Hello sir M S Hydraulic work Yuken vickes veljan Rexroth daikin voith nachi etc works Ghaziabad
@SukhdevSharma-m4v Жыл бұрын
Mar ko order kar na hai
@diwanjakhar6271 Жыл бұрын
Sir iske age suction oil filter kaise lagega
@diwanjakhar6271 Жыл бұрын
Sir like mut do, jabab do
@skelectrical551 Жыл бұрын
Section oil filter Laga sakte hain but uske uske liye hamen ek aluminium ka uski cap banvakar use per oil filter ham fit kar sakte hain usmein problem yah hoti hai ki ham usko lagane ke bad mein jo air usmein banta hai air nikaalne mein problem aati hai to hamara pump start nahin hota ham chahe to use plunger pump per hamen ek bar jali Laga sakte hain jisse ki koi dust vagaira uske andar Na jaaye
@Panthri.paurigarhwal10 ай бұрын
Sir is pump ka spare part kaha milta hai, suction line ki NRB chahiye thi
@skelectrical55110 ай бұрын
Aap kha se ho
@nadimkhan5421 Жыл бұрын
Sir hamne hydraulic 5 plunger pump 1440 chakkar m chalaya tha to uska ek hi plunger kaaam krr rha hai problem solve please
@skelectrical551 Жыл бұрын
Plunger pump ko check Karo ,pump me kachra to nahi gya h
@nadimkhan5421 Жыл бұрын
Sir check krliya hai but pressure nahi laga rhaa bilkul bhi paancho plunger kaam kar rhe hai
@skelectrical551 Жыл бұрын
@nadimkhan5421 relief Valve check Karo
@sagarrajput75082 жыл бұрын
👍👍👍
@subhashsaini77552 жыл бұрын
good
@ImtiyazKhan-wh5ih2 жыл бұрын
Sir y kha pr lga hua hota h
@skelectrical5512 жыл бұрын
Hydraulic pump h
@skelectrical5512 жыл бұрын
Ye hydraulic oil ko aage speed se bhejta h
@ImtiyazKhan-wh5ih2 жыл бұрын
@@skelectrical551 sir y konsi gadi m lga hua hota h y maluum Krna h
@ImtiyazKhan-wh5ih2 жыл бұрын
M hydraulic valve loding and cantrol lapping krta hu