Iqrar Ul Hassan 2nd Marriage Story | Iqrar ul Hassan Wife | Hafiz Ahmed Podcast

  Рет қаралды 637,017

Hafiz Ahmed

Hafiz Ahmed

Жыл бұрын

Hafiz Ahmed Podcast is thrilled to present an episode featuring the esteemed Pakistani journalist and television presenter, Iqrar Ul Hassan. With many years of experience in the industry, Iqrar Ul Hassan is a well-known name in Pakistani journalism and has made a significant contribution to the field.
In this podcast, Iqrar Ul Hassan joins Hafiz Ahmed to discuss his journey in journalism, the challenges he has faced, and his views on the current state of the media industry in Pakistan. He talks about the importance of responsible journalism, the impact of social media on traditional media, and his efforts to highlight important social issues through his work.
Iqrar Ul Hassan is best known for his program, Sar e Aam, where he highlights issues affecting the common people in Pakistan. In this podcast, he shares his experiences of working on the program and the impact it has had on society. He also discusses his future plans for the show and how he hopes to continue to make a positive difference in people's lives through his work.
Additionally, Iqrar Ul Hassan also talks about his personal life, his upbringing, and how he got into journalism. He shares his advice for young people who aspire to become journalists and talks about the importance of hard work, dedication, and perseverance in achieving success in the field.
Hosted by Hafiz Ahmed, this podcast is a fascinating conversation about the world of journalism in Pakistan and the impact of media on society. It's a must-listen for anyone interested in learning more about the challenges faced by journalists in Pakistan and the importance of responsible reporting in today's world.
So, whether you're a journalism enthusiast or simply interested in hearing from one of the most respected journalists in Pakistan, this podcast is for you. Tune in to this episode of the Hafiz Ahmed Podcast featuring Iqrar Ul Hassan and enjoy the engaging and insightful conversation.
#hafizahmedpodcast #iqrarulhassan #podcast
Iqrar Ul Hassan 2nd Marriage Story | Iqrar ul Hassan Wife | Hafiz Ahmed Podcast
Hafiz Ahmed is an Amazon Best Seller, E-Commerce Expert, and Entrepreneur. He educates his followers through his videos by sharing his personal and professional experiences in Pakistan and throughout the world. He also holds seminars both worldwide and locally to help Pakistanis overcome unemployment, which is the country's most serious problem.
In today's fast-paced world, it is critical for businesses to have an efficient marketing plan that gives a favorable return on investment and raises brand awareness
He established the Virtual Assistant Mentorship program to continue training and supporting virtual assistants while also assisting them in finding new employment and projects.
You are welcome to observe that Hafiz Ahmed appears on practically all of Pakistan's main TV channels as an E-Commerce expert and analyst. Please follow Hafiz Ahmed's official KZbin channel to receive frequent updates on E-Commerce and other current problems.
To get in touch with Hafiz Ahmed please email at info@hafizahmed.pk or What's app @ +92 345 4466282.
Follow Hafiz Ahmed on Facebook;
/ hafizahmed.uk
#amazon #HafizAhmed #onlineEarning

Пікірлер: 541
@YusraVlogs-v7o
@YusraVlogs-v7o 3 ай бұрын
وہ لوگ سامنے آئیں جنکو حضور پاک صَلَّى اللّٰهُ عَلَيْهِ وَسَلَّم کا آخرى نبى ہونے اور ان کا امتی ہونے پر فخر ہے۔۔۔
@Syeda_Jaff
@Syeda_Jaff 11 ай бұрын
واقعی اقرار کی دونوں بیویاں بہت سمجھدار ھیں 👍
@mazhariqbalislamicvideos4828
@mazhariqbalislamicvideos4828 Жыл бұрын
دلی دعا ہے اللہ تبارک وتعالی آپ کو دونوں بیویں کے ساتھ ہمیشہ خوش رکھے آباد رکھے نیک اور صالح حیات اولا نرینہ عطا فرمائے آمین
@Eqqmilya302
@Eqqmilya302 3 ай бұрын
Ab tesri b
@claycorner-369
@claycorner-369 11 ай бұрын
Aurat apko dosri shadi se tab tk rokti hai jb tk wo ap se mohabbat krti hai.. Kyunke mohabbat shirk kisi sorat bardasht nhi krti Laikin agr ap mohabbat k mouqam se utar jaty hn to chahy ikhatti 3 karain usy farq nhi parta
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc 11 ай бұрын
No ,aap ghalt keh rhi hen sister Aurat agr apny husband se bhot muhbbat krti he to tb bhi usy dosri shadi ki ijazat deti he sirf us k sakoon or khushi k liye Men ne apny husband ko khud ijazat de di he jb k abhi hmari shadi ko 2 month b nhi hoy,wo mujhy psand nhi Krty un ko mujh se muhbbat hi nhi feel hoti to bs mn ne un ki khushi k liye unko ijazat de di he😢😢😔🥺😭
@claycorner-369
@claycorner-369 11 ай бұрын
Ye phir mohabbat ki inteha hoti hai..jis mai ek shakhs ki khushi k khatir hum khud ko aziyat dedety hn Or us se zyada bad qismat Kon hoga jo is dour mai mukhlis shakhs ki qadar na kare.. Btw mai majority ki bat kr rhi thi
@naveedalmel668
@naveedalmel668 11 ай бұрын
@@AbdulhakeemFaisal-wu6zc tab to aap bht h bade dil wali khatoon h
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc 11 ай бұрын
@@claycorner-369 wo mujhy phir bhi divorce deny ja rha
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc
@AbdulhakeemFaisal-wu6zc 11 ай бұрын
@@naveedalmel668 24 saal ki bachi hn or wo mujhy meri be intha muhbbat k bawajood divorce deny ja rha
@BokhariTube
@BokhariTube 6 ай бұрын
It’s better to do Nikkah than Zinah …. Good for him
@truearabia976
@truearabia976 3 ай бұрын
Why do zina wen you have a wife ?
