Sar mere pass bs6 bike hai over race Ho Rahi hai kya Karen bataen
@anabiyastudio6527Ай бұрын
Mere Pass paltina bs4 hai sem yahi hai jab jab start hota hai jaise chalega khub sahi jab kabhi khade kar do start nahi hota hai kyu Aur jab धुलाई कर दो तब भी स्टार्ट नहीं होता क्यों
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Bs 4 model me washing karte time pani chala jata hai esliye air mar liya karo, aur band hone ki problem hai toh carburettor ko set karwalo thik ho jayegi
@devyanshworlds88622 ай бұрын
kitne km chelne ke bad update kerwani chaiye buke
@AbhishekSingh-cu9nj10 ай бұрын
Platina 110 ko update karne k liye kitna battery voltage ki avaysakta hoti h please🙏🙏 reply sir
@biketechnicaldanveer10 ай бұрын
12 voltage hone chahiye
@dilippatidar85229 ай бұрын
Yadi 12 voltage se kam voltage rahe to kya hoga
@biketechnicaldanveer9 ай бұрын
Battery discharge ho jayegi
@yogendragupta29223 күн бұрын
Aaj Maine v apni bick update kraya. Bt usne bick se system pr Kiya aur fir bick me install ni kiya. To kya mera bick update complete ho gya hoga?
@biketechnicaldanveer22 күн бұрын
New wale tool se update karwalo
@sarveshsingh3981Ай бұрын
Sar gadi over race Ho Rahi hai kya Karen bataen
@biketechnicaldanveerАй бұрын
Carburettor ko clean karwalo aur air fuel mixture screw ko set karwalo aur tapped clearance check karna hai thik ho jayegi
@RaviKumar-z5t1p4 ай бұрын
Sir update karne ka kitna paisa lagega
@srhvan.thakor.1950 Жыл бұрын
🎉🎉🎉🎉. સુપર
@srhvan.thakor.1950 Жыл бұрын
भाई मैने लाई है प्लेटिना 100cc 30 दिन पुरा हुऐ हैं अपडेट कब आएगा
@dsjidd43542 жыл бұрын
Good knowledge
@Mudasir281 Жыл бұрын
How much it costs
@divyadrishti83147 ай бұрын
service center wale update karne ka 1500 maang rahe hein jo ki mujhe jyada lag rha h....kya bahar se ye kaam ho sakta h?
@biketechnicaldanveer7 ай бұрын
Update ka 1500 jyada hai 250 rupaye lagte hai
@bhupenderkumar412565 ай бұрын
200 rs bhai only Mujhse to 100 rs hi liye the😅
@mohitshakya90128 ай бұрын
Otp kiske phone par aayega please tell me
@biketechnicaldanveer8 ай бұрын
Jo no. apne Bajaj me register karaya hai us par OTP aayega aur Bajaj authorised service centre ka hi no.register hoga
@neerajshortking4 ай бұрын
Computer file kaha se Milega
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Bajaj authorised service centre me
@rocket2world014 ай бұрын
Sir ye kaha par abelble hai mujhe chahiye
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Bajaj authorised service centre me hi milega
@Theimmortalgandhi2 жыл бұрын
update krne k fayde kya h or nuksan bhi
@biketechnicaldanveer2 жыл бұрын
Fayda Ye hai jo bhi sensor kaam nhi kar rhe ho bo bhi kaam krne lg jayega
@NavinKumar-yk9pi8 ай бұрын
Mobile number kaise change Karen purana mobile kho Gaya hai
@devendrakushwaha5718 Жыл бұрын
Bhai kitne pese magte he updated karne ke
@biketechnicaldanveer Жыл бұрын
Agar service time to time service centre me hi ho raha hai to update ka koi charge nahi lagega
@jaikanwarbhardwaj7852 Жыл бұрын
सर मोटरसाइकिल बार बार अपडेट क्यों मांगते हैं
@biketechnicaldanveer Жыл бұрын
क्योंकि सेन्सर बीच में काम करना छोड़ देते हैं इसलिए उसको अपडेट करना पड़ता है बार-बार
@jaikanwarbhardwaj7852 Жыл бұрын
@@biketechnicaldanveer जानकारी देने के लिए आपका बहुत बहुत आभार
@RajPalSingh-gq6wq2 жыл бұрын
Very 😞 bad
@babusaheb99977 ай бұрын
Bhai tumhare jaise mechanic ho to kya hi baat hoti. Ye sale to English padhna jante nhi flash kya krenge service centre me
@biketechnicaldanveer7 ай бұрын
Thanks
@RaviKumar-z5t1p4 ай бұрын
Sir update karwane ka kitna paisa lagta hai
@biketechnicaldanveer4 ай бұрын
Agar service time se ho rhi hai toh koi bhi charge nhi lagta hai, agar time se nahi hota hai toh 350 Rs charge lagega