bilkul hum sabhi ko hamaare mulk par bada hi fakhr tha , hai aur rahega, ise yoon hi nahi yaad kiya mere maula hussain ne magar aaj kal woh baat nahi rahi aur ummeed yahi hai ke yeh kaale baadal nafraton ke chat jayenge bahut hi jald aur wahi puraane din aayenge jahan ek doosre se nafrat nahi pyaar hua karta tha aur shana ba shaana , haath mein haath lekar aage badhenge aur ek doosre ke liye fikrmand rahenge aur madad bhi karenge, inshallah. kyun ke taareekh mein hum ne dekha padha suna hai ke utaar chadhau aur badlau bhi aate hi rehte hain. woh kisi shayar ne bilkul sahi kaha hai: Raat bhar ka hai mehmaan andhera kis ke roke ruka hai savera.
@murtazashujanaqvi92999 ай бұрын
﷽سبحان الله جزاك اللهُ
@1101smartkooldude10 ай бұрын
waah kya baat kahi nayaab bhai- filbadi ek shair usi nauyiyat aur tarz par dekhiyega; hamein tum dete ho dhamki jaan se maar daalne ki tumhe khabar nahi ke hum lene kafan karbala aaye sadiyaan chaudaah guzar gayin tumne seekha hi nahi yazeed hazaaron mitgaye mitaane jo barmala aaye.
@1101smartkooldude10 ай бұрын
nayaab bhai marhoom shaheed professor sibte jafar ke baad koyi aisa kalaam suna hai jo haqeeqat pe mabni hai aur bilkul apne samaaj ki akkaasi karta hai aur aayina dikhaata hai. Khuda aap ko iski jaza de.