Sar katana sunat he. Mola murrad is terh ke hote hen.
@munwarali64882 жыл бұрын
Is ke baad ap ne shaheede kofa pe reaction krna he.
@sswshiastatusworld99722 жыл бұрын
You made thousands of people watch this series ...jazakAllah
@fakharabbas98662 жыл бұрын
Sadat ko khusi deny waly sardar janb e AMEER E MUHKTIYAR E SAHKAFI ❤😭🙏
@HaiderAli-pf6yy2 жыл бұрын
This series will always be a masterpiece for me, I was 9 years old when I first watched this back in 2010. Can’t believe it’s been 12 years since it has been released. This series never gets old, watched it like more than 10 times, always feels refreshing and bring back so many great old memories.
@KhanKhan-wl1qj2 жыл бұрын
Jisne yazeediyt k dil pe kiya waar h , us Abid a.s k sher ka naam Ameer Mukhtar h 🙌
@aneesfatima11102 жыл бұрын
"Aiesy hote hai Ali as k naokar." Janabe mukhtar ki qabr masjid e kufa me hai. Jaha janab muslim ki qabr e mubarak hai.. Aur wahi haani ibne urwa ki bhi qabr hai.. Maula ham sab mohibban e Ahlebait ko maarefat k sath ziyarat naseeb kare. 🤲 Aameen.
@munwarali64882 жыл бұрын
Bilkul isi terh he.
@syeda8692 жыл бұрын
Aap ka shukriya jo aap ne is series ko complete kiya, bohat kuch seekhne ko mila🥰
@AhmedAli-uz4yg2 жыл бұрын
Salam
@AhmedAli-uz4yg2 жыл бұрын
Aap shiya h
@KhanKhan-wl1qj2 жыл бұрын
Kya hota h haqeeqat me Ishq e Husain....ye yun Mukhtar ne bataya h Tanha rhkr bhi koofiyon me , Nara e Lesaratil Husain lagaya h !!!!🙌
@HaiderAli-pf6yy2 жыл бұрын
Salam ho Hazrat E Ameer Mukhtar (r.a) par ❤️
@zaheer28612 жыл бұрын
Hazrat e Mukhtar zindabad 💔❤️🙏😭
@AddAliBhayi9 ай бұрын
Masshallah
@HaiderAli-pf6yy2 жыл бұрын
After watching this episode, I am speechless. Don’t know what to say. Had an amazing journey while watching this great series once again with you after many years my brother. Allah hamesha ap ko ksuh rakahy aur kamyaabiyaan de, Ameen ❤️
@aroobfatima98452 жыл бұрын
We Salute To Hazrat e Mukhtar 🤩😊✨
@Travelaroundfor365 Жыл бұрын
I have watched this movie more than 15 times but never get bored
@Saifabbasnaqvi2 жыл бұрын
Ashu bhai apne itni mehnat kari h is series ke liye iski jaza apko maula de
@syedasharraza7202 жыл бұрын
Slam Hazrat e Mukhtar a.s🙌👑❤️
@payamehussain20522 жыл бұрын
Thanks for completing the master piece
@syedazainabnaqvi58562 жыл бұрын
Beautiful journey of this masterpiece with you bro❤️
@ferozkukstay53642 жыл бұрын
Aisa shadat naseebo ho..ameen
@irfanyaazdan721 Жыл бұрын
Love Hazrat Mukhtar rs
@muhammadjawad27562 жыл бұрын
Salam ho qatlane imam Hussain a.s ko jahanam wasil karnay walay ameere mokhtar a.s par ❤❤❤❤
@Syedafatima_3132 жыл бұрын
Maine kuch books mai parha hai ke Hazrat e Mukthar ki shahadat ke baad musab ka rule tha...jab Hazrat e ibharim kufa wapas aye woh bohot gham mai the Hazrat e Mukthar ke...musab and abdal Malik Ibne Marwan ne unse beyad karne ko kaha woh confuse the ek taraf zubari dusre taraf shaami....toh unhone zubar se beyad ki lekin waisi beyad nahi...unhone ushe beyad karne shamiyo se jung Ladi musab ke saath aur us jung mai ye musab margaya and woh shaheed hogaye like jaise hazrat mukthar ne zubair se beyad ki thi aur lade te shamiyo se ayse bas shamiyo se unhone bhi jung ki bas farq itna tha unhone aysa kyu kiya