aftab alam .. Aftab Alam bhai jani Jb b Allah pak ka nam likho to bhai jani g plz Allah ka (A) baray lafzon ma likha kro aur bhai jb ap kbi b Nabi pak S.a.w.w ka nam likho ya bolo to bhai jani g plz S.a.w.w sth lzmi likha kro
@user-ke2gc3cp4l7 жыл бұрын
aftab alam .. Aftab Alam bhai jani Jb b Allah pak ka nam likho to bhai jani g plz Allah ka (A) baray lafzon ma likha kro aur bhai jb ap kbi b Nabi pak S.a.w.w ka nam likho ya bolo to bhai jani g plz S.a.w.w sth lzmi likha kro
@MuhammadKhalid-pt1lc6 жыл бұрын
Ma shah alah
@MuhammadKhalid-pt1lc6 жыл бұрын
Beshak aqa ki shan be masala be masala he
@usmanbaroch7 жыл бұрын
sarkar ki aamad marhaba
@alqalm32435 жыл бұрын
مسلک اعلیٰ حضرت زندہ باد اور کوئی غیب کیا تم سے نہاں ہو بھلا جب نہ خدا ہی چھپا تم پہ کروڑوں درود
@rovertymegan57372 жыл бұрын
علم غیب رسول کے منکر اس حقیقت کو بھول جاتے ہیں غیب مانا کہ راز ہے لیکن راز اپنوں سے کب چھپاتے ہیں❤ لبیک یا رسول اللہ 💜
@ayanuzair59486 жыл бұрын
Jo ho chuka hai. Jo hoga. Huzor jante hein.✋
@WaseemAnsari-ic2mz5 жыл бұрын
Beshak
@shoaibm4984 жыл бұрын
Beshaq❤️
@sunninetwork20474 жыл бұрын
@@WaseemAnsari-ic2mz beshak
@muzammilkhan000i4 жыл бұрын
BeshakSubhanAllah 💕
@ayanuzair59484 жыл бұрын
@@WaseemAnsari-ic2mz jazakALLAH.❤(:
@Sanoosayaralispeaks7 жыл бұрын
allah tala ne aap nabi sallaho alaye wasallam ko gayeb ka ilam ata kiya hai
@ayanuzair59486 жыл бұрын
Dil ki baat aap tak ..beshak.✔✔
@User.536424 жыл бұрын
Beshak
@mohtasimqadri34804 жыл бұрын
Beshak
@AamirKhan-sc7je3 жыл бұрын
Beshaq
@fncgamer39283 ай бұрын
Jang e badar me konsi wahi ayi thi 🌚🌚🌚
@sarfaraztts89127 жыл бұрын
Subhan-Allah. oulma Ay haqq ahley SUNNH wal-zamat zinda abaad.
@jamshone91055 жыл бұрын
Mashaa Allah hmare sunni bhaiyon ki khair ho
@shahbaba40145 жыл бұрын
Yaa rasool Allah(s.a.w)
@ashfaqrana70277 жыл бұрын
Great zabardast jwb mashallah
@islamicchannel4375 жыл бұрын
SUBHAAN ALLAH MAASHA ALLAH HAMERE NABI SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ALLAH KI ATA SE AALIM UL GAIB HAIN
@A4Abdullah111 Жыл бұрын
Beshak Allah ny dya he hum ahly sunnah ka aqeeda he ky Nabi pakﷺ ka ilam ghaib aati he❤
@irfanalam780 Жыл бұрын
Labbik ya rasullah labbik ya rasullah labbik ya rasullah
Aur koi gaib kya tm se neha ho bhala Jb khuda hi na chhupa tm p karodo durood.. 🔥❤️
@aadifarooq30082 жыл бұрын
MA SHA ALLAH GREAT WORDS
@aftabalam-rp1mf8 жыл бұрын
subhanallah
@mustofakamalrazvi1371 Жыл бұрын
Marhaba Marhaba Marhaba Subahanollah Ya Rosul Allah Ya Habibullah Ya Nabi Allah Moslokay Alah Hozorat Zindabad Ahalay Sunnot Olzomat Zindabad Assalamualaikum Waramotullah Hay Tala Waborokhatoho 💓💐💐💓💐💐💐💐💐💐
