Interest Jo Bank Account Me Aata Hai Us Paise Ka Kya Kare By

  Рет қаралды 866,408

IRC TV

IRC TV

Күн бұрын

𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗨𝗦 𝗨𝗣𝗜 𝗜𝗗: 𝗜𝗥𝗖𝗘𝗪𝗧@𝗦𝗕𝗜 .
𝗔𝗦𝗞 𝗬𝗢𝗨𝗥 𝗤𝗨𝗘𝗦𝗧𝗜𝗢𝗡: 𝟴𝟬-𝟱𝟱𝟰𝟱-𝟱𝟱𝟰𝟱
𝗗𝗢𝗡𝗔𝗧𝗘 𝗢𝗡𝗟𝗜𝗡𝗘: irc-india.com
𝗝𝗼𝗶𝗻 𝗢𝘂𝗿 𝗪𝗵𝗮𝘁𝘀𝗔𝗽𝗽 𝗚𝗿𝗼𝘂𝗽 - bit.ly/2y3DQnu
𝗙𝗮𝗰𝗲𝗯𝗼𝗼𝗸 - / faizalisyed
𝗜𝗻𝘀𝘁𝗮𝗴𝗿𝗮𝗺 - / advfaizsyed
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗧𝗛𝗘 𝗦𝗣𝗘𝗔𝗞𝗘𝗥 & 𝗜𝗥𝗖:
𝗡𝗔𝗠𝗘: @Adv. Faiz Syed
𝗗𝗘𝗦𝗜𝗚𝗡𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡:
Founder & President, Islamic Research Centre Education & Welfare Trust.
President, Al Kitab Education & Welfare Society.
Shura Member, All India Dawah Centres Association - AIDCA
Director IRC TV
𝗙𝗔𝗧𝗛𝗘𝗥'𝗦 𝗡𝗔𝗠𝗘: Azam Ali Syed (Saudi Aramco Retired)
𝗕𝗢𝗥𝗡:12-Dec-1979.
𝗢𝗖𝗖𝗨𝗣𝗔𝗧𝗜𝗢𝗡: Business.
𝗨𝗡𝗜𝗩𝗘𝗥𝗦𝗜𝗧𝗬 𝗗𝗘𝗚𝗥𝗘𝗘𝗦:
B.Sc. (Bachelor of Science in Computers)
M.C.A (Master of Computer Application)
B.G.L (Bachelor of General Laws)
LL.B (Bachelor of Laws)
M.A Islamic Studies.
Fazil e Diniyat from Jamia Diniyat Urdu Deoband.
𝗠𝗘𝗗𝗜𝗔 𝗣𝗥𝗘𝗦𝗘𝗡𝗖𝗘:
@Adv. Faiz Syed is one of the most popular Urdu speaker globally besides KZbin and internet viewership he comes regularly on different satellite TV channels, cable TV and radio channels internationally.
𝗣𝗨𝗕𝗟𝗜𝗖 𝗟𝗘𝗖𝗧𝗨𝗥𝗘𝗦 & 𝗧𝗢𝗨𝗥𝗦:
Alhamdulillah, he has given globally more than 2000 lectures & talks on various subjects followed by Q & A Session on Islam in Urdu & Hindi at more than 150 cities in India on more than 550 topics of which 30000 short videos are available on @IRC TV Besides speeches in India @Adv. Faiz Syed has also given speeches internationally.
𝗦𝗔𝗨𝗗𝗜 𝗔𝗥𝗔𝗕𝗜𝗔
𝗗𝗛𝗔𝗛𝗥𝗔𝗡
King Fahad University of Petroleum and Minerals (KFUPM)
𝗗𝗔𝗠𝗠𝗔𝗠
World Assembly of Muslim Youth (WAMY)
𝗝𝗘𝗗𝗗𝗔𝗛
Dawah Centre, Hai Assalamah
Understand Quran Academy
Socio Reforms Society of India
Co-Operative Office for Call & Guidance Aziziya
Balad Dawah Centre
𝗧𝗔𝗜𝗙
Islamic Education Foundation
𝗠𝗔𝗗𝗜𝗡𝗔 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗡𝗔𝗪𝗪𝗔𝗥𝗔
The Co-Operative Office for Call & Guidance
𝗠𝗔𝗞𝗞𝗔𝗛 𝗔𝗟-𝗠𝗨𝗞𝗞𝗔𝗥𝗔𝗠𝗔𝗛
Dawa Centre Almaabada
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗔𝗥𝗔𝗕 𝗘𝗠𝗜𝗥𝗔𝗧𝗘𝗦
𝗗𝗨𝗕𝗔𝗜
Al-Manar Centre
United Goan Muslim Community
Zayed Bin Mohammed Family Gathering - Islamic Affairs & Charitable Activities Department, Government of Dubai.
𝗞𝗨𝗪𝗔𝗜𝗧
Human Care Society
𝗡𝗘𝗣𝗔𝗟
Madarsa Ayesha Ramaul, Sirha
𝗨𝗡𝗜𝗧𝗘𝗗 𝗞𝗜𝗡𝗚𝗗𝗢𝗠
𝗕𝗜𝗥𝗠𝗜𝗡𝗚𝗛𝗔𝗠
Green Lane Masjid
Al-Hijra Masjid
Muhammadi Masjid
𝗟𝗢𝗡𝗗𝗢𝗡
Masjid Humera
Masjid Al Tawhid
𝗕𝗥𝗔𝗗𝗙𝗢𝗥𝗗 - Al Hudaa Masjid
𝗕𝗟𝗔𝗖𝗞𝗕𝗨𝗥𝗡 - Masjid Darussalam
𝗕𝗔𝗡𝗕𝗨𝗥𝗬 - Masjid Bin Baaz
𝗖𝗔𝗠𝗕𝗥𝗜𝗗𝗚𝗘 - Masjid Al Ikhlas
𝗦𝗞𝗜𝗣𝗧𝗢𝗡 - Skipton Masjid
𝗡𝗘𝗟𝗦𝗢𝗡 - Muhammadi Masjid
𝗣𝗥𝗘𝗦𝗧𝗢𝗡 - City Mosque Preston
𝗢𝗟𝗗𝗛𝗔𝗠 - Jamiat Ahle Hadith
𝗥𝗘𝗔𝗗𝗜𝗡𝗚 - Jamiat Ahl-e-Hadith
He is called for guest lectures at various Institutions, Organizations, Colleges and Schools.
