IBS kya hai || Irritable Bowel Syndrome || IBS kya hota hai

  Рет қаралды 14,283

Sachchidanand Singh

Sachchidanand Singh

8 ай бұрын

#IBSSymptoms
#IBSkelakshan
#ibskailaj
#ibskyahai
#ibs symptoms treatment in hindi
#IBS
#ibskokaisethikkare
#mentalhealth
#mentalhealthawareness
Dr Sachchidanand Singh
#PsychiatristinPatna
#BestPsychiatristinPatna
#mentalhealth #mentalhealthawareness #sachchidanandsingh
Links -
Google - surl.li/jldcj
Website- psychiatristinpatna.com/
Justdial- www.justdial.com/Patna/Shanti...
Practo- www.practo.com/patna/doctor/s...
Facebook - / psychiatristinpatna
Instragram - / drsachchi
threebestrated- threebestrated.in/psychiatris...
Video and editor - rb.gy/5mcph

Пікірлер: 140
@aradhyavlogs2497
@aradhyavlogs2497 8 ай бұрын
बहुत बढ़िया बात बताया आपने इससे बहुत लोगों का फायदा होगा🙏
@DineshKumar-dt8mg
@DineshKumar-dt8mg 3 ай бұрын
बहुत-बहुत सुन्दर जानकारी IBS के बारे मे thanks
@NishaSingh-rk5zr
@NishaSingh-rk5zr 8 ай бұрын
Bahut achchhi jaankari.. thank you sir 🙏
@SandhyasGardening
@SandhyasGardening 8 ай бұрын
Bahut acchi jaankari.
@GautamVerman-uc3mc
@GautamVerman-uc3mc 8 ай бұрын
Very very thanks my dear sir....ye video mere liye Bhut useful h ....🙏🙏🙏
@shrutikumari3561
@shrutikumari3561 8 ай бұрын
True! Changing diet plan, exercise, yoga, meditation, breathing exercise especially when u r stressed or doing some stretching, going on a walk has actually helped many people 🙂 Thnku sir😁
@harendrayadav2126
@harendrayadav2126 3 ай бұрын
Sir mai 8 years se preshan hu sir ab aapke pass jarur aunga
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
🙏
@harendrayadav2126
@harendrayadav2126 3 ай бұрын
Sir aapke pass aane pe number kitne dine phale lgana padega mera sabhi janch 2019 me kraye the colonoscopy endoscopy and blood test me sbhi janch huaa tha doctor janch me gastritis doctor aapne parchi pe ibs gastritis likh diye or dwa diye 3 month chalaya lekin koi far nhi pda uske bad doctors ka chakrlgana band kar diya kiya
@harendrayadav2126
@harendrayadav2126 3 ай бұрын
​@@drsachchidanandsinghsir aap ke pass number kaise lga shakte hai sir or ane pe one days me aapko hospital se chhuti mil shakta hai
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
@@harendrayadav2126 same day ho jayega, number lagane ki jarurat nahi hai
@sandeepnipane3417
@sandeepnipane3417 7 ай бұрын
Sir aapne bahut hi acche se samzaya hai.aapka bahut bahut dhanyawad
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
🙏
@VickyKumar-xj6gv
@VickyKumar-xj6gv 6 ай бұрын
You are respectworthy for me sir ❤ Santhey
@user-qn9mc5du8m
@user-qn9mc5du8m 8 ай бұрын
Thanks sir
@harendrayadav2126
@harendrayadav2126 5 ай бұрын
Sir aap bhut achha bataye jo kabhi doctor etna nhi bataya or paisa luta janch ke name par colonoscopy endoscopy xry CTSCAN ka name par
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
Jitna bataya gaya hai, follow karne ki koshish karen ya kisi Psychiatrist se milen aap thik ho jayenge
@SaritaSingh-xd4cz
@SaritaSingh-xd4cz 8 ай бұрын
वेरी गुड
@dharmendraparihar6252
@dharmendraparihar6252 7 ай бұрын
Thanks Sir!