Undoubtedly, Rasulullah (saws) was knowing Ilm-e-Ghaib but it is not his own but given by Allah.Why not say from beginning that Rasulullah (saws) was knowing Ghaib but it was not his own but given by Allah. Indeed our Nabi-e-Karim (saws) the best model in all Nabi (as). Say (O Muhammad), "I hold not for myself [the power of] benefit or harm, except what Allah has willed. And if I knew the unseen, I could have acquired much wealth, and no harm would have touched me. I am not except a Warner and a Bringer of good tidings to a people who believe." (Qur'an 7:188)
@irfansiddique66016 жыл бұрын
No no
@chandhussain50023 жыл бұрын
Subhaan Allah masaallah kya jawab diya hajrat ne
@naushadkhan87796 жыл бұрын
Masha Allah
@azharulquadriofficial65074 жыл бұрын
Very excellent answer
@arkhan22225 жыл бұрын
Subhanalla bahot khub beshak kurban gaon main apne aaka par
@muhammadjunaid33866 жыл бұрын
کیا بات ہے علامہ سید مظفر شاہ صاحب کی
@chandhussain50023 жыл бұрын
Jo nabi kareem s a w ki shan byan kerte h wo sache musalman aur aashiqe rashool hote h
@tlp85124 жыл бұрын
اے علم غیب کے منکر خدا کو دیکھا ہے ؟ تجھے بھی کہنا پڑے گا حضور جانتے ہیں صلی اللہ علیہ والہ و سلم....
@pkyi36856 жыл бұрын
yaRasoolAllah
@bigbiig28843 жыл бұрын
Zindabad islalm freedom islalm free musalm inasha Allah masha Allah good islalm good
@mdgulammustafa38013 жыл бұрын
KZbin ko thanks from India
@irshadahmed1560 Жыл бұрын
Mashallah
@shahmeerbukhari62592 жыл бұрын
Allah Akbar
@Shazy_6 жыл бұрын
Aayat#1: Tarjuma Kanzul Imaan: “Aur Aye Mehboob Tumhe In Sab Per Gawah Aur Nigehbaan Banakar Laaye” (Parah#5, Surah#4(Nisaa), Aayat#41) Tafseer Nesha Poori Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. "Is Liye Huzoor (Aleh Salaam) Ki Rooh Mubarak Tamaam Roohon Aur Dilon Aur Nafson Ko Dekhne Waali Hai, Q K Huzoor (Aleh Salaam) Ne Farmaya K Allah Ne Jo Pehle Paida Farmaya Woh Mera Noor Hai". Tafseer Rooh Ul Bayaan Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. “Huzoor (Aleh Salaam) Par Aap Ki Ummat K Aamaal Subah-O-Shaaam Pesh Kiye Jaate Hain, Lihaaza Aap Ummat Ko Un Ki Alaamaat Se Jaante Hain, Aur In K Aaamaal Ko Bhi, Is Liye Aap In Par Gawahi Denge". Tafseer Madarak Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. “Huzoor (Aleh Salaam) Gawah Hain, Mominon Par Un K Eemaan K Kaafiron Par Un K Kufar K Aur Munaafiqon Par Un K Naffaaq K". Is Aayat Aur In Tafaaseeron Se Maaloom Huwa K Huzoor (Aleh Salaam) Az Awwal Ta Qayaamat Tum Logon K Kufr-O-Eemaan-O-Naffaaq-O-Aamaal Wagera Sab Ko Jaante Hain, Is Liye Aap Sab Ki Gawahi Denge, Yeh Hi To Ilm-E-Gaib Hai.. Aayat#2: Tarjuma Kanzul Imaan: "Aur Allah Ki Yeh Shaan Nahin Hai K Aye Aam Logon Tum Ko Gaib Ka Ilm Dede Haan Allah Chun Leta Hai Apne Rasoolon Se Jise Chahe". (Parah#4,Surah # Al-Imran, Aayat#179) Tafseer E Be Zaawi Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. Tarjuma: " Khuda Ta'ala Tum Main Se Har Kisi Ko Ilm-E-Gaib Nahin Dene Ka Muattla’a Kare, Is Kufar O Imaan Par Jo Dilon Main Hota Hai, Lekin Allah Ne Pegambari K Liye Jis Ko Chun Leta Hai, Pas Us Ki Taraf Wahi Farmata Hai, Aur Ba'az Gaiyoob (Gaib Ki Jama) Ki Un Ko Khabar Deta Hai, Ya Un K Liye Aese Dalael Farmata Hai, Jo Gaib Par Rehbari Karen" (Anwaar Ul Tanzeel, Jild#1, Page#308, Matbooa Mustafal Baabi, Misar) Tafseer E Khazin Main Hai. Tarjuma: " Lekin Allah Chun Leta Hai, Apne Rasoolon Main Jis Ko Chahta Hai, Pas Unko Khabardaar Karta Hai, Baaz Ilm-E-Gaib Par." (Al Baab Taweel Fi Ma'ani Ul Tanzeel Ul Ma'aroof, Tafseer E Khazin, Jild#1, Page#308, Matbooa Daar Ul Ma'arfah, Beroot) Tafseer E Kabeer Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. Tarjuma: "Lekin In Baaton Ka Batareek, Gaib Par Muattla’a Hone, K Jaan Lena, Yeh Ambiya Karaam Ki Khoososiyat Hai". (Tafseer Ul Kabeer, Jild#9, Page#111, Matbooa Daar Ul Fikar, Beroot) Tafseer E Jalalen Main Hai. Tarjuma: " Maaenay (Meaning) Yeh Hain K Allah Apne Rasoolon Main Jis Ko Chahta Hai,Chun Leta Hai, Pas In Ko Gaib Par Muattla’a Kar Deta Hai" " Khuda Ta'ala Tum Ko Gaib Par Muattla’a Nahin Karneka, Taa K Farq Karne Se Pehle Munaafiqon Ko Jaan Lo. Lekin Allah Jis Ko Chahta Hai, Chaant Leta Hai, To Us Ko Apne Gaib Par Muattla’a Farmata Hai, Jese Nabi (Aleh Salaam) Ko Munaafiqeen K Haal Par Muattla’a Farmaya". (Tafseer-E-Jalaalen, Page 92, Matbooa Daar Ul Hadees Al Qaira) In Tamam Tafseero Se Maaloom Hua K Allah Ta'ala Ne Nabi (Aleh Salaam) Ko Ilm E Gaib Ataa Farmaya. Tafseer Rooh Ul Bayaan Main Hai. Tarjuma: "Q K Haqeeqaton Aur Haalaat K Gaib Zaahir Nahin Hote Bager Rasool (Aleh Salaam) K Waastay Se". (Tafseer E Rooh Ur Bayaan, Jild#2, Page#162, Matbooa Daar Ul Ahya At Turaas Ul A'arabi, Beroot)
@sabirazmi43216 жыл бұрын
Ameen
@Globalclass17 жыл бұрын
Subhan Allah
@izharraza79954 жыл бұрын
Sub hannallah
@shakirzama68097 жыл бұрын
Ahle huggies ab toh sudarja
@aashiqerasoolnk57205 жыл бұрын
Mere akaa sallaho alah wasslam jabse duniya bani jabtak rahgyi mere akkaa sallaho alah wasslam jante he Jiske leye kayanaat bani pura jaahan bana allah ne mere akaa sallaho alah wasslam ko puri duniya ka malikh banya mere aka ke biger jo duniya me kuch nhi karsakta he
@ashfaqrana70277 жыл бұрын
haq ya nabi haq ya nabi
@umairahmed31004 жыл бұрын
ŞubhanAllah MasaAllah....
