Hamary buzurg batatay hien kh Pakistani movies to Indiana industry international market tak jany nahi deti thi un ko dabon mie band kr ky ek taraf rakh dia jata tha but internet ny sary mamlaat khol ky rakh diya hien.
@AliRussel-dp3wu2 ай бұрын
Nadeem Sir was a great actor. Love from Bangladesh.🇧🇩🇧🇩🇧🇩💜💜💜💜💜💜👍
@stargalaxy23632 ай бұрын
Ji bilkul 70 aur 90 k era me pakistan film industry bohat top pe thi super hit films ka time tha wo golden era
@wordtruth61162 ай бұрын
Finally. I have been waiting for this video. Nadeem sb is a superstar.
@Islam_111012 ай бұрын
Daes pardaes old drama OST pr zaror reaction dien thx.
@naziabukhari1032 ай бұрын
amitabh ki movie baghban bhe copy ha Pak. ki aik old movie ki
@ShakeelkhanLeghari072 ай бұрын
Super Star nadeem ❤❤❤
@nadeemahmed16942 ай бұрын
Nice video
@SaifUllah-v8t2 ай бұрын
Nadeem baig Pakistani super star
@IjazKhan-mi4pc27 күн бұрын
Verygood
@wordtruth61162 ай бұрын
@THKReacts Nadeem with Parveen Babi in Gehri Chot kzbin.info/www/bejne/eWe7aK1nmdaVnqcsi=N3Df6LVj7fm2lkZf
@fareedaziz2767Ай бұрын
آ پ اتنا دل برداشتہ نہ ھو اچھی چیز کو عوام بار بار دیکھنا چاہتے ہیں
@HammadKhan-yd6ww2 ай бұрын
Faisla ki copy ilzaam nahi paap ki duniya thi yahan ghalti ho gayi
@muhammedtasleem85272 ай бұрын
NADEEM big super star
@hayasyedkiduniya50662 ай бұрын
Zabardast video Ka zabardast reaction 👍
@anwer.official2 ай бұрын
Nokar wooti da ye Manwar zareif ki super hit filim ki bi india ne copy ki hai . Nokar bivi ka indin hi . ❤🇵🇰❤🇵🇰🇵🇰
@naziabukhari1032 ай бұрын
nadeem baig thay nhe Alhamdullilah abhi zinda hain. bhut soft spoken actor han
@MehmoodAkhter-n1d2 ай бұрын
Pakistani movie Bobby ki copy dadagiri ke naam se India ne banai hai
@faizy81522 ай бұрын
Nadeem baig sahib is a verstyle actor and pride of performance and superstar and many times have taken awarded we love Nadeem baig and he is proud of Pakistan
@nadeemahmed16942 ай бұрын
Legend
@khalidsiddiqui1299Ай бұрын
Aainaa is copied as Pyar jhukta Nahin of Mithun
@syedmazharashfaq84582 ай бұрын
AINA1977 Mai release hui thi
@m.majidaslam72092 ай бұрын
DAYAR E NOOR MEIN TEERA SHABOUN KA SAATHEE HOU Yeh khoubsurat Kalaam Iftikhar Arif Sb ka hai aur isseiy Madam Noor Jahan nei lajawab aur Bei Misaal andaz mein PTV TARRANAM program kei liyeiy 1994 mein record kiya tha. Apneiy program mein shamil kerein. Apart from this kindly include all the Ghazals and songs which Madam Noor Jahan sang for the PTV TARRANAM program in the year 1982, 1994 & 1996 Thanks
@hasnainabbas9390Ай бұрын
Aik to FaroqueSheikh Indian Actor Ko PakistaniActaron Kay Role Karnay ka Bohat Shoaq Hai Kabhi Shafimuhammed Ka Role Karta Hai kabhi Shahid Ka
@riazahmedriaz65352 ай бұрын
Is ke alawa ur buhat fime hai
@mazhariqbal32972 ай бұрын
Walecomslam slamti imaan Allah aap ko khush rakhay ameen ❤aaj bhee hean sir kam kar rahay hean
@IBRAHIMKHAN-eb6tbАй бұрын
Is mien qasoor war Pakistani distributers hai ju dharha dharha Indian filmay Pakistan mien phailaty thay Lekin Pakistani filmu ku promote nahi kartay thay
@pakvideos4792 ай бұрын
Pakistani film industry tabah kiyon hui???? Isliye k unhon ne bolywood ko copy krna start kr diya. 😢 Kawa chala hans ki chaal apni bhi bhool gaya. Jb tk apna content tha. Bahout aala music aur filmain bani. Anyway great reaction. 🫡
@ShahidMehmood-hi8xcАй бұрын
Shabnam or nadeem ka koi comparison nahi India mei
@ShahidMehmood-hi8xcАй бұрын
Arijeet and atif aslam destroyed music in Pakistan and India
@zareenakausar37622 ай бұрын
Maine for hi din Mrharbani aur alag alag dekhi hain. Dono mein sirf ye faraq tha k Allah ka zikar jahan hua wahan india ne bhagwan likh dia. Aur ek dialogue mein nadeem ko kaha gaya toothy ki naak aur uski jaga indian movie mein bandar ki naak likha. Is k ilawa koi b faraq nhi. Hadd ho gai wese.
@hasnainabbas9390Ай бұрын
Aray Jis ShafiMohammed Ka Main Anch Drama DekhRaha Hoon Usi shafiMuhammed Ka Bhi Shabnam Ki Film SalmanKhan Kay Carrier Ki Pehli Film Jis main Rekha Nay Shabnam ka Aur FaroqueSheikh Nay shafi Ka salmankhan nay FaisalRehman ka Role kiya PakistaniFilm Ki Copy Hai
@areebsiddiqui82242 ай бұрын
React to A Nayyar song Karta Rahoon ga yaad
@nadeemshakir89952 ай бұрын
Nadeem ,& babita act in indian film door dais see that movie
@ShahidMehmood-hi8xcАй бұрын
Indian industry has also destroyed
@sayedrizve20422 ай бұрын
Taskheer Bhai film industry Pakistan Kay logon nay khud bund karadee murd nahi chahtay thay un ki betyaam beevi ya bhen cinema dekhnay ko jaaen is liye nai policy ban di Gai Kay tv drama ko support karo or saaray cinema house demolished kur Kay shopping plaza bana diye gay phir public cinema dekhnay nahi jaati cenima dekhna ek clunk ka teeka hay yehan per Shareef ladies TU kia murd bhi cinema dekhnay ko nahi jaatay 😅😅
@ShahidMehmood-hi8xcАй бұрын
Jis terha atif aslam ne pakistan or India me music ko khatm kia is terha India or pakistan mei buht buri films ban rahi hain
@immyb70752 ай бұрын
Pakistan zinda baad 🇵🇰❤️
@khalidmalik29042 ай бұрын
there r many more films been copied in india.
@ShahzaibTariq-rf7lx2 ай бұрын
Hello brother ma Pakistan say hu app say aik zaruri bat karni hai please reply kariya ga
@TabassumKhanvideos2 ай бұрын
Ye pakistani india ki naqal karte hain inke apni filmon k gaane chalte nahi hain ye indian gaane hi gaate haipakistani kalakar ho ya glokar syb ko india se hi shorat mili