 8 жыл бұрын
Great sir Amir sab
@sonukrd7388
@sonukrd7388 5 жыл бұрын
वाह सर बहुत सिखने को मिलता है आपसे ! 🙏🙏
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 5 жыл бұрын
Thanks
@mkabbasiabbasi1382
@mkabbasiabbasi1382 Жыл бұрын
Nice information sir g
@kaliadora7168
@kaliadora7168 3 жыл бұрын
Sir V.V THANKS🙏👍👍👍👍
@hafeezjutt9395
@hafeezjutt9395 8 жыл бұрын
thank u so0 much bro ..u doing to0 go0d for all...keep it up bro ALLAH bless u
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Thanks Hafeez jutt
@kamran1928
@kamran1928 6 жыл бұрын
wah wah mashallah kia bat hai amir bai
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
thanks
@Aamirkhan-xk7gn
@Aamirkhan-xk7gn 8 жыл бұрын
salam jinab AAMIR SAHIB YOU ARE DOING WELL FOR SURVEYOR
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
w salam Thanks
@Aamirkhan-xk7gn
@Aamirkhan-xk7gn 7 жыл бұрын
i am serveyor in habshi consultant in kuwait and you are which company
@Aamirkhan-xk7gn
@Aamirkhan-xk7gn 7 жыл бұрын
can u give me your mobile numbe r
@anoopmoolamkulam
@anoopmoolamkulam 8 жыл бұрын
Thank you so much Congratulation Sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Your welcome
@ZaheerAbbas-tg9hz
@ZaheerAbbas-tg9hz 7 жыл бұрын
Good job sir God bless you.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Thanks
@abidsaeed1742
@abidsaeed1742 Жыл бұрын
Very nice bro.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad Жыл бұрын
Thanks dear
@rajsarayu5500
@rajsarayu5500 3 жыл бұрын
you are my good master
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 3 жыл бұрын
Thanks
@KamranKhan-ne2qn
@KamranKhan-ne2qn 8 жыл бұрын
sir Allah apko lambi zindagy ata parmaye ameen
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Ameen or bohot sukria
@hamzajaved4981
@hamzajaved4981 6 жыл бұрын
Tooo Gud video Sir g
@babulalmalik9859
@babulalmalik9859 2 жыл бұрын
Thank you sir
@MUHAMMADSHAHZAD-qm9oi
@MUHAMMADSHAHZAD-qm9oi 7 жыл бұрын
Very nice sir.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Thanks
@FUNTIME-kb6ql
@FUNTIME-kb6ql 8 жыл бұрын
Very Nice Work SIR
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Thanks Land Surveyor
@fiazbarq5853
@fiazbarq5853 8 жыл бұрын
hello sir apka pas total station k notice ha'n to plz is email id pe send kre'n fiaz.burq@gmail.com
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
+Fiaz Burq in videos k bad b notes (notice) ki zaroot ha :-)
@fiazbarq5853
@fiazbarq5853 8 жыл бұрын
sir g mery pas waqt bhut km he me'n total station ur G P s ko 20din me'n sekhna chahta hu'n kea aisa mumkin he'.ur total station se lavel ka kam kaise lety ha'n us ki bi plz video add frma de'n
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
+Fiaz Burq mari video how to survey in total station ma level or coordinates dono ik time lia ha usa dak lo
@nadeemyaseen3743
@nadeemyaseen3743 7 жыл бұрын
nice job Sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Thanks
@shahzadksa7747
@shahzadksa7747 8 жыл бұрын
nice job brother
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Thanks
@technicalexpert7231
@technicalexpert7231 4 жыл бұрын
Thank you sir very helpful
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 4 жыл бұрын
Most welcome
@dirpk
@dirpk 4 ай бұрын
Good sir
@wasimmumtaz9731
@wasimmumtaz9731 8 жыл бұрын
sir ap ki video ka ma wait kr rha hun please time nkal kr ye video share kerin.qoordinates wali building kaliyea drwaing.aor autocad ma hi qoordnates bna kr in ko excel ma move kesy kerty hain.may Allah give you good health.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Ma na video upload kar the ha please check kAR LA kzbin.info/www/bejne/lYu5g4J5eLqbpbs kzbin.info/www/bejne/anrNYqGsgqt9ZsU
@aqeelmehmood4394
@aqeelmehmood4394 8 жыл бұрын
thanks sir u solve my big problm
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Your welcome