@RashidAli-rm7ov4 жыл бұрын
SubhanAllah
@hhhfdshgfsa72995 жыл бұрын
Shabash Ahle sunnat ke sher shah sahib
@aboozarshaikh93895 жыл бұрын
Aha
@AliHaider-zl4pe5 жыл бұрын
Jo ho chuka he jo hoga Hazoor ﷺ janty he
@sakibmesbah64713 жыл бұрын
Sura Jin 26-27 no. verse --- Sreef mera naabi nehi, saab naabi jante jaai.. Mera Allah ne janaya naabi As ko
@sikandaransari74794 жыл бұрын
Masah allah ilme gib hai
@hasimchisti23415 жыл бұрын
Mere nabi sallalahu alehi wasallam ki hai ye Shan bachcha hai wurban
@ottomanjannisaries75956 жыл бұрын
Subhanallah
@mohmmadsajidaliofficialche59264 жыл бұрын
Labyak ya rasoolallah
@ishqerasoolofficial10982 жыл бұрын
💕
@nazimraza51576 жыл бұрын
mashallaha
@umarhayat91276 жыл бұрын
mery piyary Aqa nabi (S.A.W) k pas ilm e ghaib tha or hai.q k qayat ki nishaniyan mery piyary Aaqa nein hi batai wo sach ho rahi hain or duniya ne me aj jo kuch ho raha hai duniya k jo halat Hain ye sab kuch mery Aaqa nein aj say 1400 say pehle batai thin jo sach ho rahi hain.mein Qurbaan apny piyary aaqa par.or ye najdi mery nabi say yun hi jalty rahy gai.
@Azimshaikh3007 жыл бұрын
super reply
@mohdjavedraza79553 жыл бұрын
Jo Ho chuka h jo hoga hujoor jante h kon kon jahannam m jyeaga hujoor jante h
@hussamahmedq58747 жыл бұрын
Subhanullah mashallah ahla khabees ko samaj nahi ani allah jahilo ko hidayyat da
@furquanking61075 жыл бұрын
*Baaz Log Apne Nabi Ko Takleefen Dete Hai.Kehte Hai.Yeh Nabi Har Ek Ki Baat Kaan Laga Kar Sunte Hai.* *Aap Kaho : Main Wohi Baat Sunta Hoon.Jis Mein Tumhare Liye Bhalaai Ho.* *Jo Log Allah Par Yakeen Rakhte Hai.Apne Saath Ke Momino Par Bharosa Karte Hai.Apne Imaan Mein Pakke Hai.Rasool Unke Saath Maherbani Se Pesh Aate Hai.* *Jo Allah Ke Rasool Ko Takleefen Dete Hai.Unke Liye Bada Dard Nak Azaab Hai.* *Surah No : 09 Ayat No : 61*
@Shazy_6 жыл бұрын
Allah ki ata se Ilm Gaib NABI ko tha
@Shazy_6 жыл бұрын
Aayat#3: (Surah # Al-Nisaa, Aayat No # 113) Tarjuma Kanzul Iman: " Aur Tumhe Sikha Diya Jo Kuch Tum Na Jaante The, Aur Allah Ka Tum Par Bara Fazal Hai". Tafseer-E-Jalaleen, Page 97, Main Hai. Tarjuma: "Yaani Ahkaam Sikhae, Aur Ilm-E-Gaib Sikhaya" Imaam Hussain Bin Mas'ood Bagwi 516 Hijri Main Likhte Hain: Tarjuma: " (Aur Allah Ne Aap Ko Woh Sab Ilm Ata Kar Diye Jo, Aap Nahin Jaante The) Yaani Ahkaam Aur Ilm-E-Gaib Main Se. (Tafseer Mo'allam Ul Tanzeel, Jild#1, Page#479, Matboo'a Darul Ma'arfa'a, Beroot) Ab Yeh Jo Baat Likhi Gai Hai, Yeh Tafseer Aaj Se Taqreeban 900 Saal Pelhle Likhi Gai, Agar Yeh Baat Galat Hoti, To Kiya In Likhne Waale Sahab Ko Roka Na Jaata??? Tafseer-E-Madarik Main Hai. Tarjuma: "Deen Aur Shariyat K Umoor Sikhae, Aur