𝗔𝗕𝗢𝗨𝗧 𝗜𝗥𝗖:
Islamic Research Centre (IRC) is a Registered, NGO / Non-profit organization, established in 2001. Adv Faiz Syed is its founder president. IRC aims to convey the true message of Islam (Peace) to Muslims as well as Non-Muslims with wisdom & beautiful preaching and to remove misconception about Islam among the masses and to provide social and welfare assistance to poor and needy in the field of Education, Health, Employment, Skill Development & Charitable Causes.
IRC uses modern technology for its activities, the message of Islam, as transmitted by IRC reaches millions of people worldwide through the internet, satellite TV and the print media. IRC's activities and facilities provide the much needed understanding about the truth and excellence of Islamic teachings - based on the glorious Qur'an, authentic Hadith as understood & practice by Salaf of this Ummah.
𝗔𝗖𝗧𝗜𝗩𝗜𝗧𝗜𝗘𝗦 𝗢𝗙 𝗜𝗥𝗖:
IRC TV
CHARITABLE HOSPITALS
PATHOLOGY LABORATORY
STUDY CENTRES
TECHNICAL INSTITUTE
IRC CALL CENTRE
MEDICAL, EDUCATIONAL & EMPLOYMENT AID
RATION KITS & FOOD DISTRIBUTION
FREE WATER SUPPLY
SKILL DEVELOPMENT PROGRAMS
WOMEN EMPOWERMENT PROGRAMS
TREE PLANTATION PROGRAMS
PRODUCTION
REFERENCE BOOKS LIBRARY
CAREER GUIDANCE
CONFERENCE
LADIES' WING
CHILDREN'S WING
WEEKLY LECTURES
DAWAH ORIENTATION PROGRAM (DOP)
ISLAMIC SUMMER CAMP (ISC)
APPROVED IOU CENTRE
EXHIBITION
AL KITAB EDUCATION & WELFARE SOCIETY
.
. #HalalAurHaramMeFarq #Halal #Haram #Farq #Difference #AdvFaizSyed #IRCTV #IRC00062

Пікірлер: 925
@IRCTV
@IRCTV 4 жыл бұрын
Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@mohamaadahmed7308
@mohamaadahmed7308 4 жыл бұрын
: 。
@shahfaisal3156
@shahfaisal3156 4 жыл бұрын
Agar current account kholte hai 10000/- deposit karke To wo 10000/- amount ko bhi to intrest par bank chala sakta hai To kya ye humare liye jaiz hoga
@yursfraandly9783
@yursfraandly9783 4 жыл бұрын
Assalamulaikum bhai Mai jana chahta hoon agr mai aap ku ZAKAAT bhejta hoon toh aap uska kya istemaal kartay Aur Ek sawal ki kya trading karna sahi hai?
@feroz1295
@feroz1295 4 жыл бұрын
Sudhar jao haram ko haram samgho no excuse
@manjooralam9331
@manjooralam9331 4 жыл бұрын
Mujhe puche na hai ke koi bhi bank ke chote chote branch hote hai to hamare ghar ke bagal me eek muslim bhai hai jo apne gahr ka niche ka hissa banks ke brach walon balon ko de rakha hai aure who uska kraya lete hai to kiya ye kraye ka pesa sahi hai isaam ke nazr se
@mrahi-xu9uj
@mrahi-xu9uj 6 жыл бұрын
ALLAH ka sukria h ki hm sb ko imaan ki daulat di h
@ghulamrahmani2326
@ghulamrahmani2326 6 жыл бұрын
Ameen
@paigam4360
@paigam4360 6 жыл бұрын
Allah ka lakh lakh ka shukr h
@niravvaidya9683
@niravvaidya9683 6 жыл бұрын
Zeba aesa Hota to tumare muslim atanagvadi nagi isis jese kuchh na hota ok
@travelbug.stories
@travelbug.stories 6 жыл бұрын
aaameen
@khajanekeraaz
@khajanekeraaz 6 жыл бұрын
Bhai bank se milne wala intrest halaal hai. Haraam nahi hai.
@nehanaazahsan590
@nehanaazahsan590 8 жыл бұрын
Allhamdulillah itni baariki hai hamare Sharyat me. Allah Hu Akbar Jazak Allah khair faiz Bhai.
@mohammedasif1783
@mohammedasif1783 7 жыл бұрын
assalamu alikum
@MdImran-ho8vb
@MdImran-ho8vb 6 жыл бұрын
Saaleha Ahsan , jee Alhamdulliha
@DigitalMaverickspot
@DigitalMaverickspot 6 жыл бұрын
Thank you for information. ALLAH maf kry.
@pappybarman268
@pappybarman268 6 жыл бұрын
Aj ki din me kaun dega bakwas rule he allah ki.
@yasminkhan6132
@yasminkhan6132 6 жыл бұрын
+pappy barman tunhari itni akl hi nahi hai ki aap itni barikiko samzh sako.
