Ap K topic bht achy hoty hen life mn ye cheezen face Ki hen aadhi zindgi to ase hi guzar jati hein chkron mn Ansan nfsyati ho jat
@kashifshahzad35287 ай бұрын
Absolutely right
@Learn-eco Жыл бұрын
Ap ny Jo toxic people ki qualities btye hn ,wo Sb qualities mery husband or susral mn hn.or mn morwat mn Sb sunty rhy hn,ap ny sch kha is Sb sy mental health effect hoty h,or Meri mental health+physical appearance dono hi 2 months mn khrb ho gi.
@hinarashid11658 ай бұрын
Same my situation
@asiakhanasiakhan-do9gc Жыл бұрын
Nice yr..mera bhi dil kr rha h join krne ka..itni classie jga rehti h ap.. MashaAllah 4 ur confidence n ur life style ..Allah save u fton evil eye ..ameen
@BilalKhan-n7l8s Жыл бұрын
Thankuu sooo muchhhhh❤for sharing your ideas. Kasam se ap ki baton se bhut hosla milta hi bilkul aesay he kuch log hain jo preshan krtay hain plz... Ap is trah k ideas apny vlog mn lazmi share kia kray🤗💯
@Irtazarao098 Жыл бұрын
Assalm o alaikum Ap ne sahi bataya aise hi handle karti thi mein jab se Allah pak se apni batain share karna start kinnor quran ki tafseer start ki tab se is sab toxic people ki koi value nahi rahi wo him ko kia kehte hein kia nahi kehte bas Allah pak ki raza ke liye un ko ignore karte hein jis pe bi hum ko hi sawab milta he or sakoon bi Agar un ke liye grudges rakhain to bi theek nahi jo ke hum ko hi tension mein rakhti he ye baat so Un ko maaf kar ke Allah pak ki khatir un ko ignore karain this is better for our soul peace
@Nosha-jg4nx5 ай бұрын
Bhot Achi lgi ap ki baty ma b bhot furmaberdar thi mgr us sy kehi ziyada tklefy uthai pr Allah Pak UN SB k bedly ma bhot Acha sila Diya ab ma Germany ma Hun Ur Allah Pak Ka krm hai jtna Shuker Ada kro utna km hai .mehnet kro bedlam Allah Dy GA.
@madihacookingvlogs1512 Жыл бұрын
Itna koi sakoon milta ha apki baton se wait hota apki video ka very nice shearing sister 👍
@rosemariefernandes6600 Жыл бұрын
Thank you for sharing your ideas. Many a times we know these things but do not have the guts to implement them due to fear but if we have someone like you to guide us and back us up we pick up courage.
@naushinsayyed4694 ай бұрын
Iam indian.jaise aapne bataya same aise hi hai meri saas meri nanad jinki shadi nhi hui hai aur kal ki aayi hui dewrani bhi.mai badi bahu hu lekin koi izzat nhi.mere ammi abbu ko bhi bohot giraya in logo ne.😢mere husband ko bhi bhadka dete the.Alhumdulillah ab mere husband ko samajh aa gyi aur mai ab alag rehti.pehle joint me thi.thanks mam.❤
@mohibrehman6121 Жыл бұрын
Aoa....meri peyari sis ye sari chezen mane face ki hn....mgr afsos us waqt mujhe itni samjh nhi thi...aj me wo sb krti hun jo ap advices de rahi hn... aj me kisi ko b apni life mn interfare nhi krne deti...door se salam karti hun...unki oqaat pr unko rakha hua hy.
@abdullahshah5963 Жыл бұрын
Aap ka aik aik word bilkul theek ha, main aesay logon k samnay khamosh rhti hun , aur aap believe krain Allah mera bdla khud he le leta ha ,jis se mera dil bht zyada satisfied ho jata ha.
@herfablife Жыл бұрын
Thanks!