Chupi Huwi Baaten, Dilon K Raaz Batae". (Tafseer-E-Madarik, Jil#1, Page#282, Matboo'a Maktab Ul Qura'an, Peshawar) Jaame Al Bayaan Main Hai. Tarjuma: " Yaani Aap Ko Woh Sab Baaten Bata De, Jo Aap Qura'an K Nuzool Se Pehle Na Jaante The". (Tafseer-E-Tibri, Jild#5, Page#270, Matboo'a Dar Ul Fikar, Beroot) Is Aayat Aur In Tafaseeron Se Maaloom Huwa K Huzoor (Aleh Salaam) Ko Tamaam Aaenda Aur Guzishta Waakiyaat Ki Khabar Di Gai, Yaani Ilm-E-Gaib.. Aayat#4: Tarjuma Kanzul Imaan: "Tum Apne Rab K Fazal Se Majnoon Nahin". (Parah#29, Surah#68 (Surah Qalam), Aayat#2) Tafseer-E-Rooh Ul Bayaan Main Isi Aayat K Ma Tehet Hai. Tarjuma: " Yaani Aap Se Woh Baaten Chuip Huwi Nahin Hain, Jo Azal Main Thin, Aur Jo Abad Tak Hongi, Q K Jin K Maaenay (Meaning) Hain Chupna, Aap Us Ko Jaantay Hain Jo Ho Chuka, Aur Khabardaar Hain Us K Jo Hoga". Is Aayat Ki Is Tafseer Se Saaf Saaf Ilm-E-Gaib K Baaray Main Maaloom Hota Hai.. Aayat#5: Tarjuma Kanzul Imaan: " Aur Aye Mehboob Agar Tum In Se Puchoge, To Kahenge K Hum To Yun Hi Hansi Khel Main The". (Parah#10, Surah#9 Surah Tawbah, Aayat#65) Tafseer Durre Mansoor O Tabri Main Isi Aayat K Ma Tehet: Tarjuma: " Hazrat Mujahid (Radialla Taala Anhu) Se Riwayat Hai, Is Aayat K Nuzool K Baaray Main Hai K Ek Munaafiq Ne Kaha K Muhammad (Swallallahualaihiwasallam) Khabar Dete Hain, K Falaan Ki Oontni (Camel) Falaan Jangal Main Hai, In Ko Gaib Ki Kiya Khabar". ( Al-Darar Al Masoorni Fi Tafseer, Al-Maasoor, Surah Toba, Aayat#65, Jild#3, Page#456, Matboo'a Darul Qutub Ul Ilmiya, Beroot) Imaam Mujaahid Bin Jabar Al Makhzoomi At'taba'i, 104 Hijri Main.. (Yaani Aaj Se Taqreeban 1300 Saal Pehle) Likhte Hain: Tarjuma: “Imaam Mujaahid (Rehmatullah Aleh) Is Aayat Ki Tafseer Main Farmatay Hain, K Ek Munaafiq Ne Kaha Muhammad (Aleh Salaam) Humein Yeh Hadees Sunaate Hain K Falaan Shakhs Ki Oontni (Camel) Falaan Waadi Main Falaan Falaan Din Hai, Yeh Gaib Ko Kiya Jaanen". (Tafseer Mujaahid, Tehet, Surah Toba, Aayat#66, Jild#1,Page#283, Matboo'a Al Mansooraat, Ul Ilmiya, Beroot) Imaam Abu Jaafar Bin Jareer Tibri 311 Hijri Main Imaam Mujaahid (Rehmatullah Aleh) Se Riwayat Nakal Karte Hain: "Inhon Ne Farmaya K Munaafiqeen Main Se Ek Shakhs Ne Kaha K Muhammad (Aleh Salaam) Hum Se Bayaan Karte Hain K Falaan Ki Oontni Falaan Falaan Waadi Main Hai, Bhala Woh Gaib Ki Baaten Kiya Jaanen". (Jaamein Ul Bayaan, Fi Tafseer Ul Qura'an, Al Maaroof Tafseer Tibri, Surah Toba, Aayat#65, Jild#10, Page#196, Matboo'a Daarul Haya, Beroot) Is Aayat Aur Tafseeron Se Saaf Maaloom Huwa K Huzoor (Aleh Salaam) K Gaib Se Inkaar Karna Munaafiqeen Ka Kaam Tha, Jis Ko Qura'an Ne Kufr Qarar Diya..
