Masha'allah brother first time I saw some male hyderabadi mufti speaking for women with right information...May Allah reward you
@aadiljahagirdar11 ай бұрын
He is from Aurangabad
@naseebshaikh11 ай бұрын
Brother he is not a mufti but only a islamic studies
@sameenafirdose983711 ай бұрын
Aameen
@razamughal458211 ай бұрын
@@naseebshaikh he is totally wrong in the matter of talaq,
@ahussaini404811 ай бұрын
He is not a Mifti. He shouldn't be giving fatwa!!
@ZAKIRRANA769211 ай бұрын
Mashallah, Beshak islam ne Aurat ko behtreen hak diya hai
@ashshkh11 ай бұрын
Mashaallah ❤Faiz Bhai Aapki Har Ek Baat Ko Puri dhyan se sunti hun or Amal karne ki Koshish karti hu.Har Sawal ka Jawab Aapke Bayan se milta Hain or Har Mushkil Aasan Lagti hai,Deen Ko Majbut banane ke liye aapke Hi video dekh kar sikhne milta hai... Allah Aapko Lambi Umar or Achi Sehat De..
@mansurkhan90713 ай бұрын
Mashaallah aapne sahi aur Musalmano confusion bahot achese dur kar diye ho bhai👏👏
@bils00111 ай бұрын
God bless you Faiz bhai... bahot ache se samjhate hai aap... Allah apke jaisi knowledge sabko de...❤❤❤❤
@AbdulHadi-gc3rq11 ай бұрын
masha Allah jazak allah khair faiz bhai allah aapki mehnaton ko qubul farmakar usmein barkaten ata kare aameen.
@faraankhan761211 ай бұрын
Bhai shahab aapne to ek doubt hi khayam kar diya bahut accha❤
@mehartaj400411 ай бұрын
Masha allah kitna pyara majhab hi hamara❤❤❤❤
@ismailshah859111 ай бұрын
Original bap ki olad he to Faiz jhuta makkar or pakka munafik he 1000 molanao ke beech Byan kar maslake ala hajrat jindabad 5 or Jhuto par Allah or Allah walo ki lanat ho
@ismailshah859111 ай бұрын
Allah Sirf Iman wale ko hi jannat or galba deta he maslake ala hajrat jindabad 5 or Jhuto par Allah or Allah walo ki lanat ho
@mohdaweshansari349510 ай бұрын
Allah hum sab ko din ki sahi samjh de
@Dard41211 ай бұрын
Mera zabardasti se khula huwa mere saas ki wajah se . Mujhe door rehna tha kuch waqt tak mere shohar se magar saas ne zor Diya jab nahi rehna to khula le lo hum ko nahi chahiye. Abba ne zabardasti se bola sign kar de unko tu nahi chahiye tu . 6 years baad hum aur hamare sohar dubara wapis aaye apne beta k liye , ek huwe phir saani nikah karaya gaya saas sasur ne aur hum aaj 30 saal se abhi saath hain. Saas sasur sab sasural walon ka inteqal huwa magar hum buddhe miyan biwi ka jodh fevicol se huwa dubara . Hume ilm huwa khaawab me k hamara nikah jayez hai hum wapis jaa sakte hain jab hamare pure qabile wale ha***a ka zikr zor shor zabardasti se karne lage. Hum ne sirf Allah se apni hifazat maangi aur apni izzat bachayi . Hum Zinda shaqsiyat hain zabardasti khula aur rujuu k
@nuzhatanjum23855 ай бұрын
Mere sth bhi hua h abhi
@Maishasayyedofficial2 ай бұрын
Mere liye bhi dua karna Mera bhi 6 mahine pahle khula hua tha mujhe fir se mere Shahar ke pass jana hai to main ab kya karun kuchh wajah bataiye na aunty mujhe please meri Beti hai ek
@WaleedAwan-o7u26 күн бұрын
@@Dard412 I want to talk with you please bat krain muj say bht zruri bt krni ha
@Dard41226 күн бұрын
@@WaleedAwan-o7u kya
@amirbestelectricworks613611 ай бұрын
abhi bhi waqt hai islam k sahi haqayek jaan lo aur ek dusre par zulm na karo,,, adv faiz ka jo bayan hai oos par amal kijye kisiki ka khula ya talaq jo bhi hai quran aur ahdees k hisab se dekho aur dobaara bina kisi taklif k ek ho jaao apni zinddagi khush haal banaye,
@uvreddy2573 ай бұрын
Not sure whether he is right or wrong but beautifully explained
@imdjunaid11 ай бұрын
"Thank you for sharing such valuable insights on khula and talak. Your knowledge and clarity have been immensely helpful. Your dedication to educating others is truly commendable. JazakAllah khair!"
