Mam pooja ke baad immediately cleaning nahi karte next day karte hai
@FoodStyleMomАй бұрын
I agree
@GautamJain-b3dАй бұрын
i agree ❤
@ArtiSharma-wf5hqАй бұрын
U r right
@1ransakshiАй бұрын
Yes
@sunitarawat7764Ай бұрын
Totally agree,
@monikachaudhary5965Ай бұрын
Reema jis din pooja ya katha ya aisa koi b even ghar mein ho na toh chouke uthate na jhaadu lagate.even next day bhi kapde se phool etc ekatthe kar ke jal mein pravahit karte hain..
@GeetVlogsofficalАй бұрын
@@monikachaudhary5965 right
@urmilasingh148110 күн бұрын
Ha jee shi kaha apne.
@suman-by7gtАй бұрын
Panchamrit me panch hi cheez dalti hai ek ratio me jo us combination jo Amrit (good for health) banati hai. normally jo log mix karke nahi khate, jaise doodh aur dahi aur ghee is me daale jaate hain. Bus kuch bhi aur sab kuch daal ke naye recipe na gadh dijiye
@laxmibatham2363Ай бұрын
puja ke baad sfai nhi ki jati h
@tejashreetambe1878Ай бұрын
Pooja ke bad जल्दी clining nahi karte next day kartehi
@jyotishukla6585Ай бұрын
Panchamrut, matlab paanch cheeze jo amrit k samaan hai, unko mix karke banaya jata hai Aapne to usme itna kuch daal diya, wo panchamrut nhi hai.
@snehal1968Ай бұрын
पंचामृत में दूध, घी, शक्कर, हनी, और दही आता है
@GeetVlogsofficalАй бұрын
@@snehal1968 hanji
@ManjumahobiaАй бұрын
@@snehal1968or tulsi bhi
@dimpyashwani4222Ай бұрын
Hallo Reema ji ❤❤ pooja ke thori der tak safae nahi karte aap dhyan dea karo
@geetaprasad4678Ай бұрын
Banaras bhee bahoot Badhiya Shree Shiv Baba ka Dham hai. Wahan Jane se ghumne se Shiv Baba ka darshan karne se mun ko bahut Shanti milti hai aur ha Ganga Maiyan ki Aarti bahut hi Divvy hoti hai jarur dekhna. Pure Banarsi Sari reasonable prices mein miltin hain.❤️🍀
@geetaprasad4678Ай бұрын
Banaras bhee bahoot Badhiya Shree Shiv Baba ka Dham hai. Wahan Jane se ghumne se Shiv Baba ka darshan karne se mun ko bahut Shanti milti hai aur ha Ganga Maiyan ki Aarti bahut hi Divvy hoti hai jarur dekhna. Pure Banarsi Sari reasonable prices mein miltin hain.❤️🍀V
@sheenabansal4721Ай бұрын
Reema kbhi bhi pooja k baad cleaning nhi krte.....aap saman set kr skte ho ...but pooja wale area ko aise hi rhne dete hain
@florencechristian7510Ай бұрын
Amazing vlog. Ghar me katha karne se ishwer ka ashirwad bhi milta he and ghar me positive vibes bhi aati he. Take care Kashish kyunki thand aab kafi badhane lagi he. 💕💗
@jyotivingale607526 күн бұрын
Nice vlog maene thodasa hi dekha aap jo bhi karate perfection our devotion ke साथ karate ho i like alwys 🎉
@Sanatani...beti..Ай бұрын
Jis din pooja hoti hai us din pooja ka saaman nhi touch kartey
@Divyam41343Ай бұрын
Reema ji balo ko bandh kar Pooja main baitha karo
@Radhapyariju888Ай бұрын
मेरा पहला कॉमेंट हैं । में आप से कहना चाहूंगी की आप kashish को लेकर (जगनाथ जी )जाए (भगवान जगनाथ जी) के दर्शन कर के आप को बहुत सुख की आनुभूति हाेगी 🙏🙏😌
@deepanwitasahoo2106Ай бұрын
Please come to Puri Dham Prabhu Jagannath ji Darshan Karana
@FoodStyleMomАй бұрын
Blessings… very nice pooja .advice you as a sister Just one thing please keep in mind whenever you offer pooja sit on the left side of Prashant jee . I don’t want to put you in dilemma but next time onwards . It’s more fruitful and beneficial for both husband n wife .