@khan87054 жыл бұрын
Are akal k andho jab hamare nabi ko ilme gaib pata hota to jibrail alahissalam vahi lekar kyo aate the
@mohdarbaj84524 жыл бұрын
💖💖💖💖💖💝💝💝
@gulamemustafapathan13455 жыл бұрын
hoozur ne sahi kha thaa in nazdiyo ke liye ki quraan accha padhga magar halak se nichy nahi utraga
@rafiahmed215 жыл бұрын
Imam Hussain RA.,ka Shahadath known in childhood of Imam, as Jabreel informed about Hussain shahadad.
@saddamraza76836 жыл бұрын
Good
@HasanAli-tk1tt6 жыл бұрын
Mujffer Hussain Shah Sahab zindabad
@MdArman-wp8ce5 жыл бұрын
Maslak ke ala hazarat Zindabad
@FuzailRaza786436 жыл бұрын
Subhan allha maslake alahazrat jindabad
@bashirahmadlone76643 жыл бұрын
نبیﷺ سب کچھ جانتا
@shoaibm4984 жыл бұрын
Aulama E Ahle Sunnat Zindabad❤️❤️❤️
@heyla40617 жыл бұрын
Ye becharay haein .. i pitty them, Allah in ki halat py reham farmay ameen.
@zubairnadeem80722 ай бұрын
سورہ بقرہ کی آیت نمبر 285 آمن الرسول والی آیت میں موجود ہے نبی پاک قرآن مجید پر ایمان لائے ہیں اور ایمان لانے والے کو مومن کہتے ہیں اور مومن کی صفت ہے وہ غیب پر ایمان لاتا ہے اس کا حوالہ سورہ بقرہ کی آیت نمبر 3 الذین یومنون بالغیب میں موجود ہے اگر نبی پاک عالم الغیب ہیں تمام جہانوں کا غیب جانتے ہیں تو پھر غیب پر ایمان کیوں جو کوئی بھی نبی پاک کو عالم الغیب کہتا ہے تو پھر اس کو نبی پاک کے مومن ہونے کا انکار کرنا پڑے گا کیونکہ اللہ تعالیٰ فرماتے ہیں مومن غیب پر ایمان لاتا ہے
@SalimKhan-fp6ou6 жыл бұрын
मेरे कमली वाले कि बात ही निराली है दो जहां का दाता है और haat ख़ाली है
@shabnamshaikh9153 Жыл бұрын
धूप महकी महकी हे छाव ठंडी ठंडी हे
@fidahussain-sj4rv4 жыл бұрын
Akhri zammane me Kuch log aayenge Jo Quran tmse aacha padhenge magar Quran unke halek se niche nhi utrega
@Shazy_6 жыл бұрын
WA ALLMAKA MAALAM TAKUN TAALAM le dalil Ilm Gaib ki
@abdusalamadam4494 жыл бұрын
Please give English translation.