@kinngkhan1377
@kinngkhan1377 8 жыл бұрын
very nice, thank you sir , keep it up
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Your welcome king khan
@iliyaskhan93
@iliyaskhan93 7 жыл бұрын
good jobe bhai jaan
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Thanks
@iliyaskhan93
@iliyaskhan93 7 жыл бұрын
aafwan aakhi
@prokashkumar3870
@prokashkumar3870 6 жыл бұрын
Very very nice
@ghafaranjumproduction8777
@ghafaranjumproduction8777 7 жыл бұрын
verv intrust vedio sir thanks
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
your welcome
@yasrabahmad2235
@yasrabahmad2235 7 жыл бұрын
Jazaka ALLAH sir g
@tariqmahmoud2680
@tariqmahmoud2680 6 жыл бұрын
very nice sir ...i am again in
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
Thanks & its long time i didnot seen your comments
@KamranKhan-ne2qn
@KamranKhan-ne2qn 8 жыл бұрын
good sir
@happeningaroundtheworld8120
@happeningaroundtheworld8120 6 жыл бұрын
GOOD WORK
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
Thanks
@dirpk
@dirpk 4 ай бұрын
Sir may ap ke konsi video deko ke mujay survey atucad building jo b construction ho samaj ajai full
@zeeshanmalik4131
@zeeshanmalik4131 6 жыл бұрын
Nyc
@ashiqhussain3135
@ashiqhussain3135 4 жыл бұрын
Aslam o Alekum Dear sir please inform me k kesy hum Road Cross Section wagera bnaty hn Autocade mn aur Cut fill wagera kesy nikalty hn yani Quantities pleas
@zaheerashraf46
@zaheerashraf46 7 жыл бұрын
nice brother
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Thanks
@asadlal7527
@asadlal7527 8 жыл бұрын
informative
@MuhammadSohail-og2go
@MuhammadSohail-og2go 8 жыл бұрын
sir road cross section aur long section ko autocad 2007 may draw krny ka koie asab tarika ho tu bta de agr ap k pas ho tu pir snd krlo plz sir engr.sohail.01@gmail.com
@najiburrahman4274
@najiburrahman4274 4 жыл бұрын
Sr Dimension change nahi krna bs dwg ki unit bhi wohi rahe lekin inka jo orignal lenght hai wo ana hai Sr mare pas aik plot ki size hai 25 X 50 hai abhi jb mai inka dimensions chk krta hon tu km dara ha hai mujhe aisa scal dena hai ka ye plots ka orignal lenght aye
@fiazbarq5853
@fiazbarq5853 8 жыл бұрын
sir g agr drawing pe coordinate 1000' :2000 hu'n ur gps se us muqam k coordinate 1500" ur 4000 bn rahy hu'n to autocad pr coordinates chnge kaise krty ha'n
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
is video ma mana yahe to kia ha ik bar video dobara dakha or phir samaj na aha to phir ma ap co clear kar do ga
@danishmujtaba2984
@danishmujtaba2984 7 жыл бұрын
sir slam .sir agr 2 coordinate dye hoye ho to auto cad main khud kasye coordinate aa jate hy method kya hy
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
W salam agar ap drawing k bat kar raha to kha ha k drawing un 2 coordinates k motabic set ho jati ha is lia phir tamam coordinates un k motabic aha ga
@whykhan376
@whykhan376 7 жыл бұрын
thanks sir g
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Your welcome
@jahurulislam3184
@jahurulislam3184 7 жыл бұрын
Sir please help me How can calculate coordinate of a bridge or flyovers structures sus as pile cap,piear cap, bearing pad, gerder etc.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
jahir is k lia ap muja drawing send kar da phir main ap co reply karo ga
@jahurulislam3184
@jahurulislam3184 7 жыл бұрын
+aamir shahzad plz give me your mail no.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
aamirshahzad216@gmail.com
@rajeshkhanna7537
@rajeshkhanna7537 2 жыл бұрын
Tanx sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 2 жыл бұрын
you are welcome
@RehmanFarid
@RehmanFarid 8 жыл бұрын
SALAM sir how r u .... main first time dahk raha hon ap ki ya video ,, ap nay boht acha samjya ,, but agr hamry pas drg may (NORTH) Na diya ho then same tariqy say ham chage kar sakty han drg ko kia >????????