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
So nice of you
@rajeshbarya7091
@rajeshbarya7091 3 күн бұрын
​@@drsachchidanandsinghsir kya aap online consultation karte ho
@user-ft2gm3mj9n
@user-ft2gm3mj9n 2 күн бұрын
5 साल से पतले बदबूदार दस्त दिन में 5 बार जाना पड़ता है और लेट्रिंग फ्लस नही होती है क्या ये IBS की बीमारी ह
@Sumaya_hossain
@Sumaya_hossain 4 ай бұрын
Rait Bhai
@SaritaSingh-xd4cz
@SaritaSingh-xd4cz 8 ай бұрын
सर
@rajaneebala1022
@rajaneebala1022 6 ай бұрын
Mujhe bhi hai air
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Kisi Psychiatrist se milkar ilaz karaiye, aap thik ho jayenge
@koushikdowarah6832
@koushikdowarah6832 7 ай бұрын
Sir me assam se dekh raha hu mujhe bhi ye problem hain aur mujhe anxiety hain aur panic attack atte hain aur mere pure body me dard hain masules me jolon hote hain aaj 12 sal se
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Aap kisi Psychiatrist se dikha sakte hain, aap thik ho jayenge. Ya aap 7070474808 par call karke online bhi dikha sakte hain
@anilkumarsharma358
@anilkumarsharma358 7 ай бұрын
Sir mujhe bhi constipetion aur gas se bahut paresan hu bahut treatment liya aram nahi hai ab piles ki bhi samasya ho rahi hai aur depression anxiety bhi hone laga hai kya kare
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Aap aas paas ke kisi Manochikitsak se milen, aapki samasya ka samaadhan mil jayega
@neharajput901
@neharajput901 7 ай бұрын
Sir kitna bhi kosis kro but dyan pet s Nhi hatta to sir ya ye dwao s thik kr sakte h
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Jihaan, aapko dawaa ke sath thodi couselling ki bhi jarurat padegi, pareshan na hon, aap thik ho jayengi
@satwinderkaur8857
@satwinderkaur8857 5 ай бұрын
Bil vaadi churn or kutjarist lo. Yahi sahi ellaj hai or koe nahi or diet plan. Raam Dev ke video dekho.
@rajeshbarya7091
@rajeshbarya7091 3 күн бұрын
Sir ji IBS with constipation hai kon si dawa le
@MRAasirvlogs-rr3fq
@MRAasirvlogs-rr3fq 5 ай бұрын
Sir mujhe thoda gastric problem baki sab anxiety depression hai mein kis doctor ko dikhaun
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
Psychiatrist yani मानसिक रोग विशेषज्ञ
@MRAasirvlogs-rr3fq
@MRAasirvlogs-rr3fq 5 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh जी सर मुझे कब्ज है और मेरी हेल्थ को ले कर anxiety होती क्या में psychiatrist को दिखाऊं या gastroenterology ko
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
@@MRAasirvlogs-rr3fq Psychiatrist ko
@naturebucket
@naturebucket 8 ай бұрын
Cbt faculties available hai?
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 8 ай бұрын
Available if needed
@LakhanSingh-rc8cc
@LakhanSingh-rc8cc 6 ай бұрын
Sir mujhe bahut jyada gas acidity banati hai bahut jyada anxiety rahati hai kya karu please tell me
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
गैस या acidity के कई कारण हो सकते हैँ, पहले तो समय पर संतुलित खाना खाएँ, पानी पिएं, थोड़ा exercise करें, खुश रहें, आप ठीक हो जाएंगे
@arshidkhangraphics
@arshidkhangraphics 6 ай бұрын
Is it gut related problem or brain related disorder plz clear? As i visited so many gastroenterologists and nothing worked for me my tests are essentially normal But problem is still same
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
IBS is a Psychosoamtic illness, which means brain is the main reason for IBS. Generally gastroenterologist see such illness but due to significant anxiety or fear related to this illness, psychiatrists are preferred over gastroenterologist. In majority of illness there is no visible or any significant abnormalities are dejected
@arshidkhangraphics
@arshidkhangraphics 5 ай бұрын
What is the permanent treatment need ur suggestion ​@@drsachchidanandsingh
@Suneeltrader123
@Suneeltrader123 24 күн бұрын
Sir aap treatment dete hai kya
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 24 күн бұрын
@@Suneeltrader123 ji haan
@user-ih3lu4uw8t
@user-ih3lu4uw8t 20 күн бұрын