@hervlogs_1 Жыл бұрын
You're right. Psychology also says people react when they aren't able to control you! So don't let people to control you. Do whatever you want but silently.😎 Is k baray mn to hmaray islam mn bhi hai k insan ko kisi dusray insan say darnay ki zrurat nahi!🫶🏻 Wesay b jitnay bhi toxic susral hain let them be. un k pichay apni positive energy waste krnay ki bjaey esay kamo mn energy invest kren jiska apko kal ko output milay ❤
@mirmariafarooq Жыл бұрын
Next video should be for new moms. Us main guide krain guide krain new born ki shopping kesay krni hai, after delivery khud ko r baby ko kesay manage krna hai, recommend good baby products and also share your experience.
@farzanabegum7818 Жыл бұрын
Yes Mam these things I always faced. I ignore those people in my life. Thank you so much for your sharing this.👌💗
@UmmeMuhammadWaleed Жыл бұрын
Dear ap ki videos se buht motivation milti hai please make more videos on this topic
@Nasir-pt3dd Жыл бұрын
Ap ki aaaammmiii ka sun k mje buht acha lagta hai ... aise he mai ammmiii k sath jati wo buht khush hoti ti ...
@amiratalha-s1u4 ай бұрын
Ap MashAallah bohat positive way may problems deal krti Hy.....you are too too much strong emotionally..... Every woman should be strong like you to spend a successful life..... especially after marriage......
@atiaraja82364 ай бұрын
You have made a very good and proper video,precise and upto point,covering each and everything,thank you
@basitali4121 Жыл бұрын
You are luckiest person ke apni mother ke sath itna quality time spend kr rahi ha MA❤ mother is world ke sub se precious 💞 relation ha😢
@rabianiaz99196 ай бұрын
Very nice sharing❤❤
@nasreenkhan67295 ай бұрын
Wooow This is my 3rd video I have seen of Urs.This topic was really the best.I find it useful n positive n help me because I have toxic people in my family.I really need this So that I can handle them living in same house.Plzzz Share more videos like this helpful video,As U can understand the person.Thank u So much.Take care ❤❤❤
@dressideas575 Жыл бұрын
aj kafi din tension k bad bht sakoon mila ap ke btay sun kr apnay baray ma socha apni care ke Allah ap ko bht kushiyan day ❤❤
@herfablife Жыл бұрын
aameeen
@sajcooks28284 ай бұрын
Thanks for sharing this video u have showed positive feedback
@zaryabzaryab2299 Жыл бұрын
Assalamolaekom aapi bohot achi baty kar rahi ho aap meri zindagi bilkol asi logo my hy allah aap ko bahot khosh rakhy ❤❤❤
@RaniKiRasoee Жыл бұрын
bht achhi baat batai my dear sister bht achhha lga dil khus hogaya pata h sister aap comment ka reply krti h mujhhe bht achha lagta aur comment karne ka dil bhi krta h dil khus ho jata h sister aap 5 time namaz padhna sara din kaam krna kaisi kr leti h ispe vedio banaiye plz mujhhe help mil jayegi mai utajhh jati hu kabhi kabhi
@seemakhan73227 ай бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Mashaallah bahot ache se samjhaya aap ne … aisa lagraha tha jab aap ko sunrahi thi to koi maa apne bache ko jeene ka sahi tariqa sikharahi ho Mujhe 2 months old baby hai n i was very confused how to deal with toxic people Jazakhallahu khaira
@shobasrinivasan686 Жыл бұрын
What to do if the toxic people happen to be MIL or husband... they think it's ok to throw their frustration on daughter-in-law or wife. Anything goes wrong, we are to blame. It's ok for them to cross limits with words but we are judged wrongly most of the time when we express our inability. There is always only expectations...
@herfablife Жыл бұрын
take stand for yourself
@Svayrasdreamland Жыл бұрын
agar stand lo tou wo kehtay haen chlo bhai ghar say niklo. paper phnch jayay gay.
@cosmos2210 Жыл бұрын
@@Svayrasdreamlandbaji itni himaat ya value nai ha tuo phir tuo tmhain hi brdasht krna hoga.