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
g bil kul
@RehmanFarid
@RehmanFarid 8 жыл бұрын
ok sir thankssss ,,, sir this my email ,,, rehmanfarid67@gmail.com muhjy jo normal cad may use hony wali lips han wo send kar din jo ap ki nazar may zarori han ok ,, or this my cell number ,, 00966-58-2569074 text me on whats up or imo ask u some thing about SW_DTM
@sohailsaudi800
@sohailsaudi800 8 жыл бұрын
Asalam-o-alekum sir nice education sir. sir kya triverse k bary mein ap video banae gy please k trivers kease ki jati he total station se aur trivers close krny k baad OSS mein jo farq Ata he Osse adjust kease Kia Jata he. please sir open aur close trivers ki video banae. M waiting ur reply.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
w salam bahi muja yad ha ap na pala b traverse ca bola tha likin abi ramadan ma humari site ki timing 2:00am sa 8:00am ha is doran time nahi milta k site k alava khoi or kam kar sakoo or dosri bat mara instrument traverse ca option lock ha jo perches karna para ga likin ma insha ALLAHA dosra kasi instrument sa bana do ga eid k bad
@sohailsaudi800
@sohailsaudi800 8 жыл бұрын
OK thanks sir. Mein Waite kro GA ap ki video ki. Coordinates mein jo farq Ata he triverse close krne k baad OSS ko kease adjust Kia Jata he computer pe vo zaror detail se bataeye GA. And thanks for reply sir and M waiting ur trivers video after eid. Allah bless you.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
+Sohail Saudi insha ALLAHA likin eid pa ma Pakistan jaraha ho or mari vapasi 22/7/16 co ha videos us k bad mila ga insha ALLAHA
@nazimraja549
@nazimraja549 5 жыл бұрын
Sir agar Drawing ma Plant coordinates ho to un ko autocat ma kasay UTM ma change krtay han
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 5 жыл бұрын
Drawing co align kar la apna UTM k coordinates k oper is sorat ma ap co total station ma Scale Factor dalna ki zaroort nahi ho g Q K ap na drawing ma scale adjust kar lia hota ha kzbin.info/www/bejne/hZiTm3qhg8qHndU kzbin.info/www/bejne/Y5a8Y2CYpJidppI
@akumar1150
@akumar1150 5 жыл бұрын
Dear sir ek auto cad dwg me dusra sump ka dwg hai jiska coordinate alag hai to usko pahle dwg me kaise ek sath set kre plz help
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 5 жыл бұрын
align command sa jis co main na ik video ma expalin kia ha kzbin.info/www/bejne/r4bOfGuMaL2biLM
@wajids7720
@wajids7720 5 жыл бұрын
very good sir gps ke madad se column kesy lagate hai mobile k zaryee
@razzilfaraon
@razzilfaraon 7 жыл бұрын
as salam alaykum wa rahmatullah sir CAD 2017 me dimension update kise karenge
@civilcreators6420
@civilcreators6420 8 жыл бұрын
Amir bahi same as built ki tarha as built ko topo khty hain kya
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
ha kha sakta ho likin as built under groud pipe ki b hosakti ha tunel ki b hosakti ha
@kpknews5933
@kpknews5933 8 жыл бұрын
Sir how are u sir sawal ye hai k screen mi urdu writ kesa ata hai cad mi
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Agar ap you tube k bat kar raha to ya ha subtitle hota jo khud sa likna ya upload karna perta ha
@mohitjain8110
@mohitjain8110 7 жыл бұрын
r/sir sir help me how i convert my drawing feet to meters my all drawing draw in feet bt my unit use in engineering bt if i change unit dacimal in meeter autocade convert to only inches why plz tell me n solve my problame
@mohdnaim7247
@mohdnaim7247 6 жыл бұрын
Sir Shukriya
@AliKhan-ow3ue
@AliKhan-ow3ue 7 жыл бұрын
aslam o alikum .agr hamay apne drawing ka angle pta krna ho ksa pta kr skta ha q ka mara pas to plotting drawing ha is ka angle pta krna ha
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
ik line per 2 coordinates la la or azimut distance method sa ap calculate kar sakta ha
@AliKhan-ow3ue
@AliKhan-ow3ue 7 жыл бұрын
aamir shahzad is method ko define kr sktay ha ap ya koi video hay is pa .
