🇮🇳 INDIAN REACTION ON LARSHA PEKHAWAR | ALI ZAFAR FT. GUL PANRA & FORTITUDE PUKHTOON CORE | PASHTO

  Рет қаралды 5,323

Manan Tapal

Manan Tapal

Күн бұрын

DO SHARE | SUBSCRIBE | COMMENT
--
--
#indianreactiononpakistan #reaction #reactionvideo #indianreaction #alizafar #pashtosong #pashto #larshapekhawar #larshapekhawarta #larshapekhawarReaction #larshapekhawarAlizafarReaction #larshapekhawarSongReactionByIndian
--
--
FOLLOW ME ON INSTAGRAM
/ manan_tapal ?igsh=MTFtcWo4ZnRsbzQxaQ==
copyright disclaimer under section 107 of copyright act 1976. Allowence is made for fair use. Such as criticism, comment, news, reporting, teaching scholarship and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might be otherwise be infringing. Non profit, education or personal use tips the balance in favour of fair use.

Пікірлер: 91
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
4:30 ye pashto ka folk song hay jo sadiyon se hay. Ali isko originally ga raha hay. "Tujh ko qasam hay meri" isi folk song ko translate krk derive krk bnaya gya tha to tune same hona must hay na. Wo urdu gana isi se to bana tha
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
3:19 ye music originally kashmir ka nai, kpk province ka hay, aur ye instrument "rabab" se niklta hay
@hayasyedkiduniya5066
@hayasyedkiduniya5066 8 ай бұрын
*Tujh ko qasam hai meri na aana hath khali (Singer Jawaid Akhter)* bouhat old Pakistani song hai. Hairat hai k aap ko kaise yaad hai. I think is song par sara kaam Ali Zafar ne khud kiya hai. Ali Zafar production house par shayed tafseel mil jaey Ali Zafar channel par shayed mowjood hon details. Gul Panra bouhat famous pashto singer hain or apni awaz ki tarha bouhat pyari hain.
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
3:13 shuru k shot Peshawar ka hay. Is song ko Peshawar ki setting me banaya gya hay. Peshawar ko pashto language me "pekhawar" bhi kehtay hain aur yai song ka nam hay "larsha pekhawar"
@binteusman370
@binteusman370 8 ай бұрын
Manan please react Laila O laila and Ally muhnja marwara by Ali zafar same trha ki vibe k songs hen... Sun len baat. Actually ye sare cultural songs hen Pakistan k different qoum, culture and province k..
@noorikhan9737
@noorikhan9737 8 ай бұрын
You guess correct...tuj ko qasam h na aana haath khali...i m amaze u still remember this old song
@abdulqayumkhan9096
@abdulqayumkhan9096 8 ай бұрын
Best song and zabardast reaction
@msabbasi01
@msabbasi01 8 ай бұрын
Yes we sing "tujh ko qasam ha meri na aana hath khaali" on dholkis at our weddings and donoun songs ki tone is similar.
@shaziaiqbal9820
@shaziaiqbal9820 8 ай бұрын
Ali zafar ki naat balagu ulabka molehill bhi zaroor sunyn
@nabeelk9057
@nabeelk9057 8 ай бұрын
Basically Ali has sung this song as a tribute to those who speak Pashto in Pakistan. This is an old Pashto song so there might be other copies of it in Urdu etc.... but original is in Pashto. Initially he had sung a song called Laila O Laila in Balochi language. Then people started requesting him to sing in other major languages spoken in Pakistan. So next he did Allay in Sindhi, then this one. Apparently he will be releasing one in Saraiki aswell which is spoken in Southern Punjab region in Pakistan.
