Thank you so much for this video. My friend got married with just court decree after khula. What can she do now? UC says they need to do 3 month akhbar notice before giving certificate.
@babarkhan77454 жыл бұрын
Sir meri sis ki khulla ko 3years hogye hen mene aj tak apni degree union conceal me nhi jama karwai ab ex-husband apney rishtydar bejrhe hen sulha k lye to ab kya Karen smjh nhi ata 1bacha hy sis ka plzzz reply kijiye ga
@irfanahmed46163 жыл бұрын
Ager union council me masalihat ho jae tu nikah doobara nikah krna zaruri he ya nahi?
@addaadam32124 жыл бұрын
Salam sir Apsy aik sawal tha Court sy b 3 4 bar husband ko notice bhja jata hy or phr 5 6 month k procedure k bdh khulla ka certificate milta hy ic sary procedure k bdh b union council k through 3 bar dobara sy notice bhja zrori hy kia?????
@ciutbaby28934 жыл бұрын
Great
@shumailashaikh86832 жыл бұрын
Sir meri friend ko ek saal se ziada ho gay a w/o etat or chuki lekin us k pass certificate nahi hai to is me kiya khula ho gai
@kainatiftikhar58814 жыл бұрын
Sir mje adalat saay decree k papers mil gay hain lkn union council walo nay stamp lganay say mna kar diya hai k apk ex-husband nay adalat mai application di hai k mje notices nai milay es lye mai nahi ata tha adalat.. halank unko notice miltay thay.. kia es sorat mai decree cancel ho jay ge?? .. mera bas nikka hoa tha ruksati nai the hoi.. ruksati say phlay he khula ka case kiya tha.. es sorat mai wo admi mje kitna delay krwa skta hai?? .. kia uske application kisi or adalat mai accept ho ge??.. or es sorat mai union council walay mje nai bulay gay sulah k lye ? ku k mne nai karni sulah.. rehnumai kar day?
@waseem74192 жыл бұрын
Sir Kya hasband bhi cort se talak Dy sakta he or cort ka divorce letar lene par wakeel kitna wanqt le ga or phir u c me jama kar wa Dy Kya esa ho sakta he
@musman30922 жыл бұрын
Aoa sir agar kisi ny khula is waja se li hai mard na mard hai or bachpan se damag koi maslah ho tu be junean konsil mai kagaz jama krwany part gya wo apny fasly khud na lyta ho
@shamimrawish95524 жыл бұрын
Quran mn Tahreef ka kia matlab hi, misal sy wazah kar dn ta k hamaree mamolat mn na sir ye k azafa ho ja ya balka hu zingee mn koee amal ya guftogo karty ho a mohtat rahain neaj ye allah k nazdeek Gunah k kis darjy mn aata hi.? Kazak Allah
@udeelqhan81783 жыл бұрын
Respected Sir Ap ki Book Gift/Tamleek k topic pr kb tk expected he???
@gominercom54264 жыл бұрын
Sir please mera question ka jawab karya ka ma bht parashan ho court na khula ki degree daay di ha 2 years hogaya magar union council sa koi notice nai aaya kya khula hogai ha mujha ma wait karo or kitna? Please answer kara.
@ShahShah-hg8rg3 жыл бұрын
Yes
@usmzanzafar4864 жыл бұрын
Kia adalt khula ka certificate dy r hm union council jyn r wo husband ko bula k sulha krweyn to kia shrai aitbr sa b sulha ho gi
@shahzamanwarsi56994 жыл бұрын
Agar awrat nikah karle or pepper bhi nah bheje shuhar ko kia uski ki koi saza hai
@luminous42744 жыл бұрын
Sir mujhay kaisay patta chalay gaa kay ex wife nay divorce ka certificate NADRA say liya hai kay nahe? 2 saal ho chukay hain maggar union council say koe notice receive nahe howa hai. Maggar yaad rahay kay khulla kay pre trial kay wakkt mai nay bachay say mulakaat ma comprehensie schedule lay liyaa thaaa. Rehnumai kejiay
@AshrafAsmiAdvocate4 жыл бұрын
Send voice message on Whatsapps message 03004262278،iwill reply
@saboorali49663 жыл бұрын
AGR ruksati sy ply khula ka case Kia jy or ply notice p husband divorce behj b Dy or PHR wo divorce papr Union concil m submit krwaey jaen to Kia PHR b union comcil husband ko bulaey hmge or sulah ki try thk ho ge husband ki jab k ply notice p 3 talaq alhthi behj b di or PHR Union concil m boly k sulah krni ha to ye thk h ga sulah krni chaey k. Ni plzz rply soon
@GFWVLOG3 жыл бұрын
Sir rukhsiti nhi hoi. Dulhan k walid k ba qool usne apni beti ki khula ly li hai... ab dulhe k pass koi proof nhi hai k unhon ne talaq li hai ya nhi... plz. Thora guide kren k dulhe ko ab Kia krna chahye....?