Faiz Bhai aap bahot ache h aap ko dekh ke hi mene Deen shikha h par kuch questions h jo mukhe aap se puchna h
@youtubr-n7s11 ай бұрын
Aap sahi btarahy hai Mgr Iska hal kya hai or iski islah kaun karega darul qazah wale sb esy hi khula krty hai, esy me awam apne masail kisey hal krey.
@Michelroger1911 ай бұрын
Assalamualaikum bhai Aap ne jo malumaat diye us se to bahot bada boz halka huwa hai sunkar duniya me Aaj bhi bahot pareshan kar rahe hai bahot tklif hai betiyan fir bhi duniya ke liye nibha rahe hai bas Allah se suwa kare
@ayeshabanu794211 ай бұрын
Jazakallahu khaira, for this
@SR_Ayzal11 ай бұрын
Assalamualaikum.....mujhe kuch sawal puchne h apse Mufti sahab...meri madadat farmaye
@Avengers218854 ай бұрын
Short & concise well explained! Very informative. Stay blessed. 🥰
@amanfatima980711 ай бұрын
so informative video
@WiseFactsOfficial11 ай бұрын
very eye opening
@shaheenmb442911 ай бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa Barkatuhu Faiz Sir..Jo khula ke liye court mai jate hn tou pher us ka rule kya h ? Kya tab bhi husband ka talaq Dena zaruri nahi
@JunedAnsariIOU4 ай бұрын
Khul' iwaz ke against me hota hai aur raj'iyyah nahin hota hai. Khul' me ruju nahin hota hai. Khul' me aurat baa'in kehlati hai aur phir se shohar ke paas aaane ke liye new nikaah se hi aa sakti hai
@Doctorbookchanel5 ай бұрын
Right bro MashaAllah 😍
@Gamer_live_series4 ай бұрын
Nice explanation.i never knew this point
@ashshkh11 ай бұрын
Gairon k Riwaj Thope jate Hain betiyon pe, Inshaallah Aapki Baat sab Tak pohoch Jaye kuch Change aaye
@Crazyaspirant76796 ай бұрын
Jajakallah khair to educate us
@mohamedrafi515311 ай бұрын
Agar biwi apne aap chali gayi to khula hogaya na? Phir woh aurat doosra nikah karsakti hai na? Phir kuch saal baad wo doosre nikah wale se bhi alag hojaye to wo bhi khula hogaya, phir wapis apne pahele shohar ke paas aa sakti hai kya? Please reply.
