Insurance karana haram hai lekin vlog se kamai Krna aur youtube se kamai Krna jayaz hai
@alta42915 күн бұрын
Are both same?
@786Abraarkhan8 күн бұрын
Abe bhaiya galat ke liye bhi to dekh hi raha h you tyube achhi cheez dikha rahe dikkat kia h
@ambitioustutorials77768 күн бұрын
@@786Abraarkhan Gyan naa baato ... dikkat ye hai k apni bari pe jayaz ho jaata aur doosre pe najayaz ho jaata hai
@ambitioustutorials77768 күн бұрын
@@alta429 agar same nahi hai to zyada fark bhi nhy hai .... vlogging bhi koi achi cheez nhy hai ...be wajah doosro ka waqt barbad kiya jata hai aur propaganda chalae jaate hai.... videography ko aam karna bhi koi achi cheez nahi hai....aap apne bayano k video banate hai usse koi problem nhy lekin ye vlogging ki kya zrurat aa padi ye paise ki hawas hi hai na...aur inke to bayan bhi namak mircha se bhare hote hai ...jee bhar k laffaziya karte hai ye apne bayan me ...aur takabbur to inke chehre se jhalakta hai
@Sk15mnt16 күн бұрын
Roti khana haram ya halal hai 😂
@kamranhashmi157516 күн бұрын
Jiss Mill sai aatha aya,agher woh Mill loan lai kai banna,aur uss loan pai sood hai tho woh roti haram hai, bachai bookh sai murjai molbi ko koi aitraz nahi😊
@Sk15mnt13 күн бұрын
@kamranhashmi1575 to Pakistan par kitna loan hai us loan per koi sood hai? Agar sood hai to pura Pakistan to haram hai 🤣🤣🤣🤣
@kamranhashmi157512 күн бұрын
@@Sk15mnt brabur😅👍
@anuragyadav58098 күн бұрын
Pakistan ne saudi Arabia se aur china se aur imf, world bank se loan leta hai too vo haram nahi hai😂😂😂
@Sheikh.saleem497616 күн бұрын
Mufti saab agar health insurance nahi kia tho hospital ke lakho rupay middle class aur gareeb kaisa pay karega...
@kamranhashmi157516 күн бұрын
Murjow aur seeday jannat mai jow😅
@farrukhfida21211 күн бұрын
@@kamranhashmi1575 😂😂😂
@c.v.mydeen19 күн бұрын
In India one cannot get bank loan if life insurance premium is not paid. Motor vehicle cannot be ride on road without insurance. For addicted drunkard Muslims there is no haram to drink after namaz. And there is no legal restrictions to manufacture alcohol in factory, bottling plant or brewery and selling with licenses - off/on.
@naleenkumar81619 күн бұрын
Actual main jeena hi haraam Hai 😂😂😂
@sickboy291711 күн бұрын
Tu to hindu ha tujhe idhar kya kaam??
@Akashh43809 күн бұрын
Aata ki line me lagna 🎉🎉🎉🎉 kya Hram hai😅😅😅
@PeaceOz_introv.Ай бұрын
Alhamdulillah. I wanted to know this.
@freelance2bfb19819 күн бұрын
Quran aur Hadith ne aapko akal ka Istamal karne kaha hai. Aap sabse awal creation ho toh waise bartav karo akal ko taala maarke jivan maat jio. Ye tohin hai banane wale ki.
@WaseemKhan-kk5zhАй бұрын
Mash allah ❤❤
@MagrayFarooq-ie3ee29 күн бұрын
Asalamualaikum Mifti sahab. I am your fan.
@funnycartoons333327 күн бұрын
Which company 🤔 I need a better quality fan 🙂
@onepieceanime311418 күн бұрын
Lol better buy ac
@Preciousutube11 күн бұрын
Is video ko poora dekhne ki zaroorat nahi. Summary main batata hu.... Apna paisa kharch ke bank me deposit karne ki zaroorat nahi, koi bhi insurance lene ki zaroorat nahi, loan lene ki zaroorat nahi kyunki byaj dena ya lena haram hai. paise deke khareedne ki zaroorat hai to bus ek cheez ki..... Top quality mike set ki
@shahidshaikh259029 күн бұрын
Mufti saheb please please ALLAH k waaste aap social media se dur rahe ab hamesha ke liye. Jo khidmat karni hai offline karo aur camera se dur raho. Ummid hai ki aap ko baat samjh aayi hogi.