@vishakhakhemka6702Ай бұрын
Nahi wife should be on right side....left side me behen baithti hai
@AmritaKiLifestyle-u8jАй бұрын
Ha Reema dear Puja ke baad us din cleaning nahi karni chahiye
@riahirlekar8690Ай бұрын
SatyaNarayan Bhagvan ki Jai 🙏🙏
@ItzHarry333Ай бұрын
Apki kuldevi Ya kuldevta par jaye kriye Baccho ko bhi pta lagna chahiye apni roots k baare m Saal me ek baar jrur jayein kuldevi ya kuldevta k Mandir
@Divyam41343Ай бұрын
Sab se aacha comment aap ka hai 😊
@tripti928Ай бұрын
It will be so crowded in Mahakal and Khatu Shyam ji in winters. You can do day trip to Khatu ji. You should go north east Kamakhya mata or Dalhousie for snow
@finny-vm1seАй бұрын
Very nice satyanarayan pooja..and Prasad. We should see the positive side. God forgives the mistakes that are done unknowingly...during or after pooja. (On a lighter note, God never teaches anything with a negative comment, like most people are trying to do ) ..galtiyan sabse ho jati hain.
@geetaprasad4678Ай бұрын
Very nice puja🙏🙏🌼🌹👍❤️🙏
@MeenaSharma-xh4wrАй бұрын
रीमा जी आपने प्रसाद में तुलसी के पत्ते नहीं डाले क्या
@MinakshiPareek-v1yАй бұрын
Puja ke baad jhadu nahi lagate
@raginiarya2368Ай бұрын
24 hour vaise hi rahne dete h
@nehaupadhyay7538Ай бұрын
Mai aapki video 4ya 5 salo se dekha rhi hu I live in prayagraj is sal prayagraj mein mahakumbh lag raha hai bahut dur dur se bahut sare lakhon karodon log a rahe hain I suggest ki aap log with family aaye Kumbh prayagraj mein
@raniharmukh5666Ай бұрын
Very happy nice your family day❤❤❤
@VanitaBhogekar-gp9twАй бұрын
पुजा अछी है पुजा दुसरे दिन ऊठाते है❤🎉
@pallavikulkarni7207Ай бұрын
Please wear mangalsutra….at least in pooja…. 🙏
@arteenaren8472Ай бұрын
Gujarat me panchamrut me only 5 items hi jati he milk dahi madh ghee &sugar
@shweta9765Ай бұрын
Panchayat,Ye sb test ke liye nhi hota ye parshad ke liye hota h only 5 think hi mix karte hai
@preetipandey6462Ай бұрын
Tulsi n??
@kalyanip.fofandi4911Ай бұрын
Right
@suman-by7gtАй бұрын
Jee bas isi combination ko panchamrit kehte hai
@sarlasharma8070Ай бұрын
Sb jagah 5 hi chij dalti h bs
@Devika-m6qАй бұрын
Prashanths shirt is very nice 😊all the very best fr your pooja 😊
@meenusharma5122Ай бұрын
Hello reema ji ghr ko loan free karke kya benifit h issase hme income tax m relief milta h pls suggest immediately
@gaurisharma2698Ай бұрын
U can visit indore or even banaras for spiritual experience.
@masarratkadiwal3344Ай бұрын
Hii dear i am llso from indore😊
@vishakhakhemka6702Ай бұрын
Jis din Pooja hoti hai ussi din turant jhadu nahi lagate...haa agar kuch sametna hai to kapde se sametlo...jhadu nahi lagate and Pooja me kabhi shawl pehenkar nahi baithna chaiye...apsagun maante hai...
@Vandanasvlog07Ай бұрын
Hi Reema,aap khatu Shyam baba, Jeen Mata aur Salasar Balalji ka program bana lo, abhi rajasthan mei weather bhi accha h, jyada garmi mei ghumne mei problem hoti h.mei jaipur se hu ,mei 6 dec ko hi shyam baba ke jakar aayi hu.
