Ma'sha Allah, Bahut khoob. Allah mujhe bhi deendaar faqiha Zouja ata farma Ameen
@aishakhatri25583 жыл бұрын
Aameen
@syedashfaq20383 жыл бұрын
@@aishakhatri2558 Jazaak Allah Khair, Ummat-ki-Maa Zainab-bint-Jahesh (R.a) fakhariya farmaya karti thi Doosre Izwaaj-e-Mutaharaat-(R.a) se Tum logo ke Nikah tumhare Baapo ne Nabi-(s.w.s) se Taikiye Lekin Mera Nikah Aasmano me Rab Alameen ka Hukm se huwa (Sunan-e-Arba). Dua for me. May Allah ta'ala Guide us or makes me easy to select best choice Ameen
@mushkkhan85323 жыл бұрын
آمین
@shahraqeeb76073 жыл бұрын
Ameen
@ummehabiba14983 жыл бұрын
جزاکم اللہ خیرا
@anisabandri51243 жыл бұрын
Masha Allah brother, now I come to know Jazakallahu Khairan katheera
@nadeemiqbalMuniri Жыл бұрын
This Is Not True.
@sarfraj0033 жыл бұрын
Subhaan Allah. Jazak Allah khair.
@yasmeenyasu12933 жыл бұрын
Jazakallahu khaira💐
@rubinakhanum70983 жыл бұрын
Walaikum Assalam Wa Rehmatulahi Wa Barkatahu...Jazakumullahu khairan 👍 👍 👍
@mdhafsahbintemoinuddin29402 жыл бұрын
بارك اللہ فی علمك
@wasma29883 жыл бұрын
JazaKallahu Qairan Shaikh 👍✅👍👍👍👍
@mohammedmusahidbhati79703 жыл бұрын
Mashallah very nice answer.
@myname3573 жыл бұрын
Nice video Real answers
@maroof___0777 ай бұрын
Very nice explanation ❤
@zeeshanmalik70772 жыл бұрын
thank you ☺️ so much
@parishyrajput28846 ай бұрын
JazakAllah khair
@mohammadfaraz31462 жыл бұрын
Jazakum Allah khair shaik
@ishanahmed82883 жыл бұрын
verse number 78:8 and 30:21 allah has said that allah created every one in pairs please shaik clear this allah know every thing all-aware. haram relationship we make this are our own decision so it end up soon. see verse 30:21 in that *( And of His signs is that He created for you from yourselves mates that you may find tranquillity in them; and He placed between you affection and mercy. Indeed in that are signs for a people who give thought.)* *It is He Who has created you from a single person, and He has created from him his wife, in order that he might enjoy the pleasure of living with her. (7:189) * allah has given the clear example of adam a.s and hawaa. make this clear. no person make there own decision. let not anyone get astray. and even 7:189 check this all.
@rkaseekerofkno134 Жыл бұрын
As per My understanding , Allah is saying that he created everything in pairs which means every living being has male & female sex. That is only insanity to think about whatever allah has willed ,it' ll happen. Even in our career or when it comes to choosing spouse , Allah has ilme gaib ( future knowledge and knowledge of everything ). That's why it's written in Allah ' s A/c about our deeds .But it depends upon us , that which path we r going to follow. So try hard ,make a lot of dua and don't be desperate , indeed Allah loves us more than we realise , But at the same time we can't deny that our destination is Jannah and we r here to be tested . May allah the almighty grant us righteous practicing spouses 😊😊
@rkaseekerofkno134 Жыл бұрын
Are you married brother ?
