@@BABLOOLAHORILahorei Bhai xiaomi ky upcoming phones batady kon kon sy arahy hai Mera comment ka reply kijay ga plz bhai
@HAMZAJutt064 Жыл бұрын
TRUE
@Ratman202510 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI Aoa Bhai, aap se kuch sawal puchne the Infinix Note 30 aur Redmi Note 12 4G ke mutabiq. Umeed hai aap reply karenge. 1. Infinix Note 30 4G aur Redmi Note 12 4G mein se kaunsa behtar hai, yeh daily use ke liye jaise video watching, internet browsing, social media apps use aur app opening time ke liye aur long term use ke liye kam se kam 3 saal tak. 2. Kya Snapdragon 685 G99 se bahut zyada slow hai aur dono mein bahut zyada difference hai ya phir bilkul small difference hai dono mein? Kya daily life mein inn dono mein bohot zyada farq mehsoos hoga kyunki benchmarks mein tou kafi farq hai? 3. Long term (3 years) mein kaunsa phone zyada acha rahega aur camera kis ka better hai. Mujhe pata hai ki iss range mein kisi phone ka camera bhi behtar nahi hai, par comparitively kis ka behtar hai camera inn dono mein? 4. Mein sirf Note 12 ko Amoled display ki waja se consider kar raha hoon, lekin agar processor hi bakwas ho tou phir Amoled display ka kya faida? Agar inn dono processors mein zyada farq nahi hai daily life mein, phir tou sahi hai, lekin agar zyada farq hai tou phir Note 12 leny ki koi waja samajh nahi aati, sifay Amoled ke, because of low storage, single speaker, slow charging speed, and high price as compared to Infinix Note 30. 5. Umeed hai aap detail mein reply kar ky confusion door karain ge with your opinion. Sirf aap ki baat par bharosa hai.
@ans4r__ Жыл бұрын
The most honest man in whole pakistani tech community 🔥🩷🫶
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗💗🙏
@Inayatkhan-se3tl Жыл бұрын
Yes video wali sarkar paid video bnata hy 2 bar us channel ki video dekh k phone lia bekar phone tha
@kravenOG Жыл бұрын
@@Inayatkhan-se3tlbnde me khud bhi sense honi chahye Influencer jo bolega woi kroge? Pagal awaam
@Inayatkhan-se3tl Жыл бұрын
@@kravenOG yeh to tub ki bat hy jub phones ko smjta nhi tha
@arshugaming6705 Жыл бұрын
To phr ap btayen knsa mobile lma chahye jiska sound memory or camera result acha ho...or itna nazuk bhi na ho k bachon k hath s kharb hjye..range 53000
@haziqgaming15345 ай бұрын
The most honest man in whole Pakistani tech community
@tharani3191 Жыл бұрын
MashAllah! The only honest and straight forward reviewer in Pakistan! Keep up the good work Babloo bhai!
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your appreciation 💗🙏
@arslanaftab8488 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI Sir techno spark 10 review please
@TheUnseenUniverse0 Жыл бұрын
iTel s23 Review please?@@BABLOOLAHORI is it a good budget phone for 36k
@agirl9873 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORIbrother plz 30/32ki range m byta dyn koi normal use k liya
@miantahir688 Жыл бұрын
Bhai masha allah sai likho
@DaniyalRazaAttari Жыл бұрын
السلام علیکم ورحمتہ اللہ حضرت آپ کی ویڈیوز واقعی مختلف ہوتی ہںے ماشاءاللّٰہ Honest Review اللّٰہ پاک آپ کو سلامت رکھے 🥰
@muhammadnouman4962 Жыл бұрын
This man gives honest review always ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank You and Keep Supporting 💗🙏
@farhanalitech1254 Жыл бұрын
Exactly
@AbdulRahman-x2q8r Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORIsir antutu score kis tarah pata kartay hain phone main plz tell me sir
@muhammadnouman4962 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI InshaAllah We'll keep supporting you babloo bhai for your get work
@muhammadnouman4962 Жыл бұрын
@@AbdulRahman-x2q8r By installing an application from Google coz it's not available on play store right now due to some issues
@AlokKumar-f1w9h5 ай бұрын
Mijhe 1 year hone wala h infinx phone ke sath abhi tak jaisa aapne bataya camera ke baare wale me waisa khuch nhi h one of the best camera phone h yeh
@nabeelsheikh52244 ай бұрын
Apke Liye ache hai sirf
@JawadAli-tj3ec3 ай бұрын
Battery full ktny time ma ho jati h .