@ambreenzafar5084
@ambreenzafar5084 11 ай бұрын
Iqrar Bhai aap jitna Bhi pretend Kar lain pehli wife ko taqleef zaroor ho gi
@user-jt4um3ci9x
@user-jt4um3ci9x 5 ай бұрын
Yar aik reality yeh hai k jis din jis time husband NY dusri shadi ka nam ly Liya ya huahish ka ezhar kr diya.tu I think share TU usi din sy start hogya.jubky koi bv ki bymari ya olad ka na hona ka bahana b na ho pas .phr Jo bnda b shadi ka soch ly TU I think usy free jany dyna chay
@user-jt4um3ci9x
@user-jt4um3ci9x 5 ай бұрын
First wife chahy jahil gawar ho ya educated wo kbhi b kbhi b Khushi sy husband share kr hi nhi skti .wo shohr ki Khushi k leay sacrifice kr rhi Hoti h just.wrna Jo tofaan wo apny andr feel kr rhi hti h wo Kisi ko bta b nhi skti
@user-jt4um3ci9x
@user-jt4um3ci9x 5 ай бұрын
Olad na hti TU chlo bat smjh ATI h,bv bymar hogai TU b bat smjh ATI hai,koi bywa hai usko Sahara dyna h phr b bat smjh ATI hai,par es trha ki marriage TU Meri smjh sy out hai .sorry to say your first wife was not your 💕
@SolomanNewman
@SolomanNewman 4 ай бұрын
​@@user-jt4um3ci9x shehwat tumhe samjh nahi aati mardo ko samajh aati. uske liye shadi karna bhi zaruri hai sab chize tumlogo k favor me nahi hoti mardo ka bhi kuchh haq hai hum log ghar k amir (leader) hote hai nokar nahi 😑
@sumairanaz4733
@sumairanaz4733 11 ай бұрын
Don’t promote this culture of marriages through your programs. You are a reasonable person!!!There is already great injustice for women in our society.It’s not matter of proud for a male that my first wife is Ala Zarf and Simple.What’s about him a kamzarf male Jo rasta badal Gaya?look at his thought process of intentional distance between wives-Great sense of insecurity!if he had mentioned his intentions at time of first Nikah- First marriage bhee na hotee. Quran focuses on Justice. There is need to convey this message to males of our society -this is a matter of responsibility not just fulfilling lust. Otherwise day of judgement is not easy to face .Itna bojh lo jis ka Hesaab Dey Sako.
@batoolsalman1727
@batoolsalman1727 10 ай бұрын
Excellent
@minahilfatima3781
@minahilfatima3781 7 ай бұрын
​​@@sajid88559 Chalo Tum tension na lo tumhry Wala kr ly ga 2,3...phr thand par jaye gi apko
@Hinamughal.0
@Hinamughal.0 7 ай бұрын
Exactly
@sumairanaz4733
@sumairanaz4733 7 ай бұрын
@@sajid88559please don’t misinterpret religion. The biggest problem is we don’t focus on the context of the Quran’s Verses
@sajhaider1595
@sajhaider1595 6 ай бұрын
Lovely say
@daydreamer3154
@daydreamer3154 10 ай бұрын
He's so casual abt it it's actually funny frm man's perspective cuz he LITRALLY don't understand how hard it is to contribute ur time ur care, love and other things equally he's going to be accountable it in end
@sabrinakhan8217
@sabrinakhan8217 4 ай бұрын
for promoting buy 1 get 2 free sale deal
@saiqaakbar4137
@saiqaakbar4137 11 ай бұрын
I would have liked to know why he had to go for second marriage when his first wife was good enough. Is sawal ka tu koi jawab nahi aya. Gol mol kr k interview diya.. Asal bat tu batayi nahi.. I appreciate k insaf ka mamla hai by Iqrar but still why he opted for second marriage in the first place?
@sniaiqbal3937
@sniaiqbal3937 11 ай бұрын
Koe majbori bhi tu hoskti hai krnaa esi liya zarori nhi hai details btyen hr baat
@upsigned
@upsigned Жыл бұрын
Bechara buhat majboor tha as he said ke iski majboori thi.
@MkhshanMkhshan
@MkhshanMkhshan Жыл бұрын
Itni achi or pyari bewi k hoty howy or ek bacha b tha to phir Kya masla tha shadi karny ka Lagta hai Farah ziada Pasand a gai thi
@sanaworld313
@sanaworld313 Жыл бұрын
aj tak samj nhi aya k shadi q ki thi
@sadatkhan-tw3dr
@sadatkhan-tw3dr Жыл бұрын
Muhabt hota h SAB say bars reason Kisi bhi mard ka shadi karny ka
@aliwaris5041
@aliwaris5041 11 ай бұрын
Farah pehli sy achi Hy ITNA peyara bolti hn Hy JB kh pehly waly Kafi aged Hy iqrar ki nisbat
@fauziaawais8589
@fauziaawais8589 11 ай бұрын
​@@aliwaris5041hazrat khadija a.s 15 saal badi thi Nabi pak s.a.ww se but our prophet loved her the most or unki life main dosri shadi ni ki or death k bad b hamesha unka zikar krte rehte yahan tak k 1 bar hazrat ayesha a.s ne farmaya k Allah ne apko un se zada jawan or haseen bewia di hai ap phr b un old women ko yad krte rehte tu nabi pak ne farmaya tha k ayenda mje ghamgeen na krna love is not about age n beautu its about ur devotion n character
@adaadakhan7900
@adaadakhan7900 11 ай бұрын
​@@aliwaris5041to dosre kon sa choti ha wo. ani se b bare lagte ha 😊
@alizamalik3945
@alizamalik3945 Жыл бұрын
Allah taala ne jaez relation rakhay Hain mard hai fitrat Hoti hai usay ek sai zaeed ortain Pasand asakty Hain Tau bejai pasand ko Zina JAISE raastay par laijaen...nikah kijiye...Allah ne Apne insano ka soch k hi ahkamaat likhay Hain...behrhaal dosra nikah ka soan k negative bolne sai behter hai Dua Dain k Allah Paak kamyaab karain...or insubko mai muhabatain barhaen...Ameen...