@humasohail6168
@humasohail6168 8 ай бұрын
Aaaalaaaaa👍from 🇵🇰💚
@humasohail6168
@humasohail6168 8 ай бұрын
Thank you request Pura karne ke lye ye old song hai isse dubara renew Kia gaya hai
@samiullahshaikh2241
@samiullahshaikh2241 8 ай бұрын
Yes u r right tujh ko kasam hai meri na aana hath khali
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
Pakistan ki music industry me ek khas bat hay, especially punjab lahore me, (k most of the singers n bands lahore se hi hain) k ek dusre ko support bht krtay, buhat unity bhai chara hay, koi jealousy competition nai hay. 90s n 2000s me sab bands k musicians ek dusre k liay bhi bjatay rahay etc. Is trah ali zafar ki adat hay k wo young talent ko bht promote krta aur jab koi new singer aey usay feature krwata. So us se pahlay 'alley' ek sindhi song me ek young bachi 12 sal ki gaya, ali ne usay promote kia. To yaha ye pashto me gul k sath gaya. Gul panra pashto songs me ek big name hay. Likin isk urdu songs etc nai hain aur isk mainstream songs me bas ek ye aur ek coke studio me atif aslam k sath hay "man amadam" jo ek farsi+urdu song hay. Gul ne farsi me gaya atif ne urdu me. Do react on that also
@ShehlaWaqar-g5z
@ShehlaWaqar-g5z 8 ай бұрын
Thanks 🎉
@somaymaan7349
@somaymaan7349 8 ай бұрын
Nice reaction
@DEENKIBATIN004
@DEENKIBATIN004 8 ай бұрын
Beautiful song
@faizaislam.4863
@faizaislam.4863 8 ай бұрын
Agar is pr reaction kia hai tou Ali Zafar k 'Allay' pr bhi react krein. Wo bhi cultural song hai 💥
@findjobs7858
@findjobs7858 8 ай бұрын
Allay song by Ali zafar ye sindhi song h bohat pyara
@nailaomar6194
@nailaomar6194 8 ай бұрын
Ap ne meri request abhi tk poori nahi ki.... Sahir ali bagga song mera khida jaane
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
2:33 ali zafar ne ek sindhi folk song gaya "alley" wo yaha start me background me chal raha. To dada kehtay humari zuban me ga k batey. To phir agay ali zafar ne ye pashto folk song gaya hay
@sairaovais1849
@sairaovais1849 8 ай бұрын
Ye dono quite aik hi tone songs kun ye song pashto language me hai or jo song ap keh rehe hain wo osko likhne or gane walo bhi pashto or pakistani hi hain
@Tariqkhan-cm7tu
@Tariqkhan-cm7tu 8 ай бұрын
React Pashto New song Naray baran by sahir Ali bagga and Laila khan
@malikahmedfarazawan1651
@malikahmedfarazawan1651 8 ай бұрын
Khaie pa review karo jnb Abh to 11 episodes ho gai hain
@sadiailyas7629
@sadiailyas7629 8 ай бұрын
Please react on Ali Zafar ' s Balaghul Ulaa
@SaBa-k4b
@SaBa-k4b 8 ай бұрын
گل پانڑاں Gul paanraan
@ASH-cp1wf
@ASH-cp1wf 8 ай бұрын
It is remix of pushtu song aur bhai g ye song bht old hae aur esi song ko urdu translate kiya gia tha Ruhi ko qasam hae khali hath na ana Tara Tara gulab lana
@parisaeed4610
@parisaeed4610 8 ай бұрын
In this song flowers of Peshawar are mentioned becz Peshawar is known as city of 🌹
@FaizanMansoor-tz3dp
@FaizanMansoor-tz3dp 8 ай бұрын
Plzz react on lala o lala ali Zafar and Muja...
@iqrabatool7677
@iqrabatool7677 8 ай бұрын
Is ka Urdu version hai wo ye Phasto culture song original Love from Pakistan 🇵🇰 KpK❤❤
@juveriafarooq2132
@juveriafarooq2132 8 ай бұрын
Ost kahan chale gaye??????🙏
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
React on - "the sibbi song" by Abid Barohi - "Man Amadam" by Gul panra n Atif Aslam Dono songs best hain especially the sibbi song which is a remix with some electronic music.
@Zaid.pathan2626
@Zaid.pathan2626 8 ай бұрын
Pekhawar 2nd mean Peshawar and Gul Panra most famoust poshto language singer
@findjobs7858
@findjobs7858 8 ай бұрын
Allay song by Ali zafar
@nailaomar6194
@nailaomar6194 4 ай бұрын
Ji bhai... Jonsi composition ap keh rahe hen wo isi p bani thi... Ye bht purana pashto song he
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
React - "the sibbi song" by Abid Barohi - "Man Amadam" by Gul n Atif Aslam
@florad629
@florad629 8 ай бұрын
React - "the sibbi song" by Abid Barohi - "Man Amadam" by Gul n Atif Aslam Dono songs best hain especially the sibbi song which is a remix with some electronic music.
@ghulamasghar5093
@ghulamasghar5093 8 ай бұрын
React on alay aslo sung by ali zafar
@Khan_MahNoor..
@Khan_MahNoor.. 8 ай бұрын
please react to ali zafar PAHARON KI QASAM song
@abdulqayumkhan9096
@abdulqayumkhan9096 8 ай бұрын
Plz ab meri farmaish be Ramzan se pahaly pori ker dain kiyun k Ramazan me koi ganay nahi sunty .