@khushnooralam3811 ай бұрын
Jazakallah khair shaik
@M_Abdullah014 ай бұрын
islam ne rihts diye hai but kaiku dene ka talaq aur khula jab woh kaam insan ka toh chodo allah ko bhi pasand nahi ❤
@rafeeqansari33884 ай бұрын
Is mamle me ek bade ulema ko hi sunna chahiye ...Mai faiz bhai ko bahut time pehle se sunta aa raha hu lekin is mamle me inpe etmaad na karein kisi alim se aur darul ifta se hi masla poochhein is mamle me....q ki Allah ne talak (separation) ka right mard ko diya h ...khula keval kuchh condition me hi jaiz hai aur khula ka bhi wahi maqsad h jo talak ka maqsad h (separation).......Er. Ali mirza ne to yahan tak keh diya ke aurat ko bhi separation ka bilkul ese hi haq h jaise mard ko...yeh seedhe seedhe Qur'an aur nabi ki hadeeson ke khilaaf nahi??? 1400 saal se talak ko mard ka right samjha gya h kuchh conditions ko chhod ke jaise ki aurat ko nan nafqa na mil raha ho..mard zulm karta ho etc....lekin aap ke hisab se agar aurat ko mard baad me achha na lag raha ho to bhi wo khula.le sakti h....yeh kis qadar ki jahalat h....isliye behtar h ke aap talak ke masail par baat na karein yeh kaam ulema pe chhod dein
@shaikadnanali751411 ай бұрын
SubhanAllah MashaAllah Zabardast Excellent Bahut Khoob Very nice information 👌 👍 👏 ❤
@javedchaudhry522211 ай бұрын
Mashallah very well said 😊 But one thing which troubles me is the halala imposed on women even when the husband divorce her...
@razamughal458211 ай бұрын
There is no such thing as halala. The woman marries again and moves on with her life. That is it.
@javedchaudhry522211 ай бұрын
@@razamughal4582 I don't think so... Please check again because I have heard a lot of non muslims trying to put our Sharia law down by quoting this...
@yakubjat202011 ай бұрын
Halala is haraam
@thejdshaikh11 ай бұрын
Aapke videos me audience ki awaz left ear aur host ki awaz right ear me aate hai please edit ke time mix kar diya karen
@mdaftab64054 ай бұрын
Before me jo khula hua hai nikal ke liye khula ko cancel karna hoga ya nahi
@shahnazkhatoon5288Ай бұрын
Mujhe aapse kuchh baat karni h bahot zaroori hai
@sarahnaaz211 ай бұрын
Asslamualaikum masha Allah❤
@LuckyBoy07top-hd2xy11 ай бұрын
Walekum assalam kise ho aap
@UmGaliyah11 ай бұрын
جزاك الله خير Bhai
@cmrafee217711 ай бұрын
Should have clarified the procedure for Khulaa
@MirzaImtiaz-ss3io2 ай бұрын
Mai bhi doctor ho, mere sat bhi aisa hi ho raha h,mere shohar mujh se kahe raha mai tum ko latkake rakhoga khola nahi doga, yahe ke qazi bhi kahe h. rahe ki shohar ko lao Tu khola hoga, mai 10 mahene se alag ho, mere pas sharai hojha bhi h
@bpj1824 ай бұрын
Khula is mode of divorce available to muslim woman for valid grounds, not that whenever she left and joined the cohabitation of husband again.. Logic.
@mujeebdeshmukh66533 ай бұрын
Who will decide what is valid ground and what is invalid.If she goes on her own will and comes on her own will,then the husband has also the discretion to accept her again or not.
@Ibad_teach11 ай бұрын
Jajak allah khair
@meerz934311 ай бұрын
1.00 mint pr cut kyu he
@shahnazkhatoon5288Ай бұрын
Assalam alaikum
@SFB49933 ай бұрын
Jazakalla Khair
@AyatKhan-dz3iy6 ай бұрын
Janab Allah se dua Karo ke dobara😮aisi naubat na aaye abhi mile dobara na mile
@sab818611 ай бұрын