@faizanali8854
@faizanali8854 Жыл бұрын
jo bhi hai jab phahli wife sa koi shikayat nahi or awlad bhi hai to apnay first wife ko yah sila diya iski wafa ka?
@tayyabakhar3307
@tayyabakhar3307 Жыл бұрын
Sorry still second marriage should be seen from first wife’s point of view…it’s really hard to accept the other women in ur husbands’ life…it’s easy to say it’s allowed in Islam but the pain the women goes thru in this process is unbearable…
@farzanaawan9056
@farzanaawan9056 Жыл бұрын
Yes
@jdm-hub89
@jdm-hub89 11 ай бұрын
Bhut muskla ha Allah help kre humry
@adaadakhan7900
@adaadakhan7900 11 ай бұрын
yes true
@usamasohail3294
@usamasohail3294 11 ай бұрын
Don't make stupid logic ..if islam says it is halaal who the hell are you,and what are you to tell it is not acceptable... If Allah given permission to men then don't make stupid lame reason... And for your information.. Allah knows first wife jealousy better than you ..but still Allah has given permission men to marry 4.. Bcz Allah knows everything at all and his commans are benifitial at all You knows only jealousy.but Allah knows far more better than your shitty jealousy logic..so don't comment against Qur'an Islam Allah and rasool Sallallahu alaihi wa sallam...
@ritarodrigues9946
@ritarodrigues9946 11 ай бұрын
I agree. No explanation from husband makes sense.
@BrainyQuotes-nv8tn
@BrainyQuotes-nv8tn Жыл бұрын
Very authentic discussion ❤
@NadeemKhan-ju1vh
@NadeemKhan-ju1vh Жыл бұрын
He apny khoob bola k jahan hota hu whi chala jata hu yhi frq ha k dosri shadi me insan yhi sochta ha k kis k sath time spend karun
@noshiyaasif6323
@noshiyaasif6323 11 ай бұрын
You hurt your first wife, accept it. Don't try to cover it
@adaadakhan7900
@adaadakhan7900 11 ай бұрын
samjh nahe ate ki q is ne dosre shade itne ache piyar karny wali gher ko sumbhalny wali the first wife
@Naznin45
@Naznin45 10 ай бұрын
@@adaadakhan7900because men will always be men they can’t change.
@zareenmukhtar6716
@zareenmukhtar6716 9 ай бұрын
​@@adaadakhan7900or ab 3sri bhi kr li
@changeurlife9709
@changeurlife9709 Жыл бұрын
Acha topic he ...kyun k dosri shadi k topic p koi baat nhi krta ...or Aaj tak iqrar ne bhi is p khool k baat nhi ki
@tariqdogar9942
@tariqdogar9942 Жыл бұрын
اگر کوئی آدمی مالی استطاعت رکھتا ھے تو ضرور شادیاں کرے اور سنت نبوی پرعمل کرے۔۔
@unstoppable865
@unstoppable865 Жыл бұрын
Ja k sunnat parh ley theek sy
@user-ts7yj7pw6q
@user-ts7yj7pw6q Жыл бұрын
Agree
@TheKindheart99
@TheKindheart99 11 ай бұрын
Prophet PBUH was in single marriage for 25 years
@fatimasaba6379
@fatimasaba6379 7 ай бұрын
سنت کے لیے اخلاص لازمی ہے
@SyedQaiserAli
@SyedQaiserAli 2 ай бұрын
Sunat ma bewa tlaq yafta ya zurort mand bacho sa shdi krna ata h naky jispr dil aajy lkn yaha kon krta h sabko 4 to chia but single young lrkiyn bhly khud qabr ma ho phr jab wo paisa lykr bhag jati h to aurt ko gali dyti h😂
@islamicstatus7748
@islamicstatus7748 Жыл бұрын
MashALLah ❤❤❤❤
@sarwatali6141
@sarwatali6141 Жыл бұрын
یہ خوب تر کی تلاش میں ھیں
@Niagarafalls2000
@Niagarafalls2000 8 ай бұрын
He is the first new anchor who is Nigerian and speaks very good Urdu!!! Well done!
@samiaali-by1ho
@samiaali-by1ho 6 ай бұрын
really?
@islamicvideosorg3841
@islamicvideosorg3841 5 ай бұрын
😂😂😂😂
@call_meee_ahmad
@call_meee_ahmad 5 ай бұрын
dark 😂
@amaanrafiq3801
@amaanrafiq3801 5 ай бұрын
Not funny Hafiz is not even that dark not that that is a problem
@gullzaibwaqqas9587
@gullzaibwaqqas9587 Жыл бұрын
I really like her first wife❤❤
@adaadakhan7900
@adaadakhan7900 11 ай бұрын
yes i also bahot ache ourat ha ani
@seemahussain786
@seemahussain786 Жыл бұрын
Ma sha Allah 🇬🇧
@hhgamers1834
@hhgamers1834 6 ай бұрын
Islam is best solution of any pblm
@MkhshanMkhshan
@MkhshanMkhshan Жыл бұрын
Kon c agg lagi thi dosri shadi karni ki
@hasanmansoori356
@hasanmansoori356 10 ай бұрын
Jub pahlee wife acchi hai to doosri karne ki kya jarurat hai 😢😢
@muhammahjamalchitrali8501
@muhammahjamalchitrali8501 7 ай бұрын
Q nahe zaroorat ALLAH PAK na ijazat di ha jawab ha dolat ha to Haq halal nikah karaha to buhut achi baat ha
@nadiaimran6040
@nadiaimran6040 5 ай бұрын
💯
@mayahussain9007
@mayahussain9007 5 ай бұрын
MashALLAH very nice ❤❤❤❤
@rb-pret-couture
@rb-pret-couture Жыл бұрын
MashAllah Nice brother ❤
@ritarodrigues9946
@ritarodrigues9946 11 ай бұрын
I still don’t understand why marry a 2nd wife, if you are happy with first?