@paradise5600
@paradise5600 7 жыл бұрын
Mashaa ALLAH. Ye islam hai bahoot hi pakija aur rahmat wala hidayat wala bhaichara wala. Shukr hai us rab ka jis ne islam me hame paida Farmaya aur deen ki sahi samajh di
@altafahmed4362
@altafahmed4362 6 жыл бұрын
Mashaa allah
@mohammedboss299
@mohammedboss299 7 жыл бұрын
Bhai 90% of our brothers in our Muslim community don't know about halal income
@shaikhrahman4697
@shaikhrahman4697 Жыл бұрын
How could you identify the percentage of people who are earning haraam ?
@mstechwithu8627
@mstechwithu8627 9 ай бұрын
Brother, Every Muslim Know Haram And Halal, But You Can Say That, 90% Muslim Don't Care About Haram Halal Money, Examle You Can See Bank Intrest How Many Muslim Care
@abdullhaqureshi373
@abdullhaqureshi373 5 жыл бұрын
Fezh Bhai sahab Allah aap ke ilm me khub barkat de
@mohammednawaf4054
@mohammednawaf4054 3 жыл бұрын
A'ameen summ A'ameen.
@mohammadsalimalimehzabiali4256
@mohammadsalimalimehzabiali4256 3 жыл бұрын
Ameen ya rabal alameen
@asifmulla4982
@asifmulla4982 2 жыл бұрын
Shokrya apka moje 2100 ka byaj 97 milatha moje tenshan aarha tha moje abhi apki vaja se in paiso ka ilaj mil Gaya apka shokrya Allah apko bohoth aage janeki thofik de aamen somm aamen Allah
@aarfapeerzade7499
@aarfapeerzade7499 7 жыл бұрын
Bht khubsurat bayaan hai jo bht mufeed baatoun se aagaahi hui
@syedzeshan9771
@syedzeshan9771 3 жыл бұрын
For those who are inclined towards opening a interest-free account in India, they have to open current account in conventional banks (as there are no Islamic banks in india) because as per RBI regulations, banks should mandatorily give interest on saving bank accounts. From my experience, banks generally provide current accounts only for business purposes (corporates, shops, etc). There are 2 personal accounts (current accounts) present right now which are specifically launched keeping in view of Muslim faith (non-interest). 1) Federal bank Noor personal account 2) South Indian bank fiza account. I believe, we Muslims should stay away from savings accounts as much as possible and open current accounts (OR the personal accounts).
@khanhasan9709
@khanhasan9709 6 ай бұрын
What's a personal account where I can know more about it?
@Thefirstacct
@Thefirstacct 6 жыл бұрын
Alhamdulillah...Thank you sir.. is doubt mujhe bahut din se tha.. aap k zariye mujhe answer milgaya.. Aapke vajah se mujhe bahut doubts ko answers Mila hy sir.. may Allah give you success in duniya and akhira..
@yousufuddin8956
@yousufuddin8956 6 жыл бұрын
Sahen kaha apne bohat details mein explain kerte hai
@nadeem6568
@nadeem6568 7 жыл бұрын
Bahot khoob mere bhai faiz sahab bahot hi behtar bayan kiya jazak Allah khair
@amricanboy4321
@amricanboy4321 4 жыл бұрын
mai hindu se musalmaan bna hu ....mai jammu kashmir rhta hu jammu mei ...jha mai rhta hu bha ek b musalmana nhi hai ..muje islam dhram asha lgta tha ...udr sabi nfrt krne lge mujse .aur muje gar se bahar nikaal diya .... lekin kisi musalmaaan ne meri help nhi ki ......muje kitni takleef ho rhi hai mera alha janta hai
@amnafazal4224
@amnafazal4224 5 жыл бұрын
Your first byaan that really touch to my heart...
@shafiquekhan9547
@shafiquekhan9547 4 жыл бұрын
Interest kay paise kay loan ke interest may bharsakte hai
@mariya2786
@mariya2786 6 жыл бұрын
Jazak Allah, faiz Bhai aaj agar zakat hi sahi SE use ho to koi b chahe Hindu ho ya Muslim bhooka na soye ,lekin zyadatar log Kam zakat dene k bahane doondh let hai.
@iramgosiya6956
@iramgosiya6956 5 жыл бұрын
السلام علیکم Humari sab ki Allah Rabbul Izzat se dua hai ke wo humko halal kamane aur usko apni raah me zyada kharch karne ki taufeek ataa farmaye.. Hum puri ummat par Allah Rabbul Izzat apna rehem farmaye. Ameen summa Ameen
@LoveKush-qe6qp
@LoveKush-qe6qp 6 жыл бұрын
Asalamualikum faiz Bhai bhut bhut shukria ALLAH aapki zaza khair de
@shaziajavaid3535
@shaziajavaid3535 Жыл бұрын
MashaAllah Allah tala app ko zindagi sehat kushian da Aameen summa Aameen 🙏
@mohmadabdulmajeed2390
@mohmadabdulmajeed2390 9 жыл бұрын
Every thing is right bank intrest is haram why there is no islamic bank in india so we can make intrest free society and be benifited with the other schemes so we can help each other and can create healthy society
@chillpill4391
@chillpill4391 8 жыл бұрын
Mohmad Abdul Majeed
@ajml2612
@ajml2612 7 жыл бұрын
So we should open a currnt account . Have you understood or not.
@shafirahaman
@shafirahaman 6 жыл бұрын
ISLAM with no solutions is not ISLAM. All these fake preachers are weak in knowledge of practicality. If there are no solutions then people will go with the Falsehood and injustice.
