Nice lecture... Ummah needs this kind of lectures like common like this one... No one makes lecture on these common topics but you do... Jazakallah Khair...@Adv. Faiz Syed & Team
@smkhalidjamal8 ай бұрын
MASHALLAH AP OR ZAKIR NAIK KA BHT ISLAHI BAYAN HOTA HAI JAZAKLLAH APKE BAYAN SE ME QURANO HADITH PE AYA PEHLH DEOBAND SE THA
@arifahammad4514 Жыл бұрын
Ma sha ALLAH...jazakallah khair .
@saniyasiddiqui-1234 Жыл бұрын
Much needed✨♥️ Jazakallah ✨
@achiever9560 Жыл бұрын
MaShaAllah bohot acha lecture tha💐 Allah se dua hai k Faiz sir or unki family or unki poori team ki Zindagi me barkat ata farmae or hum sab ko is lecture me batai hui baato par amal karne ki taufeeq ata farmae Aameen.🌺
@fawazfaisal5189 Жыл бұрын
Ameen
@Nationaltractor07 Жыл бұрын
MashaAllah informative lecture shaikh
@onecreator1428 Жыл бұрын
Jazakallah 😊
@sarachannelr7675 Жыл бұрын
thank you apne yeh topic me baat kiya h....warna hum jaise log isi situation guzar rahe bol b nahe sakte boz ghar k bahu hai na ....maine to status lagadiya samjdar log samj janachahiye ....
@muskankhatoon8928 Жыл бұрын
jazakallah khair for making video on this topic Faiz bhai may Allah SWT bless you and your family ameen ya rab 🤲🤲🤲❣️❣️❣️
@imtiazblouch7135 Жыл бұрын
MashaAllah
@Anaya14504 Жыл бұрын
Alhamdulillah
@MdSohel-po9qc Жыл бұрын
আমিন 💖
@shajidkhan6480 Жыл бұрын
Masallah
@shahfaisal8330 Жыл бұрын
Thanks
@mdayyub1679 Жыл бұрын
Assalamu alaikum wa Rahmatullah
@rihanhashmi5538 Жыл бұрын
Adv.faiz syed..assalamualikum faiz bhai main bhut Pareshan hun please help kijiye..meri ammi ka 2018 m intekal hua or mujhe pata chala ke unka life insurance bhi thha to uss insurance ke 2 lakh rupee mile mujhe achha uss waqt main namaz bhut se bhi kam padhta thha or jhut wagera bhi zayada hi bolta thha ghar walo se ladai bhi karta thha yani mera jahaliyat ka dor thha phir maine 2019 m uss paise m or paise milakar ek plot le liya..lekin Allah ne ab mujhe hidayat de di esi ke Alhamdulilah maine tamaam gunaho se taubi kar li or Alhamdulilah kafi achha feel karta hun par samajh ye nhi aa rha h ke kya mujhe plot bech kar wo 2 lakh rupee kisi ko Dene honge ya nhi..please faiz Bhai jaldi se jaldi jawab Dene ki koshish kijiye please
@humairaiqbal2951 Жыл бұрын
Toh k liye jo saza h wo to qayamat k liye h..duniya me kya saza hai....pls isko bataye,,,,ye to bht common problem h..
