Molana ibrahim sb db ne farmaya tha k main agar akela bhi bacha to haq par rahunga,,mashaAllah, Allah in mukhliseen ki qurbaniyon ko qubool farmaye
@taufiqueshaikh07285 жыл бұрын
Ameen
@zakariyakhanushiya5795 Жыл бұрын
MashaAllah Allah Hazrat Molana Ibrahim SAHB D.B. ki umar daraj kare or senate tandurasti deve Aamin summa Aamin
@sahiltamboli66226 жыл бұрын
💘💘Wah bahut kurbani wali bat hai maulana.👆 bat Dil 💖 ko lagi. beshak din bahut jaruri hai jindagi me👍👍MashaAllah bahut badiya bayan 💞💞💞
@MD_HarishTamboli075 жыл бұрын
Beshak
@hanifpatel76944 жыл бұрын
Masa Allah Allah Mo Ibrahim sa ki Umar me barkat de Aamin
@safayaz44695 жыл бұрын
MashaAllah. Alllah hazrat ka saya ummat par kayyam rakhe... Ameen.
@MrHafizsajid7866 жыл бұрын
Allah har musalman ko apni zindagi ka maksad samajne ki taufiq ata farmaye . Aur har musalman mohalle ke Muslim nowjavano ko Deen ki mehnat me Qurbani dena ki taufiq ata farmaye.
@rashidmangera16873 жыл бұрын
ماشاءالله تقبل اللہ
@naomankings57226 жыл бұрын
Allah pak moulana Ibrahim sahab damath barkatahu ki umar me sehath jan me mal me barkath atha farmae aur har buri nazar se bachae ameen
@Imtiyazmalek33115 жыл бұрын
Aameen
@mustafamohd96184 жыл бұрын
Masha allah Allah hazrat ki umar me barkat de ameen
@aamanjan76482 жыл бұрын
ماشاء الله ! کېا بات هے❤
@AbdulBasit-oy2ty3 жыл бұрын
Subhan Allah
@azhar_purely_muslim9 ай бұрын
Subhanallah
@Successfulpeople3213 жыл бұрын
Mashallah
@muneerahmed49916 жыл бұрын
ALLHA. PAK. HAZRAT. UMAR. BARKAT. DE
@patelarahim47003 жыл бұрын
Aamin
@islamicvoicemmap85605 жыл бұрын
Masha allah M Ibrahim dewla Sb akabira salasa ka namuna hai Allah tala Hazarat ki Umar me barkat ata farmae Nazre bad se hifazat farfae Hasideen ki hasad se hifazat farfae Hazarat ka Faiz ummat me aam farmae Amen 👏
@MohdBilalKhan73 жыл бұрын
Masa Allah
@ummati36226 жыл бұрын
Allah mo.ki umar me barkat aur sehat ata farmave ummat ke bahot bade rehbar he
@abdulhannanrasheedi54553 жыл бұрын
Mashallah hzrat wala
@nuzhatparveen63263 жыл бұрын
Masha Allah bahut acha bayan Allah amal ki taufeeq day ameen
@shamshadjehan79563 жыл бұрын
MASHALLAH, ALLAH hm sb ko AMAL ki tufeeq de
@IqraMediaHouse3 жыл бұрын
Aamin
@AiyKhhachiАй бұрын
Be ssak ok❤
@NafisaDhal2 ай бұрын
Masallah
@nehalahmad68123 ай бұрын
Jazakallah khairan ❤
@abidezaz49665 жыл бұрын
Allah ashura waly hazrat bury logo ki nzar sey hifazat farmay Amin
@rahimabhuiyan58296 жыл бұрын
Bahut achee bayan 😍😍😍
@hazratjimaulanaibrahimsaha49544 жыл бұрын
حضرت جی مولانا ابراہیم صاحب دیولہ مدظلہ العالی کے عمر میں اللہ تعالیٰ برکت عطا فرمائے آمین ثم آمین یارب العالمین
@islamicvoicemmap85605 жыл бұрын
Masha allah bahut hi fikr angez bayan hai Allah tala Hazarat ki Umar me barkat ata farmae
@98198959775 жыл бұрын
Mullana Ibrahim devla shab hum aap ki izzat w aihtraam karte hai
@dawoodsayed923 жыл бұрын
Allha.aapkiumameinbarktde
@ImranShah-yc6um6 жыл бұрын
Mashallah hazrat Allah aap ki umar me barkat be
@muhammadzakariyya51905 жыл бұрын
Allah Maulana ka saya ummat par ta der qaaem rakkhe.