@sawvera28376 ай бұрын
Beautifully explained Maa Shaa Allah...@@rkaseekerofkno134
@AfzalAfzal-ce7to3 жыл бұрын
Ji shaikh AAP ne Sahi kaha ,, JAZZAK ALLAH 👍🗣💯
@khanmohammadsaif52343 жыл бұрын
Alhamdulillah sheikh
@Richinsan3043 жыл бұрын
Jazzakallakhair Shaikh
@ekramali56103 жыл бұрын
Masha Allah ❤️❤️❤️❤️❤️
@sanayakhan22632 жыл бұрын
Mere bohot bare confusion dooor ho Gaye shukria
@iPlusTVonline2 жыл бұрын
Jazakallahu Khaira Share the Khair Support iPlus TV
@zimal_khan2 жыл бұрын
Mere bhi 😛
@bhopaljan56943 жыл бұрын
Jazak Allah
@mohammedomar11153 жыл бұрын
Jazaak Allahu Khairan
@shaheenbarique81873 жыл бұрын
Masha allah
@mohdusman6333 жыл бұрын
Jazakallahukhair
@shahinkhan49123 жыл бұрын
ماشاء اللہ
@abdullahansari55552 жыл бұрын
Ma Sha Allah
@afanali38903 жыл бұрын
Masha allah🤲🤲🤲
@meradeeneislamloveislam3 жыл бұрын
walekum As Salam wa Rahemtulahi wa Barkatu ❤
@SalimKhan-oh3om2 жыл бұрын
Bahut shukriya is knowledge dene ke lie Mai isko lekr bahut confuse tha Bahut shukriya
@CNcarnetworkshow Жыл бұрын
Jazakallah
@speciallove80913 жыл бұрын
Beshak Insha Allah
@rubeenaparveen84623 жыл бұрын
Masha Allah I'm mohd Ibrahim Khan hapur se up se
@sarfraj0033 жыл бұрын
Pura address bhi likh dijiye 😀
@syedashfaq20383 жыл бұрын
@@sarfraj003 Assalamu Alaikum wa Rahmatullahi wa Barkatahu. Bhai thoda sabar or Bardaasht ka maadda ikhtiyar karo. Aap ko kya problem hai woh Area name bole tou, shayad wo batana chahte hai ke wo bhi iplus tv ko follow karrai, ya Ahle Hadees hogaye waghera. Hadees Shareef Hai Nabi(s.w.s) ne farmaya tum me se bahtareen musamaan wo hai Jo apne Haath or Zubaan se-(shar se) doosre musalmaan ko Mehfooz rekhe (Saheeh Bukhari) Allah ta'ala hum sab ko hidayat de Ameen.
@jaseemkhan54773 жыл бұрын
Mashallah
@skcration53996 ай бұрын
Mashaallah ❤
@muniraazmi11133 жыл бұрын
Mashallahu Tabarakallah Subhan Allah Allahu Akbar kabeera Alhamdulillah
@ummehabiba14983 жыл бұрын
MashaAllah
@ummaftab52893 жыл бұрын
Assalamu alayikum wa rahmatullahi wa barkatuhu.. Jazakallahu khairan.. To phir padhne me Jo aata k biwiyaan shohar ki baayin pasli se bni kya ye bhi galat hai?
@iPlusTVonline3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabrakatuh Galat hai, Shohar ki pasli ka zikr nahi hai kahi bhi Hadees me
@ummaftab52893 жыл бұрын
@@iPlusTVonline jazakallahu khairan
@meerwajeedali88613 жыл бұрын
Good one
@iPlusTVonline3 жыл бұрын
Thanks for the visit
@SyedMasrat-e6f8 ай бұрын
Be shaq
@opdevilgamerz91663 жыл бұрын
Jindagi hamesa Insani fitrat se hi chalti hai.
@meradeeneislamloveislam3 жыл бұрын
Allah Hame Hamare pyare Nabi💞Mohammad salallahu Alehi walehi wa sallam ke Bataye Tarike par chalane ki Topiq Aata Faramaye ohi Hamari sifahat Aur Nizat ka wahid zariya Hai.
@ViratKumar-f7f4 ай бұрын
Right
@mousmishahid34173 жыл бұрын
Shaikh meri umar 30 saal ho gai hai par kahi se koi v riste nhi ate hai me dua v karti hi phir v koi achha rista nhi araha hai to kya mujhe shaadi ke liye dua karna chor deni chahiye q ke meri age hoti ja rahi hai...or koi riste nhi arahe hai
@tawheedsabsepahle73343 жыл бұрын
Allah ki rahmat se kabhi mayoos nahi hona. 👇 الزمر آیت 53 أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ لَا تَقۡنَطُوۡا مِنۡ رَّحۡمَةِ اللّٰهِ ؕ ترجمہ: اللہ کی رحمت سے مایوس نہ ہونا، سورۃ الحجر آیت نمبر 56 قَالَ وَمَنۡ يَّقۡنَطُ مِنۡ رَّحۡمَةِ رَبِّهٖۤ اِلَّا الضَّآلُّوۡنَ ۞ ترجمہ: ابراہیم نے کہا : (میں مایوس نہیں کیونکہ) اپنے پروردگار کی رحمت سے مایوس تو صرف گمراہ لوگ ہی ہوتے ہیں
@np32472 жыл бұрын
Meri 33 ho gy h nhi ho pa rh rishta
@Zarapathan6835 ай бұрын
Aapka rista hua?
