Pakistan k hr city mn ye nashta chalta..daily toh ni but jesy Sunday ho ya koi guest ajain toh phir ye nashta best hota🤤
@ayshwan23 күн бұрын
Paaey, Nihari, Halwa, paratha, poori, Haleem all are just once a week or once a month nashta. When u hve guests, friends or cousins at your place and you are taking them for some fancy Nashta. Even in Punjab not every one can afford it daily. 😊
@asma26-mx8ubАй бұрын
Pakistani me sb jaga aisa h nashta milta he.nice comments 👍💯
@dramaqueen-qd4dnАй бұрын
Bhai plzzz ap log b zror Pakistan aye... We are waiting❤❤❤
@ayeshakhan655219 күн бұрын
4:39 karachi mn bhi hota hai lekin special dino mn daily halwa puri nhi...
@zamirkhan8312Ай бұрын
Karachi Ka breakfast is bread butter and fry egg❤
@riwashahshah267129 күн бұрын
bacho daro mat Lohare may sb posible hy 😅😅😅 , itna kha k b larky larkian slim o smart hyn , lots of Love from Lahore .❤❤❤❤
@themathlectureАй бұрын
pury pakistan mein teel or ghee khano mn bohat zaida ye jitny bhi hotel hoty hyn us mein...Karachi mein aysa nhi hota tha ...Ab dosry cities sy logon aa ker shop open ker laya hy.. ab karachi mein change hota ja rha TEEL Alot of TEEL .. GHEE .. Alof of GHEE... mil rha hy.. Khano mein
@schehzadghazi202622 күн бұрын
Food variety Karachi, Lahore, multan, Gujranwala just awesome
@PeacefulStreetsMadinahАй бұрын
3:01 Karachi main Nihari, Paya, Halwa Puri ka nashta chalta hay Sunday morning main
@soofiaimran9283Ай бұрын
Assalam o alykum, Brother aap Thank you ki jagha JAZAK ALLAH kaha karen hameshan... Stay blessed from Karachi.
@shareenofficial5496Ай бұрын
Karachi min bhi yahi kuch hota hai Alhmdulilah❤❤
@mohammadzafar117715 күн бұрын
Karachi has followed Lahore in breakfast of halwa puri but in Karachi people eat such breakfast mainly on weekends.
@zarwaidrees20 күн бұрын
Bhai aap ko koi misunderstanding hai Lahore k log daily itna heavy breakfast nahi karte Waha breakfast ki bohat variety hai guest k liye is ko traditional hone ki waja se importance dete hai
@saminasaliha135513 күн бұрын
Jazak Allah kaha karay
@AyeshaKashif-ge3jr7 күн бұрын
Ab wish hy k aap aain Pakistan or aisy pory pakistan k khany taste krein or reviews dein rehan bha,faizan bhaii or sahil bhai♥️
@raziaanjum895017 күн бұрын
Karachi has best ❤😂
@NafyBahi-h4sАй бұрын
Thank you ki jaga kh diya Karin booht maza aya
@NafyBahi-h4sАй бұрын
Har city main milta hai aysa nashta
@Girly19022 күн бұрын
Hum karachi waly nhi krty itna heavy nashta .. only sunday ko halwa puri bas..
@hinakashir65720 күн бұрын
Jalnay waly ka mu kala 😂
@K_drama_addiction2319 күн бұрын
Aucha aunty g😂@@Girly190
@AttiyaUmar-j9y16 күн бұрын
کراچی میں بھی پوری چھولے حلوہ چیز پراٹھا چکن پراٹھا نان کچوریاں سب ملتا ہے
@Nadiasajid-zn3qg16 күн бұрын
Karachi waly b sb shok se khaty han ❤
@rabiaafzal558Ай бұрын
vendors street ho yah mall wala sb ko rate list milti hai sb ne lgaii hoti hai . her baray maal main b rate list lgi hoti hai. Mandi walon ko b MANN, DHARII k hisab se rate lgta hai. wo b ziada tadaad main rate list per hi lete hain.