@shafikm.7065
@shafikm.7065 5 жыл бұрын
@@ajml2612 You can go to the Bank and tell them to not give you the interest (change rate to 0%) . Though by removing the interest, there would be no difference between a current and saving account... Salam
@deepveinthurmbosis5138
@deepveinthurmbosis5138 5 жыл бұрын
So many Muslim NGO here but No on Realable . I am suffering DVT problems Last few years please help me
@rukhsananicerecipezahid2637
@rukhsananicerecipezahid2637 7 жыл бұрын
bahut sahi kaha kitni bareeki ki bate batate h aap bahut acha lagta h aapke bayan sunke aur koshish yahi karte h ki Jo achi bate sune us par amal kare
@delhipartner732
@delhipartner732 7 жыл бұрын
Rukhsana nice recipe Zahid bhai maan kya islam chutiapanti hai aur kuch ni. haha abe gadho kesi batein krte ho ki bank ka interest haram hai. abe intest lena jab haram hota hai jb tum kisi garib ki majburi ka fayda uthao aur use interst khai. bank na toh garib hota hai na majburi m interst deta hai. toh haram kese ho gya. gadho badi badi Mulsim Madarso k banks m. Account hote hai unke bhi haram he hua phir. Pagal kum bano yr in chutiye mullo ki bato se.
@habibahmed886
@habibahmed886 6 жыл бұрын
Bhai sahab aap bohot accha explain kartey ho...
@hasinashaikh266
@hasinashaikh266 5 жыл бұрын
Jazak Allahu khairan, ek aur gunnah se bach gayi. Alhumdulilah, Allah humare gunnaho ko maaf kare
@AzharShaik-z1r
@AzharShaik-z1r 7 ай бұрын
@@hasinashaikh266 Aameen ya Rabb
@khanfarman443
@khanfarman443 6 жыл бұрын
Assalamualaikum, Faiz bhai interest aur inflation ko ek sath rakhkar bat samjhaye.Aur kya nabi (s.a.w.) ke waqt me inflation tha economy me
@syedmeher1222
@syedmeher1222 6 жыл бұрын
Interest is haram on people who take it and use it for their benefit or for their loved ones. I wonder why would it be haram for anybody else given as charity. If you leave interest money in the bank, it will be enjoyed by the bank owner(s) or share holders if it is a public owned enterprise. May ALLAH open the frozen minds from this ummah :(
@sensefirst475
@sensefirst475 5 жыл бұрын
If you choose current account just to avoid interest, that is helping the bank which is an institution promoting this evil, that is interest! The Ummath has the obligation to come up with ways to avoid dealings with banks!
@unknownn.salafi
@unknownn.salafi 2 жыл бұрын
Sir you are living in an non Islamic country, and you want to create change that's good but you can create change alone, us Muslims should take an initiative to make an Indian Islamic bank
@shaikhfarah732
@shaikhfarah732 2 жыл бұрын
Tabhi mai sochu mere rizq me barkat q nahi hai, mai itna achha kama rahi hu alhumdulillah par bachat zara bhi nahi kar pa rahi hu. Bank ki taraf se saving account par interest meri haq halal ki kamayi me mix ho kar mere paise se barkat khatam kar raha hai🥺🥺😭😭🙏🙏
@All_In_786
@All_In_786 5 жыл бұрын
Asalaam o Alekum Mera ek sawal h ki Jo tax hum dete sare chijo pe government ko,to usske badale me bank se Jo interest milta h usse use kr sakte h ki nhi?
@sonakhan8016
@sonakhan8016 5 жыл бұрын
Hmko apki bate achi lgte h... takrire to bht h KZbin pr pr hmko ap pasnd h🌷🌷🌷🌷
@muzammilsiddique2821
@muzammilsiddique2821 6 жыл бұрын
Assalaamu alaikum, Jazakallahu khair for all the information shared regarding uasage of interest amount. Apne jo do log bathaiye hai kachre me uthanker khane wala aur nanga aadmi. Inko tho paise de nahi sakthe kyon ki wo paisa sahi isthemaal karne ke laayakh hai bhi ya nahi .. behther tho unko acha khana ya kapde ya kuch aur cheez jo unki haalath behthar kar sake wo dede
@deepveinthurmbosis5138
@deepveinthurmbosis5138 5 жыл бұрын
Meri Madad kijiye mai DVT.Deep vien thurmbosis ka MAREEZ hu Meri Madad kijiye Ilaaj lamba Hai Kaffi Saal Se Bimaar hoon
@deepveinthurmbosis5138
@deepveinthurmbosis5138 5 жыл бұрын
Bank ka interested Please Muzhko De Do Mere pass sare hospital ki Report hai mai Deep vien thurmbosis ka MAREEZ hu Meri Madad kijiye please
@ShutterMurgh
@ShutterMurgh 7 жыл бұрын
IRC TV its my humble request that you do something regarding comments from uneducated and ill mannered people who comment here only to villify our religious beliefs or to use foul language. People have forgotten that as Muslims they cannot use foul language for anyone. Good manners and proper ethics while speaking is a forgotten sunnah.
@shabinahossain1299
@shabinahossain1299 6 жыл бұрын
Masha Allah bht bahtarin tarikr samjhya apne
@yousufuddin8956
@yousufuddin8956 6 жыл бұрын
Bohat details bataya hai
@hindustancontractingcompan4807
@hindustancontractingcompan4807 6 жыл бұрын
Aaj ki tarah huzoor pak ke waqt bhi banking hoti thi jahan par log tijarat ke liye paisa lete thhe aur munafa us bank se share karte thhe. Lekin addition amount us aadmi ke upar thi chahe de ya ba de.