@cricketarena492615 күн бұрын
Aap ne dosri companies ke phone nahi use kiye is liye aap ko lagta hai
@muhammadhanif901 Жыл бұрын
Thankx bhai ma plan kr rha tha yeh phone lene ka. Ap na sub kuch clear kr dia. Bhai ap na end ma bht acha alternative phone bata diye hn. Soo thank. Ap c request ha k hr phone k reviews k baad us k alternative phone bata dia kry. Thankx bhai keep it up. Best of luck🎉
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
G zror . Thank you for your appreciation 💗
@Legend-Ali Жыл бұрын
Such a humble person you are❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@threenine3950 Жыл бұрын
2 days before I received my mobile from bablu lahori. ❤️He is really very honest and kind person.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your valuable feedback bro. Glad to know that you are happy with your purchase.
@jamalafzalkhan3181 Жыл бұрын
How to get mubil from him???
@bazkhan7053 Жыл бұрын
Konsa mobile purchase kiya hy
@AkeelCh-ij2nj10 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI daily use or camera net k ly Infinix note 30 lol ya Redmi 12
@chaudhrytalhazubair9949 Жыл бұрын
A very honest review without any hesitation. That's why babloo bhai is 🔥
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your appreciation bro:)
@Ratman202510 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI Aoa Bhai, aap se kuch sawal puchne the Infinix Note 30 aur Redmi Note 12 4G ke mutabiq. Umeed hai aap reply karenge. 1. Infinix Note 30 4G aur Redmi Note 12 4G mein se kaunsa behtar hai, yeh daily use ke liye jaise video watching, internet browsing, social media apps use aur app opening time ke liye aur long term use ke liye kam se kam 3 saal tak. 2. Kya Snapdragon 685 G99 se bahut zyada slow hai aur dono mein bahut zyada difference hai ya phir bilkul small difference hai dono mein? Kya daily life mein inn dono mein bohot zyada farq mehsoos hoga kyunki benchmarks mein tou kafi farq hai? 3. Long term (3 years) mein kaunsa phone zyada acha rahega aur camera kis ka better hai. Mujhe pata hai ki iss range mein kisi phone ka camera bhi behtar nahi hai, par comparitively kis ka behtar hai camera inn dono mein? 4. Mein sirf Note 12 ko Amoled display ki waja se consider kar raha hoon, lekin agar processor hi bakwas ho tou phir Amoled display ka kya faida? Agar inn dono processors mein zyada farq nahi hai daily life mein, phir tou sahi hai, lekin agar zyada farq hai tou phir Note 12 leny ki koi waja samajh nahi aati, sifay Amoled ke, because of low storage, single speaker, slow charging speed, and high price as compared to Infinix Note 30. 5. Umeed hai aap detail mein reply kar ky confusion door karain ge with your opinion. Sirf aap ki baat par bharosa hai.
@Ratman202510 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI Aoa aap se kuch sawal puchne the Infinix Note 30 aur Redmi Note 12 4G ke mutabiq. Umeed hai aap reply karenge. 1. Infinix Note 30 4G aur Redmi Note 12 4G mein se kaunsa behtar hai, yeh daily use ke liye jaise video watching, internet browsing, social media apps use aur app opening time ke liye aur long term use ke liye kam se kam 3 saal tak. 2. Kya Snapdragon 685 G99 se bahut zyada slow hai aur dono mein bahut zyada difference hai ya phir bilkul small difference hai dono mein? Kya daily life mein inn dono mein bohot zyada farq mehsoos hoga kyunki benchmarks mein tou kafi farq hai? 3. Long term (3 years) mein kaunsa phone zyada acha rahega aur camera kis ka better hai. Mujhe pata hai ki iss range mein kisi phone ka camera bhi behtar nahi hai, par comparitively kis ka behtar hai camera inn dono mein? 4. Mein sirf Note 12 ko Amoled display ki waja se consider kar raha hoon, lekin agar processor hi bakwas ho tou phir Amoled display ka kya faida? Agar inn dono processors mein zyada farq nahi hai daily life mein, phir tou sahi hai, lekin agar zyada farq hai tou phir Note 12 leny ki koi waja samajh nahi aati, sifay Amoled ke, because of low storage, single speaker, slow charging speed, and high price as compared to Infinix Note 30. 5. Umeed hai aap detail mein reply kar ky confusion door karain ge with your opinion. Sirf aap ki baat par bharosa hai.