@asianmomindubai9530
@asianmomindubai9530 10 ай бұрын
I guess farah was having some problems thts the reason he married her
@zareenmukhtar6716
@zareenmukhtar6716 9 ай бұрын
​@@asianmomindubai9530nd now his 3rd wife Aroosa having more big problems thts the reason he married her ☹️
@sidraisrar6550
@sidraisrar6550 9 ай бұрын
​@@zareenmukhtar6716hahaha mard krskta h shadi agr barabari kr sky biwio main...gunah tw nhi kia bichary ny
@user-hn4jv3jf4r
@user-hn4jv3jf4r 5 ай бұрын
I agree
@srktruth7912
@srktruth7912 5 ай бұрын
Marriage isn't just for happiness... ❤
@aliusman8303
@aliusman8303 Жыл бұрын
Farah ko nikkah nai krna chiye tha Api Anni ke face angles sy pta chl jta Hy wo khush Hy ya nai
@himtiazecoe
@himtiazecoe 6 ай бұрын
Is trhan negative comments un logon ko paaas kiya krein jo insta aur tiktok pe 5 sal manganiyan kr k bethey hote hain aur shadi k baguer relation chalaa rhe hote hain
@Maryamadnan610
@Maryamadnan610 Жыл бұрын
Teesri kon hai wese jis se shadi ka irada bna tha
@zahaandaraiz6593
@zahaandaraiz6593 10 ай бұрын
Kabi orat ki jagay khud ko rakh k sochen phir shyd apko samj ayegi k dusri shadi or teesri shadi krna asaan hai ya nahi. Shadiyan needs pori krny ka naam nahi hai iqrar bhae. Farah k vlogs dekh k he pata chalata hai woh majboor hai aik trafa mohabbat mai.
@anabiahussainchorbat
@anabiahussainchorbat 7 ай бұрын
Now 3rd one is ❤❤❤
@sarahkhan8583
@sarahkhan8583 Жыл бұрын
Apny dono love marriage ki hen kbi yh ni btaya k qurat ny kese accept kiyaa kuk dobra Farah se love kese hoa
@soulnature5302
@soulnature5302 11 ай бұрын
After sometimes they will realise that they are not having equal rights😋
@Nzee2002
@Nzee2002 11 ай бұрын
There was no need from first wife point of view . But from second wife point of view it was necessary, as a shareef and successful woman its not easy to find someone compatible
@NShah-de3bu
@NShah-de3bu 5 ай бұрын
Shareef women dont steal other peoples husbands!
@Nzee2002
@Nzee2002 5 ай бұрын
@@NShah-de3bu yes true
@sundaskhan5704
@sundaskhan5704 11 ай бұрын
Chezy deny sy zaroriyat pori krny sy kuch ni hota jab tak pora wakt na diya jae
@beautiful8618
@beautiful8618 10 ай бұрын
Kitne shan se bol rahe ho aap 2 shadi aur interview le rahe ho kya bat hai 😄
@malaikaqayyum2179
@malaikaqayyum2179 7 ай бұрын
ان کے گھر کا تو ان کو پتا ہوا گا بس دوسرو کو بتانا ہے کےایسے میں ہم بہت خوش ہیں اندر کوئی نہیں جانتا ان کے گھر میں کیا مچا ہوگا وہ تو اقرار صاحب کھل کر بتا نہیں سکتے
@studyfanatic8762
@studyfanatic8762 22 күн бұрын
Hr aik ki apni apni khasosiyat hain.... Aisa jaisa koi objects hain
@hasanfarooqi6
@hasanfarooqi6 Жыл бұрын
Teesri bhi karna chaah rahay thay mashallah
@unstoppable865
@unstoppable865 Жыл бұрын
True
@Mi3940
@Mi3940 7 ай бұрын
Nikakh ke bat wo kary ga kay jo zinah say dur hay😏✌️💪
@myne8034
@myne8034 Жыл бұрын
Mn to khti hun iqrar tesri bhi kre ab hmen farah ka zarf dekhna h
@myne8034
@myne8034 Жыл бұрын
@@ask258 aur kya phli ko adha pagal kr k dusri le ate hen, us k bd khtm, dusri aesi laraka milti h inki himmat nhi hoti teesri laane ki
@user-im5kq9zg4o
@user-im5kq9zg4o 3 ай бұрын
​@@myne8034 chalo ab tesri b agai h dekh liya zarf😂😂
@ummulbaneen4183
@ummulbaneen4183 7 ай бұрын
Yeh Iqrar tou mjhy zehar lgta hai....
@ghalibthemagnificent
@ghalibthemagnificent Жыл бұрын
حافظ صاحب اب تک کہ آپ کے موضوعات سنجیدہ ہوا کرتے تھے ۔۔ مطالب دوسری شادی ۔ کیا ہوگیا ہے
@changeurlife9709
@changeurlife9709 Жыл бұрын
Acha topic he kyun k aaj tak in topics p koi baat krta hi nhi ...jis se humare mind band hen
@nailanawaz7524
@nailanawaz7524 11 ай бұрын
2 shadion waly mard ajeb sy he hoty hn
@rubab4220
@rubab4220 5 ай бұрын
Third proposal kska tha ?? He said mne mana krdya qk wo bht expect krhi thi ke eid pe kaha Hogy etc?
@nailanawaz7524
@nailanawaz7524 11 ай бұрын
without need of 2nd marriage is not good ....
