Ustad sahib ka gana sun kar zindigi ka maqsad aur kimat samajh aati hai. Hum khushnasib hai ki unki gayaki sune ke layak hame uparwale ne banaya.
@amarendraborah69413 жыл бұрын
The great Mehdi Hassan Saab was the synonyme of soft, soothing, and soulful music ! Professionalism, perfection, and Sophistication in performance was the hallmark of the great Khan Saab ! His style of gayiki was pretty simple, soft, effortless, soothing, and soulful but overbearing and difficult to emulate ! The great Mehdi Hassan Saab had given ghazal gayiki a pedestal, which will be difficult to surpass ! He was just incredible, as an exponent of ghazal gayiki ! Infact, no epithet is sufficient to describe this enormous talent ! It was as if, the 'ROOH'(SPIRIT) of Ghazal Gayiki had gone, with his sad demise ! What a COLOSSAL LOSS it was !
@oshhin14 жыл бұрын
whatever ustad mehndi hasan saheb sings becomes an inspiration for billions of the people all over the world. itni umda gayaki itni katin raag i bet so called singers cant ever touch his shadow as far as singing is concerned. may god bless him always.
@subhabratabhattacharyya22427 жыл бұрын
God sings through his voice
@amitajmani97374 жыл бұрын
True. 🙏
@shehrozhaider93063 жыл бұрын
ALLAH ney mehdi hassan sahab ko alag hi gala aur sur diya tha . Un jesa ghazal gaeik aaj bhi naheen hai. Un jesi bass aur taan lagaaney waaley bade bade ustaad apni ungli moo mein ley letey they . Salamat ali khan (pure classical singer) ney aik baar socha yeh mehdi kahaan ham kahaan classical gaaeik to unho ney mazaaq mazaaq mein mehdi hassan sahab sey kaha key aap gaeiye koi ghazal to to jab mehdi hassan sahab ney ghazal rag darbari ku ba ku phel gai baat. gaai to salamat ali khan sahab kehtey hen . Mein hairaan reh gaya aur jab to kuch naa kaha . Lekin ghar pey aa pey wahi ghazal gaai lekin baar baar mehdi hassan ka sur aur andaaz gaeiki zehn mein aaney lagi to unhon ney kaha ham naheen gaa saktey ghazal aesi mehdi hassan sirf ghazal gaeik naheen hai . Woh poora ustaad tha classical singing ka. Mera dil naheen chaaha rag darbaari gaaney ka agley 6 maheeney tak . ALLAH jannat naseeb karey. Salamat ali khan aur mehdi hassan sahab ko , 😭😭
@JavedAli-bn3mq6 жыл бұрын
itna thehrao our sur pe itni pakar shaid koi ga sakta ho allah pak jannat min jga de khan saab ko
@rramabhadran15 жыл бұрын
long live ustad. inka gaana sunne ke baad, kisi aur ka gaana kaun sunega
@muhammadadnan03465 жыл бұрын
Enyone in 2019/9/12 لوگ ملتے ہیں زمانوں کا سکون پاتے ہیں تم میرا درد بڑھاتے ہو چلے جاتے ہو -
@baqir8606 жыл бұрын
Legend of legends from Pakistan. Mehdi Hassan khan Sahab.
@Taporeee Жыл бұрын
The Master
@tirloksingh40477 жыл бұрын
wah ise kehte h sangeet
@veenashukla47377 жыл бұрын
wahhhh
@amitava198815 жыл бұрын
Nice One..!!
@shahbazhayyat13 жыл бұрын
i love this ghazal.......... Love you Khan sahib also...