Sir mujhe bhi subhah 2/3bar jana pdta hai samadhan nhi milta pet me hi dyan rhata hai loss motion hota hai kya mujse bhi ibs hai? dr..ke pss jana pdega 2/3saal se preshan hua
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 2 күн бұрын
Aap kisi Psychiatrist se milkar hi dawaa len, pehle diagnosis thik se ho jaye fir ilaz
@santoshdagade2425
@santoshdagade2425 7 ай бұрын
Online स्टेटमेंट कि सुविधा है क्या सर तीन साल से परेशान हू सर
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Online consultation ki suvidha hai, 7070474808 par call karen
@neharajput901
@neharajput901 7 ай бұрын
Sir tanav bikul km Nhi hota to but kya madicine s thik ho jayega to tanav bhi chala jayega
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Tanav koi bimari nahi hai, par agar ye jyada samay tak rahe to problem ho sakti hai. Tanav ke karan ko samajhiye aur likhkar solve kijiye, ya kisi Psychologist se sampark kijiye
@neharajput901
@neharajput901 6 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh sir pet ke karn tanav hai to agar pet sahi ho jayega to tanav bhi thik ho jayega mera
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
@@neharajput901 dono ko ek sath thik karna hai
@neharajput901
@neharajput901 6 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh to sir mnochikastak ko dikhawn ye sahi ho jayega
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
@@neharajput901 ho jana chahiye
@mkraner5518
@mkraner5518 22 күн бұрын
Sir mere pitaji 20 sal se paresan h ctscan mri sab krali koi beemari ka nhi pta chala
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 22 күн бұрын
@@mkraner5518 aap chahen to ek baar sampark kar sakte hain. 7070474808 par sampark karen
@mkraner5518
@mkraner5518 22 күн бұрын
@@drsachchidanandsingh sir ji me sampark jarur karuga abhi collage ke exame chal rhe h to me bhahar hu
@neharajput901
@neharajput901 7 ай бұрын
Ye curable hai?
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Controllable hai ye mai abhi bataa sakta hoon par kitna curable hai ye to aapse vistaar se baat karke hi bataa paunga
@harendrayadav2126
@harendrayadav2126 5 ай бұрын
Sir 12 years se ibs se lad rha hu
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
Koi nahin, aap thik ho jayenge, Video me batayi gai baton ko follow karen aur fir bhi achchha na ho to sampark karen
@bshah7686
@bshah7686 3 ай бұрын
Bai je thek ho jata hai par je apki medicine or parhej par depend hai g me khud iska pasent reh chuka hu sabse pehle apna khan pan sahi hai g baki allopathic homoeopathic me iska koi tretment nahi hai life tym khani padti hai g Mera je last me desi medicine se thek hua tha ap v koi achi desi medicine use kre pure parhej ke sath thek ho jata hai bs sath me prhej ka pura dyaan rkhe g
@daringvibhash
@daringvibhash 5 ай бұрын
Mera pet bs exam time hi thik se fresh hota hai because of pressure isko jhelte hue mko 1 saal se jyada ho gya
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
In sab ko thuk kiya ja sakta gai, aap kisi Psychiatrist se milen
@sachinvishwakarma4483
@sachinvishwakarma4483 6 ай бұрын
Iska ilaj kya hai mughay karna hai
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
Aap kisi Psychiatrist se sampark karen, aap bilkul thik ho jayenge
@hassanazhar9316
@hassanazhar9316 6 ай бұрын
Sir me jab me deenar kr ke sota hu mind pe gays chadne lagta jiske wjh se nid nhi aati or kabhi kabhi pet v saf nhi hota pliz btw aap😢
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Ye Anxiety ka lakshan ho sakta hai, aap paas ke kisi Psychiatrist se milkar salah le lijiye, aap thik ho jayenge
@GoldHitsBihar
@GoldHitsBihar 8 ай бұрын
Sir mere ko 7 salo se IBS ka problem hai
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 8 ай бұрын
Aap kisi din clinic pe aakar milen, poora prayas kiya jayega ko aap thik ho jayen
@bishalda
@bishalda 6 ай бұрын
Magar dr sahab IBS me low fodmap leneki salah di ja ti hai Jisme Apple aur naspati nahi padta , magar aap kah rahe ki dono Lena hai , kya kare ?