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
ap agar group ya question kara ga to ap co shahid detail mil jaha g
@AliKhan-ow3ue
@AliKhan-ow3ue 7 жыл бұрын
shkria g bht bht Allah azat day..
@faheemshehzad8741
@faheemshehzad8741 4 жыл бұрын
Sir I'd k ilawa ik aor short command autocad sy coordinate culculate krni ki wo konsi h
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 4 жыл бұрын
Watch these videos kzbin.info/aero/PL6lSnhW4YFv5Cn-VLMFIaAM27-c3JfzkU
@mustakkhan-nr5pl
@mustakkhan-nr5pl 8 жыл бұрын
nice
@sohailsaudi800
@sohailsaudi800 8 жыл бұрын
Inn Sha Allah. kheriyat se Jae ap aur kheriyat se aae. but m waiting trivers video. Pakistan kis city se he ap?
@noorbabamohd2843
@noorbabamohd2843 Жыл бұрын
Use full vedio hi.nexr vedio khounsa hi batau na
@ShahFaisal-sb4jy
@ShahFaisal-sb4jy 2 жыл бұрын
Amir shazad sahib auto cade mein pipe line per vedio shre karo
@yogeshwaryadav1477
@yogeshwaryadav1477 5 жыл бұрын
Sir drawing convert mm to Mitter. .001 se karne par 'RE Enter k bad drawing corrupt ho jati line cut ho jati hai Kya mistake hai
@autocadlearn5635
@autocadlearn5635 5 жыл бұрын
Sar pliz A4 pepper k hesab se dimension kase sat kar te ha jo print me teehk nazar aye
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 5 жыл бұрын
print k method per mara videos ha ap dak la kzbin.info/www/bejne/ZmnQnp-aiZqkY9k kzbin.info/www/bejne/eICsm2OBfZarm8U
@mohammadyousaf2229
@mohammadyousaf2229 7 жыл бұрын
اسلام علیکم عامر بھائی بیشک آپ کی وجہ سے سرویر بھائیوں کو بڑی آسان ہورہی ھے جس کا اللہ تعالی آپ کو اجر دے۔ میرا سوال یہ ھے کہ بعض دفعہ 4 دئے گئے کواڈینیٹ میں سے 3 کے ساتھ align کیا جاتا ھے اس کی وضاحت کر دیں پلیز۔کیا دو کے ساتھ غلطی کا امکان موجود رہتا ھے؟؟؟؟
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
ap khoi b drawing per align kar sakta ho
@brownmunde8142
@brownmunde8142 2 жыл бұрын
🙏🙏
@ashokkumar-vr4zg
@ashokkumar-vr4zg 8 жыл бұрын
Mr aamir shahzad sahab may autocad 2013 use karta hoo mughe leader ke sath coordinate kaise nikalte hai autocad me id comand se nikalta hoo lekin phir hame coordinate copy kar ke type karna parta hoo lekin may chahta hoo leader ke sath automatic likal aaye one by one nikalne me bahoot time lagta hai aapke ak video me autometic nikalte hai to kaise nikalte hai thora mughe explain kar denge to aapki bahoot maharbani hogi aapki sir jee.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
ashok kumar is topic per mara ik video ha jis ca title how to load application ha usa dak la
@luqmanshah3309
@luqmanshah3309 7 жыл бұрын
thank u Sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
your welcome
@engiimaan2203
@engiimaan2203 3 жыл бұрын
Sir I am very happy for your channel coz very important and beneficial knowledge , so what is this Cad and how I can get in Any specification About Cad? Thank you I hope to Answer me
@saurabhbhati4537
@saurabhbhati4537 2 жыл бұрын
Ground TBM se 7th floor pe layout kaise kre TBM building se bs 10 MTR dur h 7th floor se ground TBM dekhna muskil h
@hdgskills4561
@hdgskills4561 8 жыл бұрын
