Video Se Related Koi Sawal Ya Masla Ho To Call Karen +91-80-5545-5545. Hamare Is Kaam Me Madad Kare Apni Zakat Sadqaat Aur Donation Ke Zariye UPI ID : IRCEWT@SBI
@shamma_134 жыл бұрын
Assalamualaikum... Mera sawal hai ki Esaal ka matlab kya hota hai..??
@mdramju14064 жыл бұрын
Assalamu alikum
@adamasMagna4 жыл бұрын
Astakhfar k liye kon si dua parhni chiye? Please batain.
@bushrafalak71193 жыл бұрын
kya kisi zinda insan k liye bhi esale sawab ( sadqa ) de skte hai? kya unko marne k bad sawab milega?
@bushrafalak71193 жыл бұрын
kya kisi zinda insan k liye bhi esale sawab ( sadqa ) de skte hai? kya unko marne k bad sawab milega?
@mishabaig43917 жыл бұрын
u and zakir naik is best persons in preset time.. respect From pakistan
@josepjosep14206 жыл бұрын
Yes
@noorjahannaaz73315 жыл бұрын
you are right my brother
@sadafkiani78865 жыл бұрын
Yes
@sahb58355 жыл бұрын
Sisu engineer Muhammad Ali Mirza is Also best please must watch his lectures please please
@sufyankhan45695 жыл бұрын
@@sahb5835 wo eng ali mirza neem rafzi hai. Sahaba r.a ki burayi aur ghaltiyan nikaalta hai.
@shahadattansari11775 жыл бұрын
Allah is great jo chaho Allah se manglo Allah ke banaye sabhi din khash hai jab chaho jo chaho Allah se manglo sabr ke sath sab kucch paya ja skta hai Allah hi se mohabbat kro
@rizwanabegum97992 жыл бұрын
Assalamualaikum wa rahmatullahi wa barkatahu, jazakallah khair, allah paak aapko sehat aur affiat k saath lambi umr atta kare ameen ya rabul alameen
@sahb58355 жыл бұрын
V good lecture u and engineer Muhammad Ali mirza & zakir naik and shiekh toseefur rehman are the best scholours RESPECT from Pakistan
@user-ui3ke1wn9c5 жыл бұрын
Allah swt aap Ki umr o ilm main barkat dain.. R hamesha deen Ki khidmat ka kaam lain.. Aameen
@wajdatabassum96134 жыл бұрын
Aap ki Sab takreer bht achhi hai
@AbdulSattar-nw7ox5 жыл бұрын
Ma Sha Allah Faiz bhai. Allah AAP kay Ilm mein izafa karay aur aapka samjhana hum sab k kaam aaye. Allah hum sabko deen samajhne aur AMAL karne ki taufeeq day A'ameen
@durzahid48319 жыл бұрын
Thanx for such a effective knowledge may my Allah bless you ameen
@rubelshaikh55866 жыл бұрын
durzahid masha Allah very nice bayan
@mhrimran74756 жыл бұрын
Ameen
@mohdsuhel28775 жыл бұрын
Mashaalla... Great answer on flowers on grave.!! Allah bless you
@naaznaaz22014 жыл бұрын
Ay Allah meri walidain Naseem begum ki magfirath farmai or vunke darjhath buland farmai janathul firdos Mai alla mokham atha farmai ameeen 🤲😥
@drshahidqureshi22775 жыл бұрын
Allah logon ko sahi deen ki samazh de. Aur ana se baaz rakkhe.
@aliyabegum86192 жыл бұрын
Assalamualaikum,, mashallah purane log nahi samjhte hamre deen ki batein
@shahedabegum89495 жыл бұрын
Bilkul sahi Faiz saheb Allah sabhi ko bidat se bachaye Aameen
@maliktarannum54187 жыл бұрын
jazak Allah faiz Bhai ur way of speaking is so gud ....ur all speeches are simply amazing .May Allah bless u.
@saimaali50515 жыл бұрын
Allah kre sabhi momin theek se sune....Aur amal kre.....jazakAllah bhai...