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Scientific literature me kahin aisa nhi likha hai, kahi suni baton ya google par kisi ke claim karne par mat jaiye. Unse proof mangiye ki iske pichhe ka logic kya hai
@satyendrajatt7331
@satyendrajatt7331 7 ай бұрын
सर एक्सरसाइज कौनसी कर सकते हैं
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
कोई भी 🙃
@VakeelAbbas-iq2dk
@VakeelAbbas-iq2dk 5 ай бұрын
​@@drsachchidanandsingh kya sir exercise or Dawa khane se problem thik ho jayegi kya sir please reply
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
@VakeelAbbas-iq2dk कोई special exercise नहीं है, आप अपनी इच्छा से कोई भी कर सकते हैं
@Anju_singh154
@Anju_singh154 8 ай бұрын
Sir aapse bat ho skti h kya sir
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 8 ай бұрын
Please call on 7549044576 tomorrow after 9 am
@SaritaSingh-xd4cz
@SaritaSingh-xd4cz Ай бұрын
Mein bhi pareshan hoon isse
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh Ай бұрын
treatment karwaiye, aap thik ho jayenge
@SaritaSingh-xd4cz
@SaritaSingh-xd4cz Ай бұрын
Mujhe mix hai
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh Ай бұрын
aap thik ho sakte hain
@angilr649
@angilr649 7 ай бұрын
Sir mai Dist- Korba Chhattisgarh se hu. Mujhe Julai 2023 se hard stool ho raha hai. Jisse mujhe anal fissure ho gaya. 05.11.2023 ko kshar sutra vidhi se ilaj hua. Mager Thik na hone se. 28.11.2023 ko Laser surgery hua hai. Stool Softner aur diat management ke baad bhi, Hard Stool Thik nhi ho raha hai. Aur anal me dard bhi hai. Kuch sujhav bataay. Thank you Sir
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Constipation kai karanon se ho sakte hain, agar ye sirf pet ke karan hai to pet ke hi kisi achche doctor se dikhaiye. Par agar bechaini, ghabrahat ya baar baar dhyan pet par hi rehta hai to aap kisi Psychiatrist se ek baar mil sakte hain
@Avnishblogs
@Avnishblogs 4 ай бұрын
मुझे Ibs mix है तो क्या मुझे किसी मनोचिकित्सक से दिखाना चाहिए
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
Ji haan, Psychiatrist aapko jyada madad kar sakte hain
@Manisha82699
@Manisha82699 5 ай бұрын
Mare pat may har time gudgud ki awaz aathe or din may 5 7bar toilet jana padthe ha or har time pat gud gud hota ha kou ibs ha ya or kya ha bolo har time gas bhi hote ha
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
Pehle aapko apna khane peene ka time aur habit thik karna chahiye, sath me 10 din gas ki dawaa le sakte hain. Agar thuk na ho to physician se milen aur agar sath me bechaini ya udasi ho to Psychiatrist se
@rubakhan7171
@rubakhan7171 8 ай бұрын
Sir Mujhe pregnancy ma loss motion hoty thy din ma 5 br toh jesay he c section hua thek hogya lekin c section k 20din bad say mujhe kabi constipation kabi loss motion kabi mix means k stool pehly thora hard phir sath he loss ho jata Hai kabi thin stool kabi normal but mostly stool soft hr hota hai starting ma easy pas hota hai thora sa or baki ka buhat time lgha k ata hai buhat time bathroom ma lgh jata hai phir b stool rectum ma reh jata hai jo k finger say clear krna prta Hai abdominal pain kabi cramps gass buhat ziyada hoti incomplete stool feeling rehti hai depression anxiety rehta hai hai ak sal say pershan hun 25 drs ko visit kr chuki hun ye nhe thek hota dr kehty hain ye ibs hai lekin Mujhe phir b darr sa rehta hai ye koi bimari na ho 😢 abdominal ultrasound CBC test maidy ka test pelvic ultrasound CEA serum test sub clear hain abi dr ne kaha hai thyroid ka test krwao plz kuch suggest kry kya ye ibs hai k nhe 😢
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 8 ай бұрын
Aap apne sabhi reports ke sath kisi Psychiatrist se sampark karen, aap thik ho jayenge
@masoodraza9363
@masoodraza9363 20 күн бұрын
Same problem hai mujhe v Dr ne muje IBS bol diya
@masoodraza9363
@masoodraza9363 20 күн бұрын
Ap daro mat darne se or Jada pareshan karegi IBS hai apko
@rubakhan7171
@rubakhan7171 20 күн бұрын
@@masoodraza9363 apk Kon say test huy
@sapindersehgal5063
@sapindersehgal5063 4 ай бұрын
Pain ni hai or constipation hai 10 sal se
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
Agar Gastro ke doctor se fayda nahi hai to ek baar kisi Psychiatrist se manpark kar len, shayad aapko fayda mil jaye
@sobhitrajput4478
@sobhitrajput4478 7 ай бұрын
Ibs thik hone ke baad mind or gut ka connection kese thik hoga