@awanzada-sy6opАй бұрын
Bhai pay nashty ma ap ne ni khay to ap ne pay khay hi ni😅😂
@HajiRamzan-h7qАй бұрын
Plz more vlogs reaction ❤❤❤❤ Thank you ❤❤
@mirhanoorvelogs241910 күн бұрын
Karachi me sub se ziyada khayi jati h halwa pori har sunday ko lambi lambi liney lgi hoti hn halwa pori k liye
@BilalAbbasi-zs9pzАй бұрын
Sir punjab mn thnda area b h murree jahan kafi snowfall b hote h wintr mn
@MiZaZu314 күн бұрын
Karachi main hulwa cholay piri saterday Sunday ziyada khae jati hy
@MisskhanKhan-zc5olАй бұрын
Hyderabad me nashta me biryani b khaye jati hai 🇵🇰
@perryherry33310 күн бұрын
We are from karachi v eat halwa puri cholay a lot but best nashta of karachites is chai paratha of pathans which is liked by alllll karachites..but u r extremely right that people of karachi are food lovers but food is eaten less in amount
@zairaiqbal5046Ай бұрын
Bijli ka issue ni hai, Indians are high on Godi media, we have surplus electricity, due to IPPs electricity is costly, now govt is getting rid of those IPPs
@Palasteen7807 күн бұрын
Media kaiin burn bethay ajj de gwar iko choth bolday nay owi bar bar beath k jnaniyan nal karday aa chugliyan te show da nam rakhday aa chaj da vchar
@rumanatariq965610 күн бұрын
Punjab ke pani ki taseer bohat achi hai Bohat hazim hai Foran he khana digest ho jata hai Dubara dopehar mai bhook lag jati hai
@MirKhizarTalpur28 күн бұрын
Bhai Karachi mein b y he chalty h
@stayhappy63927 күн бұрын
Hmary ghar me usually esa nashta paye waghera kbhi guest aye hon ya once in a while chutti waly din hota h or han phir late nashta krty h or phir direct dinner woh bhi light sa.
@maliksahab185729 күн бұрын
Very nice v log ❤❤v nice reaction guys❤❤❤❤❤
@WasfaMemon20 күн бұрын
Hamaray pakistan ka kahanna bhot bhot acha hai Indians say bh acha hai😂😂😂
@hirakhurram654512 күн бұрын
ji apne theek kaha krachi me halwa puri ka nashta daily to nh weekend ya kisi kisi din hota hay، mgr heavy nashta paya kulcha nihari ye punjab me chlta hay
@bbushrabshcollection8162 күн бұрын
Hmary han ghee/oil Boht dalty bahr waly tabhi Ghar pr khaty werna multan me rashidabad pr Boht superb nashta hota oil ziada hota tabhi daily ni krty
@zamirkhan8312Ай бұрын
Lahories favourite breakfast is Kulcha and chooley❤
@mahnazjaved736412 күн бұрын
زبردست ویڈیو 🎉🎉🎉
@Imranshokat-l3s29 күн бұрын
Khewaara Mai ha salt ki kaan Or ye kalar kahar wali side pe ha jaha se salt nikalta ha
@ZaidCh-989 күн бұрын
Dear brother Har city main esa nashta available he
@iamSalman3710 күн бұрын
Khaany sirf Lahore or Gujranwala k ❤ Karachi is far behind
@kanwalkhankhan759813 күн бұрын
AP kab tast kerne aa rahe.yahan k khane.
@MAR-lt7xo21 күн бұрын
Even in Punjab, everybody doesn't eat such a heavy breakfast every day. It's expensive also. In Karachi also people don't eat such a heavy breakfast daily. Halwa Puri is a specialty in Karachi and is mostly consumed occasionally on weekends.
@asimkhan429927 күн бұрын
Kehte hen pakistan m bhi k pipal k per pr bhot rehte hen.
@farazshk4105Ай бұрын
Karachi mein bhi Jin logo ko habbit Hoti hai woh subah subah nashte mein halwa puri chole ya paratha khate Matlab pakistan mein Lahore, Karachi mein ye nashta common hai
@RanaUsman-iy1vt25 күн бұрын
Karachi main b karty hain
@AmadG-e6cАй бұрын
Punjab north me nae he kpk ke kuch ilaqe northern me atta hee murree hazara swat chtral kaghan naran gilgit baltistan northern areas hee
bhai ye pink salt hay aur ye pakistan punjab may khawra aik jagah hay waha ye hota hay
@bintemuhammad853129 күн бұрын
Karachi m weekends p special halwa poori taqreebn sb hi jaga lgti h , baaqi dino m kaheen kaheen milti h..