@riz-ht6kv26 күн бұрын
Galat baat ki advice mat do aap
@shahidshaikh259026 күн бұрын
@riz-ht6kv Bhai sahab ye bataien, kya social media ne jannat mein le jana hai aapko??? Itni mohabbat kyu dikha rahe ho aap?
@alta42915 күн бұрын
@@shahidshaikh2590Abe to tum kya kar rahe ho yahan.?..
@shahidshaikh259015 күн бұрын
@@alta429 tum jaiso ki islah karne ki koshish kar raha hu. ALLAH kubool kare.
@sickboy291711 күн бұрын
@@shahidshaikh2590 tu mat dekh. Who is forcing you at gunpoint??
@sohelkhan78625Ай бұрын
Masha allah ❤❤ Mufti sahab
@CheckMater00727 күн бұрын
Mufti Saab India me Car Insurance Mandatory hai, aap haram bolo ya Halal.
@alta42915 күн бұрын
Sahi se suno bayan usme Mufti sahab ne bataya hai
@muhammadakhtar8755Ай бұрын
You're stylish Tariq masood sahab❤️👍
@wifipeera189Ай бұрын
Assalamualaikum Mufti saheb
@Ali-i9u8m18 күн бұрын
Hmare Bareilly me to 1 number mic hai.. 8:23
@AbdulRehman-jn6we22 күн бұрын
India mei ek hsopitalization ke bill se log middle-class se road pe aa jate hai
@mjb155215 күн бұрын
Love and follow Islam... But use your mind to be logical. Follow the trends adopt new scientific technologies. 🎉🎉. Or you will be left alone in dark. 😂😂.
@swapnilbapat15 күн бұрын
SOODI Banks mein job karna agar gunaah hai - toh jo mulk IMF se isi SOOD (Interest) par LOAN leta hai , uss mulk mein rehna bhi GUNAAH hai....
@spreadislam7022Ай бұрын
Love you and Dr Zakir Naik ❤❤❤
@aftabalam634811 күн бұрын
Assalam Walaikum mufti saheb. Mein India se aap ka zabardast fans mein se ek hoon. Mera sawal ye hae: Kya hospitals mein ilaj muft mein ho sakega? Kisi ka accident ho gaya to kayi maah tak hospital mein pada raha aur 8 lakh kharch hue. Zameen bech kar ilaaj ka kharch hua. Ek saheb kayi dino se beemar hue. Cancer nikla. Poore 2 sal ilaj mein mein lakhon kharch hue. Zameen bechi aur ghar bhi girwi rakhna pada. Poori tarah kangal hone ke baad 2 sal baad in ka inteqal ho gaya. Hospital administration ka kahna thha insurance hota to zameen jayedad bechne ki girwi ki naubat na aati.
@kirandhongadi24827 күн бұрын
बस हराम हैं अब क्या करे???
@mohdjuvaid555628 күн бұрын
Mufti sahab aapke thumbnail me lga sticker lic indian insurance company haur splendor indian bike h
@alltrendings62454 күн бұрын
Jo maulana log nahi krte wo sab haram hai Jo ye log krte hai wo sab halal hai Property bisar pe leke beche to gunah hai Aur same kam maulana kre to halal hai
@mohiuddinjamadar995712 күн бұрын
1. How do you prove that insurance is a gamble? 2. How do you prove that insurance premiums are invested in illegal or gambling activities? 3. The vehicle in which you travel is insured. How do you justify?
@md.sohailali796128 күн бұрын
Health insurance ki reality hai ke ke jaha jis mulk health insurance bohat zyada accept hota hai Waha dawai aur medicines be intehaa mehengi hoti hai, aur jiske pas insurance na ho woh bimari ka ilaaj rakh kar bhi bohat tadapta hai aur kabhi buri maut bhi Marta hai. Aur ispar ek aur haqeeqat he bhi hoti hai ki agar insurance approve na ho tab insurance jaisi Haram cheez khareed kar bhi mehengi raqam bharte hai. Jaise US me insurance na ho tab log taang tudwa kar bhi ambulance nahi bulate kyun ki unke paas insurance nahi hai aur na paise hai. Jabki India me kyun ki kisi ke paas insurance nahi hota isi liye sab medicines sasti hoti hai, JAISE Jo Sugar ke tablet us me hazaron ki milti hai wahi India me 100 Rs se bhi saste me miljati hai.