musab se beyad...because after Hazrat e Mukthar ki shahadat ke baad..unki family kaise save rehti jo musab ne Bibi umra ko shaheed Kiya Hazrat e Mukthar ke bete unki maa unki family save nahi thi and Hazrat e Mukthar ki laash toh Hazrat e ibharim ne shart rakhi unki family se door rahe and Hazrat e Mukthar ki laash unko Dede...aur phir bas kuch saal tak woh gham mai rahe phir jung mai woh bhi shaheed hogaye...unki bhi koi galti nahi thi zubariyo ne nakhli letters se unko ghumrah Kiya tha aur un shamiyo mai kuch qatilane hussain bhi te isliye unhone shamiyo se jung ki
@Syedafatima_3132 жыл бұрын
and unho ne wahi wapas Jo rule tha kufe ke sipahi ke Ameer woh bas wahi rule karte te musal mai...shamiyo ki band bajane bas itna hi janti hoon
@HaiderAli-pf6yy2 жыл бұрын
Labaik ya Hussain (as) ❤️❤️
@waqarabbasi8932 Жыл бұрын
ALLAH PAK KI SALAMATI HON MUKHTAR SAB PR OUR AP KA SATH DANY WALO PR AMEEN
@reviewshub31982 жыл бұрын
The summary of this whole series is that the people of Kufa are very greedy, unfaithful and cowardly. The martyrdom of Imam Hussain also happened because of the people of Kufa. They first wrote a letter and called Imam Hussain, but later did not support him and also Kufa with Mukhtar. They showed this disloyalty, poor Mukhtar was also killed because of them, it was very sad to see this series.
@shahnawazthegamer4 ай бұрын
Hazrat E Muslim Ibn Aqeel (AS) was also martyred because of the people of Kufa.They supported him at first but they betrayed him and Hazrat Muslim (AS) was left alone.The people of Kufa can never be faithful to anyone,they betrayed Maula Ali (AS) Imam Hasan (AS) Hazrat Muslim (AS) Imam Hussain (AS) and Hazrat Mukhtar (RA)
@alihaideryoutube4 ай бұрын
Jab Hazrat Mukhtar Ki bahaduri itni thi tu Hazrat Mola Ali Ki Bahaduri aur shujahat kitni hogi
@SyedAttaAbbas732 жыл бұрын
Mukhtar Zindabad ❤️❤️
@shaziyarizvi47612 жыл бұрын
Aashu bhai ap bht khushnasib ho apko aihlebait ke zikr ka mouqa mila h moula apko salamat rakhe
@syedafatimanaqvi61632 жыл бұрын
Great journey Mukhtar zindabad
@HaiderAli-pf6yy2 жыл бұрын
You should also try Hazrat Yusuf Series after Muharram. It is as good as Mukhtar Nama.
@AliAbbas-ku2sy2 жыл бұрын
Hazrat mukhtar ilme gaib jante the . Maula ne bachpan mein unhe ilme gaib ata kiya tha. Aur yhi wajah tha ki har cheez pehle se pta thi aur isi wajah se unhone 3 lakh 38 thousand yazeedi ko wasile jahannum kiya magar taqdeer mein jo tha wo hona hi tha.
@kanizfatima11052 жыл бұрын
MUKHTAR as ZINDABAD 🙌🙌
@farhanxd96072 жыл бұрын
Legend the mukhtar 💪💪💪💪
@mominabbass69452 жыл бұрын
Love from Gujranwala Pakistan bhai you are Great💯❤👍😭👌😥😊
@entertainmentviewer30942 жыл бұрын
main bhi
@mominabbass69452 жыл бұрын
@@entertainmentviewer3094 oo acha kidr se ho tum👌❤❤👍😊😊😊👍
@GhulamMustafa-tf1wc2 жыл бұрын
Mashallah..... Dear thanks for reacting to this long series... Please now start prophet Yousuf in urdu.. you will find it more interesting....
@mohammadjawad67442 жыл бұрын
I suggest you to react on Tiflan e Muslim series. The series is about the fate of the two sons of Hazrat Muslim who came along with their father in kufa and left alone after his shahadat and finally they were also slaughtered near kufa.