@syfiii_07 Жыл бұрын
Love you so much bablooo bhai ❤❤ such a honest person yrrr 💝 I’m watching you since 148K subscribers😊
@boommusic1495 Жыл бұрын
Watching from 56k ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank you so much bro for your incredible support💗
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Aray Dil say Love You. Asal wala 😍
@javednafees Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORIbabloo bahi Infinix note 30 51000 Tecno camon 20 50500 Kia value of mony ha kon sa lena caheh
@ShairbazKhan-bk8of Жыл бұрын
Salaam hai bhai tuje...!honest review dete hon
@Muneebaliworldwide Жыл бұрын
sary youtuber brand sy paisa kha kar jhoti tareefy karty hain but bablo bhai honest review dytain hain bhai ALLAH apko aesy he such bolny ki tofeeq dain ameen ...❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks brother ... Keep supporting 💗
@Ratman202510 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI Aoa Bhai, aap se kuch sawal puchne the Infinix Note 30 aur Redmi Note 12 4G ke mutabiq. Umeed hai aap reply karenge. 1. Infinix Note 30 4G aur Redmi Note 12 4G mein se kaunsa behtar hai, yeh daily use ke liye jaise video watching, internet browsing, social media apps use aur app opening time ke liye aur long term use ke liye kam se kam 3 saal tak. 2. Kya Snapdragon 685 G99 se bahut zyada slow hai aur dono mein bahut zyada difference hai ya phir bilkul small difference hai dono mein? Kya daily life mein inn dono mein bohot zyada farq mehsoos hoga kyunki benchmarks mein tou kafi farq hai? 3. Long term (3 years) mein kaunsa phone zyada acha rahega aur camera kis ka better hai. Mujhe pata hai ki iss range mein kisi phone ka camera bhi behtar nahi hai, par comparitively kis ka behtar hai camera inn dono mein? 4. Mein sirf Note 12 ko Amoled display ki waja se consider kar raha hoon, lekin agar processor hi bakwas ho tou phir Amoled display ka kya faida? Agar inn dono processors mein zyada farq nahi hai daily life mein, phir tou sahi hai, lekin agar zyada farq hai tou phir Note 12 leny ki koi waja samajh nahi aati, sifay Amoled ke, because of low storage, single speaker, slow charging speed, and high price as compared to Infinix Note 30. 5. Umeed hai aap detail mein reply kar ky confusion door karain ge with your opinion. Sirf aap ki baat par bharosa hai.
@Ratman202510 ай бұрын
@@BABLOOLAHORI Aoa Bhai, aap se kuch sawal puchne the Infinix Note 30 aur Redmi Note 12 4G ke mutabiq. Umeed hai aap reply karenge. 1. Infinix Note 30 4G aur Redmi Note 12 4G mein se kaunsa behtar hai, yeh daily use ke liye jaise video watching, internet browsing, social media apps use aur app opening time ke liye aur long term use ke liye kam se kam 3 saal tak. 2. Kya Snapdragon 685 G99 se bahut zyada slow hai aur dono mein bahut zyada difference hai ya phir bilkul small difference hai dono mein? Kya daily life mein inn dono mein bohot zyada farq mehsoos hoga kyunki benchmarks mein tou kafi farq hai? 3. Long term (3 years) mein kaunsa phone zyada acha rahega aur camera kis ka better hai. Mujhe pata hai ki iss range mein kisi phone ka camera bhi behtar nahi hai, par comparitively kis ka behtar hai camera inn dono mein? 4. Mein sirf Note 12 ko Amoled display ki waja se consider kar raha hoon, lekin agar processor hi bakwas ho tou phir Amoled display ka kya faida? Agar inn dono processors mein zyada farq nahi hai daily life mein, phir tou sahi hai, lekin agar zyada farq hai tou phir Note 12 leny ki koi waja samajh nahi aati, sifay Amoled ke, because of low storage, single speaker, slow charging speed, and high price as compared to Infinix Note 30. 5. Umeed hai aap detail mein reply kar ky confusion door karain ge with your opinion. Sirf aap ki baat par bharosa hai.