@Useruse86715 күн бұрын
Acha India mein hospitalise koi ho jaye tab uska bill dekhna .. Agar insurance na lega tab banda hospital ke itne bade bill ke karan sadak par aa jayega
@md.sohailali796115 күн бұрын
@Useruse867 yahi toh asal kaam hona padega, As a government tax vasool Karne ke Baad uski 3 Fundamental duties hoti hai 1. Security 2. Health 3. Education ye teenoo govt ki duties hoti hai agar govt inhe Pura na kare use hata kar ye kaam ka wada Karne wali govt ko Lana padega, Hamare yeha hayi hota hai, Hamare state ki govt ke hamne itne baar sabak sikhaya ek ag govt jis party ki ho free govt school aur free hospital with medicine available hoti hai, Isse Kisi bhi gareeb ko insurance ke dhakke ta bill ka bojh nahi uthana padega. Hamare state ki govt pregnancy se lekar 1 Saal tak sari dawai free, Bacho ki Deliveries free, Diabetic aur sari dusri dawai free, Koi bhi accident ki surgery free including open heart surgery sab free
@Useruse86715 күн бұрын
@ bro aap kis jagah ki baat kar rahe ho.. Doosri baat mere bhai India mein 150 crore sabhi logon ko agar pura illaz free mein doge uske baad development jaise Road, railways , new infrastructure , new business kholne ke liye investment insabke liye paisa kahan se laaoge.. USA, UK jaisi rich countries bhi free mein ilaaz nahi de sakti hai wahan par bhi health insurance lena jaroori hai sabko , tab India jaisi gareeb country free mein medical ke bill sabke bharne lag gayi tab aapke desh mein koi road , railway , new business kuch nahi ban payega dost.. Thoda educated logon jaisi baatein karein..Insurance car, bike ka bhi hota hai.. Ab bolna hamare car bike ka insurance bhi nahi lena chahiye aur jab accident hoga tab new car ya bike bhi sarkar ko hi lekar dena chahiye..
@salmansallu837127 күн бұрын
Vehicle insurance na ho tho police challan banayegi india me.kya tab ijaazat hai?
@aamirshaikh128517 күн бұрын
Third party insurance krwao bro..
@jbrphilosophy17 күн бұрын
Jo bhi cheez duniyame peda huvi he wo uparwale ki marji se hi duniyame aati he agar wo jayaz nahi to fir duniyame aati hi nahi
@salmansallu83715 күн бұрын
@@aamirshaikh1285 👍🏻ji
@fardeenkhan7085 күн бұрын
@@jbrphilosophyyai boli baat janab
@1SW34117 күн бұрын
Tariq sahab progressive ho jao Many times I like your taqrer.
@ARSH-u4x16 күн бұрын
islamic rules change nhi hone waale chahe kuch bhi ho jaye jo haram hai haram rahega qayamat tak
@lokeshranjanjha179613 күн бұрын
@@ARSH-u4x 😂
@bappaali645412 күн бұрын
Without insurance health or anything is impossible to life go ahead. Please make insurance to save your life and your family.
@kashanali6351Ай бұрын
mufti sahab i am a big follower of yours and always waiting for your new videos just wanted to know 1 thing ap ki 1 video main dekha that k apki gari apki nahi hay rental hay matlab bank say li hay to bank insurance kay baghair gari nahi deta bhalay meezan bank kio na ho meri apni gari meezan say finance hay ap ye bata dain kay apnay jo gari par insurance lia hay kia wo bhi haram hay ??
@kamranhashmi157516 күн бұрын
Jawab nahi mila😅
@thomasmathews-g2d15 күн бұрын
Good , pakistan needs more such people , please don't let them out of pakistan
@ansariextc119 күн бұрын
With due respect, but you are making general people more confusing, i completely disagree sir. Insurance and betting are completely two different worlds.