@bawarchidunya Жыл бұрын
@@Svayrasdreamland stand esy lena ha kisi ko pta b na chaly ap nay kahawt tu suni ho ge ( saanp b mar jay or lathi b bach jay) naql karny kay liy b aql ki zarurt hoti ha
@branchy8639 Жыл бұрын
My MIL is in disguise like meeti churri , manipulating .
@krazi8180 Жыл бұрын
Ma sha Allah barak Allah very well explained, Jazzak Allah khair baji.
@tauqirahmad5347 Жыл бұрын
Mjy phly ye video dekhni chahiaye the ... sari batain relatable hain...😢
@ayatfatima51214 Жыл бұрын
Ap ja kahn rei han ye b btya kren choren in btin ko
@alizadiary494 Жыл бұрын
Bohot saari baate aapne thik kahi, kuch ache Idea 💡 bhi diye it was helpful, thankyou 😊
@kamranslifestyle1286 Жыл бұрын
144 assalam O alaikum bhen mashallah beautiful vlog may Allah bless you and your family
@mallikam1667 Жыл бұрын
Super, super, super, very good, beautiful advice, very usefull, thankyou, keep it up.
@CryastalAwan7 ай бұрын
My God mujay lgta tha k sirf m he in sb cheezo ke victom hoo but meri sari behne he bechari preshan hn.lekin yakeen manen in sb bato n itna sakoon dia hai jis koi had he nhi.
@apkimasterni9117 ай бұрын
Aapne ittne achchey se expalin kiya ki I felt is should make notes
@asifaishasolangi6218 Жыл бұрын
excellence points to face toxics person I really so inspire you
@hirahanif4923 ай бұрын
Apk topic boht achy hoty hain 👍
@aleezavlogs731 Жыл бұрын
Is baat pe bilkul agree ho k app bachy nahi sambal sakti m app ki jo sari baatie h bilkul agree ho
@nidakazmi60274 ай бұрын
ap ki video sy bohut motivation milti h; mery shadi joint family mn hui h; mery ami ne hamysha mujhy ye he kha k ahar wo khush huy to hum khush; yakeen karen uk ko khush karty karty apni zat tak ganwa de; lekin mujhy us toxic family se kuch hasil ni hua; ab mujhy meaky mn ye kha jata h k unko jawab dety to wo sahi rhty; is mamly ko ab kisy handal karun plz tel me
@nehabhatt73513 ай бұрын
Absolutely you are right ❤ thank you
@Shayari2526 Жыл бұрын
Aapki speech sun kar mere aansu jari ho gaye. Maine 16 saal.. Apni saas ka sun sun kar guzar diye, par ab mujh se bardaasht nahi hota. Roz roz to bahes nahi hoti par jab bhi wo mujh par bigadti, baat be baat mujhe sunati to pichli saari baten mere zahen me gardish karne lagti, aur meri aankhon se ashkon ki barsat jari ho jati aur 2,3 din tak nahi rukti. Pehle to roz roz unki baten unka gussa sun kar roz roz roti thi. Dewrani aane k baad usme kuch kami aayi thi par jab wo saas se bezar ho kar separate ho gayi to phir se main hi shikar ban gayi. Par ab bas, maine kuch decide kiya hai, maine unse baat karni band kardi, jo bhi poochna hai bacchon ke zariye poochti hoon. Ghar ka sara kaam kar leti hoon, hum apni zimmedari nibhayen to kafi hai na. Am I right?
@herfablife Жыл бұрын
Stand for yourself
@YavishtYadav4 ай бұрын
Mene bhe sas se bat karni band kar diya
@Shayari25264 ай бұрын
@@YavishtYadav maine kuch dino baad hi baat karna start kar di thi. Ek ghar me rehte huwe ye possible nhi hai, aap bhi meri tarha react karen mtlb wo kuch bura kahenge bhi to ye samajh kar neglect kar dena ki unke paas dimag km hai isliye aisa keh rahe hain Waise ek baat kehna chahungi ke kabhi bhi doosron ki soch ko right samajh kar apni zindagi ko uske according chalane lagna galat hai, hamare halat hum hi behtar jante hain, aur zaruri nhi hai ke sab insan ek jaise hon, hum doosron ka sun kar apni zindagi kyun matasser karen...