@kanitarasool816611 күн бұрын
Oh bhai ye jitna healthy hota he utni hi jaldi hazam hota he or karachi wale bhai b zinda dil hen lahorion ki tarah
@aaslam0116 күн бұрын
In Karachi we eat this kind of heavy nashta on weekends, anda paratha chae daily khatay hein ya raat ka salan roti
@irfankhoso4015Ай бұрын
Yatri Doctor ki naani ka Delhi mein inteqaal ho jane ki wajah se un ko apne plan se panch din pehle wapas India jana pad gaya. Allah marhooma ko apni rehmat ke saaye mein rakhay. Ameen
@PervezIrfan-m4y21 күн бұрын
Hyd M BHI BOHAT purani imarat h
@faizdrawing2049Ай бұрын
Have nastha kpk province main ha
@AdeeahadanleoКүн бұрын
Krachi main b log kahatye main Lahore ki but kahanye muje Karachi k passand hay
@habibarehman11221 күн бұрын
Karachi main sunday ko heavy nashta hota he mostly paye lahore main roz khate hain karachi main kam sirf winter main lassi to roz ki hoti pakistan main har city main karachi main chai ziada pi jati he nashte main wese
@AmadG-e6cАй бұрын
Bae Lahore night ko 1 bge prathe kha rahe hote hee
@nyazi891922 күн бұрын
Hmara Pura Pakistan Mai hr shr Mai yah nashta must Kiya jata week Mai aik dafa zroor Yani hm Islamabad Wala Sunday ko khata han ❤❤❤
@AM-ie2fgАй бұрын
Karachi Mein occasionally khatay hain halwa puri like maybe on weekends. But yes In Lahore it’s an every day breakfast. Karachitte are more into simple chai paratha.
@QURANOISLAM-nz3br11 күн бұрын
in khi often or once a week halwa puri
@fashionhub1122 күн бұрын
Pakistan me hr jge ya nashta hota hy❤
@muhammadmirza3831Ай бұрын
Environment of Punjab is such that one eats more when there. Karachi wale when visiting Lahore , can feel increase in appetite
@humakhan503420 күн бұрын
Karachi me only sunday ko heavy break fast hota hai❤❤❤❤
@mahwishsulemanАй бұрын
Ma aap ko Kahon gi ka aap Hyderabad ka Dulhan paratha zaror dhaken bhari Khana kya hota hi tab pata Chala ga or mumbay bakri 125 sall porani hi
@muhammadwaseem21433 күн бұрын
Bhai Karachi Mae bhi bohat heavy break fast HOTA hai
@mahwishsulemanАй бұрын
Ya kam hi aap ek bar Hyderabad Pakistan ka spachal Dulhan paratha daken jisa ek Banda nahi kha sakta
@Bahria_Town_KhiАй бұрын
Mene Karachi se Hyderabad travel Kiya tha is nashta k liye waqai bhut mazay ka hota hay Dulhan paratha ❤
@Perlishrose29 күн бұрын
Halwa puri is v common breakfast all over pakistan even in karachi bt its kind of once in a while kind of thing to eat n not every one likes to eat such oily food every day nihari n paye bhi nashta bhaut common hai bt it all depend on individual
@nisarmamnoon436120 күн бұрын
This is the pink salt one off the best salt in the world
@uqbahashmi888Ай бұрын
G bro breakfast k bd lunch ki tyari start ho gati hn
@humairanasir21622 күн бұрын
Karachi my Sunday ka nashta akser ghero my pori halwa khaya jata hy
@Arham-r9nАй бұрын
Shahi Qila wala event Q cut krdiya :(
@nooralain449821 күн бұрын
Karachi men bhi ye hi khaya jata he.