@sanaakhlaque8614
@sanaakhlaque8614 8 жыл бұрын
Masha Allah Bhai Allah apko salamat rkkhe or aap aise hi acchi information hme de ske
@matinbagwan5580
@matinbagwan5580 6 жыл бұрын
Bahot Hi Bahtreen Hal Batay Faiz Bhai ne... JazakAllahu khairn bhai
@aszee5942
@aszee5942 6 жыл бұрын
SubhanAllah, Allah aap ko or taufiq ata farmaye Ameen, JazakAllah Khair
@SMshaikh7566
@SMshaikh7566 5 ай бұрын
Mere 2 sawal hai Phela 1. Kya Intrest ka paisa Property tax Income tax Sales tax Ya kisi sarkari asptal me ya blood bank me de sakte hai ???? Jha sabhi majhab k logo ka ilaaj hota ho ??? 2 . Saving account me mila hua intrest ka paisa apne hi loan Account me laga hua intrest k samne yeh saving account ka intrest ka paisa de sakte hai kya ??????? Pls answer
@rizwaniqbal7260
@rizwaniqbal7260 6 жыл бұрын
جزاک اللہُ خیراً
@mohammadsalimalimehzabiali4256
@mohammadsalimalimehzabiali4256 3 жыл бұрын
Afwan
@sirajahmad1704
@sirajahmad1704 6 жыл бұрын
واجب کا مطلب ہوتا ھے کہ جو کرنا ضروری هو اور نہ کرے تو گنہگار ہوگا ۔ کچھ شرعی مجبوریوں میں حلال جانور کا مردار کھانے کی اجازت ھے حرام جانور کی وہ بھی نہیں اور حرام واجب تو کبھی کسی صورت میں نہیں ہوتا ۔
@bushranoman5512
@bushranoman5512 6 жыл бұрын
Mashallah v nice information aj kul log apne ghar k expense k liya use karty hai interest ka paisa v sad 😢😢😢
@being-Sarcastic
@being-Sarcastic 3 жыл бұрын
Bank ka jo intrest ata hai aur bank ke charges me automatic usse jyada deduction ho jata hai to kya ye us condition me hisab barabar hoga ya intrest ka amount nikal kar dena hoga...
@haneefsheikh
@haneefsheikh 6 жыл бұрын
Are bhai lelo paisa agar bank se milta hai India me zarurat mando ki kami thodi na hai
@ShahbazKhan-py2ig
@ShahbazKhan-py2ig 2 жыл бұрын
Aap yeh batayein KZbin ads jinme akhsar music hota hai kya unse aane wali income halal hogi
@kss870
@kss870 7 жыл бұрын
very nice speech jazakallah
@sulukashish1717
@sulukashish1717 5 жыл бұрын
meri ek raye hai.us paise se bahut mazbur logo ke liye istemal hosakta hai ham kyun na in paiso ko besahara mazbur ke khana ghar dawa ke liye istemal kare.ye meri apni soch hai.
@sanenkhangoldenheart
@sanenkhangoldenheart 2 жыл бұрын
Assalam o Alaikum such a great lesson every human👍😊
@hindumuslimvyvy8259
@hindumuslimvyvy8259 Жыл бұрын
Very Nice speech
@ShailendraKumar-qo9ui
@ShailendraKumar-qo9ui Жыл бұрын
J Good 00000,,0l0
@ムガル帝国-o5r
@ムガル帝国-o5r 3 жыл бұрын
To: Mr.Faiz Ali Syed, Asalam o Alikecom, I'm you fan You are knowledged person And expertise in islamic field!!!ALMIGHTY ALLAH forbid such amount of sood And our beloved Nabi( pbuh) also So if you ve any ayat or hadees on such matter ( for expanding such amount on any work/ person ) in which allowed by ALLAH / NABI( PBUH) So intimate me!!! Your early reply on such matter will be highly appreciated!!! Thanking in anticipation!!! With best regards!!! ( Your Fan)
@Clepsydris
@Clepsydris 2 жыл бұрын
Do we have an NGO where we can transfer interest amount so they can take care where to spend.
@jeeshankhan1839
@jeeshankhan1839 3 жыл бұрын
Thanks for information! Ek baat maine dekha ki sneezing par aapne buland awaz se alhumdulillah nahi kaha fir sun ne wala ya rahamokallah kehta...aisa mujhe malum hai...aap iske baare me thoda batae
@jakeerhussain7057
@jakeerhussain7057 8 жыл бұрын
Jazak Allah Kair
@mdshahzadalammdshahzadalal5674
@mdshahzadalammdshahzadalal5674 3 жыл бұрын
Zakeer sb kheriyat se hn
@imranahamed7111
@imranahamed7111 5 жыл бұрын
Assalamualaikum, bhai bank interest jitna deta hai utna taqreeban le bhi leta hai ex .sms charge debit card charge ,etc etc etc .toh phir kya samjha jaye plz recommend .......
@khanisrar4825
@khanisrar4825 7 жыл бұрын
Very nice bayaan
@delhipartner732
@delhipartner732 7 жыл бұрын
Khan Israr bhai maan kya islam chutiapanti hai aur kuch ni. haha abe gadho kesi batein krte ho ki bank ka interest haram hai. abe intest lena jab haram hota hai jb tum kisi garib ki majburi ka fayda uthao aur use interst khai. bank na toh garib hota hai na majburi m interst deta hai. toh haram kese ho gya. gadho badi badi Mulsim Madarso k banks m. Account hote hai unke bhi haram he hua phir. Pagal kum bano yr in chutiye mullo ki bato se.
@syedzaheer4832
@syedzaheer4832 6 жыл бұрын
delhi partner phele tameez sekho phr cmnt krne aya karo
@gwyt2760
@gwyt2760 4 жыл бұрын
Jazakallah faiz bhai bahut se ulma taharat kha na bananae ke liye kehte hain
@mohammadfaisalkhan4137
@mohammadfaisalkhan4137 7 жыл бұрын
Jiske ghr me koi na ho kmaane wala wo interest apne use me le skta h kya ??