Which is the 3 rd type of Nikah you mentioned in this vedio could you please elaborate
@yakubjat202011 ай бұрын
Listen again
@ayyubkhan63883 ай бұрын
As salamu alaikum mujhko Aapse Ye puchna tha agar koi ladki ya ladka galti se ya Jann puch kar pig ka gosh kha Le Ya usko muhe me rakhte ke saath ullag de to kya humko phir us ladki ke saath rahena chiye Ya dost ke saath rahena chaiye
@shariyashariya390211 ай бұрын
Assalamualaikum yek aao rat khula leti he or o dusri shadi hoti he or o pehele hi pati ke pass ajati he kay ye haram he
@bittanbaby96586 ай бұрын
Asslamoalyekum..... aap se bat ho skti h
@Muftisahbbeyan985 ай бұрын
Whtap kry
@malikshaban731411 ай бұрын
ماشاءاللہ
@nassirconstructionanddevel62599 ай бұрын
Assalamualaikum mashallah good
@enfieldstatus6474 ай бұрын
Aap na vidio cut kiya hua matlab edit vidio upload kiya ha
@nagmakhatun688011 ай бұрын
Aslam allekum faiz sahab mere sister ke sath masla ho gya h uske husband unko call pe 3 bar talak bol diye aur ab chahte ak sath rhna kya iske koi rasta bate please sir baut sukriya hogi iska hal bataye please please 🙏🙏🙏
@mahboobkhanislamicjankari942311 ай бұрын
Walykam assalam 1 bar ya 3 bar ek sat bolne se Talak nahi hoti . 1 bar ke bad 3 months ke bad 2 dusri aur bher3 Wakt lagta hai.. a nai ke ek sat Bolde talak hogaya
@razamughal458211 ай бұрын
Koi rasta nai. Teen teen hoti hain
@Learnaboutdance4 ай бұрын
As salam wlk Khula ke eddat ke ander mard or aurat fir se rozu. Kare to understand dono ka nikah rahta hai na..ki dono ko fir se nikah karna hoga.. plzzzzz reply karye..
@razamughal90954 ай бұрын
Khula meh rujoo nai ho sakta. Pir se nikah karna hain
@ZishanAli-nn3wx11 ай бұрын
As salaam alaikum. Agar kisi aurat ne khula liya to as per shariya law.. kya uske husband ko alimony or maintenance expenses Dena hoga. Iske fayda utha rahe hai bahot si behne aur ek qism ka khel hogaya hai aajkal.. plz explain
@razamughal45826 ай бұрын
Nai. Kio k hai toh woh khula.
@GrahamsbolleАй бұрын
Wapis aa sakti hai, is ka matlab Nikkah dobara ho ga ya nikkah k beghair rujo ho ga?
@razamughal90958 күн бұрын
agar khila hua aur is duran shohur ne talaq na dee ho toh woh dono pir se nikah kar sakty hain
@irfanshaikh-jv6hz4 ай бұрын
Deen me b bhaut msuhkile hai
@shariqkhan999811 ай бұрын
Great 👍
@althaf.261911 ай бұрын
Mashallah
@AYESHAPRINCESS-lo3kt5 ай бұрын
Faiz sahab mere shohar 18 month Tak mere khareeb bilkul nhi aay or Mera bilkul khayal nhi rakhte Thai islie mainne unse khula liya kya ye sahi hai wo mujh se nafrat or hamesha naraz rehte or Ghar se jaane k lie khete Thai islie my khula li
@razamughal90954 ай бұрын
Yeh khula jaiz hain
@Amyrasiddiqui7918 ай бұрын
Assalamualaikum sir mere admi ne bhi 2023ki Eid ke din talak diye they phone pe teen bar talak huwi kiya mujhe bohat becheni hoti hai kiya main inke sath haram se reh Rahi hu ya halal hu pzl batain app samjh nahi a raha bhai bata do plz
@razamughal45826 ай бұрын
Haram. Teen teen hain, mufti tariq masood ne apny episode 100 meh bat sabit kar dee tee aur begair Quran aur sunnaht k, sirf logic se mai bhi sabit kar sakta hoon k teen teen hain
@Muftisahbbeyan985 ай бұрын
Astagfar
@shamimansari936311 ай бұрын
Ek dam sahi bole Bhai bhot julam hota hai aurto per humare Muslims jamate koi Kam ki nahi fir ager Modi ko support karo to gusse se lal hojate
@arifanoor514411 ай бұрын