@hadiyabano21368 ай бұрын
It's first time I'm watching your videos and it feels k almost every video Is made for me❤ thank-you for giving positive energy to us ❤
@khoobsuratvlogs431 Жыл бұрын
Jo baatein aapne ki bilkul yehi haal hai un logo ka 😊
@anumadaan88547 ай бұрын
Apki video bhut achi hoti ha bt mai stable nhi ho pati jyda time ke liye jb tk apki video dekhti hu tb tk thode din bhut acha motivate rhti ho thode din baad fir vhi sb hone lgta ha pls reply
@creativelife94916 ай бұрын
Hi mam thanks so mah I am from India pr apka y video bhot a6a lga me espe jrur amal Krugi thanks mam
@erumafd2295 Жыл бұрын
If the Toxic relationship is with the husband, then what to do.
@Ghosthere23 Жыл бұрын
Koi tareeqa mily to mjy b btana plzz
@bintezahra7757 Жыл бұрын
Sister husband bs sath dany ki bat krty hain laken daty nhi sirf apni marzi krty hain hr kam main 18 sal ho gye ab to bachy bi college ga rahy hain na gany kub change aye ga aik acha or neat ghr chahti hon laken susral sath nhe dy raha
@AmjadKhan-fb6sh Жыл бұрын
Jitna ho skay onka khyal rkhain nail neiati s
@AmjadKhan-fb6sh Жыл бұрын
Baqi Allah py chor dain
@AmjadKhan-fb6sh Жыл бұрын
Susral ka bhe aor husband ka bhe
@foziawaqar2023 Жыл бұрын
Your motivation tips spread a good vibes
@MuhammadIbrahim-md6bt Жыл бұрын
Mera BP high ho jata hay or heart issues hotay ja rahay hen .😔
@shllshockers9033 Жыл бұрын
Yess u r v right abt good mother
@asifseemab35388 ай бұрын
Zabardast topic mery huband Mil and Fil teeno aik point p ikhaty ho jaty hain or inme se jiski b ghalti ho uska sath dety hain meri physical or mental health bohta effect hoe ha iswaja se kya kron plz guide krien.
@dualifestyleandcooking Жыл бұрын
Thanks for sharing Jazzak Allah Khair dear sister 🌹❤
@herfablife Жыл бұрын
My pleasure 😊
@farhattahir4020 Жыл бұрын
Very nice vlog ab jaldi se apne mahey ki dress designing b share kr dien plz
@kiddingideas551 Жыл бұрын
Very very nice sharing
@ZohaanAli-p4q Жыл бұрын
Kindly also make a video on how you keenly observe people
Excellent advice thanks for sharing love love and thank you so much ❤GOD BLESS YOU
@herfablife Жыл бұрын
You are so welcome
@jassipunia39136 ай бұрын
Mujhe lgga tha k m hi preshaan hu but ab lgta hai k bhut sisters mere jese hain mere ko meri saas ne kitchen se nikaal diya k ye mera ghar hai 3 months ho gye mera 5 months ka baby hai aur ek beti hai 2.5 years ki us ko lgga k mukhe bache paalne pdenge aur ab mere husband ko aur meri beti ko bulati hai but mujhe aur mere ko nai bulati but jab mere husband unse baat krte hain to mera ro ro k bp low ho jata hai mujhe bhut gussa aata hai bs apne bacho k liye sasural m bethi hun 😢😢
@AsifAfridi-z7g8 ай бұрын
Thankuu apne es par baten ki
@kanwalazam31718 ай бұрын
U r very true lam not amazed but what I am amazed at is they blame other people of same qualities what they have .