@sanjayomkar43484 жыл бұрын
حضرت جی مولانا ابراہیم صاحب دیولہ مدظلہ العالی کے عمر میں اللہ تعالیٰ برکت عطا فرمائے
@mominumais1234 жыл бұрын
Ammean
@anasshaikh85896 жыл бұрын
Bhut khub.
@husamahusama20785 жыл бұрын
Beshak jidagi me deen hona zaroree hae
@mahmudbashir20424 жыл бұрын
Alhamdulillah
@humanbeing62865 жыл бұрын
Ma Shaa Allah
@majidali-wc6cj6 жыл бұрын
Hum dono sy muhabbat kerty hain. Allah dono ko dubar jory.
@syedkhairulhussain13444 жыл бұрын
Jajakumullah
@IqraMediaHouse4 жыл бұрын
Aamin
@muhammadbinabisaalih50315 жыл бұрын
I alway will love these great scholars...❤️❤️❤️
@drnafeeskhanahmed45236 жыл бұрын
allah app ke ilm me izafa farmai barkat ata farmai umar me barkat rakhdey
@IqraMediaHouse6 жыл бұрын
Aamin
@bayanaurnazam48616 жыл бұрын
kzbin.info/www/bejne/hHfJg4Wfp9adnLs
@hanifpatel35374 жыл бұрын
Masha Allah
@mohammadumarfakruddindeshp6506 жыл бұрын
GOOD
@arslananwar66606 жыл бұрын
very nice bayan
@shaikbodesha89256 жыл бұрын
Mashallah ap ki umair ma barkat naseb prama ya allah
@veermasulkar52055 жыл бұрын
jajaye khair mile moulana ko
@saeedpatel70115 жыл бұрын
I can see some 61 people didn't like this reminder so what they are proving that they don't want to believe in ALLAH swt commands and teaching and how to live lyf according to Nabi s.a.w. i can listen this beautiful bayan in that molanasaab is reminding us how to live lyf in commands of ALLAH swt and how to bring sunnat of our nabi s.a.w in our lives. Now this some 61 idiots they didn't like it so it means they don't want to follow according to commands of ALLAH swt and teaching of beloved Nabi s.a.w
@AbdulKalam-ps7zt5 жыл бұрын
Masaallh
@mawais61145 жыл бұрын
Mashaallah
@yaseen007ful5 жыл бұрын
Very nice bayaan
@AbdullahAnsari-lr3cj6 жыл бұрын
Ameen
@AiyKhhachiАй бұрын
Lov you
@MehboobSaunur4 күн бұрын
❤🎉
@98198959775 жыл бұрын
Puri duniya me musalmano me iktilaaf hai
@AiyKhhachiАй бұрын
Momin suna karo aaegga majja
@mdabrar4075 Жыл бұрын
💕💕😐💯💯💯
@shahidjamil46655 жыл бұрын
برے حالات میں مرکز چھوڑ دینا چاہئے استغفراللہ
@rayies83962 жыл бұрын
Dua any reference?