@horainfatima1383
@horainfatima1383 Жыл бұрын
Jb first wife itni achi hy tu kia soch k doosri shaadi ki farah tu zara bhi pyari ni hy
@ayeshaanwar8173
@ayeshaanwar8173 7 ай бұрын
Mjy phly thk lgty thy iqrar bhai lakin jb sy dosri shaadi ki zehar lgta ye
@SultanKhan-yn1mn
@SultanKhan-yn1mn 10 ай бұрын
کوئی بتا سکتا ھے اقرا ء الحسن تیسری شادی کس سے کرنے لگے تھے
@zainhaider5030
@zainhaider5030 Жыл бұрын
Pehli jab itni achi thi or sab kuch tumhe de raha tha shadi k faisle se kabhi nahi pachtaye as u said toh bhaiya 2nd Q ki ??????? Lust lust bs lust
@Mubarak786bachokihduniya
@Mubarak786bachokihduniya 8 ай бұрын
یہ نیک بندہ ھے جسے دونوں بیویاں اچھی ملی ھ ورنہ یہا ں ایک بیوی بھی اچھی نہی ملتی
@rizwanmalik5107
@rizwanmalik5107 Жыл бұрын
Seriously it's important to discuss the marriage of him during these circumstances while our country has big threat frome our soocold leaders.
@usamasohail3294
@usamasohail3294 11 ай бұрын
Us hisaab se to khana b nhi khana chaiye kapde b nhi pahenna chaiye.. bewakoof
@rizwanmalik5107
@rizwanmalik5107 11 ай бұрын
@@usamasohail3294 Acha g tu ap chor du .Aqalmand bnder
@usamasohail3294
@usamasohail3294 11 ай бұрын
@@rizwanmalik5107 muje aitraz nhi laeder se isly nahi chor Raha
@UniversityofBirds
@UniversityofBirds 10 ай бұрын
Awesome
@ayeshahadia7865
@ayeshahadia7865 Жыл бұрын
I like your second wife Farah Iqrar....I really love her🌹🌷🌻🍁❤😊☺🌺
@lifewithjannat6827
@lifewithjannat6827 11 ай бұрын
She is very Nice ladys
@anumzahoor9131
@anumzahoor9131 Жыл бұрын
Iqrar bhai soch samajh k bat kren ap k khne k mutabiq Jis waqt ap dosri shadi kr rhe us waqt apki phli Bv apke sth phone pe the really ?? Kia phenk rhe hn kuch to dianat Dari dikhayea esa Kese possible k shohar ki dosri shadi ho or Bv khushi khushi phone pe baten kr rhe ho kia kr rhe thi mubarak bad de rhe the apko dosri shadi ki or agar waqai esa hota na to end me ap ye na khte k do shadia krni nhi chahea hamae mashre me mushkil hota hy or Phir ye b kaha k dono bvio ko dor dor rakhte hn to beta gi kuch to masle masail hone k imkan hoty hn apko tbhi dor rakhte hn na Mera husband esa krne ka soche b to unhe na choro dosri shadi k waqt cal pe the bat krte hn ye sb kam na shekho k hn jinke pas arbo kharbo ki jaodaden hn or unki orto ko ye paida hone se mind me hota hy k inke hone wale shohar jo b hongy unki 4 shadia hoti hi hn ye waha ka culture hy but hamare Han ki orto ko paida hoty hi ye me har giz nhi dala k tmhare shohar ki 3 bvia or hogi ye pyar Kese hua phir ? Tmhari Bv kisi se shadi kr k ajae just 1 day k tm log use apnao gy again to Phir to tm na jane Kitni bar dosri orat k pas ja k wapas phli k pas to wo phli wali Kese bardash krle
@talhaasmat9477
@talhaasmat9477 Жыл бұрын
Islam rule's hein alag alag rakhna beviyoun ko Islam mein 4 kee ijaazat hai ap kon hoti ho tanbeeh krne wali
@Gift_Corner.__
@Gift_Corner.__ Жыл бұрын
Shame on u.. thats why Education is important.. islam se door door tak apka koi wasta nzar nh araha
@unstoppable865
@unstoppable865 Жыл бұрын
​@@talhaasmat9477 o bhai ijazat ka matlab yeh nahi k Anni macha do.. Islam ko ya to complete trha st follow kro ya na kro yeh apnai faida k lye cheezy uthana band kro Imported Islam walai
@dxzzling_shorts
@dxzzling_shorts 11 ай бұрын
​​@@Gift_Corner.__ye laraki bilkul theek keh raha hy jhoota hy aik number meray husband ka friend hy wo is ko jhoota aur behaya kehtay hy Reh gay arab to in ky paas to petrole ki kamaai hy khulli oopar sy in ko aag bhe double hoti hy laggi hoi Dosara odhar orat bhe aik marad ko choor kar dosara karnay my dair nahi lagaati idhar daikha shoohar ky paas maal kum ho raha hy isy maari laat aur aagay nikal gai Hamaray wala hisaab nahi ky bus ab janaza hi nikalay ga shoohar ky ghar sy jo rookhi sookhi day ga kha lay gay Arab my zara khilaa kar dikhaao orat ko rookhi sookhi 😅😅😅😅😅😅😅😅😅 Dosara bari nabi ki sunat yaad hy to phir in ki pehli sunnat hy pehli bewi ky sath 26 saal guzarana aur in ki wafaat tuk dosara nikah na karna pehlay in ki pehli sunnat par amal karo Reh gai quran my ijazat ro kis sharat par dee gai hy insaaf par Kia koi insaan kar sakata hy insaaf ?????? Aaj tuk tum maradon sy maan behan aur bewi my insaaf to ho nahi sakka
@fallahsbki2839
@fallahsbki2839 11 ай бұрын
Nabi kareem s.a.w.w jitni b shadian ki tmam shadian talaq yafta or bywah orto sy ki ta k orat akyli na rhh jay is lye nae k brand new orat milti rahay Faraiz poray nae sontyn apnany chl parrty hn mard hazrat or misal dyty hn nabi kareem ki un jysa afzal kon ho skta hy or jis sadi ma hm rhty hn orat k lye na qabil e brdasht hy izt wali orat khamosh rhti hy or hmary moashry ki orat ma sifat hy ye k wo ghot ghot k mar jati hy or is had tak bv ka dil dokhana 3/4 bvian la k oski dil azari or izt e nafas majrooh hy.or kisi ka dil dokhana kitna brra joram hy ye agay chl k pta chl jay ga or ye comment iqrar k lye nae bl k jin k hosly boland hy 3/4 virerty k lye hn un k lye
@crochetdesign12
@crochetdesign12 4 ай бұрын
Mashallah😍💓😍💓😍💓
@asmasohail6669
@asmasohail6669 Жыл бұрын
Logon ko insaf dalwant wala apni biwi k saarh nainsafi .dramybaaz
@khanbibikhanbibi8305
@khanbibikhanbibi8305 Жыл бұрын
Mashallah 😍😍😍😍
@RidaKhan-sx2qi
@RidaKhan-sx2qi Жыл бұрын
MA SHA ALLAH ase likha kre plz
@huma4366
@huma4366 11 ай бұрын
Bhi bohat hi taiz aur chalak admi hai ye toobah
@lailasweet6615
@lailasweet6615 Жыл бұрын
Itnay Saal ho gy iqrar Bhai Ka interview ek hi ek question
@AyeshaZaheer-rr8sf
@AyeshaZaheer-rr8sf 7 ай бұрын
Woh ortein jo apki zindhghi main hain..woh boht achi hain especially apki first wife.