@RizwanPathan-fm2mjАй бұрын
Meri bhan aapp allah se duaa kro maus mt ho allah aap ki nikah jldi karva yega aamin
@tawheedsabsepahle73343 жыл бұрын
Taqdeer=Allah ka raaz hai ,Allah ka sabeqa ilm hai
@shanayahussainfatima24424 ай бұрын
Lekin sir kyi bar aisi shadiyan ho jati h jisme kisi ki km marzi hoti h phir b na chahte hue b shadi kyun usse ho jati h jisse hm nhi chahte ...
@iPlusTVonline4 ай бұрын
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein Android: goo.gl/hSuJk6 iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
@28uzmakhan603 жыл бұрын
now I'm even more confused about qadr
@faizanchappan89533 жыл бұрын
Don't be too confused
@sageeralam39503 жыл бұрын
जजाक अल्लाह खैर या शैख
@Dua12liveАй бұрын
Kissi ko ek achha asli din daar + ek capable life partner chahiye😅😅.....or rishte a rahe 12th pass walo k without any life aim .......toh iska mtlb they will not get married....... parents don't know and dnt want to do ( tigram) tragic settings 😅😅😅 and same me i don't want to connect any boys just because for sake of Allah........is condision me ........i will be single always..... because my all relative want us to be low as their standard so they can always criticized me..........i was just sitting in the hope of mricle.......... So in this circumstances....... I decide not to marry because marring wrong is worse than being single......
@NaimurRahman-qm7tq3 жыл бұрын
499k subscribers. Masha Allah
@mdtanveeralam8211 ай бұрын
Alhamdulillah 🤍🤍🤍
@whiteopalkhan98869 ай бұрын
Insan chah bhi nahi sekta ager Allah na chahy. Sab kuch Allah ki merzi sy hi hota hai.
@Sajid_ali_islamic8 ай бұрын
Allah ki marzi se nh hta Allah ki ijazat se htae To Kya gunah b allah ki marzi se hora he jahil
@whiteopalkhan98868 ай бұрын
@@Sajid_ali_islamic samAjh agaya mere bhai ap ny sajid ali islamic name Allah ki merzi se rekha aur mujhy jahil Allah ki ijazat se kaha. Thanks
@sulemankhan00786 Жыл бұрын
Aapne sach kha maine mere ghar wale samjhaye but bo nahi mane
@azeezunisan66713 жыл бұрын
Mere shohor 4saal se Saudi se aaye nayi shadi hoke 7 saal just 3months the mere saath. Mai kya faisala liu
@shaikhmustahib10 ай бұрын
Kisi ilme din se rabta kare
@asfaqkhan53753 жыл бұрын
Wakhalana kum ajwaza aayat kya matalab hai
@nadeemiqbalMuniri Жыл бұрын
Mohtaram Jorre Allah Ne Banadiya Hayn Jis Ko Taqdeer Kehte Hayn Aur Jis Ke Acche Aur Bure Hone Par Emaan Lana Farz Hay.Aap Ilm Seekhye.
@fabfest12942 жыл бұрын
Taqdeer wo hai jise koi badal nahi sakta aapka paida hone ka waqt aur din aapke maa baap apki aakri saans
@rounaqjahan83053 жыл бұрын
ALLAH ke marji ke bager to patta bhi nahin hilta to aisa kyou kaha jata ha .Jo kismat me hota ha wahi milta ha Hamari marji to nahin hamare parents ki marji hoti ha hamen to qubool karna hi parhta ha.aapne kaha alag ho sakti ha per Kahan jayegi mayke se kaha jata ha ki Jahan nikah hua ha wahin se janaza niklega
@sulemankhan00786 Жыл бұрын
masla kya h bhn
@shamaparveen34510 ай бұрын
Hum kon hote h faisala krne wale
@luminous68103 жыл бұрын
Alhamadulillah main kai saloun se yeh guman our yeh aqeede per chal raha tha ke jis tarah Adam(AS) ke phasli se Hawa (AS) ko paida kiya waisa hi hamara joda bhi bana diya gaya our wohi humko milega.Jis ne bhi yeh sawal kiya main uska shukr guzaar hoon.
