Inverter automatic charge cut hota h kya charge light kavi bandnahi hota h rply
@rssinghaniaravi11062 жыл бұрын
Ikdum propar bataiye hai sir bilkul sahi Maine to battery ko bech diye dusra battery khrid kar laye uske bad bhi vahi problem tha tab jaker aapka video dekhe problem thikh ho gya thank you sir aise hi bataiye sir thanks sir
@luckyorai26592 жыл бұрын
bhai mene aap ki vidio se apne ghar ka inbertar sahi kiya 🙏
@DeenEisl Жыл бұрын
Mujhe pata nahin tha 😢
@nksmanoranjan20343 жыл бұрын
Sir ji namaskar 🙏 bt ic kitna number ka lagega same inverter hai please reply thanks
@nksmanoranjan20343 жыл бұрын
Sir btb 16 800cw ke jagah btb16 600 cw use kar sakte hain
@JahidulIslam7594 жыл бұрын
Nice video sir 👌👍
@dpatel43553 ай бұрын
Full hone ke bad smart charge ki light chali jati h kya
@nagalandgeniuselectronics47743 ай бұрын
Ha
@jayantanath93 жыл бұрын
Kaya yeh microcontroller ki fault hai ?? Mains meeting n koi problem nahinhota hai automatic inverter off ho jata hai overload vhi off ho jata hai charging light on ho jata hai
@shyamenterprises95903 ай бұрын
Vgaurd jadoo modle me 320 v output hai output relay on nahi ho rahi hai
@anuragkestwal7954 Жыл бұрын
Maire inverter continue charge hora ....kl night ko invrter bnd kra tha...kya ye us karan hora hai
@nagalandgeniuselectronics4774 Жыл бұрын
Agar battery purani hai to battery ka problem hai ,change kr ke dekh sakte hai
@redanglegaming41112 жыл бұрын
Sir agar jo khrab ha to kitna khrca aayega
@srmeenageet2365 Жыл бұрын
आज रात यही है प्रॉब्लम आ रही है
@manveersinghrathi5647 Жыл бұрын
Mera Eco 850 Luminous Inverter Hai jismein mans aur charging ki light lagatar Chalti rahti hai kya sahi hai
@goldentimemachine5739 Жыл бұрын
Mera v same prblm hai... pata nahi koya karu.batry v heat hota hai mera
@chsamirkhan91913 жыл бұрын
Kitne paise lagenge is Kam m Karana h same problem
@vaibhav_singh26564 жыл бұрын
Sir v guard 1200 Pro me battery charging nahi ho rahi hai aur inverter on karne par output bhi zero. Bas mains on hone par inverter bypass kar raha hai . I don't know what's the problem. Please help me.
@nagalandgeniuselectronics47744 жыл бұрын
MOSFET check kare , agar MOSFET sahi hai to relay, relay transistor badal de, ok ho jayegi
@RahulElectronicspoint4 жыл бұрын
Nice video sir
@SunilKumar-uo2bz3 ай бұрын
Mere pas ek pcb hai sahticharge 1100 ka same prblem aa rahi Apna adress den hume repair karana hai
@tsetandorjee21652 жыл бұрын
Hi sir my envator luminous I stay in dharadun
@vithaldubakar48034 жыл бұрын
Sir ji aap ke pas inverter ka saman milega kya..
@nagalandgeniuselectronics47744 жыл бұрын
Abhi nahi milega
@myactivity-V13 жыл бұрын
bhai inverter ka full intro de skte ho ..ckt kese kaam krta hai
@anshmathur36873 жыл бұрын
Mera bhi same fault h inverter ap si krdo... Main bhijwadeta hn apke address pr?
@rakibansari5315 Жыл бұрын
You have created something and the solution has also been found, what kind of solution is this brother?
@Dhruv-ps9os Жыл бұрын
Bhai 2 saal purana inverter tha exide ki battery ke sath . Us par galti se ac ka connection kar diya. Light jane ke baad kat kat karne laga. fir inverter vale ko dikhaya to bta raha hai kharab ho gyi battery. Kya ac ke load se esa ho sakta hai? Koi solution btao.
@balrajsharma17764 жыл бұрын
Microteck ki pcb jisme 3. 4n35 wali pcb par no main changeover fault par video bnao.
@nagalandgeniuselectronics47744 жыл бұрын
6 pcs diode change kijiye
@dattashinde47224 жыл бұрын
@@nagalandgeniuselectronics4774 आपका फोन नंबर दिजीए, एक पीसीबी के बारे मे बात करणी है
@Sidg23 жыл бұрын
Mera same inverter hai and same charging issue hai, kitna repairing cost ho jaega ?
@nagalandgeniuselectronics47743 жыл бұрын
500
@AnujKumar-dr8wi3 ай бұрын
Bhai 150₹ ke kaam ke 500₹😂😂😂
@jayantanath93 жыл бұрын
Nahi mere pass Ek sukam 650 va ki inverter hai jab main circuit ki fully disoonect PCB ko 12 volt supply dene SE Bina switch dabaye inverter on ho ja Raha hai. Aur overload aaur Bazar bhi vakta hai continuous beep beep sound ho Raha hai . Mistet mein voltage stable hai 5 volt approx hai Maine lm358 IC ko change Kiya but koi farak Nahi hua.
