Assalam walekum Mufti Sahab mujhe har video aapka bahut achcha lagta hai
@shahidaparveen565154 минут бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ الله اپ کی بات بلکہ دہی ہے مگر کچھ مسلمان کہتے ہیں جاءز ہے کہتے ہیں بینک کی بیاج جاءز ہے ❤
@SHAHENTERTAINMENTWORLD6 сағат бұрын
Main bhi 1 lakh ka nuksan karke apni policy withdraw kar di thi.
@ShaheenKhatun-n7w2 сағат бұрын
Allah ke vaste bahut meherbani hogi aapki main bahut pareshan hun apni jindagi se
@yasminmanjra30368 сағат бұрын
Walekum assalam wr Wb Mufti sahab
@WAli-b5l18 сағат бұрын
Mufti sahab Kya medical health insurance Karna aur insuranc se medical treatment karwana kesa hai ??
@VIBGYOR246 сағат бұрын
Mufti sahab,ek video unlogo par banaye dosro ki jaidad ghaban /dhoka beemaani kar lete hai,aur khandan ko kai pidi Tak ghareebi aur ghurbati me dhakal dete hai, dhoka khane wala sabar kaisey kare aur Allah swt k kiya akhirat me enamaat hai aur beimaan ki kiya saza hai.
@AshmaBano-py4ry20 сағат бұрын
Ji aaj lak bahut forod ho raha h allahtala ham sab ki hifajat farmaye ❤
@nadeemkhan-xi5sw7 сағат бұрын
❤❤❤
@NagmaPraween-uu4ks20 сағат бұрын
Mashallah mufti sahab
@nadeemkhan-xi5sw7 сағат бұрын
❤❤❤❤
@bappamallikmallik77944 сағат бұрын
Alhamdulillah mera koi insurance nahi he koi lon nahi he bnk account me koi paisa nahi he .. Allah jis haal me rakha he sukr he ... alhamdulillah..or main dua krta hu ke jaab main is duniya se jaun to mere sir pr kisika krza na ho.. or nahi koi daulat ho ... Sirf allah razi ho...
@sameenaakbar55702 сағат бұрын
Ameen
@AmairaFatima-sk3oj7 сағат бұрын
Mufti saheb buisness start krne k lye kya bank se loan le skte hai...deeni aetebaar se kya huqm hai...plz answer.
@hussainshaik65664 сағат бұрын
My aur mera bhai ne bhi 300000 loss me LIC se quit kiya
@nadeemkhan-xi5sw6 сағат бұрын
इस्लिये मे सब चीज़ कैश मे ही लेता हु चाहे वो गाड़ी हो car हो या घऱ या टू विलर
@AasifAli-cy8yv9 сағат бұрын
Jazak Allah Allah ne Nek bande isiliye banae Hain taki naasamajh ko samajh a jaaye ki kya galat hai aur kya Sahi
@ParveenShaikh-d7u7 сағат бұрын
❤❤❤❤ Allah 😢😢❤❤❤❤
@nadeemkhan-xi5sw7 сағат бұрын
❤❤❤❤
@Allahhayat78620 сағат бұрын
Walekum assalam bhai jaan
@raiseknowledge354019 сағат бұрын
Mai mazak nahi kr rha hu meri hi mistake ki wjah se mera 1.2 lakh ka scam ho gya, Plz Aap sb mere liye dua kare ki mere paise wapas aa jaye
@shifashifa313719 сағат бұрын
Aameen
@farheenaara334219 сағат бұрын
Ameen
@SHAMSHAD513519 сағат бұрын
भाई आप के लिये दुआ है अगर आप ने कोई पॉलिसी ली है तो सरेंदर कर दो
@Rajasanatani12 сағат бұрын
😢😢
@afsarikhan2899 сағат бұрын
Ciber crime pe complain Karo ho jayega
@PayalBegam-c3x10 сағат бұрын
Asalaam valiyekum bhaiya aap ek video loan par bhi dijiye ki loan ka amount bhi harram hai
@ShaheenKhatun-n7w2 сағат бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu Mufti Sahab mera naam Shahin hai main aapki video dekhti hun maine aapko subscribe Bhi Kiya hua hai har masale ka hal main aapke video se samajh leti hun per Mera ek aur bahut hi bada masala hai kya aap mere masale ko HAL kara sakte hain
@chandahmad248219 сағат бұрын
وعلیکم اسلام و رحمتہ اللہ وبرکاتہ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@IrfanKhan-t7p7b19 сағат бұрын
Assalam walekum Sahi baataye aapane Mufti Sahab inshallah ham koshish karenge ham esa kam na Karen
@jameelahmad855519 сағат бұрын
✅
@shanuansarimachrehta6373 сағат бұрын
Mufti sahab assalam alaikum Maine Kai bar apko MSG Kiya lekin ajtak kabhi shamil nahi kiya Main fir se koshish kar raha hu AJKAL BANK SE LOAN LEKAR KAROBAR KARNE KA RIWAZ CHAL RAHA H LOG KHULE AAM INTEREST PE LOAN LE RAHE H.. PLEASE EK VIDEO PURI SIRF ISI PR BANAIYE Hamare muashre me ye bimari bahut tezi se fail Rahi h.