Dekho muslim ka education nahii ha To yahi hota ha
@faizakhan16457 ай бұрын
Asslamualekum Hazrat Mujhe aap se bht zaruri bat karni hai mulana sahab mera nikah 3 sal pehle hua tha mere suhar ne 1 mahena bol kr aaj tak ruksat nahi kiya 3 sal har mumkin koshish kar li par unhone vida nahi ki aaj mera khula hai kyu ki talkh n di unhone aur denge ko mna kar diya woh cahte hn main kharch le kar maa bap ke pas rehti rahun😢 kabhi aik din ko aate bhi nahi Hazrat kise ko pta bhi n h ki mera khula nikah hua hai 😢plz btaiye meri iddat kitne din ki hogi 😢
@SMR77996 ай бұрын
Kuch parishan matkaro
@razamughal45826 ай бұрын
Khula jaiz hain kio k us ne rukhsat nai kiya. Agar kabhi bhi us k sat koi privacy nai tee, yani k band kamry meh milna, ya online ek doosry ko video dikhana, ya sat shopping jana toh pir rukhsati nai hue. Warna hua hain, warna is ko rukhsati hi kehty hain. Agar rukhsati nai hue toh koi iddat nai
@moshtaqahmeddawood11376 ай бұрын
I am a little bit confused about this matter, khula means a request from his wife to her husband to give her divorce according to a mufti from across the border i don't have very much knowledge about this please clarify
@razamughal45826 ай бұрын
@@moshtaqahmeddawood1137 that is correct
@warsi337711 ай бұрын
Khula ke baad agar aurat ne dusra nikaah kar liya to kya vo dusre shohar ko chod kar phir se pehle shohar ke pass aane ki kya condition hogi 🙏🙏🙏 please reply
@maira80719 ай бұрын
Dobara nikkah kr lo
@razamughal45826 ай бұрын
Doosry shohur k sat humbistri hue hain toh pir koi condition nai hain. Agar yeh pre plan halala ki koshish ki ja rahi hain toh haram hain, ap jaisi aurty doh taqy ki hain kabhi ek mard k pas kabhi doosry k pas
@mohammadmokim92811 ай бұрын
Jazak Allah khair
@ahmedsheikh537111 ай бұрын
Assalam o Alaikum wr wb Faiz bhai k under jo mufti fatwa ka reply daitay hain un ka cell no send kijyay sharai reply chahyay
@ahmedsheikh537111 ай бұрын
JazakAllah
@sufiyansalam50011 ай бұрын
Kya khula lene wali ladki kise or se shadi kr sakte hai?
@TruthAndDare-qe3pt5 ай бұрын
Agar koi aurat sirf khula legi to wo future main apne husband k pass wapas ja sakti hai ye Ghar walo k liye musibat banegi na jab tak dil chahega Ghar walo ko use karenge dono husband wife mil k uske bad ek ho jayenge to sahi hai agar talakh bhi li jaye khula main alag hona hai to puri tarha se hona chahiye ye bich wala option nahi rakhna chahiye k future main jana hai to wapas jao ek khula r ek talakh k piche sirf husband wife nahi pure ghar k log pareshan hote hai🤬
@YasminKhan-x7n4 ай бұрын
Assalamualaikum mere sohar mere se talak nai liye h aor hm dono char saal se aalg h tho talak ho jata h kya aor mere sohar tisri nikah kr liye h bina talak ke uske baad mere sohar talak ke liye kes kiye hai iske bare me aap batao ge kya
@razamughal90954 ай бұрын
Talaq nai hue jab tak woh na deh
@naziyabegum01439 ай бұрын
shukriya❤❤❤❤
@hamidsayed211211 ай бұрын
Pehle unka socho jo ab nikah ke intezar mein arsa bitaa rahi hai
@Afsha...11 ай бұрын
Really so informative l really don't no about it 😮😥
@jamateinsani824911 ай бұрын
Koi Farq Nahi Hae. Dono Me. 1. Mard Ki Janib Se Hoo..? Toh. Talaaq. Aur. 2. Bivi Ki Janin Se Hoo..? Toh. Qula'a.. Dono Ke Liye. iddat Zaroori Hae.. Quran Me Qula'a Ki Details isi Liye Nahi hae.