@zaiqalazzatka10 күн бұрын
آپ جزاک اللہ کہیں پھر کوئی آپ کو منع نہیں کرے گا
@irfankhoso4015Ай бұрын
Karachi mein duniya bhar ke khaane nashtey available hain. Halwa poori buhut milta hai, lekin yeh regular nashta nahi hai, kabhi kabhaar log change ke liye khaate hain. Paaye nashtey mein Karachi mein main ne kisi ko khaate aaj tak nahi dekha. Shadi ke doosray din, larki ke ghar se jo nashta dulha ke ghar bheja jata hai uss mein qeema fry, bheja fry, bhindi fry, Halwa poori, aloo chanay waghaira waghaira shamil hote hain
@morningspecial51706 күн бұрын
bhai karachi may halwa puri subah nashty may anda pratha choly puri aur choly prathasubah nashty may
@mirhafatima68416 күн бұрын
Punjab mein hum punjabi log khany k zyada shokeen hoty hain or punjabiyon ka nashta paye naan chany or halwa puri B lasi etc
@farukhalvi198813 күн бұрын
Weekend ka nashta halwa puri or tarkari hota hai Karachi me with lassi. Ab konsa better hai it's debatable
@nuhaanjum457118 күн бұрын
Karachi mein bhi same yahi nashta milta hai its same in every city
@Shaziarana-t1q11 күн бұрын
لاھور کا پانی ایسا ھے ۔پتھر ہضم ایٹ ھضم
@syedauzmamaroof-mr7zz19 күн бұрын
Not just in Punjab it's available everywhere but sub ki apni mrzi h
@shafaqahmed-mb3yi20 күн бұрын
Karachi mein Sunday Brunch hota hai. Breakfast and lunch together
@NomanKhan-z9rАй бұрын
Hum Karachi wale log anda paratha hi khate Hain . Saturday aur Sunday ko halwa pori khate Hain . Kabhi Kabhi PAYE bhi Kha lete hain nashte me
@fouziafarhan442428 күн бұрын
Karachi main b huta hai mgr Sunday ko he esa nashta krtay hain
@AfzalAfzal-yx3ot21 күн бұрын
Village fateh rehan road belong shahidra, Lahore
@shamilarauf765210 күн бұрын
Karachi me is heavy break fast hota hay 🌹🌹🇵🇰🇵🇰
@DrGul-j5m19 күн бұрын
What is main breakfast in your country India
@afee89372 күн бұрын
Khoyaa mawa ko Kahtay 😊😊😊
@salmansahir70037 күн бұрын
Karachi may bhi khatay hy halwa choly pori ..lekin ziyada karachi my nashta anda paratha khaty hy
@demongaming792110 күн бұрын
Bro Punjab Pakistan me ye tO normal nashta hai paaya , chholy pathOory , Halwa Purri, Bong Paya, Khadd Subha ka nashta heavy hi hOna chahiye.. ❤❤❤
@YashalRajput-s6j14 күн бұрын
Karachi wageera m nashta egg and Partha
@FAMILYMELBU0211 күн бұрын
You r right real karachities don´t use to much oil.
@HomeMinister-p2e6 күн бұрын
Karachi mn b khaty ha
@uzmazehra337629 күн бұрын
In Karachi, people are diet-conscious. They eat halwa Puri only on the weekend, probably one day.
@Abubakarliaqat786Ай бұрын
your visit 2nd largest forest changa manga in pakistan
@uneebahmed65576 күн бұрын
Karachi me paya,nihari k ilava halwa pori roz hoti he
@saraimranimran3675Ай бұрын
sahee kaha punjab may heavy nashta hota hai paey lassi makhkhan cholay bhatooray karachi may paratha hota hai cholay poori hota hai laykin chicken wala nahee hota karachi may itna common nahee hai karachi may nehari mil jaey gee
@Has_san770Ай бұрын
Kpk north mn ha
@Crazyboy-t6e9 күн бұрын
Bhae paye subah nashtay main e khaye jatay hain or yh Sirf soup nae hota ap videos daikhain apko maza aaye ga In sha Allah
@ayeshamujeebkhan345114 сағат бұрын
Kya apko pta nhi lga hum karachi walye b koi km nhi ya nashta yhn b chalta hia har City Mia hi mil jata hia ya wala nashta...
@larebbhutto1850Ай бұрын
Exactly punjab side hy aisa heavy nashta hota h baqi karachi wagera m nhn hota punjab ke log ya khas tor pe lahori ye sb khate hain nashte mein