@KhanKhan-wl1qj2 жыл бұрын
Hadd ho gai izzat ki ...khud Mola sajjad a.s. ne kaha ....teri baqshish ka main zamin hu chacha Mukhtar...🙂 Mukhtar ( a ) k qatilo pe lanat beshumaar 🔥🔥🔥
@rahathfouziyahussain44772 жыл бұрын
Aaj thik isi masjid me hz mukhtar ka rouza hai jaha unhe dafn kiya hai.. Aap kabhi ho sake to zarur jana.. Wahi par hz muslim bhi dafn hai kitna khubsurat rouza bana hua hai
@awaisbaloch54682 жыл бұрын
Ayse hote hain Ali k nokar 😭❤
@muhammadjawad27562 жыл бұрын
beshak ❤❤❤❤😭😭😭😭😭
@sayed61132 жыл бұрын
Remember janabe mukhtar ne musab ke aakhon me jo khoon ka selaab dekha tha karbala walon ka nahi in 7000 soldiers ka tha.
@sakinarazvi51822 жыл бұрын
Qatil e Hussain a.s ko maar kar, Sari zindagi ki thakaan ke baad,masjid e kufa mai maula Ali a.s ke mimber par sar rakhe , maula ka dedaar karte huve kisi ki jaan jae to chehre par muskaan aur sukoon aahi jata hai🙁 hazrat mukhtar zindabad ✌ labbaik ya Hussain a.s ❤
@sadiqali19022 жыл бұрын
Zindi bahar mukhtar hamesha zindabaad rakhenge.. Chaye duniya unko kuh bhi kaha lkin unse hazarat sajjad.. A.. s.. Ka hasi la di unhone... Isliye mere marte dam tak mukhtar zindabaad the wo khayamat zindabaad rakhege.. ❤❤mukhtar zindabaad
@asadullahkhanghalibturi1974 Жыл бұрын
لبیک یا حسین ع
@hitmanpubg14862 жыл бұрын
Salam ho Hazrat Mukhtar pr
@muzamilhussain65442 жыл бұрын
Ap ne pori series pr reaction dye us k liye shukrya . Love from 🇵🇰
@emanzahra64872 жыл бұрын
I don't know how u were controlling ur feelings over the camera This episode is full of sorrow😥 I wasn't able to control my tears
@rsktheleo24002 жыл бұрын
In 72/691, a battle took place between Abd al-Malik b. Marwan and Mus'ab in an area called "Maskan". Mus'ab was defeated and killed in the battle. According to some sources, Mus'ab was thirty six at the time of his death. Mus'ab's son, Isa, was also killed in the battle.
@imranraza2702 жыл бұрын
Ashu you are doing a good job MashaAllah Ap jeo Ameen.
@samsung02core272 жыл бұрын
Mola ke khadim Mukhtarper bhi salam
@hamidhussain73112 жыл бұрын
Zindabad Mukhtar salam ho mukhtar e saqafi pr jis ne khoon e Hussain Ka badla liya or khud shahadat paa li
@liongamingkslive67012 жыл бұрын
The Legend Mukhtar e TAQAFI
@haider1102 жыл бұрын
Alhamdulilah again watched completely It was really great watched with you I got much information when I was watching with you. Thank you ashu bhai for your great reaction 👏🔥💯👍 May Allah hidaya everyone like you 🙏🏻🙏🏻🙏🏻❤❤❤✌✌✌✌✌🤝🤝🤲🏽🤲🏽
@Monis_Abbas_Jafri_1102 жыл бұрын
Jazaak Allah Khair
@haiderabbas83522 жыл бұрын
salam ya ameer e mukhtar a.s my dream is to name my son as mukhtar inshallah
@khan-yx1zu2 жыл бұрын
Is ke aagay hazzrat e sabit e abu ubaida e saqafi as intaqaam laitay hain taareek likhtee hai ke dushmano pe asee zarab lagatay hai ke dushman khetay hai ke ye mukhtar e saani hai
@ImranAli-ci2zi2 жыл бұрын
Bhout roh raha tas is episode mai 😭😭😭😭
@syedqalababbashamdani68592 жыл бұрын
Ameer Mukhtar live in our hearts
@iamfreedom37142 жыл бұрын
Thank you bro finally. God bless you bro.i luf 🇮🇳
@salmanawan61152 жыл бұрын
Hazrat Mukhtar zindabad 😭
@mabbasqasmi5234 Жыл бұрын
Salam hazrat mukhtar par
@shahnawazthegamer3 ай бұрын
Salam Ya Mukhtar E Saqafi (RA) 🙌
@ibneGhulameMoulaAli2 жыл бұрын