@meanoz92435 күн бұрын
Kya Sans lena haram hai?
@hkushan17 күн бұрын
Wah wah!!! 👏👏👏
@sheerazkb19 күн бұрын
Car ka insurance nahee karwyenge to challan kaun bharega Mufti sahab
@Sylotizeecontact12 күн бұрын
Follow Quran,and hadith on understanding on salaf.I have to check myself whether insurance is halal or not.
@irfanchaudry526219 күн бұрын
Sir at least get an understanding of how insurance works before giving fatwa. Insurance ke peechay jua nahi hota. Science yeh hai kay lakhon logon se paisay ikhatay kiay jatay hain phir un main se agar koi inteqaal kar jae tou usay diay jatay hain. Aik waqt main wo lakhon log nahi martay aik saath tou yeh poori calculation ki jaati hai. Yeh bilkul ussi tarah hai jaisay muhallay main log committee daaltay hain. Without understanding the science and framework aap nay asaani se jua keh dia
@faiyazahmed960118 күн бұрын
Tasveer aur video haram tha, for their benefits halal kar liye ye bande. Why are they coming and speaking on a medium which they used to call dajjal.
@Ameerpasaismail17 күн бұрын
What he told it is correct in the name of Islam ... accept or not it is up to you .. creators order not creations wish ..
@Ameerpasaismail15 күн бұрын
@@faiyazahmed9601 Islam is not their bernifit or my benefit It is the order of our benefits ..
@got2my29 күн бұрын
Masood sahab IMF se liya hua karz or badle mein diya hua sood pakistan ke liye haram hai ya nahi ?
@riz-ht6kv26 күн бұрын
Bhai Tariq Masood kya pakistan ke Khalifa he kya ???
@got2my26 күн бұрын
@riz-ht6kv Pehle mera sawal to smajh le bhai ki mai puch kya raha hun
@user-SoulfulZikr17 күн бұрын
😳 really ❤
@mohammadinamullah938018 күн бұрын
Mufti iska koi alternative nizaam batao jo islam aur hadis mutabik ho.
@qasimmehmood1098Ай бұрын
Insurance is biggest scam in the world if you claim insurance they increase your insurance they never ever pay you from their account it’s your money insurance companies just rip you off
@manask781113 күн бұрын
isliye allah ne bol dia 1400 saal pahle ye hamare antim navi hai. iske baad apna bhala-bura khud soch lena.
@therightbelieverАй бұрын
AssalamuAlaikum
@kamranhashmi157516 күн бұрын
UK mai ghari ko insurance kai begair chalana qanoonan jurm hai
@chemistryv290412 күн бұрын
Assalamualaikum mufti saheb India me Gadi ka Insurance nahi karaya to fine bharna padta hai...
@aaravraj197917 күн бұрын
Ye admi mast comedy krta hai bhai
@jr76shaik49Күн бұрын
Assalamualaikum Health insurance Lina haram hai kay
@Search_EARTHLINGSАй бұрын
Good and logical explanation ♥️
@ecs93720 күн бұрын
Ek waqt tha jab computer, type writer, photos , and perfume par haram lagaya tha, but aaj sab ijazat hai.
@063s-yt2vd19 күн бұрын
😂😂😂😂
@bablookhan357419 күн бұрын
Wahi toh apne hisab se badal lete hai deen ko
@developedbyhasan18 күн бұрын
wo kis waqt tha? coputer was neber been haram, perfume was never been haram, but photos are still haram
@ecs93718 күн бұрын
@developedbyhasan Type writer n printing press was haram in Ottoman Empire, n perfume was also due to alcohol added in it. But now we can use whether alcohol added or not.
@developedbyhasan18 күн бұрын
@@ecs937 what was the cause behind the typewriter fatwa? and I don't know any mufti saying that perfume is haram du tu alcohol contain
@greatlifeteluguchannel918017 күн бұрын
Juvva alag hai insurance alag hai, noksaan huva tho sab ke paise lagte hai, aapko insurance ka knowledge nahi hai.
@Middleclassbuy18 күн бұрын
Banks, insurance sab band krvado..youtube TV computer bhi😅😅 IMF vale loan ki kisht bhi islie nhi de rha pakistan, kyuki interest bhi haraam he🤡
@mubeenhamza975817 күн бұрын
Agar hum company me kaam kartehe accounts ki department me jaha sud ka hisab rakhtehe, to wo bhi jaiz nahi he?