sir ap ne IDD comand is me import keya hy ya is me hy.main ne try keya laken nahi howa
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
idd ik lisp ha jo ma na auto cad ma load ki hoi ha
@hdgskills4561
@hdgskills4561 8 жыл бұрын
thanks
@hdgskills4561
@hdgskills4561 8 жыл бұрын
sir ye survey commands kaha sa melty hy jo CAD me load kya jata hy.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
+KING KING is ma to survey command nahi ha
@mohitjain8110
@mohitjain8110 7 жыл бұрын
sir one more question kya hum auto cad ki help se google map me apni drawing show kar sakta ha, if yes to kase or kml file kya ha or kha par use hoti ha
@md.faysal
@md.faysal 6 жыл бұрын
sir maey bangladeshce hon maey chahtahoki ek drawing par maereko kisi ek jagaka coordinate patahe laekin oce point kahape hoga ooo mojhe pata nahi isliye mojhe kia karna parega pleas bataiea
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
drawing k ander or upper right side, legend ma likha hota ha
@md.faysal
@md.faysal 6 жыл бұрын
sir kiya likha hottahay?
@razi384
@razi384 7 жыл бұрын
Assalamu Alekum...how to calculate rotation drawing(35 degree or others) co-ordinates. please make a video for it.
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
W salam check these video may b it will help you? kzbin.info/www/bejne/hZiTm3qhg8qHndU
@sheikhadilmehmood7359
@sheikhadilmehmood7359 6 жыл бұрын
Sir 2016 autocad main dimension update ka option nhi mill rha
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
Bahi ha Q nahi ha
@snkhan103
@snkhan103 7 жыл бұрын
Aslamoalaikum (poao11.lsp) ko kaise istemal kaREN?
@civilcreators6420
@civilcreators6420 8 жыл бұрын
Thanks
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Your welcome
@khalidjan7096
@khalidjan7096 7 жыл бұрын
Sir AOA, please tell me how to enable Dynamic Input and it shortcut key also
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
mara last video ma main na batha tha on karna k lia ap F12 press kara kzbin.info/www/bejne/bnq8f5mqZsR8Y8U
@iftekharkhan8879
@iftekharkhan8879 3 жыл бұрын
Sir humko kaise pata chalega ki cordinates kis unit me hai ?? Plz reply ..jisse aap ne bola ki cordinates meter me hai
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 3 жыл бұрын
Ya drawing ki description ma dia hota ha
@ImranKhan-ke1bo
@ImranKhan-ke1bo 7 жыл бұрын
salam sir aap ki autocad Wala folder playlist mai nahi atha jub mai tubemate mai open karta hoo aap ka channel q nk mai tubemate sai download karna chahta hoo
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
is k bara ma main kuch nahi kha sakta
@Mominsurveyorsconsultants
@Mominsurveyorsconsultants 2 жыл бұрын
Autocad cordinate ko local cordinates me kaise convert kare
@bishnushil8164
@bishnushil8164 7 жыл бұрын
aamir sir mera ek drawing me dimension show kiya hai 7.5 m but jab mai usko autocad mai measure karrahahu to wo 15.000 m dikha raha hai fir usi drawing mai dusra jaga mai dimension show hai 1.2 miter fir mai usko measure karrahahu to wo thik 1.2 m dikha raha hai... sir help me please is drawing ko mai kaise thik karu...