Moula as salamath rakhy bhai apko😭🙌
@muhammadjawad27562 жыл бұрын
Mokhtar nama is master peice for bro main nay ap say pehlay bhi 4,5 martaba daikha hai aur is bar ap kay sath bhi dekha
@sswshiastatusworld99722 жыл бұрын
[Ya_lasara_tal _ HUSSAIN A.S]
@syedakazmi12112 жыл бұрын
ya nasara tal ni hai lasara tal HUSSAIN A.S hai
@sswshiastatusworld99722 жыл бұрын
@@syedakazmi1211 thank u
@syedakazmi12112 жыл бұрын
@@sswshiastatusworld9972 Most welcome
@Mesumabbas99810 ай бұрын
It's very Beautiful series & mind glowing❤❤ Aap k saath yeh Beautiful safar Humesha yaad rahega ❤❤moula salamat rakhe aap ko moula koi gham na De siwaye gham e HUSSAIN k Bibi Fatimah Zahra s.a Nokri Qabool kare 🙌😇❤️
@TasawarHussain-i7j5 ай бұрын
The two second last persons with Hazmat Mukhtar are both the real brothers of Kiyan (Mehran,Yazdan)
@husain792 жыл бұрын
Ashu bhai thanks for your reaction mai ny first reaction say follow kiya aapko aur bhot kuch seekhnaye ko mila mai ny mukhtar nama dekha tha pehle bhi magar sab say Zayad informative aap k sath dekhnaye say laga Aap ka last mai explained karna best hai bro bhot acchi journey rahi aur kafi accha laga aapnaye masterpiece par reaction kiya bhai Hazrat Yusef Hazarat Maryam aur bhi bhot sir series hai acchi acchi magar imam ali raza wali series par reaction karna pls jaldi hojaye ga aur kam time mai zayda information hai 40-50 min k bs 12 episodes hai mola imam e raza ki life dekhi hai zarur reaction karna acchi series h bs 12 episodes ki uss say short koi serial nahi hai baki sab Zayda episode k hai imam ali raza aap asani say Muharram tak end kar saktaye hain allah aap ko kush rahaye aur Kamyabiya ata karaye ameen
@mhussain45122 жыл бұрын
Mera salam ho ap pr ay sadat ke dilon ke zhakmon ke marham🙏😭
@syedmuhammad95072 жыл бұрын
apka shukriya bro. qky apki waja se boht se logo ne ye series dekhi jinho ne ab tak nhi dekhi thi. bs ap se ek or request hy k muharram ke bad ap hazrat yousof a.s wali series pr reaction karen. wo bhi boht kamal ki series hyn
@awaiskhan-tv5kf2 жыл бұрын
Salute
@samsonbutt43572 жыл бұрын
Acha season raha mukhtar nama miss you mukhtar nama miss your reaction I am so sad God bless you brother Allah Hafiz see you next time Brother miss your reaction
@Syedafatima_3132 жыл бұрын
After Hazrat e Mukthar Shahadat Hazrat e ibharim bhi shaheed huwe unki shahadat ke 3-4 years baad Marwan ki jung mai unki jung shamiyo se thi abdal Malik Ibne Marwan unka shrine samarra Iraq mai hai aur ye series ke writer wohi actor hai jo Hazrat e ibharim ka role kare
@AliAbbas-ku2sy2 жыл бұрын
Yahi wajah tha ki wo jo kehte the ya jo scene dikhaya jata tha jaise musab ka khoon mein doobna aur kyi cheezien wo unko ilme gaib hota tha isi liye unpe nabi hone ilzaam bhi lagaya logon ne . Magar yeh hazrat Ali a.s ki ata thi hazrat mukhtar ko .
@murtazahusainofficial79262 жыл бұрын
Zindabad Mukhtar
@wweofficial24742 жыл бұрын
Hazrat Mukhtar koi Aam name nhi wo shair thy ,🏴🖤 Alajal Ya Imam Zamana A.s
@ateeqraza83392 жыл бұрын
Hazrat mukhtar a.s ka badla un ke cousin zaida ne le thi.aur hazrat ibrahim musab ke soldier bane thy.phir hazrat ibrahim aur zaida ne musab ko qatal keya tha...
@shahidabbasofficial25182 жыл бұрын
Great Job Man, Mola aap ko is ka ajar day🙂❤ Ye hottay hain asli mard.