@haseenakhan3653
@haseenakhan3653 3 жыл бұрын
Ek aurat aur beti .in ke ghar kamaane waale koi nai hai.thoda paisa hai wo bank me rakke us me se jo paisa aata.wo nai to khane ka zummedaari kon utaa ne waala .wo ma beti kya kare .
@asifraza00
@asifraza00 4 жыл бұрын
sir aik cheaz or clear kr dain k bank ma job krna haram hai ya halal plz es pr aik video zaroor bana...
@abdallovesu
@abdallovesu 9 жыл бұрын
koi agar interest me phansa hua hae toh uske interest ko pay karne k liye interest ka istemal kia jae toh behtar hae
@rahmatsk9824
@rahmatsk9824 7 жыл бұрын
abdallovesu xhcnc
@ibrahimsiddiqui6281
@ibrahimsiddiqui6281 Жыл бұрын
Good information provided by you
@YaseenYaseen-ts4bk
@YaseenYaseen-ts4bk 7 жыл бұрын
Masha Allah
@hinafatima676
@hinafatima676 7 жыл бұрын
Faiz bhai post office ki job karna haram hai ya halal???
@faiyazg1117
@faiyazg1117 5 жыл бұрын
Bilkul halal hai
@DataAnalyst-o6b
@DataAnalyst-o6b 7 күн бұрын
Assalamualaikum, Kya mai interest ke paise relatives me de sakta hu (Humari Cousin hai jiska operation hai aur uske pas paise nhi hai ) to waha par diya ja sakta hai ya phir nhi ?? Please, answer this question 🙏🙏
@ambreenfatema5880
@ambreenfatema5880 6 жыл бұрын
Can we donate interest to irc and than it can spend such money in best possible way...bcz as individual we can not find such people around but organization have access to all kind of people...plz make such system if possible...
@msc3567
@msc3567 3 жыл бұрын
Aaj kal to logo k laakho croro rupey pade hote h logo k Banks me or uspr byaj b usi k hisab se milta h sb usi me badhta rhta h koi b dhiyan nhi rkhta iss cheez ka
@cmaatikburondkar5963
@cmaatikburondkar5963 6 жыл бұрын
Income Tax Bhar Sakte hai Kya?
@oshuunadeem
@oshuunadeem 6 жыл бұрын
nahi
@tululquamar6376
@tululquamar6376 6 жыл бұрын
Ha bilkul agar nahi bhare to gunah hoga kyunki ye cheating hoga aur cheating islam me haraam hai. Kisi ache aalim se puchchh kr clear kar lijiye. KZbin pe koi v ullu gadha kuch v bata deta hai bina jankari ke.
@tululquamar6376
@tululquamar6376 6 жыл бұрын
@@oshuunadeem agar nahi pata to mat bolo pehle kisi aalim se pucho. Aise hi kisi ko misinform naa karo.
@tunnoo31
@tunnoo31 6 жыл бұрын
@@tululquamar6376 aap ko apni chalani hai shariah se MATLAB kya Jo Apne faide ki bat hai use man lo
@cr8ativegirl
@cr8ativegirl 4 жыл бұрын
Kya ghareeb logon ki madad krne k leay interest dyne wali companies Mai investment ki ja skti hai?
@AimanReaction
@AimanReaction 10 жыл бұрын
Subhanallah
@mrayangamingkhan
@mrayangamingkhan 5 ай бұрын
wallah o alam miny 1 Arabic scholar ko sunna ha vo kah rha tha k Interest ka PISA family k liye halal haa (joo bandaa ager bank min job k throw earn kry aur haram ha os kliye kud Ya earn krna aur apni family k liye use krnaa sraa SIN os bndy pr hoo gaa
@user-xb7sv5tz4y
@user-xb7sv5tz4y 8 жыл бұрын
I LOVE YOU BROTHER
@sayyedbeshakjishanali6851
@sayyedbeshakjishanali6851 3 жыл бұрын
Aadha Hakim ho to Jaan Ka khatra aur aadha maulvi to imaan ka khatra hota hai
@sajidshah9273
@sajidshah9273 8 жыл бұрын
you are too good
@zahidnasim7403
@zahidnasim7403 24 күн бұрын
Mujhe ek confusion hai.. maine kisi ko karz diya tha per woh karz ada karne ke halat me nahi.. karz ata karne ke liye woh loan lene ki noubat me hai.. loan bhi haram hai to kya main apna interest usko dekar karz utarne ke liye de sakte hain.. uske ghar ki mali halat bhi bahut kharab hai
@hashimahmed8957
@hashimahmed8957 6 жыл бұрын
Sood dene wala our Lene wala our sood Ka likhne wala tino par lanat hai To Kiya account bank me kholna ye haram Nahi hai?
@firozhasan1836
@firozhasan1836 5 жыл бұрын
bank aaj ki jarurat ban gayi hai bhai qki bahut se kaam hote hai jo aap cash me nahi kr sakte, iska solution ye hai ki current a/c khola jaye jaisa ki faiz bhai ne btaya ya bank ko ye facility add krna chahiye without interest option. wese Islamic bank bhi chalaye ja rahe hai magr unko puri tarah wajood me aane me waqt lagega.
@abidalisidd
@abidalisidd 5 жыл бұрын
@@firozhasan1836 bhai jab current account me jyada deposit karna hota hai, sabke bas ka nahi hai, to iska solution to ye nahi huwa na
@firozhasan1836
@firozhasan1836 5 жыл бұрын
@@abidalisidd sir har bank ki policy alag private bank ke comparison me govt bank CC ac ka minimum kam hai. Or wese behtar to ye hai ki agar aapki haram intrest se bachna hai to ac kisi bhi type ko ho aap apna principle amount use kre intrest ko nhi.
@firozhasan1836
@firozhasan1836 5 жыл бұрын
Asslam walaykum faiz bhai....jaisa ki aapne btaya ki kis tarha ke logo par interest ka paisa wajib hai lto kya hum in logo ko bina inki jankari ke paisa de sakte hai.