@Ajmal_khan888 Жыл бұрын
Tnx 4 da most usefull & informative video....I was near to buy it but now my mind has been changed after ur video... stay blessed.....!
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@hashirawaiz8423 Жыл бұрын
Amazing work sir 👏 Sir best phones in all price segments wali video chahiye jismain thoray boht new and kit donon hon
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Sure.. Jaldi koshish kru ga bna du.
@hashirawaiz8423 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI thank you so much sir 💗
@Gujjaredits888 Жыл бұрын
Bablo bhai ma bohot time sy apka infinix note 30 k related waly review ka wait kr ra tha so finaly ap review ly ay I'm very happy ❤❤❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank you so much Dear 💗🙏
@Gujjaredits888 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI 🥰🤗
@SleepyAlbatross-sh2fv11 ай бұрын
The channel for the truth and reality about smart phones. Excellent Work 👍👏🎉❤
@BABLOOLAHORI11 ай бұрын
💗🙏
@UmerAnsari-z7x Жыл бұрын
mastech to sirf redmi ko support karta h ap bubloo bhai honest ho har compnay m
@PakKashifVlog Жыл бұрын
Babloo Bhai ka review Kamal ka hota hai har chz clear kar dete hen itna to pata chal jata hai k lena chay ya ni
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank You 💗🙏
@azeembasharat4520 Жыл бұрын
Zinda Bad, ye hua na unbiased opinion. Kuch chawal se KZbinrs hain review wali sarkar jinho ne paid review de kar fazool ki hype create kar di or puri market ka bera garak kar diya.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@javednafees Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORIbabloo bahi Infinix note 30 51000 Tecno camon 20 50500 Kia value of mony ha kon sa lena caheh
@rahatali1626 Жыл бұрын
You are best man me apki videos tab se watch kr rha ho Jb apke only 50 subscribers thy 😂❤ I really like you ! You are honest
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank you so much 😀
@RajaAhsanVlog4 ай бұрын
اپ کو حق اور سچ بولنے پر آپ کی عظمت کو سلام
@BABLOOLAHORI4 ай бұрын
💗🙏
@umarfarooqch9125 Жыл бұрын
Best person in one frame no darr fear seedhi bat no bakwas love u bablo bhai aj sey notifications on
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for appreciation and being a part of Notification squad 💗
@sadaqatmughal3518 Жыл бұрын
Babloo bhai ap k reviews ka w8 rehta h hr product k lie truely honest
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks brother:)
@ihtishamkhan3602 Жыл бұрын
Yes brother aap ne 100℅ haqeqat bata dia es ke cameras itne ache nahi hai magar aur es ke ilawa yeh buhat hi zyaada acha phone hai Processor is great es ke sound buhat hi great hai❤❤❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
G brother jahan ya phone acha tha maine wo bhi mention kiya aur jahan acha nhi wo bhi mention kiya..... 100% fair review kiya.
@aboabdullah554 Жыл бұрын
زبردست طریقے سے ایمانداری سے ریویو ۔۔۔ شکریہ
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Bohat shukria bhai 💗🙏
@topictv143 Жыл бұрын
pehli bar apka review dekha acha Laga . ap 50 se 60 ki range mein konsa phone raqument kartay hn ?
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks bro... filwaqt 50k-60k range may koi acha phone to nhi ha box packed ki category may.... Redmi Note 12 kay review ka wait krna ha to wo kr lain... kuch days may upload ho jaye ga... Kit phones may apko Pixel 4A 5G Official PTA wala mil jaye ga 55k-58k tk.. wo best ha agar ap camera lover hain... aur agar gaming krni ha to phr LG V60 daikh lain.
@abdulrehmanhafiz1375 Жыл бұрын
Thanks, Babloo Bhai! We rely and have sole confidence on your review to decide about any Device!