@geetsuhanenayepurane8745 жыл бұрын
Allah Aapko bhi samajh de ki Aap kya samajh Rahi ho
@pervezalam45844 жыл бұрын
@@geetsuhanenayepurane874 by
@amreenrehmaan5764 жыл бұрын
Assalam alaikum warehmatullahi meri dadi paanchon vaqta namazi ibadat k liye badi taqleef uthhane vali bht hi seedhi jo jinka intiqaal parson juma ko ho gaya h kal mayyat thi main bht ghumgeen hu or ghar vale sb unhe bht chahne vale the unhe hum sb ki aap tamaam insaanon se guzaarish hai k meri dadi k liye allah se dua karen k allah unki ibaadaton ko qubool farmaalen or qabr k aazab se bachalen allah unke darjon ko buland karen or jannatul firdaos me jagha ata farmayen meri itni iltija h aap tamaam duniya valon se mere liye bs itna kr dijiye aameen
@naseemafzal61444 жыл бұрын
Jazk Allah. Very informative
@javedmohd10436 жыл бұрын
Adv.Faiz bhai I appreciate your spirit towards sunnat and prohibited things
@mansari89507 жыл бұрын
Alhamdulillah Allah sab ko Amal karne ki taufeeq ata farmai Ameen
@kaisermomin46584 жыл бұрын
Aameen
@Go4Truth Жыл бұрын
jazak Allah apke jawab se mera sawal jo ma dhond raha ha mil gya jazak Allah
@ZafarKhan-i6j4 ай бұрын
اسلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ جزاکاللہ خیر
@noormohammed82714 жыл бұрын
ماشاء الله بھت خوب بہت عمده
@yasras67246 жыл бұрын
Allah Ham Sab ko Hidayat de AAMEEN
@mdshahnawazalam42317 жыл бұрын
assalamu alykum every seer , i have a request to make a video regarding nabi karim sallallah ho alyhe wassallam all the sunnah...(means getting-up upto bed time).thanks
@iammuslima80237 жыл бұрын
ma'sha'allah amazing
@6a-7ahmedkhan283 жыл бұрын
Jazakallah khairen kaseera
@alirafiq48406 жыл бұрын
Mashah Allah
@salwabegum42466 жыл бұрын
Assalamualikum ,jazakallah brother aap bahut acha Explain karte hai , aapki wajhe se mere bahut ghalat fahmiyan door hoyi hai.
@sayyednagma22326 жыл бұрын
Such a nice information
@MuskanKhan-gq4ck4 жыл бұрын
Jazak Allah.
@m.ibrahim2534 жыл бұрын
Bht alwww boss dil khush hota apki baty sun k
@naimahmadkhan29464 жыл бұрын
अस्सलाम अलैकुम जब मैय्यत को दफनाने के बाद घर के लोग जब घर आते हैं तो घर पर फतेह करते हैं और खाना खाते हैं यह कितना जायज हैं
@kashfankhan69376 жыл бұрын
Hadees " apne murdon keliye surah yaseen padha kijiye". Faizbhai iss hadees se kuch samjhayiye please.