@liyaqthusain1644 жыл бұрын
Jo ho chuka he jo hoga huzur s.a. w jante he
@abdulzahim60806 жыл бұрын
jio.molana.sahaib
@mosuhail71677 жыл бұрын
bhai koi is program ka nam bta do
@waqasrathod33797 жыл бұрын
MashAllah
@istiyakansari3947 жыл бұрын
friends kisi ko shahi or galat ki pahchsn Quran and hadees se padhkar karo
@jilanidastaan72207 жыл бұрын
ki MUHAMMAD SE BAFA TUNE TO HAM TERE HAIN ye jami kya hai laohe kalam tere hai
@kuwaitccc54127 жыл бұрын
beshaq jante hai
@QRAN-t3b8 ай бұрын
Surat No. 6 Ayat NO. 59 उसी के पास ग़ैब की कुंजियाँ हैं, जिन्हें उसके सिवा कोई नहीं जानता। ख़ुश्की [ थल] और तरी [ जल] में जो कुछ है सबको वो जानता है। पेड़ से गिरनेवाला कोई पत्ता ऐसा नहीं जिसका उसे इल्म न हो। ज़मीन के अँधेरे पर्दों में कोई दाना ऐसा नहीं जिसको वो न जानता हो। ख़ुश्क और तर सब कुछ एक खुली किताब में लिखा हुआ है।
@QRAN-t3b8 ай бұрын
Surat No 6 : سورة الأنعام - Ayat No 50 قُلۡ لَّاۤ اَقُوۡلُ لَکُمۡ عِنۡدِیۡ خَزَآئِنُ اللّٰہِ وَ لَاۤ اَعۡلَمُ الۡغَیۡبَ وَ لَاۤ اَقُوۡلُ لَکُمۡ اِنِّیۡ مَلَکٌ ۚ اِنۡ اَتَّبِعُ اِلَّا مَا یُوۡحٰۤی اِلَیَّ ؕ قُلۡ ہَلۡ یَسۡتَوِی الۡاَعۡمٰی وَ الۡبَصِیۡرُ ؕ اَفَلَا تَتَفَکَّرُوۡنَ ( इस आयत में कहलवानें वाले अल्लाह है और कहनेवाले हुजूर सल्लल्लाहू अलैही वसल्लम है ! )
@QRAN-t3b8 ай бұрын
Surat No. 27 Ayat NO. 65 कह दो कि अल्लाह के सिवा आसमानों और ज़मीन में किसी को भी ग़ैब का इल्म नहीं है, और लोगों को यह भी पता नहीं है कि उन्हें कब दोबारा ज़िन्दा किया जायेगा।
@QRAN-t3b8 ай бұрын
Surat No. 11 Ayat NO. 49 ऐ नबी ! ये ग़ैब की ख़बरें हैं जो हम तुम्हारी तरफ़ वही कर रहे हैं। इससे पहले न तुम उनको जानते थे और न तुम्हारी क़ौम। तो सब्र करो, आख़िरी अंजाम परहेज़गारों ही के हक़ में है।
Surat No. 7 Ayat NO. 188 ऐ नबी ! इनसे कहो कि “मैं अपने आप के लिये किसी फ़ायदे और नुक़सान का इख़्तियार नहीं रखता। अल्लाह ही जो कुछ चाहता है वो होता है, और अगर मुझे ग़ैब [ परोक्ष] का इल्म होता तो मैं बहुत-से फ़ायदे अपने लिये हासिल कर लेता और मुझे कभी कोई नुक़सान न पहुँचता। मैं तो सिर्फ़ ख़बरदार करनेवाला और ख़ुशख़बरी देनेवाला हूँ उन लोगों के लिये जो मेरी बात मानें।”
@nazminshaikh13555 жыл бұрын
Allah ki lanat ho ahle khabiso per...mere nabi ko allah ki ataa se ilme gaib hai...
@mohdparvez77646 жыл бұрын
Sunni jinda baad hak hak hak
@jamshone91055 жыл бұрын
Wo preshani b bhai sahib es waja se thi k meri umat k kuch loghon ny meri b v k mamly py kya shakook zahir kiye is trha jis trha ap umat k ghunaho k bare ghamgheen hoty hain
@IrfanAnsari-mk2pi6 жыл бұрын
Allha.ne payare Aaqa s.l m.ko ilme geab.ata Kiya h