@Bhule_Bisre_Alfaaz13 күн бұрын
Ye Pakistani Indian company ka logo kyu laga rha???
@subhanaly.Ай бұрын
Jo payment insurance company ko monthly dete Hain Wohi paise agar hum khud se Apne pas monthly safe Karen to phr jaiz hai ?
@textiledesigner74736 күн бұрын
mufti saab abhi Kanada me h ya pakistan aa gaye h?....
@farrukhfida21227 күн бұрын
karachi may car insurance na ho aur car chori ya chin jaye tu kiya karain phir?
@Be_Rational8927 күн бұрын
Maulana se wasoole
@mohsinkhan927722 күн бұрын
Car insurance karaye. Tehqeeq karna farz hai, maulanas ki baato ko patthar ki lakeer na maane
@abdulrahmanashir20 күн бұрын
@@mohsinkhan9277bs inhi harkato se puri duniya me ye haal hai musalmano ka… ik waqt ki namaz ka pata nahi or aalim mufti pe sawaal khada krte hain
@ChandanKumar-qd1oj18 күн бұрын
Dekh rahe ho vinod india se views pane ke liye LIC OR SPLENDOR indian brand ka thambail lagaya ja raha h 😅
Term Insurance plays a crucial role when earning member faces any mishappening. So don't spread lie.
@farrukhfida21227 күн бұрын
sahi kaha, kion ka yahan tu sagay rishtadaar he yateemo ka haq kha jatay hain. tu agar 1 banda khud kuch kr day
@sagarchandrakar937918 күн бұрын
Sahi bole bhai kisi m too hismat h sahi bat karne ki, inke chakkar m muslim bhai or piche hote ja rhe hai....
@sagarchandrakar937918 күн бұрын
Agar ghar koi kamane wala khatam hogya too income ka 100x money milta h par inke smjh m aane se raha ye bat
@waqarkhan534916 күн бұрын
Yaani Allah par bharosa mat karo sirf insurance par bharosa rakho.
@msali179516 күн бұрын
Phir to kamane ki bhi kya zaroorat baith jao allah ke bharose. Ye mat bhoolo allah koshish karne walo ke sath h naki sirf uspar bharosa karke baithne walo ke.
@1iqqarАй бұрын
Molana kia hmM apne nabi ki ummat ki baksis kia dua kr skte he allha se❤❤ please reply
@1iqqarАй бұрын
Moulana kia hmm Ane nabi ki ummat ki baksis ki dua kr skte hai allah se
@AdilKhan-ri2zs28 күн бұрын
G bilkul
@akhisen31644 күн бұрын
govt ke rule hai insurance nahi hai to challkan hoga iske khene pe insurane mat kro or challan kro😂
@khazzzz285127 күн бұрын
Sadly in USA we can’t drive without insurance
@inam4313 күн бұрын
Ye kya hai?....ye hai kya?
@talklessactmore-el6gn14 күн бұрын
Mic🎤 aajkl tumhare propaganda ka part hai.... prophet Muhammad shahab ke samay me kaun sa mic 🎤 hua krta tha....?
@Ramk.borpatra15 күн бұрын
Allah ne toh you tube use nahi kiya tha,you tube chalana haram hai 😅
@adventurehifzur29428 күн бұрын
Allah kehdia haram hai toh haram hai.
@Laiqataliali-e2rАй бұрын
Palestine🇵🇸🇵🇸🇵🇸🇵🇸🙏🙏🙏🙏
@Be_Rational8927 күн бұрын
Release hostages please
@ecs93719 күн бұрын
@@Be_Rational89 release land please.
@Be_Rational8919 күн бұрын
@@ecs937 Its a jewish land was always has been for thousand of years.
@MD_ISSAC15 күн бұрын
🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱🇮🇱
@ecs93715 күн бұрын
@@Be_Rational89 "In 4,000 years, you were on this land for a maximum of only 413 years, under the protection of prophets like Dawood and Sulaiman. For the remaining 3,600 years, you wandered the world, having left this land. Finally, it occurs to you that this land once belonged to you. In these 4,000 years, we too were here for 413 years. The truth is, you betrayed the Muslims who once protected you. For thousands of years, you were made captives; it was under Muslim Caliphs that you found protection for your honor and your lives."