@shahidaamira4618
@shahidaamira4618 Жыл бұрын
Mera zarf bhi qurratul Ain jaisa hai..
@ayeshatanveer1770
@ayeshatanveer1770 Жыл бұрын
Waqai?balance rakhtay hain husband?
@shahidaamira4618
@shahidaamira4618 Жыл бұрын
@@ayeshatanveer1770 😒
@Rizz11252
@Rizz11252 Жыл бұрын
😢
@Gift_Corner.__
@Gift_Corner.__ Жыл бұрын
MASHAALLAH..ALLAH Apko bhhht khush rakhain apk ghr m😊
@javeriashahid8121
@javeriashahid8121 Жыл бұрын
AP 1st wife hn like me
@samiaarif8294
@samiaarif8294 Жыл бұрын
Admi 2sre shadi karta he is leya hy jb us ko pahli may kami feel hoti hy Ye jo bary dil waly ban k pahli bv ke tareef karty hain sb dekhawa hy R islam r sahaba ikram ke example dena to plzzzz is wqt ka koi mard sahaba ikram jesa kia un k qadmo ke khak k jesa b nahe
@Gift_Corner.__
@Gift_Corner.__ Жыл бұрын
ALLAH ne Quran m khuli permission di h.. sahaba ki bat hi nh ki ALLAH ne.. ALLAH ko naraz krny wali bt na kren..jakr apna deen parhen
@safiaatif6298
@safiaatif6298 Жыл бұрын
@@Gift_Corner.__ insaf ki.buht sakht sharait hain jo k society k mard poora nahi kertay aik ko lazim latka dete hen .or faraiz or sab sunnah komchor k yahi follow kerte hen 2 shadi ki sunnat.kion k nafs khush hota hai issay
@Gift_Corner.__
@Gift_Corner.__ Жыл бұрын
ھم کتنے بھی سمجھدار کیوں نا ھوں مگر اللہ اور اس کے رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے زیادہ دانشمند اور دور اندیشی نہیں ھو سکتے۔ آپ تو شادی شدہ ھیں شوھر اور بچوں والی ھیں اس لئے غیر شادی شدہ جو کبھی جہیز کے انتظار میں تو کبھی پڑھائی اور نوکری کے چکر میں ماں باپ کے در پہ بیٹھی بوڑھی ھو رھی ھیں کیا انکو یہ حق نہیں کہ زندگی سے کچھ خوشیاں وہ بھی کشید کر لے؟ بنا شوھر کے بیوہ اور مطلقہ عورت سے کبھی پوچھئیے گا اس کی رات کیسے گزرتی ھے اس کے دن کیسے گزرتے ھیں؟؟ اپنی عزت وہ کس کس طرح کس کس سے بچاتی ھے؟ اور بہت ساری خواتین حالات اور زندگی سے مزاحمت کرتے کرتے ھار جاتی ھیں ۔ بھوکے پیٹ تو نیند بھی نہیں آتی اور پیٹ کی بھوک سے زیادہ نفس کی بھوک شدید ھے اور جب شوھر نا ھو تو شدید تر بن جاتی ھے ۔ جیسے کوئی مرنے کے قریب ھو تو مردہ کتے اور گدھے کا گوشت بھی لذیذ لگا کرتا ھے۔ مگر آپ کیا جانیں نفس کی بھوک کیا ھے؟ آپکے پیٹ تو بھرے ہوئے ہیں ۔شوھر کی بانہیں نصیب ھیں۔ بےشوھر کے بستر کانٹے بن جاتا ھے۔کبھی ان ماں باپ کی حسرت پہ غور کیجئیے گا جن کی بچیاں شادی کے انتظار سے تھک کر کسی کی داشتہ یا گرل فرینڈز بن چکی ھیں۔ ان بھائیوں کے جھکے کندھے اپنی عزت کا جنازہ اٹھائے اٹھائے ڈھے گئے ہیں ۔ کبھی کسی یتیم اور بیوہ کی آنکھوں میں جھانکئیے گا جب آپ اپنے شوھر اور بچوں کے ساتھ کبھی شاپنگ کبھی کسی ھوٹل پہ جاتے ھیں ۔انہیں باپ یاد آتا ھے ۔ بیوہ یتیم بچوں سے چھپ کر روتی ھے اور بچے ماں کے سامنے صبر کرتے ھیں۔ ھمارے معاشرے خصوصا خواتین کی بےحسی اور خود غرضی پہ، یہ یتیم ، یہ بیوہ اور شادی کے انتظار میں بوڑھی ھوتی لڑکی قیامت کے دن ضرور سوال کریں گی ضرور ان مردوں اور عورتوں کو سرمحشر گھسیٹیں گی ۔جن کی آنکھوں پہ آج پردے پڑے ھیں جلد اٹھ جائیں گے ان شاءاللہ ۔ سخت الفاظ کے لئے معذرت مگر کیا کروں کہ یہی ذائقہ زبان کا ھے۔ کبھی ھم بھی بہت میٹھے تھے سچ میں!!!
