BAAHR SE. KEEMTEE. kAPRE. KEEMTEE. KHANEY en kee. JAMEER. MRR. GAYEE. wonderful. FACT Thank You SACH KHOJ
@jasvirsingh8452 Жыл бұрын
Garet
@chunilallalchuni50363 жыл бұрын
Babaji Truths knowledge
@sukhsimratsingh42433 жыл бұрын
wonderful
@singh15743 жыл бұрын
And. Then. IT WILL. BE TOO. LATE. wonderful FACT. Thank You Baba Ji
@rekhabhardwaj65183 жыл бұрын
Great Knowledge Baba Ji
@ManjitSingh-nb8dq3 жыл бұрын
Gur fate baba ji very good
@sardarjisardarji18542 жыл бұрын
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@paramjeet54463 жыл бұрын
Greartttt
@jasvirsinghkasiana86572 ай бұрын
❤
@harpreetdhaliwal22963 жыл бұрын
Apni he com deian gursikha nu nindna Aapka abinashi raaj hai
@musafirhun3 жыл бұрын
🙏🙏🙏🙏
@mehkhasur3 жыл бұрын
🙏
@rebelsempire75933 жыл бұрын
💯
@dhruvsingh.themythsbuster24323 жыл бұрын
Aap ke anusaar jahan dharam ko prathmiktaa di jaaye wahan pe sab kuch acha hota hai, sab miljul ke rehte hain aur maan bhed aur mat bhed smapat hota hai, Agar aisa he sahi hai toh aapne shayad 55 Countries ki taraf dekha tak nahin aur na dekhnne ki iccha ki. Padosi desh ko he lo, Pakistan mai wo apna jo unka Majhab / Dharam hai usko upar rakh ke har ek baat se fir agli koi baat karte Hain, aur ussi ek dharam ko prathmiktaa dene wali baat ne poore sansar mai hahakaar machaa rakhi hai. Aise baaki dharam ke logon aake apne bachav mai ultimately ladna he padta hai na chahte hue bhi. Agar hum purani history mai dekhe toh bhi alag alag karano ki wajah ye yudh aur maarkaat hue hain. Jabki uss time toh puran roop gyaani dhyaani log hote thae. Wo sab tab bhi lade chahe reason ladai ke alag alag thae but ladai maar kaat wo pehle aur ab mai common baat rahi hai. Uss time pe ek koi aur dharam aur majhab hote he nahin thae. Aur jis bhi sabhytaa ka khaatmaa hua hai uske piche sabse bdaa reason ye tha ki jo wo sochte ya believe karte hain wo thekk baaki sab galat hai aisi maansiktaa rahi hai. Aapko nahin lgtaa ki sabse important kaam achi aur vyaapak maansiktaa ko flourish karna Hona chahiye na ki ladai jhgdon mai waste ho time and energy aur na kisi ko bin baat maarne ke
@mariabrar62903 жыл бұрын
pehli kudh ka mun jeeto, aur baat badh me.... yeh focus karro, wo asli dharam hai, jo maya c thod atma c milla ta he
@dhruvsingh.themythsbuster24323 жыл бұрын
@@mariabrar6290 agar duniya mai Win and Lose game jo chal rahi hain. Bahar toh bahar aise mai insaan Me vs Me Jaise Kaam mai padd jata hai, bahar toh sab jeet haar mai lage he hue hain, ab khud pe chdaii karke khud ko jeetna shuru karein toh situation aur zyada khraab aur puzzled ho jaati hai. Aur uss se pehle kisi insaan ko agar sabse pehle pta ho ki wo actual hai kya. Wo na toh koi naam, na he body, na specific dharam sambandhit koi creature hai. Ek insaan kya wo sab trees and plants nahin hai jinki wajah se saans le pana sambhav hai, jo sab milke bin kisi price tag lgaye hum sab ko fruits, sabzi, Chaav, Oxygen dete hain. Kya hum wo dharti nahin jiske upar hum janam se leke death tak rehte khaate peete chalte bhaagte, kaam dhandhe karte hain. Kya hum paani nahi hain jo bin kisi shart humein tript karta hai, aur hamare sharir mai bhi sabse zyada paani hai, kya hum Suraj aur suraj ki wo kirane nahin hain jo bin kisi bhed bhaav ke hum sab ko equal roshni aur taap dete hain jinki wajah se subah shyaan sambhav aur unki wajah se Prithvi pe life sambhav hain. Kya hum wo pashu pakshi nahin hain jinko direct ya indirect ways mai hum maarte aa rahe Hain unke ghar ujaadte hue apne ghar bsaa liye, but wo fir bhi shaant hain kisi ko kuch nahin kehte. Ek sher zyada se zyada 3 4 insaano ko maar sakta hai but iss ME Vs others Ke chakaron mai padd ke aaj issi insaan Duniya bhar ke jeev jantu khtam kar maare aur iss VERSUS wale kaam WIN LOSE GAME mai rehte hue aise 20 hazar se zyada nuclear and hydrogen bombs bnaa diye ki imagine karo by chance har ek computer systems and servers hack hote hain Google Facebook, world bank etc sab ka agar kabhi aisa hua koi aise active Hydrogen ya Nuclear Bomb systems ko hack karke sirf ek koi bewkoof bhi button dbba ke seconds bohot kuch end kar sakta hai. Aur agar sirf 5 insaano ka mood khraab ho jaaye ya wo aaps mai kisi choti baat mai ego rehte lad padein but wo CHINA, U.S.A, RUSSIA, KOREA, INDIA ke presidents ya prime ministers ho, toh sirf un sab ka ek order ek dusre ke against even personal issue ki wajah se choti ladai mai liya decision ho. Aise mai issi insaan WIN LOSE games mai rehte hue itne bombs and technology tyaar kar rakhi hain jo ek aam insaan ko shaayad na idea ho, poori Prithvi ko at keat 4 baar naash karke fir bsaa ke fir naash totally kiya jaa sakna possible hai aaj. 700 crores jeev janttu ,Prithvi poori insaano ka astitva issi JEET AUR HAAR ki games ki wajah se Daav hai. Issliye apne ko jeetna na karke ye realize karna ki koi bhi hawaa paani, surya, land , oxygen, paani khaana aur fir sab living and non livings. Agar ye sab hai toh koi bhi ho paana yahan sambhav ho sakta , aur agar ek cheez ko iss mai se htaa dein toh kisi bhi living being ka hone ka ek idea tak lgana he apne aap mai bewkoofi hai. Isliye khud ka na soch ke sabko sabka sochna aur kaam karna chahiye. Aur ye dharti bohot sudar aur pyaari hai aur yahan ki sab cheezein bhi agar dekhne ka nazariya change karke dekhien, sab ko mukti ya moksh paa ke yahan Akele jaane ki padi rehti hai. Kyun ye sab kya jis bhi Dharam ya bhagwan ki bnaya hua hai na jo nature based sab hai yahan. Naash bhi insaano ne kiye .ladai bhi hamesha hamesha se insan karte hain crore saalon mai bani iss nature aur sab jaanwaro pashu pashi trees etc sab ka naash iss insan ne kiya. Aur ye insan he apne aapko sarvo pari maan ke sab pe raj karta firya hai. THINK ABOUT IT DEEPLY. kahi suni baatejn kehne se kaam nahin chalta balki reality dekh ke self less action karne se