@erajkhanfancyvlog43723 жыл бұрын
Sir Meri sister ne 24 may ko khula li hai, decree mil chuki thi per usne abhi Tak union cousler men decree jama nahi karwae hai tou Kya sirf court ki decree kafi nahi UC se certificate Lena zarori hai Kya dosri shadi k Liye??? Plzzzz answer me
@asgharbuksh47854 жыл бұрын
Salaam sir I have stumbled across your website as if it was meant to be, Please advise can your services be acquired from the United Kingdom kind regards.
@AshrafAsmiAdvocate4 жыл бұрын
Send voice message on 03004262278
@safamarina31143 жыл бұрын
Sir Nikah ke Date 2 December the...khula is case karty time lawyer se ghalti se 3 December likhi gai... court ke tarf se jo khula mili on documents pe b 3 December likhi hai... Union council me eska koi issue to nahi bany ga Agar hai to kindly eska hal b bata dyn
@abrarhussain1574 жыл бұрын
اگر عورت عدالت کی ڈگری لینے کے بعد یونین کونسل میں جمع کروا دے اور صلح والے معاملے پر بات نہ کرنی ہو طلاق کا سرٹیفیکیٹ لینا چاہتی ہو تو یونین کونسل والے صلح کے چکر میں رہے گئے یا سرٹیفکیٹ جاری کریں گے؟
@AshrafAsmiAdvocate4 жыл бұрын
Certificate will be issued
@rashidbhatti40582 жыл бұрын
Sir jab husband out of country ho Husband ko pata b na uski wife ne khula lya ha Jb husband ko pata lagey k uski wife ne khula le lya ha without notes k Uska Kya Hal hoga Kaise solve hoga masla
@carmellgeorge57293 жыл бұрын
ASSALAM O ALIKUM meri wife nay court se khula lay li hai or wo bi bagar ijazat matlb mara case chal raha tha lAKIN huwa yay kay us kay case ka jawab diya mai nay then date li jis din juag kay samne hazir hona tha lakin kisi waja se hazir nahi hoskha ... or pata yay chala juag nay us ko khula deay diya or ab wo UC lay kar nahi gahe or us kay ghr walo nay us ko ghr per beta diya hai na kisi se milne deay rahe hai na baat karne deay rahe hai .... or mujay kahe se information mile hai kay wo wapis ana chati hai... sab ghr walo kay dabahu mai a kar kiya..... SAWAL mera yay hai kay .... Mai Case kar kay us ko court mai bula sktea hu ya UC mai ? Agr Bula Sktea hu TW wo kn sa case hoga jis se us kay ghr walo ko majboran Ana prhe court bcz Court kay lihaz se or Sahriyatan tw wo aBi bi meri Bwi hai .......
@ranashariofficial55044 жыл бұрын
Sir adalat sy khula mil gai hai adalat ki digre py agay nekkh ho sakta hai Certificate ka bagar??
@AshrafAsmiAdvocate4 жыл бұрын
No
@RanaAli-hx9zz2 жыл бұрын
Nikah Nama was registered after the 35 days of the death of groom ...is it legal and acceptable ...what law says
@muhammadsarwar46272 жыл бұрын
Bhai zabani 9 talaq day chuka hun gusay main kia talaq ho gai h
@sheikhshahidsaleem56184 жыл бұрын
Sir It's Urgent
@sanjumrehma57634 жыл бұрын
اج کل یونین کونسل ڈیسولو ہین اب کیا کریں طلاق دینے والا مرد ۔
@marinat.v42744 жыл бұрын
Agr khula lainy k bad b haq mehr .gold .aor husband k wajubat wapas nai karti..to b os ki khula shari lehaz say ho jay gi... Khula ma bivi sab wapas kar k husband say ijazat laiti hai shadi ki.odarwise to khula hoti he nai islamic law say
@sanjumrehma57634 жыл бұрын
اج کل یونین کونسلز ڈیسولو ہین تب کیا کرین ۔برائے مھربانی بتائیے
@AshrafAsmiAdvocate4 жыл бұрын
ڈائریکٹر لوکل گورنمنٹ کو اختیارات دیے ہیں عارضی
@seririaz43442 жыл бұрын
This is bullshit Certificate nhi ha to matlb khula la kar b divorce nhi hoi kio ka certificate nhi ... matlb Rab ka samnay gawahi ki koi value nhi Kia? Ye to aisay hi hoa ka koi gawaho ki mojodgi me nikah parh la lakin nikah nhi hoa kio ka certificate nhi ...
@safamarina31143 жыл бұрын
Sir Nikah ke Date 2 December the...khula is case karty time lawyer se ghalti se 3 December likhi gai... court ke tarf se jo khula mili on documents pe b 3 December likhi hai... Union council me eska koi issue to nahi bany ga Agar hai to kindly eska hal b bata dyn