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your Trust brother 💗🙏
@moyE.moyE.84 Жыл бұрын
This is honest review bablu bhai the great baki youtuber paid review krty hen like ali and bilal love u bablu bhai ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks bro.. Keep supporting 💗
@moyE.moyE.84 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI aysy hee honesg review hamesha krna we sport u insha ALLAH ❤👌🏻
@aliavenue Жыл бұрын
This man is far better❤ than videowalisarker 😢 tech reviewer
@hzshortspk Жыл бұрын
Only honest review channel in Pakistan. Sir g apne tu bohat khyaal se kaam liya hai warna such kaho tu samajh nahe araha k Infinix walo ko kia kaho. 54k main yeah kachra hai or kuch nahe. Is se behtar hai banda kit phone le lay porana flagship ziyada behtar rahega is se tu behtar hai
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Absolutely agree with you Fawad bhai... 55k Google Pixel 4A 5G Official mil jata ha kit phones may... Infinix just specs put up krta ha phone may... Optimization par no focus. only number game ha.
@UsmanSaam-r1p Жыл бұрын
This person declare the honest review of any mobile not taking side of any company...best channel of Pakistan ...
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks Dear 💗
@harisrehman1395 Жыл бұрын
Bablo you are doing an amazing video jb bhi koi new mobile ata me apka hi review ka wait krta q ke ap biased hoe bghr opinion dete. 💖💖
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your appreciation bro;)
@muhammadtalhaakram966 Жыл бұрын
The most sincerest and much professional review. Subscribed. 👍
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Much appreciated! 💗
@AmeerHamza-in2qp Жыл бұрын
The best Pakistan channel who gives honest reviews
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks bro:)
@abaidullahramzan6535 Жыл бұрын
Kindly make a video with G cam on infinix note 30 . I think G cam ( google file ) may resolve all camera software issue. Plz also include gcam pics on your next reviews Overall honest review ❤
@HamzaAhmad-e9n Жыл бұрын
Yara camera hardware bhi Kuch hota hy
@abaidullahramzan6535 Жыл бұрын
@@HamzaAhmad-e9n bilku sahi kha per infinix acha hardware use b kre to camera quality nhi nikalti It means software issue
@blackbadge_aq Жыл бұрын
@@abaidullahramzan6535agreed
@kanekisomai31707 ай бұрын
Not supported on Note 30
@atherroy Жыл бұрын
Exactly my thoughts jab ma ne gsmarena pe iss ki specs dekhi. Just 2 days ago sister KO behnoi KO phone le k dena tha or bohat khajjal khawar huy Pura hafeez centre or ideal. Plaza ghoomny k bad hall road chaly gy or wo almost Sara phir Lene k bad koi bhi acha phone 30 to 35k k range ma nazar Nahi Aya at last ma na sister KO hot 10s le dia 30k ma 2019 Ka phone hy or 20 22 k range ma launch hua tha I think but kya Kar sakty hy 6 128 ma yahi 1 option Mila or behnoi KO hot 12 le k dia use ma or under warranty Box pack to 47 to 50 mil ra tha lekin open box ma 36 Ka mil gya Khair wo dono Khush ho gye or meri izzat bhi reh Gai
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Ma apka comment read krte hue soch hi rha tha kay Ya ALLAH Bhai ki izzat reh gai ho 😂.... and finally, you did it bro... Congrats😁
@atherroy Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI thank you Bhai ❤️
@farhanalitech1254 Жыл бұрын
Yar ap bandy purany ho lekin zamany k lehaz se apna version update kr lety ho.. By the way honest review ❤
@faisaldayo248 Жыл бұрын
Boht intzar rehta hain apki video ka ❤❤❤❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Apka pyar ha bro.
@ilsazarnab2778 Жыл бұрын
Salam bablu bhai n plzz btayen k redme not 12 k sa he ? Mn bay kru ya nhi smjh nhi aa rha he mjhy smjh nhi aa rya k kon sa purchase kru ya kitt mobile pr jaun camera mjhy bhtreen chahye
@Edits-p6m4 ай бұрын
Redmi note 12 k tatti camera h
@hyder2307 Жыл бұрын
Best Review. Babblu bhai Camon 20 buy karen ya Note 30 ya Redmi note 11 ?