@zahidshaik8430 Жыл бұрын
Assalamualaikum Post office me Jo schemes rahte hyna Kya usme paise invest karskte Hy Kya Shukriya
@Allboutboutbollywood Жыл бұрын
16:31 , I’m going through this situation, as my in laws lives in there village, & visits us alternatively! But rather than knocking our door ringing the bell they directly come inside the home ( I know it’s their home & their rights) but sometimes I don’t get comfortable as my brother in law visits whenever they wants to, & mother in law & father in law do the same ( after all my father in law is in jamat & he’s Ameer of the jamat ) still. I told my husband but he didn’t reacted ( he was trying to say me that it’s their house they can whenever they wants to ) what should I do ? After these things I felt the need to build my own house for the privacy . & my husband himself gave the keys to them to visit. But they visit anytime they want whether it may be midnight or the post morning. Suggest me something
@sarachannelr7675 Жыл бұрын
pls Husband wife k beech bohat interference hotq hai. spl village side kindly ispar topic bayan kare
@ikramikram2729 Жыл бұрын
Salaam alaikum ji Bhai maine apne channel per add band Karne hain to yah kaise hote hain mujhe please batana
@misgargaming5279 Жыл бұрын
High school ke baccho ke liye ek speech karo jiss me galat raste galat rishte .aur Jo bi aj kal chal raha hai boy friend girl friend .iska islam me kya abandi hai. haram kya hai . Ham perents kaise bat kare unke pass app zara acche se samjado. kio ke aaj kal mahol qarab hai bacche galat sangat me na pad jaye dar lagta hai .jaise hai waise side raste par chale. Paki ke bare me bhi boleye na zra .meharbai hogi. Jazakallah
@hirakhan885 Жыл бұрын
Assalamualaikum
@sameerakhtar6426 Жыл бұрын
Assalamu alaikum
@sanumsaeediayaz279910 ай бұрын
sahi kaha bhai ap ne log bht tang krte hain. itne sal hogae bache q nhi ho rahe? or yaha tak kehte hain log k tumhre sath falan falan ki shadiya hoi thi un sab k 4, 5 bache hogae hain ilaaj krwao apna
@humairaiqbal2951 Жыл бұрын
Second marriage ajkl bht tough ho gyi h...ghr wale talak dillakr pachtatey h...or ldki ghr walo k faisley p hami bhr de..tb b ldki k ghr wale ldki ko hi glat bnatey h...kya advise h faiz bhai..is mamley me.....smjh ni ata,,,talak khuda ka faisla tha ya ghr walo ka...shadi jb tutni hi thi ,,to hui q,,,or agr khi or honi h to phle hi wha q ni hui...talak k label lgna q zaruri ho gya....kuch solve kre...duniya me koi kisi ka bi ni hota.... Sb ache waqt k sathi h..burey waqt ka koi b ni...sbki asliyat khul jti h..
@onlyiaslover Жыл бұрын
Bilkul sahi baat boli h mam!!
@achiever9560 Жыл бұрын
Assalamualaikum, dekhiye mujhe is maamle me koi experience to nahi hai par itna zarur hai ke isme Allah ko dosh dena ya ye kehna ke aisa hi hona tha to aisa kyu hua vagaira vagaira kyuki acha bura to har insan ki zindgi me hota hai or aap Allah se dua karein ke vo aapke liye asani kare or apse koi mistakes/galtiyan hui ho to unhe dubara repeat na karien. Jaha tak rahi ache or bure waqt ke saathiyon ki baat to sach batau to.. na ache waqt ka koi sathi hai or na bure waqt ka.. Asli saath rehne wala to sirf Allah hi hai... Kabhi kabhi zindgi me musibat jab aati hai jab humlog Allah ko bhoolne lag jaate hain or fir ahsas hota hai k koi asal me hamara hai hi nahi or Allah ke alawa kisi se zada umeed nahi rakhni chahiye or Allah ka saath hi sabse zada zaruri hai, Allah or uska deen hi hai jo dunya ki sabse zaruri cheez hai... Khayal or soch sabke bare me achi honi chahiye... par sabse mazboot rishta kisi se hona chahiye to vo hai sirf Allah. Or aap umeed rakhiye or poori umeed ke ke saath dua kijiye.
@humairaiqbal2951 Жыл бұрын
@@onlyiaslover ji,,,shayad,,,lkn,,sahi or glt bs khne sunne me acha lagta hai,,,allah jus hal me rkhe,,usi me sabr kr le zindgi asan ho jti h...phr mrna to h hi,,,beet jayegi,,zindgi,,,bs dua h,,allah k siwa kisi k agey hath na failana pde,,sir na jhukana pde,,zindgi choti hui to asani c khtm ho jayegi,jldi hi jannat naseeb ho...ameen
@santoshkumbhar3690 Жыл бұрын
Thoda tum khud bhi socho....... ki galti kiski thi....?
@achiever9560 Жыл бұрын
@@santoshkumbhar3690 ye sochne se kya hasil hoga? Pehli baat divorce jaisi itni badi badi cheezo me kisi ek ki galti nahi ho sakti.. par agar vo maan bhi le k puri galti unki thi to bhi waqt me peeche jakar sab theek to kiya nahi ja sakta. Bas baith kr sochte rehne se depression ho jaega or insan soch soch k marne ki khwahish karne lagega jisme aap bhi gunahgar banenge.. to agar baat karni hai to achi bat kare insan varna chup rahe.. ye hadees bhi hai.
@rihanhashmi5538 Жыл бұрын
Koi mera msg faiz bhai tak pohcha do please mujhe mere sawal ka jawab janna bhut zaroori
@thook20899 ай бұрын
Maa baap ka aulad ki privacy mein dakhal krna kaise hai