@muhammadhamdan8447
@muhammadhamdan8447 8 ай бұрын
Pushto ke aur songs pr bi reaction kare plz like bibi shirini
@malakandvlogs7975
@malakandvlogs7975 8 ай бұрын
Bhai sab se pehli baat ye hai kai ye song aur composition hai pashto ka aur ye pathano ka cultural song hai Aur ye song pehli baar istarha record howa tha 1952 mai Larsha Nangrahar ta kameez toor mala raora jo ke radio pe pehli baar suna tha logo ne os se pehle bhi ye song log mehfilo me sunty thy phir ye song Afghanistan ke ek famous singer hai usne gaaya uske baad 1975 mai ek pashto movie mai gaya gya aur uske baad phir ye buhut se singers ne gaya abhi ye ali zafr ne pashto singer gul panra ke sath gaaya To iska composition pashto ka hai aur buhut purana hai jo urdu song is compose pe bana hai tujh ko kasam hai mery na aana haath khali wo song is song ka copy hai agr yaqeen nahi hai to is song ke baary mai research kejiye shukriya.
@nadiakamal3271
@nadiakamal3271 8 ай бұрын
Its our local language pashto song
@hamzaqureshi3173
@hamzaqureshi3173 8 ай бұрын
Dil Faqeer there Liya hua hai song reaction
@SualehaKhan-xd1ls
@SualehaKhan-xd1ls 8 ай бұрын
This song is very old probably that song would be "inspired"
@nadiakamal3271
@nadiakamal3271 8 ай бұрын
Jo song ap kehrahy hy wo kisi ny urdu mey gaya hy r ye original song pashto mein hy
@sweethome6936
@sweethome6936 8 ай бұрын
G wo bhi pakistani pushto song hai
@areebsiddiqui8224
@areebsiddiqui8224 8 ай бұрын
LARSHA PEKHAWAR old pashto song hai
@soniabatool4944
@soniabatool4944 8 ай бұрын
Gul panra ka Atif Aslam k sath Coke studio ka song Mann amadeham react krein
@ranafunzone5680
@ranafunzone5680 8 ай бұрын
(Ishq Janon Dewangi) drama Ke OST or (Kmzarf) drama Ke OST pr React kren pr React Kren ✅
@nadiakamal3271
@nadiakamal3271 8 ай бұрын
Its very very old song. Larsha peshawar ta qameez tor mala rora means jab peshawar jao to muje black dress lakar dena and red shawl
@Azizullah-h3b
@Azizullah-h3b 8 ай бұрын
Abhi to maine link share Kar Di Hai please is per video banaa De
@AliRaza-qk8su
@AliRaza-qk8su 8 ай бұрын
Yes wo issi gaane ka Urdu version he
@miranmasabhadi2540
@miranmasabhadi2540 8 ай бұрын
🎉🎉🎉good🎉🎉
@manahilsultan-b9f
@manahilsultan-b9f 8 ай бұрын
this song is very old peshawari song
@ajmalajmal2257
@ajmalajmal2257 8 ай бұрын
Ali zafar or gul panra b singer ha......
@usamaNadeem-k2q
@usamaNadeem-k2q 8 ай бұрын
Hbl Psl 1 or 2 pay reaction do Alli zafar ka
@aimannasir3655
@aimannasir3655 8 ай бұрын
React on OST of mera naam yousuf hai
@miranmasabhadi2540
@miranmasabhadi2540 8 ай бұрын
pishawar
@angelnoor9655
@angelnoor9655 8 ай бұрын
Plz react on coke studio all songs
@MuhammedAkmal-j5d
@MuhammedAkmal-j5d 8 ай бұрын
Taqdeer ost plz
@saleemzafar3430
@saleemzafar3430 8 ай бұрын
Wo Jo ap song bata rahy ho wo copy Hai is song Ki ye Ali Zafar ne ReMix kia Hai
@foziausuf7144
@foziausuf7144 8 ай бұрын
Tujh ko qasam hai isi pashto song ka urdu translation hai buht purana lok song hai yeh new version hai.