@SabirHussain-tn2vb2 жыл бұрын
Bro if u like this series then u like all Irani series I suggest u plz watch these Series 1(Ghareeb e toos lmam Ali Raza as) 2(tanha tareen sardar Imam Hassan as) 3(Shaheed e kufa Imam Ali as) 4(Hazrat Housuf as ) 5(Ashaab Al kahf) 6(Hazrat Isa as) 7(Mariyum Muqaddas) 8(Hazrat Sulman as) 9(
@tricks1102 жыл бұрын
abhi Apke liye dill Sy Dua dy raha hun Moula Ali A.s apko Jannat me bejhe Pur e sirat Bari Krdy allah pak K Sadqe ameen
@razazaidi8472 жыл бұрын
Mashallah❤ nice💖 reaction💝 geoo💖 aashu bhai 💓⚘🌹
@Original_voice.012 жыл бұрын
Muhkatar ع zindabad ✊🏻
@mohazzababbas58062 жыл бұрын
Plzz bhai yousuf nama episode pr riction diye
@azanali45202 жыл бұрын
Finally End💔😭
@ImranAli-df9wv Жыл бұрын
Hazrat mukhtar zindabad ♥️♥️♥️♥️♥️
@asadaj95782 жыл бұрын
Maula lene agaye the na last smile jbhi thi... aur aal e zibair ka bhi yahi haal hua tha
@hijaabzehra88862 жыл бұрын
Musaab ka end khabees Marwan k hathon hoga jahan tk mjhe maloom h musaab k sth jung ker k marwan ne kufa per hakoomat hasil ki th.. & Thankyou ashu for reacting on mukhtar nama litreally crying after watching last jung of Janab e mukhtar as 😢😢😢 Janab e syeda s.a apko wo sb kuch dein jo ap chahty Ameen. plz next reaction on Hazrat yousuf as❤ We respect & love u ❤🇵🇰
@payamehussain20522 жыл бұрын
Ibrahim malik e ashatr musab se badla len kr usy qatal krty han.
@husain792 жыл бұрын
Hazrat Mukhtar the founder of First Shia Kingdom jo Iraq Armenia Azerbaijan Iran tak Thi Aur jiss ny bs 2 sal mai Imam Husain k Qatilo ka badla lay liye aur phir Unn ka Sapna tha K wo Macca Masjid e Nabvi aur Sham and Egypt tak aapnai hukumat bana laye aur imam sajjad aur unn k baad k saraye imams ko daye daye taki Allah ka deen puri Duniya mai aam ho sakaye khair bhot sari aapsi Galtiyo ki wajaha say asa nahi ho saka magar Aaj ka Iran ek best islamic example hai duniya k aagaye ye 42 sal hogaye hain irani revolution ko aur morden society k aagaye irani revolution ek perfect religious society represent karta hai ye asa he hai jasaye hazrat Mukhtar ka mission aaj bhi zinda hai aur unn ki 2 sal ki hukumat aaj k time mai 42 sal k iran jasi hai
@samsung02core272 жыл бұрын
Salam ya Husain
@saifaizkhan96942 жыл бұрын
Janab e mukhtar zindabad
@alihassanbhatti54 ай бұрын
Ya Hussain 😭😭😭😭😭😭😭
@nadeemmalik61632 жыл бұрын
Aapka channel jldii gro karega
@Tony-19902 ай бұрын
Salam Hu ameer Mukhtar Saqafi pe ❤
@abuzaralimalla2 жыл бұрын
Aaj b zinda hai hazrat mukhtaq ussi kayam ki waja sai
@danishali87502 жыл бұрын
I suggest you to react on Shaheed e kufa series.The series is on the life of Mola Ali a.s.
@hassanraza16742 жыл бұрын
😊Ye Safar aap k saath guzra hamesha yaad rahe ga bhai❤️ Thank you so much for everything💖💓🥰
@mohdanwar5382 жыл бұрын
Hazrat yusuf series karo bhai.. Bahot achi series h
@hasanlaptoprepair2 жыл бұрын
💔
@sairaaayat67512 жыл бұрын
Ap ka buht shukriya for the reaction ap k sath mukhtar naama dekhna ek alg hi experience tha .❤️ mujhy ap se pushna tha k ap ki thinking yan life m kiya changes aai h ?
@IsrarKhan-p2y4 ай бұрын
Ab aap khud sochiye ki Mukhtar ke jab asha bhi itna jyada takatvar buddhi the itna takatvar himmat hai