@ayeshashaikh82783 жыл бұрын
Hum.bhi yhi smjhrhe the☹️
@AmbiyaKhan-p7i11 ай бұрын
To fir dua q mange jab Allah ki marji nhi hai Allah ki ilm hai to
@NailaRasool-xc1wi6 ай бұрын
Faisala to Allah he krta h
@sabihad80993 жыл бұрын
Assalamualiakum bola jata hai na k reed ki haddi se banaya rehte Allah partner ko
@sabihad80993 жыл бұрын
Iska kya masla bataye plz
@abdulbarisanabili3 жыл бұрын
Walaikum Assalam Warehmatullahi Wabarakatuh Reed ki haddi se Miya Bivi ka joda nahi banta hai Balki reed ki Haddi ka zikr awlad hone ke silsile me huwa hai Qur'an me Surah At-Tariq Surah number 86 ayat 5,6,7 " So let man observe from what he was created. He was created from a fluid, ejected, Emerging from between the backbone and the ribs. "
@ayeshashaikh82783 жыл бұрын
@@abdulbarisanabili jazakallahu khair
@AmbiyaKhan-p7i11 ай бұрын
To fir jis ladke se mai karna chahti hu wo mujhe nhi chahta na wo mujhse karega na mai kisi or se iska mtlb mai hamesha bin shadi k rahungi
@AsifBhai-xh4kj Жыл бұрын
Tho fir hamare rishtha chunne ka tho alla likha hai wahi chunthe hai kiya
@irfanshaikh-jv6hz17 күн бұрын
Ha ab thandk mili dil ko
@wajidatabasum7573 жыл бұрын
Asalamu alaikum wabarkatuhu bohot badi galat fahmi dur kardi arz hai us may muslim marrage broue hoto bayee dendar ladki ho
@AmbiyaKhan-p7i11 ай бұрын
Das movlvie das baat bolate hain,,,iska matlab Mai jise chahti hu usse shadi Karu,,lekin wo mujhse nhi karna chahta,,iska mtlb meri shadi kabhi nhi hogi
@abdullahansari55552 жыл бұрын
و خلقناكم ازواجا (سورہ النبا) اسکا تر جمہ کیا ہے
@iPlusTVonline2 жыл бұрын
Aur tum ko hamne jode jode banaya hai
@abdullahansari55552 жыл бұрын
@@iPlusTVonline Fir ap kahten hein ke Allah ne joda nahi banaya
@iftiyacutebaby29798 ай бұрын
Matlab allah ka shadi se koi lena deha nhi hota
@iPlusTVonline8 ай бұрын
Kisi Bhi Islamic Sawal Ke Jawab Ke Liye Aap iPlus TV Application Download Karke Wahan Helpline Section Mein Jaayein Android: goo.gl/hSuJk6 iOS(iPhone): goo.gl/rWhZeL
@asmaiqbal66636 ай бұрын
Allah ne sab ko joray joray bnaya ha he created us in pairs molvi sahib apne ilam me izafa karein quran ki iss ayat ka matlab phir batayein is k ilawa kia ha Allah hi jorian bnata ha aur milwata ha apne joridar ki qadar na kre koi tu wo us ka apna amal ha jis per usay saza ho sakti ha Allah chaye tu maf kar de
@afshanperveen259810 ай бұрын
Bilkul galat aap bol rahe hai sab kuch Allah ne likh Diya hai aur wohi hota hai Agar hum par choda hota ki jis ko pasand karte ho us se shadi kar lo par aisa nahi hota kitne log eik dusre ko pasand karte hai par kya un ki shadi ho jati hai kya.un logon ki shadi wohi hote hai jahan Allah ne banaya hai.