@sameenaakbar55702 сағат бұрын
Suknya smrudhi yojana jo he bachchiyo k liy to a haram he ya hallal plz reply plz btaey
@shanaiyahuzaine246020 сағат бұрын
Wallaikumasslam bhai
@rashidahmad444819 сағат бұрын
SIP me invenst kaisa h mufti ahab plz. Bataye.
@imran2359610 сағат бұрын
Halal mf me kariye Tata ethical fund Taurus ethical fund Ye do hi he shariah complint
@shabenoorkhan311818 сағат бұрын
Assalamualaikum bhai mera bhi lic me lga h paisa aur makan bhi lone pr h to kya lre plz btaye
Assalam walekum Hazrat ummid karta hun aap khairiyat se honge Hazrat mujhe sawal yah karna tha ki agar koi Insan ek wazifa pad raha hai to minimum Kitna din tak padhe
Mai bhi fas chuka 😢 27 hajar jama karke ek mahina phele LIC ME
@shahidmohsin625020 сағат бұрын
Hazrat , sponspor ke liye kaise rabta jare ...?
@shariqahamad7228 сағат бұрын
Assalam walekum Maulana Sahab Mera aapse yah sawal hai ki Sukanya samriddhi Yojana bacchon ke liye karvai jaati hai vah Islam mein haram hai ya halal hai please jawab jarur de mere is sawal ka please please please
@sameenaakbar55702 сағат бұрын
Haa Mera b yahi same question he
@rukhsarkhatoon99396 сағат бұрын
ALLAH sabko aisi haram policies se bachaye
@MdSajjad-tq8kx7 сағат бұрын
Sukunya samridhi ka acount bachi ke liye khulwaya jata hai shadi ke liye woh kaisa hai Mufti sahab aj kal 75 %Log ye khulwa rahe hain
@MehrinRangrezz-gc6fq20 сағат бұрын
Assalam o alekum
@MehrinRangrezz-gc6fq20 сағат бұрын
Beshak hamara banane wala allah ho h sahi baat kahi h sir aapne
@shabanawangade25008 сағат бұрын
Mere khwab mein Pani aaya tha usmein main ud Rahi iski tabir kya hai
@AnazAa-em5cw8 сағат бұрын
Aawas ke paise se ghar banana kaisa hai jaise hi
@EramShaikh-i8f8 сағат бұрын
Ap please yah bataen agar koi mujhse Khwab mein aa kar ye bole ki mere pass wapas aa jao 😭
@raisa-un9gm17 сағат бұрын
Lekin Lic lena haram nhi h kisi Aalim ne.bataya tha aur 2 saal ya Paanch saall baad policy khatam karne pr paisa nhi katega.agar aap policy le to wohlinsurance company gair muslim ki honi chahiye
@AriefKhan-f3x12 сағат бұрын
🤲🤲🤲🤲🤲🤲🫂🕋
@NusratPraveen-n7u20 сағат бұрын
Mai to fas chuka hu
@RahulSharma-xn5dh8 сағат бұрын
Agent se bach ke rhna 😂😂😂
@YouthLife-l8x25 минут бұрын
Kya Mobile Repairing ka kam Aur mobile spair parts bechne ka business halal hai ya haram hai mujhe jawab jarur de. kyunki aj ke daur me mobile ko chhote ho ya Bade log, sab galat istemal jyada kar rahe hai. Jaise camera, earphone, bluetooth, mobile speaker, (folder) screen, mobile ke ye hi parts jyada kharab hote hai aur inhi ko hi repair kiya jata hai, ya fir new becha jata hai. Mobile ke inhi parts se log chhup chhup kar bahut bade gunah kar rahe hai. Logo ke inhi Gunahon ko dekhkar mera dil nhi.
@badruddinidreeshi943617 сағат бұрын
Isiliye main bolata Hun ki logon Ko bataiye ki acchi ilm hasil Karen faltu ki baton Ko mat bataiye padenge log to aage badhenge aur kamyab honge nahin to sabhi log bheekh mangte rah jaenge
@Mrincredible93819 сағат бұрын
First of all insurance policy yeh sab Haram hai phir yeh sab kyun lete hain musalman . Loss hua hai kyunki zyada ki khwaish aur Haram ka tarika
@Saidasaifi-ox4dm10 сағат бұрын
Mufti mamur badar sahab ko ap jante hin na unhe halal hram ki tameez samjhaiye mufti log hi aesa karenge tu awam kya karen
@nadeemkhan-xi5sw6 сағат бұрын
ब्याज देना और लेना दो नो हराम
@RahulSharma-xn5dh8 сағат бұрын
Koi kahta hai insurance haraam he Islam me
@BfdGgd-x9v8 сағат бұрын
Beshak
@imu9228 сағат бұрын
Muftisab aap ko LIC ka Matlab nahi malum, jarori nahi aap sahi bole rahe ho , ye app ki soch hai...