@unstoppable865
@unstoppable865 Жыл бұрын
​@@Gift_Corner.__ALLAH ny Permission di hy iska yeh matlab nahi k Anniya macha do ... shadi hy koe khorak nhi k bs pait bharatiya jao toba hy ... ALLAH ny to talaq ki bhi Permission di hy leken insan apny halaat k mutabiq step leta hy why do you bring ALLAH here for ur own persnal benefit and Lust... ALLAH ny or bhi bohat hukam diyai hy konsai maanty hy yeh Haawis mard
@zubiamumtaz7315
@zubiamumtaz7315 5 ай бұрын
Apki baat is lehaz se thek jese ajkal k log dusri shadi krty hn. Lekin Agar to dusri shadi is bunyad p ki jai jese sahaba karam k zamany me hte thi, yani zarooratan. Ksi bewa ya talaq yafta ko sahara dene. Ya jese pehle shahdeten bht hte thin to phr unki bewa se koi aur shadi kr le. Tb iska matlb ye ni hta tha k pehle bewi me koi kami he. Wo sb zaroorat he us waqt ki. Lekin aj kal jo tamasha lga he k pehle k hte hoay kahin aur dil lagaya jata he, ya to gf k tor p ya phr dusra nikah kr ke. Baat karwi he lekin sedhi he. Pehle bewi k htay hoya kahin aur mashooqian krna aur phr nikah kr k usko halal kr lena, justify kr lena k je mene to knsa koi gunah kia he. Bhai gunah to kia he na bewi k htay hoay namehrum aurat ko dekha, us se baat cheet ki, phr islam yaad aya to shadi kr li! Bhai wah 😜
@UmairAli-nc8cq
@UmairAli-nc8cq 3 ай бұрын
❤ mashallha
@waqasmalik8562
@waqasmalik8562 Жыл бұрын
Mardon ko koi wajha ni chahye dusri shadi ki
@azeemaambreen3621
@azeemaambreen3621 Жыл бұрын
Bilkul har eik ka zarf QURAT ul ain jesa nhe, insan ko kabhi csi kam nasal insan ke sath achai nhe karni chaye, kam nasal ahsan manne ki bajai apko hi nikal de ga, chaye woh apka qatal hi kion na karde
@hydercharania4248
@hydercharania4248 10 ай бұрын
You only can get Marry second time when your wife is dead or she’s divorced
@quratulainrajpoot8348
@quratulainrajpoot8348 7 ай бұрын
Kidhar likhna ha? Dekhao
@fizzashad5127
@fizzashad5127 6 ай бұрын
Hindu r christian Mai HOTA hai yeh. Islam Mai ye condition nhi hai.
@zarfishanworldvlogs
@zarfishanworldvlogs 3 ай бұрын
Orat ky liy pesy sy ziada piar ki qadar hoti hy
@hinazeeshan8405
@hinazeeshan8405 11 ай бұрын
Iqrar bhai Allah aap ko Salamat rakhe. Ameen
@syedmoosagilani1
@syedmoosagilani1 2 ай бұрын
Rahat ap ne sahi kaha,main Farah hun.
@ZeenatKhan-lr2es
@ZeenatKhan-lr2es 9 ай бұрын
That’s really very very hard and painful for first wife and her kids as well mr iqrar speaks a lots he is very crafty and clever so nobody believes on his nonsense no body shares their husband that’s unbelievable hello hypocrite if you got money you have to share with poor because you live in very very poor country
@SOG999
@SOG999 4 ай бұрын
QURAN MAY JAHAN 4 SHADION KI IJAZAT HAY ,WAHAN AAGAY WALI AYAT MAY YAH BHI LIKHA HAY K AGER TUM SAMJHO TOU AIK BAHTER HAY.
@changeurlife9709
@changeurlife9709 Жыл бұрын
Ye iqrar k cheeks itne ajeeb kyun lgrahe Neche ko ate hue??😕
@zarfishanworldvlogs
@zarfishanworldvlogs 3 ай бұрын
Aini ky sabr ko itna mt azmao ky wo toot jy
@myra3801
@myra3801 11 ай бұрын
I don't know why people are criticising his second marriage. It is halal and need of time. So many over aged girls are unmarried and not finding proposal for themselves. It was very common in Arab at the time of Holy Prophet. The only thing needed is JUSTICE that Quran demands from husband
@amnawal4439
@amnawal4439 11 ай бұрын
​​@unsentletters9551nahi jnab aysa nhi thaa....boht sari aysi ahadess sunny ko mili hyn jin aik hi time myn azwaaj ka zikr hy or phr sab ko aik jysy haqooq dyny ki misalyn bhi ain hyyn...
@laibanawaz7789
@laibanawaz7789 11 ай бұрын
Yes you r completely right
@zareenmukhtar6716
@zareenmukhtar6716 9 ай бұрын
​@unsentletters9551yes u r right 👍 Bt yaha sb ko srf mtlb k wqt islam yaad aata ha 😞
@NShah-de3bu
@NShah-de3bu 5 ай бұрын
Sorry but there is not more women pakistan than men.
@sajid88559
@sajid88559 Жыл бұрын
Ziada Shaadiyan buri NHI Hain sohar in ke beech insaf NHI karta or pehli biwi ko MAA baap ki khidmat ke liy rakha jata hA zindagyi to dusri biwi کی hoti ha isi liy bura samjha Jata hA sari biwiyon ko algh Ghar Le ke NHI Diya jata
@harrybhai6362
@harrybhai6362 Жыл бұрын
10000000000000% true
@sajid88559
@sajid88559 Жыл бұрын
،🥰🥰🥰
@ghulamkhawaja596
@ghulamkhawaja596 11 ай бұрын
Correct
@drkhal8d563
@drkhal8d563 Жыл бұрын
Well done iqrar.u r bravo.mashallah
@NShah-de3bu
@NShah-de3bu 5 ай бұрын
Kis baat ka?? Doosri shadi ki hai koi world cup to nahin jeet ke aya 😂
@user-hn4jv3jf4r
@user-hn4jv3jf4r 5 ай бұрын
Me iqrarul hasan KO bohat ACha smjhti hu or hien bhe but ye aik dardnak hqeeqt h k yh sirf aik aurat hi smjh skti h k kis terha wo khud ko mar ker apny shohar ki khushi main khush hoti h its just wordless pain
@user-qo2yp1hq4s
@user-qo2yp1hq4s 6 ай бұрын
Bhai plz farah aapi ko bi time dain.
