5:48-8:03 Guru Dronacharya Pitamah se kehte hain ki jab tanik aankh lag jaati hai tab Pandavon ka baalpan yaani bachpan unke saamne aa jaata hai aun unse kehta hai Guruwar aap bhi humse yuddh karenge. Tab Pitamah Bhishma kehte hain hum iss sapne ne bhaag nahi sakte. Nanha Arjun aata aur mujhe gale laga leta hai aur mujhse kehta hai Tatshree..Tatshree Bhim bhaiya se meri raksha karo meri unki kheer kaa li hai..Main kehta tha vatsya main tumhara taat nahi..tumhare taat ka taat hoon..Woh Nanha Arjun ab bada ho gaya hai..Meri buddhi chhaati uske baano ka swagat karegi jaise uske baalpan ka swagat karunga..Uske baan khaakar mera bridhawastha sammanit ho jaayega.. Tab Guru Dronacharya unse kehte the ki yeh yuddh Arjun ki pariksha bhi hai..Uske baan se lagne wale mere ghaon ki gehrayee mujhe batayega ki guru hone ke naate main kitna safal hoon.Ekdin maine use bataya ki vatsya aise ek din aa sakta ki tumhe mere saath yuddh karna padhe aur mujh par yeh sochkar baan naa chalana ki main tumhara guru hoon. Main aapki saugandh khaakar kehta hoon Gangaputra yadi maine dekha aisa hua toh usi Kurukshetra mein use yeh keh dunga tum mere sishya kehlane ke yogya nahi ho. Tab Pitamah Bhishma Guru Dronacharya se kehte hain ki woh aapko aisa kehne ka mauka kabhi nahi dega..Mera priya Arjun aapko aisa kehne ka mauka kabhi nahi dega😢🥲
@harikrishnank1996Күн бұрын
Why the Penbhakti channel has censored so many classic dialogues like this? I remember hearing such dilogues in lockdown period tv telecast and in some other youtube channel which uploaded BR Chopra Mahabharat before Penbhakti channel buy satellite rights?
@Indraneelsarkar127Күн бұрын
@harikrishnank1996 Exactly. I too have heard the dialogue between them bro. Pen bhakti has disappointed us. The uploader must be questioned.
@dinabenparmar4343Күн бұрын
Hindu manyata ke anusar 7 mahapurush chiranjeevi hai jo hai Aswasthama, Bali, Vyas, Hanuman ji , Vibhishan , Kripachary ,and Parsuram ji jo aaj bhi hai