@bawarchidunya Жыл бұрын
Main b esy logon ko jldi pahchan leti hon pher sawal hi pada nahi hota dobara un ko muka milay
@shumailarahman5475 ай бұрын
Min joint family min rehti hun ....just and only one rule khamoshi .....distance rakhuu ...
@harshitaannu3076 Жыл бұрын
Wo pati hi ho to kya kruu... Me bahut jada pressan hu.. Kya kruu
@fakhranaaz89728 ай бұрын
Bahut sukoon mila apko sunker , mere saath aisa hi huwa tha,
@herfablife8 ай бұрын
Thank you 😊
@ArbazMugalMugal Жыл бұрын
Thank you ma'am thank you so much mere Puri sasural wale mujhe pareshan Kar Raha hai wahi baat tum achchi maa Nahi ho .Yaha tak ke MERI beti 6 year ki hai .Mera beta 4 Saal Ka unko mere liye akele mein Bura bhala kahte mere bachche disturb rahte hai.aapki baate bhut help ful rahi mere liye
@nirshasaman4216 Жыл бұрын
Masha allah ur inspiration for me
@haider8699 Жыл бұрын
Sallam you are absolutely right ....Allaaha bi zaroor jawab deta hai unko
@Islamic.status8708 ай бұрын
I dont believe k itnnnnnnaaaa similar hai watever u r speaking is 100% true in my case...
@Rub472 Жыл бұрын
It is very helpful for me ,thank you
@gamingbuildingandcubing5644 Жыл бұрын
Assalam u alaikum, jazak ALLAH HAY KHAIR dear, all is true.
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much
@farhatjabeen4712 Жыл бұрын
Gud topic from bhrain
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 😊
@basitali4121 Жыл бұрын
Such a very true topic 😢ye hr ghr ke story ha
@humerasohail6393 Жыл бұрын
Seriously no words for your praise ❤❤❤❤
@herfablife Жыл бұрын
thx dear
@Irtazarao098 Жыл бұрын
Bilkul mein bi aise hi karti thi ke mein toxic logon ke bare mein ziada na think karun so mein air-pod laga ke kuch acha sunti rehti thi is ka bihat acha impact tha meri life pe
@BushraGhazi-gj6lk Жыл бұрын
Appi assalamualaikum meri ghar me bhi kuch toxic log hai unke sath ab mujhe Aisa hi karna hai
@Anukakitchen-l1l Жыл бұрын
Jb husband hi esa ho to kya kry
@anilazafar3896 Жыл бұрын
Really love it videos and change my life love ur style ye tu bot hi mazy ki
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 🙂
@faysworld1312 Жыл бұрын
Aoa, toxic people sirf in laws mein nahi hoty apny sagay behan bhai b hoty hain .meri real sister mery sath asy karti thi kuch arsa mujhy samjh nahi aye mein depression mein ja rahi thi mujhy back neck pain rehny lag gaya tha mery husband bohat achy hain mera 12 years ek hi beta hai mein apni life mein bohat khush hon lakin sister mujhy bohat depressed karti thi jab mujhy samaj aye mein ne us ko block kar dia ab mein bilkul theak hon agar mein asa na karti toh shahid deep depression mein chali jati .
@15renubala123 ай бұрын
😮😮
@shehryarahmad42833 ай бұрын
Same like my sister
@nafisakhan4559 Жыл бұрын
Mera bhai aisa a ar cheez may tng krtay a bohat ziada taunt krta a
@sumaiyashariff68 Жыл бұрын
Mashallah v nice points maam
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 🙂
@misbashokat946 Жыл бұрын
First dfa ap ko vedio dkh h. But bohat schi batya ki h apn. ❤❤❤❤❤❤ ...