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Ji haan, thodi counselling ki jarurat padti hai
@sobhitrajput4478
@sobhitrajput4478 7 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh saicartist doctor se treatment or medicine bhi leni chahiye kya 🤔
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
@@sobhitrajput4478 haan, IBS ke mukhya karno me stress bhibhai, ise Psychiatrist shayad achche se samajh payenge
@sobhitrajput4478
@sobhitrajput4478 7 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh stress to ni he ab lekin IBS cure hone ke baad mind pehle jesa kam ni kr rha kya saicartist ko dikhana chaiye
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
@@sobhitrajput4478 khud se analysis nahi karen, doctor se sampark karen
@mohammedsabirali8021
@mohammedsabirali8021 5 ай бұрын
Dr. Sahab main bhagalpur ka rahne wala hun aur April 2020 se ibs patient hun. Maine Kolkata ke famous gastroentrologist se ilaj karaya ab 80% think hun agar aap se ilaj karna chahun to appointment kaise len aur fees kya hogi jawab zaroor den please. Regards
@anujkumar-kt5jo
@anujkumar-kt5jo 5 ай бұрын
Add do bhai dr ka kya naam hai
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
Aap 7070474808 par call karke aa sakte hain. Ravivar chhodkar baki sabhi din consult kiya jata sakta hai
@kousarashah4166
@kousarashah4166 5 ай бұрын
Maine bhut ilaj kiya bhut sare tests kiye...lkin koi fark nhi ho rhi hy....mje bich bich mai bleeding ho rhe hy...mje yeh 8 saalu se hy....plz agr kisi k pss kis ka ilag hy.....plz reply here....mai apne life se bhut tang aachi hoo
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 5 ай бұрын
aap kabhi clinic pe aayen, agar mere se solve hona hoga to thik hai warna mai kisi achchhe doctor ke baare me bataa doonga
@kousarashah4166
@kousarashah4166 4 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh ji ji thk hy
@kousarashah4166
@kousarashah4166 4 ай бұрын
Actually wha nhi aaskti ku mai Kashmir se hoo....but mje bhut saalu se yeh problem hy......mre life iss se bhut disturb hua hai.... depression irritation plus anxiety....
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 4 ай бұрын
7070474808 par call karke online appointment liya ja sakta hai, video call ya audio call se dekh liya jayega. Aap pareshan na hon aap thik ho jayenge
@bshah7686
@bshah7686 3 ай бұрын
Je thek ho jata hai par je apki medicine or parhej par depend hai g me khud iska pasent reh chuka hu g Mera je last me desi medicine se thek hua tha ap v koi achi desi medicine use kre pure parhej ke sath thek ho jayega g bs sath me prhej ka pura dyaan rkhe g
@imtiazalishah1462
@imtiazalishah1462 6 ай бұрын
لو فرام پاکستان
@gavitmadan9873
@gavitmadan9873 7 ай бұрын
Sir mera bhai ko ek saal me pagal hota hai aur bad 1 and 2 months rahata hai baad mai tik hota esaliye kya karana chahiye sir please
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Pehle to please kisi ko Paagal shabd se sambodhit nahi karen, ye ek mansik bimari ho sakti hai! Mansik rog ke doctor se sampark karen aur unka ilaz karwayen
@gavitmadan9873
@gavitmadan9873 7 ай бұрын
@@drsachchidanandsingh ok sir
@bonnykumar-wf2pl
@bonnykumar-wf2pl 6 ай бұрын
Ye bimari sucide krne pr mjboor krdeti hai muje 10 saal se bimaar hu doctor gutrex tablet dete hai jo muje suit nhi krti
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
Aap kisi achche doctor se miliye, aap thik rahenge
@Jin-si4wz
@Jin-si4wz 6 ай бұрын
Bhai main cheez hai aantein agar saaf ho jayen poori tarah pet taqatwar ho jaye aur man wahan se hata liya Jaye to sab theek ho jaata dimag wahan se hatana hoga aur beemari se bahar aane wale saare kam karne honge dawa, life descipline sahi samay par khana peena, Sona jagna... Ab IBS hai aur ghar bhi sambhalna hai aur shareer bhi saath nhi de raha to soncho har maanne se kuch nahi hoga maan kar chalo tumme itni taqat hai ke saara Aasman utha sakte Ho itni himmat paida karni hogi aur beemari ko bht chota samjhna hoga, dimag hat jaye aur insaan busy ho jaye to vaise hi 60 percent stress kam ho jayega... Mujhe bhi 7_8 saal se hai mera reason HP hai aur kai logon ka overacting and eating anap sanap for a long time hota hai... Bht himmat chahiye... Ghar wale haramkhor samjhte Hain zindagi kaali hogai hai descipline aur himmat se sab theek ho jata hai bht himmat chahiye hoti hai...