@PradeepSingh-rn9wd3 жыл бұрын
सर क्या हम इस इन्वर्टर में चार्जिग अंपीयर को कम या ज्यादा कर सकते है।
@RanjeetSharma-qu3tt Жыл бұрын
Dry soldering kb bhi, kya h wo toh btaya nhi
@kapilsharma-eo3sk3 жыл бұрын
Mera invater ki main or charging ingater band he nai ho raha
@nagalandgeniuselectronics47743 жыл бұрын
Battery badal kar dekhe
@kapilsharma-eo3sk3 жыл бұрын
Battry thika ha
@princemishra88795 ай бұрын
यही हमारी प्रॉब्लम है तुमने कैसे ठीक किया हमें भी बताओ
@kapilsharma-eo3sk5 ай бұрын
@@princemishra8879 lead khrab thi light wale shokat
@aartibansal9803 жыл бұрын
Solding kahan per karni hai
@ritikslittleworld3 жыл бұрын
Bhai mere paas same inverter aur battery hai maine battery ka sara pani nikalne ke baad totally pani change kar diya tha uske baad battery charge hi hoti jaa rahi hai aur battery bahut garam ho rahi hai kya dikkat ho sakti hai bhai pls batana Aur haan inverter pehle thik tha battery ka pani change karne se pehle bas pani change karne ke baad hi ye problem aayi hai
@soumya2307742 жыл бұрын
Battery low gravity problem and never replace battery water,just add water.
@ritikslittleworld2 жыл бұрын
@@soumya230774 thanks dear ab to wo battery maine bech di aur nyi leli thi 10 mahine pehle aapne thoda late reply kar diya 🤣
@soumya2307742 жыл бұрын
@@ritikslittleworld sorry 🙏
@sportsfacts35833 жыл бұрын
But sirf mains on hoga tb battery full charge hoga
@bhupendrapanchal79754 жыл бұрын
Luminous 675 continue charging kar raha he, cut off nahi hota, battery 150amp. Kya karu, reply pl
Battery me pani add kiya, sab shell me iqual. Inverter me problem nahi tha.
@mohandubey69712 жыл бұрын
Men nikalne ke bad bhi cjrjing sho kar raha hai kya kare,,🤔🤔🤔
@nagalandgeniuselectronics47742 жыл бұрын
Charging fuse check kare
@AbhishekGamer_443 ай бұрын
Luminous ka inverter 3 din se lgatar charge ho rha hai
@abquyoom349211 ай бұрын
Mara inverter may yahi problem hai yah pralum explanation karkay day dhoo
@shrishtalukder22354 жыл бұрын
Agar vibration then what to do
@nagalandgeniuselectronics47744 жыл бұрын
IC, moc 3021agar nahi hua to bta 16 change kare
@shrishtalukder22354 жыл бұрын
Sir , same or some problem exide extatic inverter , mainly charging out put voltage 8.64, inverter mood pe wire hot hot Hain amp max let's Hain, aur off on hota Hain...
@tsetandorjee21652 жыл бұрын
Shradhara road dharadun
@AamirKhan-rz5qo4 жыл бұрын
Nice video thank you sir ji
@pramodsinghrathore62752 жыл бұрын
Nice video👌
@bhojpurisingerstar55853 жыл бұрын
Iska kitna paisa lagata han
@kiranVerma-yo3lw2 жыл бұрын
Sir mne rain water add kiya uske baad se inverter battery charging show to krta h but electricity cut hote hi off ho jata h water add krne se phle sb thik tha ab. Nhi work kr rha 😦
@nagalandgeniuselectronics47742 жыл бұрын
Ek bar charger se charge karaye
@kiranVerma-yo3lw2 жыл бұрын
@@nagalandgeniuselectronics4774 thank you 🙏
@YogendraSingh-ri8xw3 жыл бұрын
बेटरी ok है फिर भी 10 मिनट में लो बेटरी बता रहा है एक बेटरी वाला ल्यूमिनस इन्वर्टर है
@freemeto14 жыл бұрын
I want to enquire a particular component for Microtek inverter but how to I contact you. Your jio is not working.
@naveenjangid5194 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/iqe2kHpmbc2Lebs
@gurjeetkumar8484 жыл бұрын
Sir ji diagram se btaye
@shamshersingh78092 жыл бұрын
Sir sub theek hai fir v kaam nhi kar rha
@nagalandgeniuselectronics47742 жыл бұрын
Fuse check kijiye
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
Inverter ko supply dene par charge to hota hai magar aage supply Nahi jati Par jab main supply band Kar de to Inverter backup ho jata hai or supply deta hai Charging ke samya aage supply Nahi deta kya kre
@nagalandgeniuselectronics47743 жыл бұрын
Charging plug ko ulat kr dekhe, nahi hone fuse, relay check kare
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
Ginus Ka Inverter hai
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
Kya fuse check kru
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
@@nagalandgeniuselectronics4774 charging plug ko utar Kar kya kru
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
@@nagalandgeniuselectronics4774 please sir bta do
@bhupendrapanchal79754 жыл бұрын
Best vdo
@Latestsongrk2 ай бұрын
Aapka ye sahi kase hua
@RanjanKumar-dy8oq4 жыл бұрын
Luminous mans invatar kam nhi karta h
@nagalandgeniuselectronics47744 жыл бұрын
18k ka resistance check kare 4n35 check kare, po preset ChEck kare
@ompalgangwar46223 жыл бұрын
Bhai yahi inverter mere passmagar usmein Manson ki button hoti hai tu chalti rahti hai aur smart charging ko 5 minut ke bad band Ho jaati hai
@nagalandgeniuselectronics47743 жыл бұрын
Battery change krke dekhiye
@rajendrakumarkumawat91494 ай бұрын
Isme aap ne kiya kya hai kuch pata nahi chal raha ahi
@Latestsongrk2 ай бұрын
Kya isme sahi karne wali koo. Si problem batai hai aapne 😤😤😤
@mdraisalam22333 жыл бұрын
Esme ka milega apke pas
@himmatsarowa95823 жыл бұрын
Kya kre
@yatinsingh16424 жыл бұрын
Nice
@deendayalanjana609 Жыл бұрын
Charging light blink hotihai kabhi light jate hi inverter baith jata hai