@missammara3513
@missammara3513 9 жыл бұрын
can we take interests on deposited money from islamic banks?plz clarify
@sam-px7on
@sam-px7on 8 жыл бұрын
no
@sonuhas
@sonuhas 8 жыл бұрын
MISS AMMARA Islamic banking is based on profit and loss system within Islamic values, if bank earns profit u can hv profit if they hv loss u hv too. So it is permissible.
@ashrafsultana25
@ashrafsultana25 Жыл бұрын
Sir mai puchna chahti hu ki intrest ka Jo Paisa hai wo hum gaza ke logo ke madad me donate kr skte hai,kyu ki sir itna bhi income nhi hai bs paise saver kr ke rkhte hai to ap bataye ki agr intrest amount jayaz ho to hm de skte hai?
@ambreenfatema5880
@ambreenfatema5880 6 жыл бұрын
Separate account for interest depositn ..
@yousufuddin8956
@yousufuddin8956 6 жыл бұрын
Haan Lakein aisa kaun karega
@faiyyajnadaf3697
@faiyyajnadaf3697 5 жыл бұрын
In India , sab karobar to interest pe hi chal Raha hai, hame jo salary mil Rahi hai wo interest ke paise ki hai ya profit ki ye pata karna bhi possible nai hai, our economy is base on interest system , to is hisab se to sab jize ham pe haram ho jayengi....
@husnealam1961
@husnealam1961 7 жыл бұрын
subhanallah
@ShinuGamerzofficial
@ShinuGamerzofficial 2 жыл бұрын
Hamara account se 5500 cut gay thy fer usko shikayat karne p 5 din m return huy or sbi ne 100 day penalty k hisab s 500 rs b account m daaley to kya ye pesa haraab h pls bataay or kya kare ??
@abdallovesu
@abdallovesu 9 жыл бұрын
the explanation is not fully correct. it can also be used for dawah. personal explanation and interpretation of mr. faiz syed
@AfreenKhan-hc7xo
@AfreenKhan-hc7xo 3 жыл бұрын
Agar aurat bewa hai aur uska koi sahara nhi hai to wo apne bche huye paise se loan ya interest chla skti hai.. ye ek aisa zaruri masla hai hazrat please jawab dijiye😔is mushkil ka hal bta dijiye
@T-Wali
@T-Wali 9 жыл бұрын
Interest leina haram hey toh deiney ka sawal kisi ko, paida he nahi hota.. i solemly disagree
@quadeerpasha2833
@quadeerpasha2833 6 жыл бұрын
Bewaquf tabish wali, dhyan se sunoo bayan,, samjhme ayega
@FACEMASKYEAR
@FACEMASKYEAR 6 жыл бұрын
Bank se to aata hai na to kya karega
@Middlestump523
@Middlestump523 6 жыл бұрын
Just open your mind and try to understand it..
@usufibank2343
@usufibank2343 6 жыл бұрын
chutiyo haram ka mtlb haram he ....kisi bhi insan k liye haram ..
@usufibank2343
@usufibank2343 6 жыл бұрын
bank me application de kr interest reverse ho jata he
@ibrauddin7068
@ibrauddin7068 2 жыл бұрын
Assalamu alaikum Mera question ye hai k ... mere yhn jo maid kaam krne aati hai ... unko apni salary puri nhi pdhti ... mahine k ghr kharch se .. phir woh kitne din khana nhi bna pate hai .. kya is wqt pr interest dena Wajib h ? Or 2 mere pas ek ldki rehti hai ... jiske kapde chote hogye hai ... me uske kapde banwati hu ... pr kya me interest k paiso se uski zarorate puri kr skti hu ? Plz mujhe zaror answers diyega ... mere pas 2 mahine se interest k paise rakhe hai
@ahmadnadeem8239
@ahmadnadeem8239 6 жыл бұрын
Rahmaq allah
@truelyindian3760
@truelyindian3760 7 жыл бұрын
I urge all indian Muslims to close their bank accounts immediately as all indian banks work on interest basis. Close ur jan dhan banks account also Be a good Muslim
@ShujathAlikhan
@ShujathAlikhan 9 жыл бұрын
I don't think, his answer is correct Wallahualam. Banks use our money as investment in other business, it can be liquor, Casinos, bars and they also give loan to other people and take interest on that money, Indirectly we are supporting HARAM, when you have money change it into Commodity like gold or buy house, it can be easily converted into cash
@obaid.h
@obaid.h 8 жыл бұрын
True
@nehanaazahsan590
@nehanaazahsan590 8 жыл бұрын
Use Islamic blank bhai course there is Islamic bank in India
@obaid.h
@obaid.h 8 жыл бұрын
Neha Naaz so called Islamic banking is the same as normal banking. Most of them (if u study closely) are based on interest. There is no difference except for the change of name!
@ShujathAlikhan
@ShujathAlikhan 8 жыл бұрын
Neha naaz, There is no Islamic bank in the world, but there are some communities who give interest free loan to the people of the same community to increase their standard of living. I'm sorry but you are very far away from the reality
@nehanaazahsan590
@nehanaazahsan590 8 жыл бұрын
Shujath Alikhan came Saudi Arab there is uncountable bank dear brother
@mohammadtoyab9002
@mohammadtoyab9002 2 жыл бұрын
Kya bank charges Jo Bank leti hai use interest me katwa saktey hai??
