Bhai ap ki bike ma konsa visor laga ha or konsi company ka ha ?
@majimotovlogs11 ай бұрын
Koi visor nehi hai, khol diya abhi
@RIDER_RISHU__91 Жыл бұрын
Bhut Dino baad video daali 😮
@majimotovlogs Жыл бұрын
Yes bro, Durga puja me busy tha
@RishuKumar-vo1uc Жыл бұрын
BHAI AAPKI BIKE ME JAB SE LIYE HO TAB SE AAJ TAK KITNE KM CHALI HAI AUR BIKE KI FI SYSTEM ME KOI PROBLEM AAYI HAI YA NAHI
@majimotovlogs Жыл бұрын
Koi problem nehi hai approx 5k chali hai
@rizanjosee5119 Жыл бұрын
Bhaii Summer k time par hamare yaha 45°C tak temperature chala jata hai toh kya RTR 200 par 10W-40 Engine oil work karega ya fir summer k time par 10W-50 grade ka Engine oil use karu bhai ? Aap k kya suggestion hai iske upar
@majimotovlogs Жыл бұрын
Nehi bro 10w40 enough,
@vivekjena819__ Жыл бұрын
Make a proper video on how to maintain bike shine or maintenance Please🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@majimotovlogs Жыл бұрын
Already there are lot of videos about maintenance on my channel , please visit may channel playlist
@Health_Vigyan10 ай бұрын
ভাই তুমি বাঙালি?🎉
@mohibquadri4053 Жыл бұрын
Bhai ground par kitne din sikhe bike phir streets par kab aa skte hai ? Aur kis baat ki practice jyada kare.. also how to protect ourselves from accidents on slow speed in any situation..
@majimotovlogs Жыл бұрын
Brake ki practice jada karo, hard braking ignore karo, dono brake aksath habit karo, front brake jada and rear brake kam , but dono karo, and in slow speed clutch brake and throttle ki combination practice karna hai, ground pe karo 15days, then kam bhid wale road par slow speed ride karo, bike stopping practice karo,
@mohibquadri4053 Жыл бұрын
@@majimotovlogs Thanks a Million 💎 Bhai !! 😊
@prasenjitmondal824 Жыл бұрын
Nice 👍
@gautam0371 Жыл бұрын
Tyer inflator ko use karte time bike ko chalu karne se koi fark padega bike pe