@Baby_boo18
@Baby_boo18 8 ай бұрын
Plz do reaction on allay song by Ali zafar ❤😢
@nailaomar6194
@nailaomar6194 8 ай бұрын
Ap ne jonsi compostion kahi he wo isi song p he actually.... Ap ne sahi pehchana... Ye pathan music he... Or pekhawar peshawar ko kehte hen pashto men
@AyeshaMazhar-
@AyeshaMazhar- 8 ай бұрын
React on Jannat se aagay ost
@rizwansaeed6319
@rizwansaeed6319 8 ай бұрын
Bai wohi ha ya pashto ma ha
@Azan_Rajpoot_324
@Azan_Rajpoot_324 8 ай бұрын
React on Hadiqa kiani song janan
@strawberryscr
@strawberryscr 8 ай бұрын
Ya usi song ka pashto version hy
@juveriafarooq2132
@juveriafarooq2132 8 ай бұрын
Isi song ko pashto me gaya hay
@RealxingSound
@RealxingSound 8 ай бұрын
Yup that song was copy of this song its an old song and ali zafar remake that song so Bollywood copy the tune from old song
@ahmerali8859
@ahmerali8859 8 ай бұрын
Bhai yeh track Indian film ka hai Mithun ki hai per woh bhi purana song hai Pakistan ka uski copy hai aur yeh song Pakistani song ki copy hai
@nusratparveenanwar5994
@nusratparveenanwar5994 8 ай бұрын
Original song is in pushto Laad sha Pekhawar ta qamees tor maka rawrha Tujh ko qasam original ki copy hai urdu mai Gul panrha is a pushto singer
@HassanBasheer-x9e
@HassanBasheer-x9e 8 ай бұрын
Brother ya Pakistani old song ha Jo 50 sal pahla ha pashto fim akhri hamla
@shaziaansari7592
@shaziaansari7592 8 ай бұрын
Ye song bohat hi purana hai 60 ki Pakistani movie ka pakhtoon zuban mein hai Or ise bohat se singer gaa chukye hein or ap ne Jo kaha Tujh ko qasam nah ana WO is ka Urdu vrson hai
@usamaNadeem-k2q
@usamaNadeem-k2q 8 ай бұрын
Yeh cover song h
@usamaNadeem-k2q
@usamaNadeem-k2q 8 ай бұрын
Bhai khani darma ko pora episode py reaction do warna maza ni ata
@sheikhusama8961
@sheikhusama8961 8 ай бұрын
Larsha pekhawar originally song in 1972 and than copied in Bollywood amitabh bachan movie
@starmenahil267
@starmenahil267 6 ай бұрын
No its originally from pakistani movie n pashto song india copied this song in their movie
@ajmalajmal2257
@ajmalajmal2257 8 ай бұрын
Ye pashto language me ha or tujko qasam urdu me ha same ha dono
@Monsoonvlog
@Monsoonvlog 8 ай бұрын
Ya Pakistani old song hai lekin is song ko Ali Zafar ne phir banaya hai or is song ko india ne copy kiya tha
@Emonn011
@Emonn011 8 ай бұрын
It is an old Pushto song....try to search for Larsha Nangarhar!❤
@IbrahimMughal-bl9vp
@IbrahimMughal-bl9vp 8 ай бұрын
Jis song ki ap bat kr rhy ho wo copied h bollywood min. First or all ye song rona lela ny gaya tha ye bangladeshi song h orignal.
@honestreview12336
@honestreview12336 8 ай бұрын
Ya song boht purna hy ali zafar ny dobra sing Kiya hy es ko aur tum ko qasim hy mari es ky original song sy hu bnaya hy
@juveriafarooq2132
@juveriafarooq2132 8 ай бұрын
Mjhe ap k AJ kl k reaction blkul psnd nhi aarhe
@TheKayani
@TheKayani 8 ай бұрын
woh gaana bhi pakistani hai toh copy kaise hua😂😂
@hayasyedkiduniya5066
@hayasyedkiduniya5066 8 ай бұрын
*#Sawari** Song By Actress Hira Mani* *#Lapataa** OST* *Allah o Akbar Cock Studio* Aap k reaction ka wait hai.
@sadiailyas7629
@sadiailyas7629 8 ай бұрын
Beautiful song
规则,在门里生存,出来~死亡
00:33
落魄的王子
Рет қаралды 31 МЛН
啊?就这么水灵灵的穿上了?
00:18
一航1
Рет қаралды 51 МЛН
Larsha Pekhawar IAli Zafar I Reaction
8:04
Vibe With Lilly
Рет қаралды 2 М.
Larsha Pekhawar | Indian Reaction | Ali Zafar ft. Gul Panra
8:21
KELAYA REACTS
Рет қаралды 107 М.
Indian Reaction to Khaie Episode 01| Raula Pao
23:09
Raula Pao
Рет қаралды 27 М.
Larsha Pekhawar Ali Zafar ft. Gul Panra
8:03
M Bros Unfiltered
Рет қаралды 340 М.
规则,在门里生存,出来~死亡
00:33
落魄的王子
Рет қаралды 31 МЛН