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 🙂
@hafizjee52537 ай бұрын
Main aisa hi krty hon mery in laws aisy hi hain so main un ko hamesha ignore hi krty hon jub ladny ka un ka mood ho to main waha say uth k nikal jaty hon wo isy bat k pechy bolty hain k ye hmari bat nai sunty bat nai krty dua salam say agy koi bat nai krty shadi ko 4 year ho gy hain😊
@twinklepuff1241 Жыл бұрын
toxic logon se jaan chooranay ke baad jo aik takleeef dah regret sa rehta ha ke mene itna time kiu suffer kia kaash main pehlay is se jaan chura leti. aik aur cheez hoti ha ke baar baar bateen yaad aati hen falan time me is ko aisay reply dena chahye tha. in sab cheezon se kese chutkara paysa jaay
@geetarajpurohit8642 Жыл бұрын
Ap bahot ache se bataya
@salamatali37 Жыл бұрын
Bhht achi baten kin ap ne jo practice b ki ja skti hn... Ar faida b ho ga
@pollytheparrot8929 Жыл бұрын
Thank u sooooo sooo much for this... Very much needed it... ❤❤🤗🤗🙏.. Yea my family is like this to the point 😞.. But what to do if they don't respect your boundaries!?
@herfablife Жыл бұрын
You are so welcome
@IslamicTalks740 Жыл бұрын
They have to respect..u just ignore dem...talk only wwn it's necessary...nd den Dey will understand automatically
@BushraGhazi-gj6lk Жыл бұрын
Bahut tension dete hai aise log thank you appi aapki saari bate bahut achchi or helpfull hai allah aapko khush rakhe,,❤️😊
@yourhometeacher21516 ай бұрын
Really thankful ❤❤
@summilonely4928 Жыл бұрын
Toxic husband ko kaise deal kare aur agar hum unki zimedari uthate hue Apne aap ku independent nahi rakh sake aur ye log samjhte hai k ye to hum pe depend hai
@farhanabegum6877 Жыл бұрын
Aslkm behan aap Quran parho translation ke sath inshallah aap ka masla hal hoga inshallah jazakallah 😊
@herfablife Жыл бұрын
relax Ask Allah
@hiramohsin1251 Жыл бұрын
Nehgbuer b hote h ayse me to fan ho Gai ap ki
@herfablife Жыл бұрын
Thanks!
@littleblush5353 Жыл бұрын
Thank you for these tips and your experience
@herfablife Жыл бұрын
My pleasure!
@summilonely4928 Жыл бұрын
Is waqt my aise hi depression se guzar rahi hun mujhe itna zada pressure dal dete hai har kaam har ek member ka waqt pe phir kahete hai k Tum ne Kya hi Kya hai .aise relationship se kaise nikle ya rahe to kaise deal kare
@herfablife Жыл бұрын
relax don't think negative.
@foziaasim9681 Жыл бұрын
Same ap kese handle krhi hen sb
@deebanaaz413 Жыл бұрын
No need this topic but love to listen 👂 ur sound.s already liked baji
@herfablife Жыл бұрын
Thanks a lot 😊
@HumaFatma-gf8ip Жыл бұрын
You are absolutely correct
@shllshockers9033 Жыл бұрын
Plz share the recipe ingredients which u were showing in video❤
@Tayyaba-qazafi Жыл бұрын
Assaalam oalaikum masha Allah nice and beautiful vlog
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 😊
@itzzayesha2121 Жыл бұрын
Bohot sahi bataya h aapne ye
@sheezakhan410 Жыл бұрын
Ur most of the tips right to deal such people give headaches n interfere in other’s personal life. Everything we learn when we get mature but still sometimes we give other people priority on ourselves which is wrong bc we also have to keep our self respect in order to keep our dignity in family n in society. Comparison n jealousy I faced a lot in my life n i always preferred not to let it go but when it’s too much n habit then we have to stop them n remind their limits 😅. Tc
@herfablife Жыл бұрын
Great job.
@ummehafsafarooqui288 Жыл бұрын
Assalamualaikum I have came to your channel watched one or two vlogs I must say I loved it.. it gave me so much happiness I enjoy watching ur videos Love from UAE❤
@herfablife Жыл бұрын
Thank you so much 😊
@jaideepsingh73058 ай бұрын
Aasay log baad mai logo say kahtay hai k yeh humsay baat nhi karti