Yahi to Allah ke wo hone ki daleel hai ki Allah hamesha se hai aur hamesha rahega Allah ko kisi ne nahi banaya tabhi to wo tanha hai aur hamesha se hai.
@lokeshbafna5 ай бұрын
Chalo Maan lete hai ke allah hamesha se hai aur rahega. Allah ne hi sab kuch banaya kuch bhi allah se pehle ya saath saath me nahi tha. Saare niyam kaida kanoon allah ne baad me banaye hai. 2 min sochiye 1.Allah kehta hai ke me pehle se akela hu matlab ghanit ka 1 allah ke saath saath me hua allah ne 1 nahi banaya hai balke wo allah se samay se chala aa raha hai. 2.Allah kehta hai ke anadi kaal se mere ilava kuch nahi hai, ab kuch nahi ko 0 yani zero keh sakta hai matlab hua mere ilava zero hai, isse sabit hota hai ke jab se allah tab se zero hai. 3. Allah kehta hai anadi kaal se mera koi dusra saath ya samkash nahi hai, yaha par dusra matlab 2, ab ye sabit hota hai ke jab se allah hai tab se 2 ank bhi hai. 4. Jab 2 tak sabit ho gaya to ye bhi keh sakte hai ke oi tisra, chautha,panchva.........ananthva nahi hai, isse ye sabit hota hai ke jab se allah hai tak se ghanit ka har k positive ank allah ke saath vidhyamaan hai. Jab ank allah ke saath saath se chale aa rahe hai to iska matlab ye nikalta hai ke allah ne in ghanit ke anko ko nahi banaya ye pehle se bane banaye hai, bas aaj hum inko likh sakte hai bhasha ke roop me. Allah ne in ankho ko nahi banaya to allah sarv shaktiman kaise hua kyuki allah in digits ko banane me asamarth tha. Jaise hum allah ko jaante hai usse to yehi pata lagta hai ke sab kuch allah ne banaya jabki hame pata chal gaya hai ke sab kuch usne nahi banaya to allah jhootha sabit hua aur aisa jhootha khuda ka hi ho hi nahi sakta isliye Islam ke followers thoda sa apna dimaag lagaiye aur kisi insaan ke khud ke mauj saukh ke liye banai gayi kitab par vishwas mat kijiye, jo challenge Quran iske jaise dusri aayat banane ka challenge deta hai wo kab ka toot Chuka hai aur iske jaise 3 se 4 aayat ban chuki hai. Nahi maano to baki apki marzi...
@KashifMalik-qk5zn5 ай бұрын
@@lokeshbafna aap mujhe wo 2 ya 4 aayat send kar sakte ho jo Qur'an ke jesi banai hai.
@KashifMalik-qk5zn5 ай бұрын
@@lokeshbafna Aap words mat jao word ki linguistics dekho ki hum daily jo words use karte hai mostly sence pe depend karte hai ese hi words limited hai but philosophically baat ko samjhane ke liye words to yahi use karne hai but baat ko gehrai sence kuch aur hota hai ek doosre ko samjhane ke liye.
@lokeshbafna5 ай бұрын
@@KashifMalik-qk5zn Abhi mere pass link nahi hai baki maine KZbin par dekhi aur use save karna bhul gaya, lekin link hota to bhi KZbin send nahi karne deta, aap khud KZbin par dhundne ki koshish kijiye shayad mil jaaye.....
@lokeshbafna5 ай бұрын
@@KashifMalik-qk5zn yaha par words pakadne ki jarurat hi nahi hai kyuki ye words use kiye bina allah bata hi nahi sakta ke wo kya hai, isliye please jara samjhiye Maine kya likha bas ye mat sochiye ke me muslim hu isliye ye sab nahi manunga....
@No90orr2 жыл бұрын
Dr. Sahab(Rehmatulla Allaih)
@farrukh43852 жыл бұрын
Logic of infinite regress, and consciousness in the human being, and other elements Inate in human being and universe is given by some one possess all these elements in Himself.
@pakarmylover21043 ай бұрын
wah
@islamicimperio11 ай бұрын
Favourite philosopher Allam iqbal
@usmanyounis450511 ай бұрын
es ka mtlb science or philosophy ek hi chiz he q k dono me aqal or mantaq hti he😮
@nowie40075 ай бұрын
Philosophy se hi modern science wajood me ayi , purane zamono mai sciences ko natural philosophy ke under study kia jata tha
@usmanyounis4505 Жыл бұрын
philosophy is also mean lover of wisdom. wisdom to es me b agya hikmat to is me b majud he pher? Dr. sab ne hikmat(wisdom) ko q alag kya philosophy se????
@Hassanibnhussain Жыл бұрын
فلسفہ میں صرف عقل اور منطق پر ہر چیز کو ماپا جاتا ہے فلسفی کا کردار اس میں معنی نہیں رکھتا جبکہ حکما عقل و دانش کے اس نہج پر ہوتے ہیں جہاں انہیں عقل سلیم حاصل ہوتی ہے اور ان کا دل اس بات پر گواہی دیتا ہے کہ کیا صحیح ، کیا غلط اور ان کو اس کا یقین ہوتا ہے درویش منش ہوتے ان کا سیرت و کردار نہایت پاکیزہ ہوتا ہے۔
@usmanyounis450511 ай бұрын
سائنس بھی تو عقل اور منطق کی بات کرتی ہے پھر سائنس اور فلسفہ میں کیا فرق ہوا؟ @@Hassanibnhussain
@usmanyounis450511 ай бұрын
@@Hassanibnhussain سائنس بھی تو عقل اور منطق کی بات کرتی ہے پھر سائنس اور فلسفہ میں کیا فرق ہوا؟
@mrmuhammad117 ай бұрын
@@usmanyounis4505سائنس اور فلسفہ دونوں عقل اور منطق پر انحصار کرتے ہیں، لیکن وہ اپنے طریقوں، اہداف اور توجہ کے شعبوں میں بنیادی طور پر مختلف ہیں۔
@SHADOWGAMER-dm4kp6 ай бұрын
Science doesn't talk about reason and logic if we talk about big bang theory (the formation of universe) the theory only proves that big bang happened in this particular time , with the help of this and this ... But the big bang happened? Reason? ... Don't have any? Similarly if we talk about Evolution of natural selection by darwin .... He states that nature only select those who is fit live in sustainable life .... Hey what sustainable? If nature itself select fittest out of waste then why our this world is still sustainable? Reason? Don't know...
@hamidraza51846 ай бұрын
Dr sahab nay philosophy ki etymology ghalat samjhai Hai. Philo Kay mani love Kay hotay hain Philo= love Sophy = wisdom Philo+Sophy= love of wisdom Isitarhan philology Kay mani hongay love of logic ya muntiq
@masterirfan26564 ай бұрын
Dr sahab ne thik bola aur samjhaya...ap ne b sahi meaning batayi unaanii language ke hisaab se