@BXDNAMАй бұрын
Humara car accident hua h around 20 lakh ka nuksan hua insurance nahi huyi thi agr huyi hoti toh 20 lakh car company pay krti . 15 lakh Ammi k upr lag gya h or 6 lakh ki car waste ho gyi . Ab ap btaye 20 lakh jo humare gye woh kaha se ayege ab ?
@Cliffhanger437Ай бұрын
Allah
@Cliffhanger437Ай бұрын
Your insurance was Ayat ul Kursi. You should have relied on Allah.
@faizarahman304029 күн бұрын
Boss u should accept ur luck becoz allah things happen becoz of allah ok
@mathskachel132229 күн бұрын
Allah ne hame is duniya m faayda k liye hi nhi bheja hai. Insurance hua bhi hota aur aapki Jaan hi gyi hoti to kya kar lete. Allah ne jaan ki hifazat ki yahi shukr adaa karo. Jab insurance haraam hai to hai. Ab kuch mulko m karaana majboori h to woh kya kar sakte ho
@abumaryam71529 күн бұрын
جس نے پہلے گاڑی خریدنے کیلئے پیسہ دیا وہی ذات دوبارہ بھی دیگا۔۔۔ اس پر بھروسہ کریں اور مانگتے رہیں
@khwajasarfarazshirahatti614421 күн бұрын
Is he talking abt term insurance or health Insurance?
@baltistanArtCulture18 күн бұрын
Maulvi Saab apko jo galat chiz k ad chalta hai apke KZbin per Uska paisa jyaz hai kya?
@khozemadholkawala623719 күн бұрын
Dudh ubhrana ya girna acha hai ya bura
@Amitv43816 күн бұрын
Mufti Ji thoda jyada gyan lijiye Abhi Kam hai apke pass . Adhoora gyan insurance ko leke apke face pe dikh raha. Thoda want ke sath badaliye. Purane jamane ke hisab se chalna hai toh aap car aur flight mein kyu baithtehain, rickshaw se chaliye ya camel pe baithiye. Aur Allah se pyar karna sikhaiye Allah ke naam se darate kyu ho.
@mdkalimullah420729 күн бұрын
Maulana jis car pr baethta h uska bhi insurance hota h phir kyu car par baethta h iske hisab se sab haram h
@TheSultanmazhar19 күн бұрын
First of Allah ,God Bhagwan all are imaginary far from reality concept...Now this person is a celebrity maulana can afford anything whatever he wants giving sermons ....😅....I used to follow such people and always faced financial problems even after earning handsomely .. what is difference between sood and kiraya (rent) , why pork is haram ..don't ask reason just follow blindly ... following imaginary faith
@indiansites17 күн бұрын
When logic goes for a toss I hope more muslims in India attempt for IAS & IS since only then we can go forward
@UzmaKhan-f4wАй бұрын
Please aap BTS par bhi byaan karen duniya bhar ki ladkiya gunah me hai😢❤❤❤❤
@1SW34117 күн бұрын
Sood ka matlab uss zamane mei kuch aur thaa.
@MuhammadSaad-em3lt27 күн бұрын
What about Islamic Insurance?
@parbeshSk-it8jbАй бұрын
❤❤❤❤
@fardeenkhan7085 күн бұрын
Aur joo pakistan nai loan kyu liya voo bhi haram hai interest hai
@kenkenken628Ай бұрын
Life insurance I understand is not appropriate but medical,car and accident..I sot think it's inappropriate..as there is no riba to or from me to anyone???😮
@mathskachel132229 күн бұрын
Haraam Allah ne kiya hai to aap usme apni thinking apne thoughts mat rakhiye. Jo company ko insurance de rahe ho woh to haraam ka kamaal rahe hain baithe baithe
@kenkenken62829 күн бұрын
@@mathskachel1322 very well said though I don't understand.......so drinking and buying mixed or impure milk in Pakistan, the buyers and users are also sinning????
@mathskachel132229 күн бұрын
@@kenkenken628 yes they are sinners. Allah the almighty will look after them also.