@luxmisrivastavablogs9003Ай бұрын
मैं भी नवम्बर में श्याम बाबा सालासर जीन माता और राणी सती होकर आयी हूँ
@Divyam41343Ай бұрын
Charna aamrit ko kabhi bhi feta nai jata hai
@pujajalori2447Ай бұрын
God bless you and your lovely family 🙏🙏
@vakilakhan2754Ай бұрын
Manali ❤ acha h iss winter m ❤
@kanikagupta9617Ай бұрын
If PanditJi dont have issue, share his contact, we live in Greater Noida
@creativesoulPАй бұрын
Satyanarayan dev ji ki jai 🙏
@healthytwistАй бұрын
Aap log Kashmir jao ghumne ,aap logo ke travel vlog achhe lagte hai
@GeetVlogsofficalАй бұрын
Acha lga Pooja dekh kr apka sara sab Mila kr kitna kharch hua pandit ji ko kitna dakshina di please btana hum bhi cahte h Pooja krana
@minalsompura3908Ай бұрын
Satynarayan bhagwan ki jai 🙏🙏 Reemaji aap kumbh ke mele me ek baar jao allhbaad Life me ek baar ye experience lena chahiye hum bhi jane vale hai Love you Reemaji ❤
@pooja_gupta92Ай бұрын
Kb h kumbh ka mela plz tell me
@premkumarigurung8275Ай бұрын
Nice vlog 🙏🌺🌺🌺🔔🕉
@pratimasharma3892Ай бұрын
Ekdum safai ni karte 🙏
@Nehanaysha25 күн бұрын
Felt so happy to see u all God bless u all
@VandnaKumari-vq9qwАй бұрын
Reema di aap log rameswaram darshan karne jaiyega bahut sundar aur peaceful place hai bahut sukoon milta hai wha
@himanigoyal1643Ай бұрын
Mam app apne steel mixing bowl ka link share kar dijiye ...wo mujhe bhut psnd hai .... uska size n shape perfect hai h....
@seemarajput4959Ай бұрын
Reema ji Mahakal jaaiye ham bahut bahar ja chuke hain aapko bahut Shanti milegi vahan per jakar bahut Sundar place hai
@DeetyasMagicАй бұрын
Satyanarayan bhagwan ki jai🙏
@umakashyap6859Ай бұрын
राधे राधे mam Mam आपका नेकलेस बोहत पयार लग रहा है । मुझे अपनी बेटी के लिये बनवाना है । please आप मुझे मालाबार का इस नेकलेस का कोड बात दीजिये ओर ये कितने ग्राम का है 😊
@MEHEKMOHSINI-ym8hfАй бұрын
Lots of luv n bestest wishes always for u n jeeju ❤❤, luv to Kashu 💕💕
@nonupriyaАй бұрын
Sorry Reema ji but milk chaan ker hee use karna chahiye baaki aap ko jo theek lge
@kalyanipingale73Ай бұрын
Maharashtra mein Nasik mein Ganga Aarti aur trambakeshwar ka Darshan kijiye
@GeetVlogsofficalАй бұрын
Kashish ko thandi is liye lg gyi us din apki sister k birthday pe bhi usne skirt phni thi or apki anniversary wale din bhi knee length dress wear ki thi winter wear nhi phna tha fleece stockings la do ap kashish k liye
@masalamansionАй бұрын
Exactly
@neetamakhija5960Ай бұрын
Ram Ram ji ♥️ 💔 🙏
@rakhiarora2591Ай бұрын
Didi aap ek baar shirdi ja kar aao aapko bahut hi acha lagega aur mama mamiji ke liye bhi vaha pray kar ke aana di please ek mere kahne per jakar aao aapke pahuche per hi aapko vaha chamtkar dikhege aapko khud anubhav hoga aur aap humare nagpur m pench kar ke jagah h jaha khub sundar resort aur jungle safari aur bahut kuch dekhne ko mileage prashant ji se kaho di ki google per puri information mil jaye gi aapko di vah aapke upar h ki aap kaha jana chahte ho mera comment sir ke saath jaroor discuss karna byee 🙏🙏
@jayshreeshah2597Ай бұрын
Kasis bahut cute hai bahut samjdar hai
@homesciencestudieswithbabi3919Ай бұрын
Pooja k next day clean krte h pooja ki jgh usi din nhi krte
@nigzbajwa4984Ай бұрын
Roz hi zbrdst huta h Reema g love 😚😘 from Pakistan
@trippti.srivastavaАй бұрын
Aap log varanasi ka trip banayiye aur ghoom k aaiye
@madhugoyal4450Ай бұрын
Panchamitra mai tulsi jaroor dalte h
@anirudhpai3040Ай бұрын
16:23 try to visit Shri Mahakaleshwar Jyotirlinga
@SeemaYadav-cx7xeАй бұрын
Jai satyanarayan bhagwaan 🙏🙏
@MakeupforbqАй бұрын
U look more beautiful in Indian attire ❤❤❤
@leekisha15nayak3Ай бұрын
Reema ji jab man Ko Shanti mil jaaye Puja kara ke to samajh lo hamari Puja sapnon ho gai aur jo jo bhi ham Ghar per banate hain Puja ke dauran vah sab Ishwar ki ichcha se Banta hai kyunki unhone hi bhog lagana hota hai kisi ki baton ki taraf Dhyan mat dena
@cookwithpooАй бұрын
For trip Salasar baba aur khatu shayam baba ek saath ho jayega Best hai hum last week hi ghye Best hai best
@AnkitBhartiya-g1pАй бұрын
U can visit khatu shyam ji on 1st January❤
@SR-cz9gfАй бұрын
You are extremely very lucky.