@arsh73485 ай бұрын
Agar saare ne bivi k bhoat par bosa kiss deya or usse cheda zabardasti to kya nikha tut jayega
@Muftisahbbeyan985 ай бұрын
Whtap kry sawal
@shariyashariya390211 ай бұрын
Kay aao rat yek sohor se khula le ke dusri shadi ho jati he or o bad me pehele Wale shohar ke pass ajjti he Bina use shadi kiye kay ye haram he
@shariyashariya390211 ай бұрын
Plz rip
@razamughal458211 ай бұрын
Of course haram hain. Pehli baar us ko apny shohur se talaq leni hain tab woh doosry shohur k pas jaygi
@sameershah666211 ай бұрын
In Hindustaniyo/Pskistan/Bangladesh/Afganistan ke molviyo ne Allah ke deen me milawat kar ke Mullah ka deen bana diya😢
@dream11hackingtrickstoeasy8611 ай бұрын
Assalamu alikum When I was born in hospital I was adopted by my parents after a hour of my birth My name was given by my adopted parents Now I am 32 Years What is Islamic stand for me Please clear
@razamughal458211 ай бұрын
You cannot inherit more than 1/3 rd from your adoptive father. And you must try your hardest to find out if you real father gave you a name. Otherwise change your name, do not keep the adopted fathers surname
@dream11hackingtrickstoeasy8611 ай бұрын
@@razamughal4582 my all qualifications documents have the name given by my adopted parents I am also doing Govt. Job with same name. My original parents passed away What is way to change my name
@shabnumkhan43996 ай бұрын
Assalamualaikum mere shohar ne muje 3 time phone pe talaq khate hu tume talaq talaq talaq aisa kahdiya tha 😓 kise aalim ko pochne par gusse me deye huwa talaq o nahi hota aisa bol kar chodiya tha bad my ne 4 months bad o gali sab bakte huwe kouch aise alfaz khate the my bad jak ge khula deye thi o phir se mere pass aana chata hain sabi muje galat kahere hain my khula dekar galat ki toh aab batye my uske pass wapas jak saktin hu ki nahi mere 2 bacche b hain toh ab jawab zaroor Dena muje intezaar rahga
@Muftisahbbeyan985 ай бұрын
Whtap kry sawal
@kashifrub033224 ай бұрын
Molvi sahab ap ke concept clear nhi , clear kren, sahi sharaiat bataen
@ParveenBegum-ck6oy5 ай бұрын
Mere shohar se talakh hue 3 month ho gaya hai mera ek beta der month ka Kisi majboori mein humnein divorce le liye the ek aisi majboori jaha mere jaan pr ayi thi yeh baat woh nyi jaante the lekin mere pass or koi raasta nyi tha isliye maine unse divorce le liya pr ab mein unke pass Jana chahti hu woh meri baat sunna nyi chahte ab aap hi boliye mein unke pass kaise Jaun mein unse bohot pyaar krti hu mein unke liye kuch bhi kr skti hu mujhe unke pass waapas Jaane ka koi raasta bataiye please 😢😢😢
@aftabpasha17894 ай бұрын
Behan app unse robaro hoge pora sach bol dijiye shayad vo apke baat samje
@aftabpasha17894 ай бұрын
Behan app unse robaro hoge sara sach bol diya shayad apki baat samje
@razamughal90954 ай бұрын
Yeh likha karo k kitni talaq dee
@zakirhussainshaikh-r9q11 ай бұрын
Aap saath main ye bhi samja do ke khula Lene ki wajha bata do , dusra jab aap khula Lene ke liye din ka sahi tarikha bol Rahe to ye bhi bata do ke khula to mil Jayega bachhe log ko shahor ki Dena Hoga,
@mohammedabdulhafeez551411 ай бұрын
sader khazi, ko ikhtiyaar hai ke us ladki ko khula dilaye khanoonan.