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
I think you should skip all of them :) Camon 20 ka review watch kr lain... sb pros and cons mentioned hain with my clear opinion
@AyazHussain78600 Жыл бұрын
Bestest reviewer i always with you best video thankyou for explain main features ❤❤
@muhammadsharafat641111 ай бұрын
Sir. AOA. I want purchase a new mobile in 40000 to 45000 range. Please select me suitable mobile . Wait of your kind reply. Please
@AyazHussain7860011 ай бұрын
@@muhammadsharafat6411 Decode bold 3 pro in this price range a perfect midrange smartphone as my opinion also check it specification about phone
@asimasghar100 Жыл бұрын
Thanks what about infinix 30 pro? Should we buy or not. Also make review of infinix 30 pro.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Brother 61,000 official price ha... pehli baat ya phone apko iss price par milna hi nhi... 75k-80k tk black ho rha ha...online price oye walay 100k ka sale kr rhy... baki jb normal price par milay ga phr review kru ga isko... Black market ka boycott krain sb dost.
@asimasghar100 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI thanks bilkul sai ha balck market ka boycott krna chaye. Jb normal price par available ho tb ap reviewed kr dena. Jazaka Allah ❤️
@qamarnaaz2209 Жыл бұрын
Thank you Babloo Bhai For Honest Review.
@noorulhadisb Жыл бұрын
Apkay honest review ki wajjag say apko subscribe krdia
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@noorulhadisb Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI baqi sab tho Allah muaf karay jo b torha bht kamyab hojayein apni dukan chamkaraha hota hai aur shayad un becharo ki majubri b ho / :(
@GONDAL-123 Жыл бұрын
I am your big fan sir. An honest reviewer.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks bro:)
@Rick_Grimes.15 Жыл бұрын
Babloo Bhai to be honest Jo Pakistan k haalaat chl rhy hen is wqt har chiz asman pe ja rahi he sary mobiles range se bahar ho rhy hen lekin still I really appreciate Infinix yar abhi bhi ache phones achi range me de rha he mtlb 55K me 8 + 256 gb 120hz display 45wt charging strong hardware decent cameras achi look sb kuch de rha he yr Infinix very good yr ♥️♥️
@MuhammadAli-sr5dw Жыл бұрын
True
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Brother price ko maine criticise nhi kiya due to buray halaat of Pakistan..... iss video may... Jo feature achay hain wahan appreciate bhi kiya ha phone ko... but Jo iss phone kay Cons mention kiye hain those are the main deal breakers... So one should not want to invest 55k-60k on infinix brand rather than wait for something better.
@softgamingyt786 Жыл бұрын
MashAllah great review by lahore da pawa ❤️❤️❤️❤️
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@sidraawan9643 Жыл бұрын
Bhai ap honest review dete ho 70k ke range me koi Acha phone batai ..jo worth buying ho plz lazmi jawab di jie ga
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
70k range may box packed may koi achi option nhi ha...used may koi option daikh lain i.e. Realme GT Master Edition. Samsung A52s. Realme 9 pro plus ... Poco F3 etc
@majidiqbal3595 Жыл бұрын
Regularly watch your videos bhai.... ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@kasheepk Жыл бұрын
Sbbbb Pakistani youtubers k reviews dekhe hein. Sirf Babloo bhai honestly btaya hai is ka
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@waqasafsar8449 Жыл бұрын
Watching this video from infinix note 30 around 10 days ago in 55k. Good mobile
@FahadAnsar548 Жыл бұрын
Tatti mobile
@zainjatt1450 Жыл бұрын
@@FahadAnsar54845k tk theek rahy ga
@hamzamehar590 Жыл бұрын
Bai jan camon 20 pro 5 ka bta day lana chahiay ky nai
@hamzamehar590 Жыл бұрын
20 pro 5g
@aggaming208 Жыл бұрын
Sir 4 128 gb varient is good or bad for long term usepls reply
@AshirKhan-jp8ok4 ай бұрын
Bhai mene 41 ka liya h box pack mera vip chal raha h no issue camera test bhi kiya h vip chalta h😊
@Amjadyt13 ай бұрын
Mana 32K ka Lia ha Condition 10/10 ha 10 Month Warentry ha Lavel ka Ha Yar💞❣️
@AshirKhan-jp8ok2 ай бұрын
Han gaming bhi achi h@@Amjadyt1
@ADEELKHAN-k3y Жыл бұрын
Best video your opinion are great But bezzels are noticably thick
waiting for your review babloo Bhai finally your video came.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@itsMadeeh11 ай бұрын
At 01:40 His Accent was Amazing 😅 Or bat bhi sahi ki hy 💯✅ Masha'Allah ❤️
@AyazHussain78600 Жыл бұрын
Tecno camon 20 pro jb aayi market mn tb babloo bhai review de dena ❤❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Okay bro.