@manishabarde8053Ай бұрын
Wah very nice Pooja 🌹🙏🌹
@DeeptiMakkerАй бұрын
Acche se ho gyi pooja accha laga humko ❤
@kantaparmar7141Ай бұрын
Good evening dear nice 👍
@madhuriyadav1904Ай бұрын
Reema ji bhut sundar lag rhi ho yellow bangle ka link do
@jayshreechorera5713Ай бұрын
Satyanarayan devji ki jai🙏🏻🌹 Congratulations 💐💐 Princess beta take care❤ Lots of love and blessings to lovely family❤❤❤❤❤❤❤
@meenuverma735Ай бұрын
Shi travel vlog to bnta hai😊
@MEHEKMOHSINI-ym8hfАй бұрын
Its snowing in Nainital also, hamare Mumbai mei hi snow nahi girti bas 😢😢
@anitasharma-jt9pyАй бұрын
Aap khatu shyam jao waha aap ko alg filing hogi Jyse sakchat ho mgar bhir kam ho tab jana
@ItzHarry333Ай бұрын
Maam Ajkl bahut log jaate hain khatu ji
@sapnamalhotra8756Ай бұрын
Poojabahut acchi thi mann khush ho gya dekhkr reema ji aap bindi lagaya kro bahut acchi lg rhi ho aap
@ItzHarry333Ай бұрын
Maam Agr aap bta skein To bta skti hain k apka flat kis price ka hai Means apne kitne ka book kiya fir loan samet kitne ka pada
@gaurisharma2698Ай бұрын
We are going to Tirthan Valley this weekend.
@raniaujla5678Ай бұрын
🙏🙏🌹🌹
@AlkaGandhi-bl3dnАй бұрын
Nice blog
@leekisha15nayak3Ай бұрын
Bus karo unko samajh a gai hogi sabhi Jane ek hi baat likhe ja rahe hain tum log bhi itne smart nahin Ho jitna dikha rahe ho ek dusre ki baat padh padh kar likhate ja rahe ho
@pranalipathare7116Ай бұрын
Very good👌👌 🙏🙏🪔🌹🌹💐💐
@SparshDBhandarriАй бұрын
Hello Reema aunty nice vlog
@jayshreeshah2597Ай бұрын
Di aap sari may bahut achche lagte ho
@archanadubey9740Ай бұрын
Ayodhya ya Ujjain jayiye
@anilatuladhar7382Ай бұрын
Plz come to Nepal!!! Pashupatinath temple
@AnkitBhartiya-g1pАй бұрын
Plss khatu shyam ji chale jao 1st jan ko
@MakkiGamerzff36925Ай бұрын
उज्जैन जाओ 🎉
@poonamdevasar489Ай бұрын
Aap sab vaishno devi jao
@sapnagarg3155Ай бұрын
Aap log varanasi, Ayodhya ka bnao trip.
@SulagnaBhattacherjeeАй бұрын
Reema tumhara bedroom me tv cabinet Amazon se liya hai ?
@seemarajput4959Ай бұрын
Reema ji jis Castrol mein aapane khir banai hai please iska link de do Maine aapse Kai bar mang liya hai aap dete hi nahin Ho
@meenakshibansal3350Ай бұрын
Christmas ka kashish ko bolo di vibe de.. thand h pls tc kashish.. Pooja ki vibe to reema di deti..