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
mara lia ya pali bara ha k asa khoi masala ho ap muja woho drawing baj d main us dak kar he bata sakta ho send me drawing on this email aamir.shahzad@hdec.co.kr
@bishnushil8164
@bishnushil8164 7 жыл бұрын
+aamir shahzad sir ami apko drawing send kiya hu ekbar dekhke please bataye ga
@bishnushil8164
@bishnushil8164 7 жыл бұрын
+aamir shahzad sir mai apka dikhaya hua proces kiya tha but sir usme 7500 dimension match horaha hai but sir drawin shap change ho ja raha hai or sir x axis change karnese to change ho raha hai but y axis ka v sab dimension mai match nahi ho raha hai mai aj rat usko bahot try kiya sir apke time hoga to drawing ko ekbar pura dekhke thora solve karke dijiye na please sir
@445nadeem
@445nadeem 8 жыл бұрын
IDD COMMAND KE LIA KON SE LISP ISTAMAL HOTI HA cad 2007 Mae Kam nahi Kar rehi (Unknown command "IDD". Press F1 for help.) ya error araha ha kindly guide me thanks
@445nadeem
@445nadeem 8 жыл бұрын
kindly send me list of idd nadeemhussain445@gmail.com
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Apna Email check kara main na lisp send kar d ha
@445nadeem
@445nadeem 8 жыл бұрын
thanks sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Your welcome
@Real-facts76642
@Real-facts76642 6 жыл бұрын
Boss aik video landscaping par bhi bnao.
@sisirdas601
@sisirdas601 7 жыл бұрын
Sir aisha wala video or bhi chahiya sir kiu ki ya surveyor ka liya Jada kam pe ata hai...ho sake to upload kardijiya...pls
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
is sa milta julta mara kafi videos ha jo ap co mara channel per mil jaha ga kuch ca link send kar data ho kzbin.info/www/bejne/r4bOfGuMaL2biLM kzbin.info/www/bejne/namxpmibgdyqbLs kzbin.info/www/bejne/qXvHf5aej9CmkKM kzbin.info/www/bejne/hZiTm3qhg8qHndU
@sisirdas601
@sisirdas601 7 жыл бұрын
Thank you sir...
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
your welcome
@bkhan12319
@bkhan12319 7 жыл бұрын
sir aik video share kar dain k auto cad me coordinate kesay enter kartay hain. us par kaam kesay kartay hain, shoro se bata dain. thank u
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
is k lia ap mari ik play list ha auto cad for beginner us dak la shahid ap co help mil jaha link ma lik data ha kzbin.info/aero/PL6lSnhW4YFv7OdUG-EgvkJA-VtlhzlftE
@umergujjar8530
@umergujjar8530 8 жыл бұрын
amir bahi thanks amir bahi kya north hmysha uper hona chahye
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
zaroori nahi bus calculation ahshan karna k lia kia hs
@amarjitnag6345
@amarjitnag6345 7 жыл бұрын
how to show co-ordinates idd setting in auto cad 2007
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
follow this video kzbin.info/www/bejne/jWrWk2CiqaaEjKM
@civilengineeringstudy1098
@civilengineeringstudy1098 7 жыл бұрын
How to set up (0,0 ) coordinate and then after I have to find out 100,1000) hw can we do
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
0,0 base k coordinates ha
@dawoodkhan6017
@dawoodkhan6017 7 жыл бұрын
sir.please create a video about coordinates in bridges,drainage system
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
Coordinates same he hota ha bus ap co calculate karna ca method ana cha he ha is per mara kuch videos ha una dak la shahid ap co help mil jaha kzbin.info/www/bejne/h3vYhYOqoJyNhtU kzbin.info/www/bejne/fnSUimp5qpiqmKM
@majidmughal4607
@majidmughal4607 7 жыл бұрын
Sir site planing k bary main btaaay
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
site planing kha ha?