@ranaahtshamjameeljameel7571 Жыл бұрын
Mashallah mashallah good main bablu bhai 16 gb ka pool kholl diya zinda baad brother 🎉🎉❤❤❤
@miantahir68810 ай бұрын
Masha allah sai likho bhai
@kashafali9843 Жыл бұрын
Totally clear bro ❤
@amirawan332418 күн бұрын
Your video audio quality❤❤ is amazing
@Shifaullah-ii3eq Жыл бұрын
This man give honest reveiw
@Think-Book Жыл бұрын
Babloo bhai ab rate down howy han ab k time me infinix note 30 and tecno camon 20 k bary me kya khyal ha?
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Under 40k ab dono recommended hain for normal use.
@MoraxX7 Жыл бұрын
Genshin impact or carx street ko bhi gaming mai add karain, they really test the might of phones
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Okay bro.
@arshankalam11 ай бұрын
Bhai jan 40k mein kesi hy ye device leni chiye k nhi plzzz btaa den 😢
@asadahmedchippa Жыл бұрын
Tecno camon 20 pro vs Infinix 30pro comparison please. Doing great reviews love it!
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Tecno Camon 20 Pro abhi launch nhi hua... Launch hoga to I'll sure do this.
@SweetMirch_pk Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORISr techno camon 20 pro plzzzzzz
@Legend-Ali Жыл бұрын
Ab ye hua na proper review ❤ Thanks❤alot bablu bhai ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Always welcome bro 💗🙏
@waleedwk4967 Жыл бұрын
Best reviewer 👍
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@waleedwk4967 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI respect bro
@billzkhan100 Жыл бұрын
Bahi apnee video ko segements mai divide ki karain.. Ess ateah easy ho jata hai viewers kay liye. Thanks.
@shahidfarid1261 Жыл бұрын
Big fan of bablo bhai❤❤❤
@shehrozMehar9 Жыл бұрын
Bhi best phone kon sa he vlogging ke liye best camera phone or zyada storage wala
@Farmer07-r Жыл бұрын
Clear or honest review! ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank you! 🤗
@SaqibyarSaqibyar Жыл бұрын
Bablu bhai ❤❤❤❤❤❤❤ you are great 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍 bta dain Infinix Hot 30 main UFS storage hy ya ni
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks brother :) Infinix Hot 30 may UFS storage nhi ha... apne review may bhi clear btaya tha maine kay eMMC 5.1 storage ha Infinix Hot 30 may.... Jo banda apko UFS storage ka keh rha ha wo ghalat guide kr rha ha apko.
@SaqibyarSaqibyar Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI thanks 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
@jstudio3919 Жыл бұрын
We are waiting for Redmi note 12 review
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Sure. Coming soon!
@m.dayyansulehri1265 Жыл бұрын
first view sir your videos are amazing
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks bro:)
@bilalbuttar1155 Жыл бұрын
Aoa. Really impressed by the honesty of the review but problem is even at 50k to 60k users don't have many options. Kindly review on xiomi redmi note 12 . 60k me yea laina chayie ? Secondly the best option in this price range will be helpful. Jazak Allah
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
W.salam.. Thanks for your appreciation... Agree with you kay zyada options nhi hain iss range may in box packed category.. but iska ya bhi mtlb nhi ha kay apna qeemti pesa kisi bhi device par laga diya jaye... Redmi note 12 review coming soon. Stay Tuned.
@bilalbuttar1155 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI okay brother. Jazak Allah khariaan
@usman.champion. Жыл бұрын
Honest & Best Tech channel baboo Lahori
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@usman.champion. Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI bhai aap hi 1st or last love ho tech category mn
@mhammadali597 Жыл бұрын
Very Honest reviews Your way of ro Roasting love it 😂😂
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@Urdu._.Poetry._.Quotesz Жыл бұрын
Yes broo babloo lahori bhai is the best man in the KZbin tech❤❤❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@logicalsyeda313 Жыл бұрын
Great Review! Watching in infinix note 30 😅🎉❤
@info12152 Жыл бұрын
Camera kaisa hai?