@adityagadve313111 ай бұрын
1st
@Minimalistveganantinatalist4 ай бұрын
Isko kuch bhi knowledge nahi hai khula is equal to talake bain agar wapas saath Mai rehna hai to wapas se naye Mahar se Naya nikah karna padenga
@srkids7770Ай бұрын
Ye toh aapne khula ka bataya. Lekin talaq me bhi toh auraton ki rights nahi. Agar aadmi talaq bol de teen baar toh aurat ko alag alag instance pe. Toh teesri baar talaq bolne ke baad kyu iddat nahi aurat ke pass koi tareeka nahi wapas husband ke paas jaaneka. Ye galat nahi hai? Husband ke teesri baar bolne par palak jhapakte rishta khatam ho jaaye. Allah is kind I cannot believe that allah wud put such a unfair rule in place for women. My husband said talaq to me few days back for the 3rd time and I dnt know how we can now be tigeda even though we both want to. There has to be a way in islam apart from marrying sumone else and coming back which is wrong. Pls advise
@razamughal90958 күн бұрын
he had TWO chances. you should be ASHAMED of being so worthless that even on the THIRD time you want him back. no self respecting woman would go back after just the first talaq.
Your use of polio isn't apt in the context it has been used.
@Nakib.Skill883811 ай бұрын
Assalamualaikum may kuch sawal karna chahta hoon lekin kaise karu aapka number please dijiye
@simplegirlalisha28768 ай бұрын
Chup chup k matlab?
@rehanabegum632311 ай бұрын
what ? did u just say she could get married ? by going away without the husband divorcing her ? Islam doesn't cater to people's fantacies, Talaq or Qula can happen only with the husbands will, could u plz provide a hadith where Qula was allowed during the life of Prohet Muhammmad S.A.W, you are completely wrong in this case, Ive followed you and gained knowledge many a times, but u are wrong here, Talaq ka iqtiyar sirf shouhar k pas hota hai
@razamughal45826 ай бұрын
He is also totally wrong about three talaqs being one
@gointothedeep_04 ай бұрын
Ye sab public ko chloo ran banate hai 👁️👁️
@aryank37894 ай бұрын
@@razamughal4582 can you please provide reference from Quran and hadith about giving three talaq once counts as three or one.
@razamughal45824 ай бұрын
@@aryank3789 yes. You can watch mufti tariq masoods tafseer e Quran episode 100. And we do not even need to do that. Using simple logic I can prove to you that three are three.
@aryank37894 ай бұрын
@@razamughal4582 I do not need ur simple logic. I need reference from Quran and hadith stating giving 3 talaq at one time Constitutes to 3 count.
@srahman-wc8rq11 ай бұрын
toh kya khula lene ke baad Biwi DUSRI NIKAAH kr skti h kisi Dusri Mard se.... plzzzz HELP with a REPLY.... Faiz Bhai ????
@razamughal458211 ай бұрын
Yes. Agar khula us ka kisi jaiz shari waja se liya gaya ho
@GoodVibes-mv6qq11 ай бұрын
Respects ... respects. .... respects.... Faiz bhai ... Aorat ko ktna mard log islam k nam pr dabakar pagal kar diye .. iske behtareen misal aapne di . Shohar apne maa to phr bhi theek , even apni bhabi k lye nazar andaz karte aur bivion ko srf nafrat karte .
@asgarshaikh77538 ай бұрын
Bilkul sahi he agar Ladki ki chale to daily khula deti isliye Ladkiyon ko isme azad rakha gya he. Lekin mard ye bahot soch samjh kr decision Leta he
@Minimalistveganantinatalist3 ай бұрын
Khula itself a talake bayan he knows nothing about it
@abdussamaddraxi740811 ай бұрын
Agar ek hijabwali wife husband ke alawa boyfriends se sambandh rakhti hai to os ki saza sazye mout hai,
@MohammedGhouse-e8z4 ай бұрын
A
@NishatSiddiqui-d2b11 ай бұрын
Agar miya bv m ladai rehti ho mijaz nahi milta ho to miya bv bina baat kiye ak ghar m reh sakte h bachon k liye khula samjh kr ?
@razamughal458211 ай бұрын
Nai
@morpheus62911 ай бұрын
isliye bolte kisi Aalim se ilm hasil karna... warna aisich gumrah hote aur doosro ku bhi gumrah karte