@manishbathri692215 күн бұрын
Inke hisab se kanoon manna bhi haram hai 😂
@arshadqureshi412616 күн бұрын
Mufti ko india ki ziyada sunte hai isliye 😂😅 Indian bike hai 😅😂
@Cliffhanger437Ай бұрын
This mufti is a master of dragging the talk. Moreover, when you bring fun in your explanations, you lose the impact.
@muhammadtalha46017 күн бұрын
یو ٹیوب کی کمائی حلال ہے یا حرام؟
@skhaleelulla19 күн бұрын
Moulana doesn't understand the concept of Insurance ....before talking he should explain what is insurance. When printing press was invented ....Moulanas like him declared / gave Fatwa it is haram... Look what happened - spread of Islam was restricted because of this Nowhere is he explaining the concept and reasons for his outright rejection Sad very sad
@theapacherider21Ай бұрын
Stand wit the modern era yar
@footballworld202316 күн бұрын
Pakistan me halal business bhi jua ha Molana sahab to ab bataye business halal ha ya haram??
@PriyankulofficialКүн бұрын
LIC ka logo kyui lagaya apne
@KashifShaikh-SY23 күн бұрын
Then tell us why all arab country is doing insurance business including Saudi. Stop making people fool in name of Allah. Nowhere in Quran it is written that insurance is Haram.
@syedzafarulhasan940521 күн бұрын
Have some fear of Allah
@KashifShaikh-SY21 күн бұрын
@@syedzafarulhasan9405 Go , Read and Understand Quran First with Meaning.
@RayeXplore18 күн бұрын
Kal ko Saudi me Zina bhi jaiz hojayega TU wo bhi jaiz hojayega ? Haram is haram
@KamaluDdin-zv4kz18 күн бұрын
Bhai English bolne se halal ni ho jaega
@KashifShaikh-SY18 күн бұрын
@KamaluDdin-zv4kz quran kbhi pade hoo kya? Phele Allah ka naam lekar quran padna shuru karo.
@mrsshowkathali730422 күн бұрын
Agar ak banda construction company rakha haito vuske employees yani labours ko insurance karana hai ya nai hai?
@HafeezKhan-rl9rrАй бұрын
🎉🎉🎉🎉
@dr.akashkumarprasad3048Ай бұрын
Y u using LIC for thumbnail 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂 pakistan don't have insurance companies??
@MOHAMMADDILSHANALI-f3cАй бұрын
Pakistan also have insurance company 😂😂😂
@dr.akashkumarprasad3048Ай бұрын
@@MOHAMMADDILSHANALI-f3c seriously mann lic is also working there
@MOHAMMADDILSHANALI-f3cАй бұрын
@@dr.akashkumarprasad3048 really 🤣🤔
@Nawabkhan-vl4dxАй бұрын
If someone is running a insurance company being a Muslim (in any country)he is doing a sin ..... Vo sirf apni aakhirat kharab kar raha hai
@MOHAMMADDILSHANALI-f3cАй бұрын
@@Nawabkhan-vl4dx yes
@junaidahmed304818 күн бұрын
👍👍
@DesiAnalysis20 күн бұрын
They are making Religion difficult to follow.
@Username.Anonymous19 күн бұрын
Toh Phir Mat Karo Bhayii . Lekin Allah Ke Deen Mein Soodh Ki Koi Jagah Nahi Hai .
@SattickDas20015 күн бұрын
3rd party insurance is compulsory to take your vehicle out on the road No one gives a damn if you die or break your car because of your own driving. If you want yourself insured that's optional, but someone else must not be injured due to you. Insurance provides a safety net for both parties in such a situation in terms of finaces for treatment, repair of vehicles etc. Don't listen to these half stupid maulanas man. Use your brains. Follow logic. Talk to intelligent people who have actually achieved greatness in life.
@amjadHussain-nj1qp12 күн бұрын
All. BANKS. in. U A E. is Charging. INTEREST . Then what do U say ?
@Jay_mangal-b5l16 күн бұрын
India me bike insurance jaruri hai nahi to police pakti hai
@papaji25014 күн бұрын
😂😂😂😂 काश यूट्यूब मे आनलाइन जुता फेक के मारने वाला आप्शन होता 😂😂