@ALTER_EDITZZZ3 ай бұрын
Same😅
@ALTER_EDITZZZ3 ай бұрын
@@info12152acha hai
@ALTER_EDITZZZ3 ай бұрын
@@info12152basic use ke liye
@ALTER_EDITZZZ3 ай бұрын
@@info12152acha hai
@abdullahilyas8774 Жыл бұрын
Kindly guide me that which phone is best for regular use Infinix zero x pro or Infinix note 30? Agr 40k ke range mai koi or acha phone suggest kr sktay hain to plzz suggest me.
@HamzaAzhar-k8p Жыл бұрын
Finally Honest Tech infulncer And Honest Review Keep it up Bablo lahori Thanks 🙏 For making this kind of informative And Eye opening videos for Pakistani people 😂
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thank You and Keep Supporting 💗🙏
@HamzaAzhar-k8p Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI ❤️❤️❤️
@zubairshahzad8741 Жыл бұрын
السلام علیکم bahi ap ka what's up number mil sakta hy
@zubairshahzad8741 Жыл бұрын
السلام علیکم bahi ap ka what's up number mil sakta hy
@sardarumer-rw8vg6 ай бұрын
Bablu Bhai Agr yahi set 35k ma liya ho to sai rhy ga naw with 4month warranty kindly reply me😍
@ghulamshabbir9442 Жыл бұрын
Good bablo bhai ❤
@hafeezabdul3778 Жыл бұрын
Mashallah un bias review gud work babloo Bhai kindly up load fresh video about best prices 40 to 60 thousands
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
💗🙏
@Kashifofficiall1 Жыл бұрын
My favourite truth highlighter ❤❤❤❤❤
@MuhammadMujtaba-mk2lv11 ай бұрын
infinix note 30 pro buy karne ka soch rha hu mai kindly suggest krdo ke buy kru ya nahi for gaming,cameraa overall performance.
@zarrarjahanzeb107 Жыл бұрын
The most honest reviewer is back ❤ i have a funny story i went to market in karachi 2 days ago and a seller was selling this phone for 47 k main suspicious hoa aur check kya tou pta chla non pta he so guys be aware Allah hafiz ❤
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Thanks for your appreciation and for spreading awareness
@zarrarjahanzeb107 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI no problem bro 😎
@epicworld8071 Жыл бұрын
Iam warch video first time.I really enjoy it.Please get video by xiomi Redmi Note 10 pro vs redmi note 10s
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Okay.
@adeelbashir824 Жыл бұрын
Straight forward "Is phone ko skip kr dena chaiye". Companys be like: Babloo bhi to pehce he pad gaye. I have turned on all notifications from your channels because you are the best.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Baat peche pardne ki nhi bro... I always tried to give neutral and clear reviews with constructive criticism... But while making reviews meray mind may just meri audience ka khayal hota ha. Brand acha kam krte hain appreciate unko bhi krta hn ma.
@adeelbashir824 Жыл бұрын
@@BABLOOLAHORI Yeah I agree but brands don't understand this.
@rehanasim1658 Жыл бұрын
Want to buy a good mobile plz suggest Budget upto 45 k Good camera Good data running Good display Good voice Having all these things
@afzalmusafir Жыл бұрын
I think in this price range s20+ is better than all
@Someone_For_Sure Жыл бұрын
Won't recommend. S20+ suffers from display issues.
@tousifahmad5692 Жыл бұрын
s20+ kidhr se brand new etne price mai milega bhai mere liye 20 utha laina, used mai wo be baghair pta approved be mushkil se 1 lac se kam milega
@afzalmusafir Жыл бұрын
@@tousifahmad5692 market visit kro 80 k mien CPID approved asani se mil jae ga
@Asad-un8hl Жыл бұрын
Bahi many buy krna.ha magr ap ki video ka wait kr raha ho Redmi note 12 ❤
@ssmax81 Жыл бұрын
Waiting anxiously for the review by Babloo Lahori Bhai. Excellent review. To the point. Well done.
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
Many Many Thanks 💗🙏
@hassanbhatti7678 Жыл бұрын
Assalam O Alaikum Babloo Bhai yeh device ab 39k k price range mai mil rahi hai to kya yeh worth it hai?
@BABLOOLAHORI Жыл бұрын
W.salam ... G bilkul ...39k may lay saktay hain ab ya phone... for normal use... not for cameras and not for heavy gaming...