@zarfishanworldvlogs
@zarfishanworldvlogs 3 ай бұрын
Iqrar ul hassan ko bs khud sy piar hy wo sirf wohi krta hy jo uska dil krta hy bv ki izat nhi krta
@gamestracker2155
@gamestracker2155 7 ай бұрын
Ab 3rd marriage ka interview bi krr lo .....his personal life...
@dr.muhammadriaz7766
@dr.muhammadriaz7766 4 ай бұрын
AP ne dosri shadi q ke waja batai plz.mashalla beta b Hain achi bv Hain waja kia taa.
@Sana_Khan12697
@Sana_Khan12697 Жыл бұрын
Mashallah 3sri k chakr m bhi tha😂. Dr amir liyaqat ki trah bolta b
@LearnQuranwithKhuldUyoon
@LearnQuranwithKhuldUyoon 11 ай бұрын
Kisi dosri aurat ko bardasht krna bhut mishkil kam ha
@cyruskhan3462
@cyruskhan3462 9 ай бұрын
mardon ko chahiye keh apnay behanoyio ki bhi dosari aur teesari shaadian karwain, Allah is ka bohut ajjar de ga unhain
@becomeintrepid
@becomeintrepid 9 ай бұрын
How can this right 😞😞😞😞😞 Shame women still have to face all these things.
@user-hn4jv3jf4r
@user-hn4jv3jf4r 5 ай бұрын
Ye baten apko us waqt smjh ayengi jb apki apni beti ka shohar uski tmam tar khubiyo k bawjood duseri shadi krega
@sanji546
@sanji546 Жыл бұрын
To q zahir nahin kia ? Aur un kay rights q nahin diye
@Alijuttvlogs-uy5es
@Alijuttvlogs-uy5es 5 ай бұрын
Assalam walekum bhai Maine ek takrir likhi hai please use like aur share jarur karna please
@FaizaTastyfoodvlogs
@FaizaTastyfoodvlogs 5 ай бұрын
Is sy behtr h k chor dia jaaye bejaaye k bv ko is takleef m muslsl rkha jaaye.wo bi kisi aur k sath phir life guzaary
@alizamalik3945
@alizamalik3945 Жыл бұрын
Nikah ko farokht Dain Zina ko nahi...Zina aam horaha hai...please Deen ko samjhain...
@user-ts7yj7pw6q
@user-ts7yj7pw6q Жыл бұрын
Agree... Khawateen ni smjhty
@zubiamumtaz7315
@zubiamumtaz7315 5 ай бұрын
Bewi k hotay hoay jo zina ka sochy asal masla to uska he, zina se bachny k liay shadi ki targheeb di gai he, dusri shadi ko zina se bachny ka bahana bnana chor dn. Aik bewi hny k baad zina ki gunjaish nai rehte. Dusri shadi ki ijazat koi aur wajuhat ki basis p he lust k liay ni he
@zubiamumtaz7315
@zubiamumtaz7315 5 ай бұрын
Pure Islamic values p chala jai to isme to dusri nazar nai daal skta aadmi aurat pr. Phr pehle bewi k htay hoay, wo ksi aur aurat ko dil de bethy, ye kese mumkin he aik islamic system me? Phr dil dene k baad shadi kr le k zina ka khtra tha. Bhai shadi shuda hny k bawajud nobat yahan tk ai kese!! Ye baat samaghne ki zarurat he hmare society ko k dusri shadi ki jo b examples hmare history me mojood hn, wo maslehatan thin, majboor khwateen ko sahara dene k liay. Jese bewa se shadi, talaq yafta se shadi. Hazrat Ayesha RA se shadi ka hukam Allah ki trf se tha takey Ahadees umat tk phunchn. To islamic history me jo b dusri teesri shadi k examples hn wo pasand ki bunyad p nai hn.
@zarfishanworldvlogs
@zarfishanworldvlogs 3 ай бұрын
Aini ny Iqrar ki muhabat me doosri bv ko brdasht kr lia hy mgr andr sy mar zaroor gi ho gi
@amreenakhtar8678
@amreenakhtar8678 3 ай бұрын
Nice
@asmamudassir7042
@asmamudassir7042 11 ай бұрын
3rd k liy kis ka name Lia host NY ? Samaj nai aya
@user-vg3to6zm5n
@user-vg3to6zm5n 10 ай бұрын
Koi kitni bat bana le per ye to pehli orat k dil p kia guzarti h ose pata h os ki burdasht h afreen h
@nadiaimran6040
@nadiaimran6040 5 ай бұрын
Btana paray gaa
Получилось у Миланы?😂
00:13
ХАБИБ
Рет қаралды 4,6 МЛН
Stay on your way 🛤️✨
00:34
A4
Рет қаралды 23 МЛН
I'm Excited To see If Kelly Can Meet This Challenge!
00:16
Mini Katana
Рет қаралды 17 МЛН
Эффект Карбонаро и нестандартная коробка
01:00
История одного вокалиста
Рет қаралды 10 МЛН
Hafiz Ahmed Podcast Featuring Iqrar Ul Hassan | Hafiz Ahmed
1:03:20
Q&A Segment | Jo kahunga sach kahunga | Pehlaaj Hassan
7:49
ARY Digital HD
Рет қаралды 698 М.
Получилось у Миланы?😂
00:13
ХАБИБ
Рет қаралды 4,6 МЛН