@emmywaatson6771
@emmywaatson6771 6 ай бұрын
Vikash gupta ko dikhao
@Lifeaftercureibs
@Lifeaftercureibs 7 ай бұрын
Mai bhi aise thik kiya hu
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
haan, aap thik ho sakte hain
@devrajput4086
@devrajput4086 5 ай бұрын
Kese thik hua aapka ibs brother
@nasnas6671
@nasnas6671 6 ай бұрын
Is bimari ka ilaj hai aap ke pas
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 6 ай бұрын
ji haan
@praveshdobhal
@praveshdobhal 6 ай бұрын
bhai ilaj simle hai parhej pr jis chij sa dar lagta h wo cheej karo logo k bich jao , apne aap ko accept kro saho ho jaoge
@praveshdobhal
@praveshdobhal 5 ай бұрын
@@kdgaming3182 chini ho sake toband krdo
@AkhilSingh-jn8zd
@AkhilSingh-jn8zd 5 ай бұрын
​@@kdgaming3182 how pls tell me when I drink milk i have direa pls tell me also how u recover
@AkhilSingh-jn8zd
@AkhilSingh-jn8zd 5 ай бұрын
​@@kdgaming3182how your symptoms gone pls tell me also😢😢
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 3 ай бұрын
Milk peene ke baad agar diarrhoea ho jaye aur bahut dino tak aisa hi ho to Lactose intolerance ki samasya ho sakti hai, doodh aur doodh ke product ka sewan band kar den
@IBSkailaj
@IBSkailaj 3 ай бұрын
Ibs permanet ईलाज के लिए सम्पर्क करे
@AnsariAlisher
@AnsariAlisher 20 күн бұрын
T😊😊🎉🎉🎉🎉😊😊😅😅😅😅
@MRHitman8789
@MRHitman8789 7 ай бұрын
Sir mai patna me hi rahta hu aur mujhe 5-6 sal se preshan hu mere stool me blood to nhi aata hai lekin agar khi bahar jata hu travel krta hu to pressure aa jata h stool bandh kr nhi aata hai kvi kvi mucus aata h subah subah pet me marod hota hai kisi din 2 bar kisi din 3 bar tk jana pdta hai kya ye ibs hai ya kuchh aur
@drsachchidanandsingh
@drsachchidanandsingh 7 ай бұрын
Pehle aap kisi gastroenterologist se mjl lijiye, wobjanch karke dekh lenge. Agar wo kehte hain ki koo problem nahi hai tab mere paas aana hai
@rambo6150
@rambo6150 7 ай бұрын
Colonscopy karvao pehle
УГАДАЙ ГДЕ ПРАВИЛЬНЫЙ ЦВЕТ?😱
00:14
МЯТНАЯ ФАНТА
Рет қаралды 4 МЛН
Iron Chin ✅ Isaih made this look too easy
00:13
Power Slap
Рет қаралды 35 МЛН
WHAT’S THAT?
00:27
Natan por Aí
Рет қаралды 13 МЛН
OCD kya hai | OCD ke lakshan | Obsessive Compulsive Disorder
23:23
Dr Sachchidanand Singh
Рет қаралды 3,4 М.
Depression, Anxiety, PTSD: What to Do When Nothing Seems to Work
12:41
Dr. Tracey Marks
Рет қаралды 56 М.
Gastroenterologist+ neuropsychiatrist almost cured my IBS-D.
16:08