@friends27424 жыл бұрын
Allaah inko nizamuddin ke mashware ke tabe hone ki tofiq de
@YousafKhan-qq1ms6 жыл бұрын
Olamy haq k moamelay ma awam ko khamosh rehna chahiya kesi k pichay agar zoban darazi ki to apna aakherat babad karaga
@AslamShaikh-fc8hb6 жыл бұрын
Yousaf Khan sai bath aapki
@YousafKhan-qq1ms6 жыл бұрын
@@AslamShaikh-fc8hb walakom aslam bhai ma 1 aam admi hon apnay olama say sona ha ke olama ka ikhtelaf allah ke rahmat hay ghalti aur kami har insan say hoti ha isliya awam kiun aik dosray sa lartay han islam doshmen khosh hotay han shatan aur waswasay daltay han
@rafiqfarooqui26286 жыл бұрын
darul ulum se shura walon ne Gumrahi ke khilaf fatwa lena chahiye Ummat ko gumrahi se bacha chahiye. dawat ko shriyat par galib kar diya ...
@usman3ooo3 жыл бұрын
Alhumdulillah aaj bhi shura key saath hindustan key badey madaris , darululoom deoband , mazahir uloom , sab shura key buzurg key saath hai , naaki nizamuddin key .... khair ham awaam ka kaam ye hai ki dono hazraat ki izzat aur ehtraam karey ... aur jo jaha hai waha jis nizaam key taht kaam ho raha hai ... kaam karey ....
@98198959775 жыл бұрын
Lekin nizamuddin hi humara markaz hai
@artwithsumu35075 жыл бұрын
Thumara
@NafisaDhal2 ай бұрын
Botswana ka chta gave he nam maunhe tehkik kare
@syedrizwan11285 жыл бұрын
BHAI QADAR KARLO MOULANA KI ...AISE LOG BAHUT KAM PAIDA HOTE HAI .....MAINE NIZAMMUDDIN MARKAZ MEIN IN SE ZYADA FIKRMAND ADMI NAHI DEKHA .....ALLAH HAZRAT KO SEHAT TANDRUSTI ATA FARMAYE ...IN KE HAQ MEIN DUA KAROU ...INKI TO MOULANA SAAD SAHAB BHI QADR KARTE HAI ...ALLAH KE LIYE ULTE SIDHE COMMENT MAT KARO
@irfanmansuri27435 жыл бұрын
Syed Rizwan . Bhai vahan Har Ek Insan fikarmand Hai
@azharkhan91146 жыл бұрын
Ache aur burre halaat me ameer ki at aata kerni hai aur nimuddin ja ker taoba kerni hai
@humanbeing62865 жыл бұрын
Agar Deen ka ilm Hasil kar lete to GULU se bach jate bhai
@tariqbaloch5694 жыл бұрын
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ ماشاءاللہ بے شک
@usman3ooo3 жыл бұрын
Alhumdulillah aaj bhi shura key saath hindustan key badey madaris , darululoom deoband , mazahir uloom , sab shura key buzurg key saath hai , naaki nizamuddin key .... khair ham awaam ka kaam ye hai ki dono hazraat ki izzat aur ehtraam karey ... aur jo jaha hai waha jis nizaam key taht kaam ho raha hai ... kaam karey ....
@mohd.khalidahmad50046 ай бұрын
@@usman3ooo Sach farmaya Aapne.
@rafiqfarooqui26286 жыл бұрын
gumrahi=amarat
@happyfamily38756 жыл бұрын
Salaam to all. Mashallah ! Maulana Ibrahim Dewla has Sacrificed his Life for Deen ! Arabs & all like his Bayan’s & love him. Very beneficial indeed. Jk n dua’a
@mohd.khalidahmad50046 ай бұрын
@usman3ooo Sach farmaya Aapne.Mera to kheyaal hai ke isi mein khair hai agar isko positively liya jaaye aur isko Rahmat samjha jaaye ke pahle hamara Eik hi markaz tha Alhamdulillah Abb hamara kaam barh gaya hai aur aur Allah ne do markaz se nawaz diya Dono jagah Aana- jaana shuru karein baaki Allah Subhanahuta'ala ke hawala kar dein. "Sarmaya Umar isi ko jana jaana, Imaan tere kuche mein jana jaana Kuchh pas ho ya na ho bala selekin Chhute na teri gali ka Aana Jaana" Mohd.Khalid Ahmad, Ranchi,Jharkhand.