@dilpasand4676
@dilpasand4676 4 жыл бұрын
Sir local coordinates me drawing kaise set kare. Please guide Karen. Thanks
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 4 жыл бұрын
ya video dak la shahid ap co help mil jaha g kzbin.info/www/bejne/hZiTm3qhg8qHndU
@Engineerazhartiger9755
@Engineerazhartiger9755 6 жыл бұрын
Can you please tell me how to change global coordinate to local coordinate
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
For this purpose, I made a video before watch this kzbin.info/www/bejne/r4bOfGuMaL2biLM
@RehmanFarid
@RehmanFarid 8 жыл бұрын
Sir Ya lisp ki comment kasy create karty han ya b bata dijya ga plzzz
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
ya tora advance level k bat ha jis per abi tak mari b pori grift nahi ha is lia ap co explain nahi kar sakta likin agar ap co lisp cha he to mara pass kuch lisp ha main ap co email send kar sakta ho
@RehmanFarid
@RehmanFarid 8 жыл бұрын
aamir shahzad sir Lisp To mary pas b bhoT pari Han ...liken main chta hon k dahkon kasy banti ha ..... khar Ak or baT Drg ka North na Diya Ho To b isi tariqa Say Set kar Sakty han Cordinats Par Set kar Sakty han
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
Phir ap drawing co align kara ga us k lia mara ya video dak la kzbin.info/www/bejne/hZiTm3qhg8qHndU
@Engrtahirkhan
@Engrtahirkhan 6 жыл бұрын
salam sir kesy hai ap sir g ek swal hai.... 1-> sir jab ham orignal coordinate wala drawing rotate krty hai to us k coordinate py asar parta hai k ni plz is py zara vedio bna dy
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 6 жыл бұрын
W Salam g bilkul para ga q k location change ho jaha g
@ashimarosh9034
@ashimarosh9034 5 жыл бұрын
Sir PDF file AutoCAD may Kai'sa konvart hota ha
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 5 жыл бұрын
ya video dak la kzbin.info/www/bejne/eWHVi3uFYryBjpY
@rameshnainala1437
@rameshnainala1437 8 жыл бұрын
45 angle hole how to make
@chandanpanda2323
@chandanpanda2323 5 жыл бұрын
Sir please provide us 'idd' lips command deatils. How I can download it?
@rameshnainala1437
@rameshnainala1437 8 жыл бұрын
actually I asking for auto cad drawing angle holes how to make
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
can you please send me sketch on paper because I still confuse
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 8 жыл бұрын
because I am working for civil
@imtiazahmed1013
@imtiazahmed1013 7 жыл бұрын
description ma idd lisp nahy mili sir
@aamir.shahzad
@aamir.shahzad 7 жыл бұрын
is video ma nahi ha main ap co link send kata ho us video ki description ma link b ho ga or kasa upload karna ha woho method b ho ga kzbin.info/www/bejne/jWrWk2CiqaaEjKM
How To Align/Set on Coordinate A Drawing In Autocad
20:46
Moin Warraich
Рет қаралды 15 М.
“Don’t stop the chances.”
00:44
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 62 МЛН
We Attempted The Impossible 😱
00:54
Topper Guild
Рет қаралды 56 МЛН
Мен атып көрмегенмін ! | Qalam | 5 серия
25:41
Quando eu quero Sushi (sem desperdiçar) 🍣
00:26
Los Wagners
Рет қаралды 15 МЛН
How to scale and align the drawing to its real coordinates
7:50
Shokit Asghar
Рет қаралды 57 М.
Excel to autcad in Urdu
12:07
Mudassar Nadeem
Рет қаралды 34 М.
Auto cad Training in Urdu|Auto cad Complete course in 2 Days
15:33
Civil Engineering TV
Рет қаралды 88 М.
How to Import GPS Coordinates in AutoCAD with Point Numbering
19:17
“Don’t stop the chances.”
00:44
ISSEI / いっせい
Рет қаралды 62 МЛН