@sameerdalvi2327
@sameerdalvi2327 3 жыл бұрын
Assalam mu allaikum. Mere musalman bhaiyo or behno. Meri dono tighs mai swelling honay Kai vajhayse. Hip bone ghisgyi hai. Dr NE hipbone replacement operation bola hai 2 saal se zyada hogya. Mai job nhi karparaha Hu isliye. Dua or madat ki darkhwast karta hu gaibi trikayse madat ki darkhwast karta hu sharm to aati hai par kya kru maali halat thik nhi puri savings. Meri ammi ke cancer Kai ilaaj. Mai or mere ilaaj Mai karch hogyi. Ab condition worst hogyi or help maangne ke siva mere pass or koi raasta nhi waise is pareshani se bohat pareshan hogya Hu. Jaise waise ayurvedic medicine. Lainay ki koshish karraha Hu
@awaisaslam3527
@awaisaslam3527 4 ай бұрын
Ye interest wala pesa kia street / road etc repair krwanay k liye use kr sktay hain?
@arifsheikh6300
@arifsheikh6300 6 жыл бұрын
Islamic बैंक होना चाहिए जिसमें इंटरेस्ट मिले भी नहीं और देना भी न पड़े ..
@firdoskazi6991
@firdoskazi6991 Жыл бұрын
Jazak allah..brother..
@syedmaveeyabinmusa1579
@syedmaveeyabinmusa1579 6 жыл бұрын
Mashaallah bhot khoob ache tarah se samjaye allah barket de apko
@mohammednawaf4054
@mohammednawaf4054 3 жыл бұрын
MaShaaALLAH. " ALL'AH "
@nomirajpoot531
@nomirajpoot531 6 жыл бұрын
A.a Janab 1 masla darpesh h. Plz iska bilkul sahi jawab chahiye. 1 hong kong ki company h jo diamond sale krti h. Hum ne start me diamond k paisy de dene hn. Or company is par 10 dollar weekly deti h. Or 50 weeks tak deti h. 25 weeks tak hamen hamari raqam b mil jati h or us k bad ya diamond ly sakty hn ya diamond ko company ko de k uski qeemat ly sakty hn. To plz ap btayen k ye sood ho ga k ni? Im waiting eagerly
@Ahmad123-titu
@Ahmad123-titu 4 жыл бұрын
Please ye batayen k ek lady jiska koi beta nhi h or husband is no more to esi halat m us lady ko bank m fixed deposit ka pesa le lena chahiye ? Matlab uske liye jayez he esa ?? Please details
@khankhattak5015
@khankhattak5015 2 жыл бұрын
Sir g ye Konsi kitab mai aya hai quran mai hai ya sunnat ya phir hadith mai kiya koi information dai saktai hai
@turningpoint7086
@turningpoint7086 2 жыл бұрын
AoA Bhai main wo amount street main phenk do.. Ya us bank main hi rehne do...? Shukriya
@ImaanMajesticX_06
@ImaanMajesticX_06 4 жыл бұрын
Interest ka paisa agr bhul se use kr liya h to bad me utna hi paisa apne pas se jis pr haram wajib h use de skte hain ya nahi
@nidasaleemjutt2306
@nidasaleemjutt2306 4 жыл бұрын
Sr please ansr dyn ap agr kisii ky ghr sood ka pyasa Ata ho r us ghr min wo lrki ho jo koi job nhi krti r shadi hony tk ghr rhna us ki mjburi Hai to kya us nmaz Quran rqabol nhi hogy na hi koi ibadt please ky btyeee myry ghr Bank se hr mah pysy aty hyn mufy py please reply kryn
@syedzaheer4832
@syedzaheer4832 6 жыл бұрын
Jazakalla..lekin bhai agr waisa koyi mile naa jispay haram wajib ho tou phr us paisa ka kya krna chayye...
@mnaushad74
@mnaushad74 3 жыл бұрын
Sir mene kabhi biyaj k paese nai khaya. Mujje thda pata krna tha AP se ki jaese hum business me paese lgtae hai usme profit hota hI wese hi muculr fun me lagayto wo profit jaez honga kya
@alikhanali3742
@alikhanali3742 6 жыл бұрын
Masa Allah Subhan Allah bhut acha beyan
@mohammedparwez3781
@mohammedparwez3781 Ай бұрын
Kya interest ka paisa government officer ko diya jaasakta hai jo officially work ya legally work ko approve kerne keliye forcefully demand kerta hai.
@dn_Official_shorts
@dn_Official_shorts 4 жыл бұрын
Intrest wali paise se recharge krwa lena chahiye 😇😇😇
@drmasoodalam6825
@drmasoodalam6825 11 жыл бұрын
Thank you for your comment on intrest...but onecthing i wantvto makecit clearcto all..that the so caalled intrest declared by bank in india is regulated and declared by resrve bank..and it is related to the inflation that is why it is being annonced every 3 months.so in fact it is less than the inflation yes all other type which is not regulated byvreserve bank of india iecby govt.are pure comes under intrest and usury
Investment kar ke Fix Profit lena | Solve Your Problems | Ask Mufti Tariq Masood
6:42
Ask Mufti Tariq Masood
Рет қаралды 1,3 МЛН
The evil clown plays a prank on the angel
00:39
超人夫妇
Рет қаралды 53 МЛН
黑天使只对C罗有感觉#short #angel #clown
00:39
Super Beauty team
Рет қаралды 36 МЛН
Apna Paisa In 3 Cheezo Me Invest Karo Phir Dekho | Mufti Tariq Masood
21:56
Tariq Masood Exclusive
Рет қаралды 140 М.
Bank Account main jo Sood ata ha us Paisay ka kya karain ?
2:03
Quran Hadees
Рет қаралды 140 М.
Nekiyon Ko Barbaad Karne Wale 15 Aamaal By @AdvFaizSyedOfficial
1:06:57
Paisa Taqdeer Se Milta Hai Mehnat Se Nahi Suno | Mufti Tariq Masood
14:45
Tariq Masood Exclusive
Рет қаралды 450 М.