@shahidX8Ай бұрын
Reference clear do bhai number k sath
@faiyazaliali90866 жыл бұрын
Jazak Allah khair
@mustaqeemshah98885 жыл бұрын
Subhan Allah
@rubelshaikh55866 жыл бұрын
masha Allah
@urwakhan95118 жыл бұрын
MashAllah bht acha tareeka hai samjhany ka
@zubiyafirdous48037 жыл бұрын
I really love you lecture
@drnaeem80925 жыл бұрын
حضرت سعد ؓ نے جو کنواں لگوایا اپنی والدہ کے ایصالِ ثواب اس کا کبھی بیان نہیں نکلے گا زبان سے أَسْتَغْفِرُ اللّٰه
@mohdhamza6595 жыл бұрын
Great 👍👍👍
@faizhasan84467 жыл бұрын
Masha Allah Bhai Allah hme nek tokiq de
@N89-q4r6 жыл бұрын
Mere shoher k lie dua kre unka intekal ho gya he Allah muje or mere 4 sal k bete ko sbr de or mere asif ki magfirat kare or usko jannatul firdawas ka haqdar banaye or kbar or jahannam ki aag se hifazat farmaye or Uske sawal jawab asan kre Ameeen
@noorbanusheikh54655 жыл бұрын
Ameen
@muhammadmaqsood45915 жыл бұрын
Ameen sum ameen
@irshadishushaikh77895 жыл бұрын
Allah aapko Aapke beta ko sabr de aur aap dono Ka mustakbil achcha banaye aur aap dono ko hamesha salamat rakhe Quran aur hadees par haq par rakhe aur aap k shohar ko jannat ul firdos me aala makam ata farmaye aameen yaa rabbul aalameen
@muzammilmujtaba82895 жыл бұрын
Bohat dard hota ha jab koe apna hamesha kay lea chala jata ha but jo ALLAH ki marzi ALLAH aap ko sabr day or asif bro ko jannat ul firdous main jaga dain ALLAH aap 2nu ki mulaqat jannat main karaa
@N89-q4r5 жыл бұрын
Jazakallahukhairun All
@mohammedrafeeq5787 жыл бұрын
jazakallha
@saadmayat80446 жыл бұрын
MASHA ALLAH
@mohammedyaseen22352 жыл бұрын
تمام اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی مسلمان اپنے اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی علماء ہی سے دین اور شرعی مسائل حاصل کریں۔
@aneesahmad78735 жыл бұрын
Mashaallah
@abduljalilkausar46272 жыл бұрын
Aap sahi farmate haen ! Mar gaya mardud na fateha na dorud !!
@princezenith87166 жыл бұрын
molana tareeq jamel sahab ka ek bayan suna hau maine usme vo kah rhe hai ki kabar pr jakar quran padna chahiye kuikii iska javab phochta hai .
Yr dill hi torrr diya ino n to hm kry kya un k liyeee 😭😭 meri ami ka loye kyakru maiii😭😭
@muhammedaalam24614 жыл бұрын
quran pak parhy
@mohdaamirkhan20133 жыл бұрын
Iss makkar ko mat dekho
@ashfaqueshah25382 жыл бұрын
Mashaallah faiz bhai 👍👍👍
@Super_videos-k3o4 ай бұрын
Maulana Sahab mere Mama ji bahut Khushi Karke gujar gaye aur vah pahle shrabi peete the to kya main unke liye Sabha mein aisa bhej sakti hun kuran ki tilawat karke
@muhammadyousaf93086 жыл бұрын
Jazak Allah
@salmabegum8094 Жыл бұрын
Inshallah karenge doneshion adrees b bataye
@sanjidakhatoon92835 жыл бұрын
I like it
@salmabegum8094 Жыл бұрын
Hum Hyderabad se hai
@qaiserahmed81424 жыл бұрын
Mashllha
@muhammadkhan51768 жыл бұрын
mashallah bahot acha
@amairaalbalushia9459 Жыл бұрын
Salam Mayyad ke liye kis kis din roza rak sakte hai? Or kiya 30 din pura roza rakna zaruri hai?
@adnabandasha32012 жыл бұрын
Logon ko ajeeb adat hogayi hy ..doulat ka hirs tho hirs lekin sawab ka b hirs karne lage ..taake Allah kabi bhi isale sawab kubool kar sakte hein ...is bath ka imaan khatam hogaya hy Allah k buzurgi se ..
@fakherunnisabegum902 жыл бұрын
Assalam alaikum janab perde ke Ahkam mein mahram aur gair mahram kia farqu rakha jae??? chehre aur hath paoun ka khula rakhna na mahromoun ke age kafi hai ya nahi???
@Firozkhan1212-y1y6 жыл бұрын
Right sir
@ruksnaimkhan1007 Жыл бұрын
Asslam walaikum Kahi log bolte h k hm jo padhte h wo hmare bujurgo tk nhi nhi pohnchta lekin aapne btaya k quran k alawa aap astgfaar padhe , ya kuch b padhe kya wo to ponch jayga ya hm apna wqt jaaya kr rhe h ye sb padh kr
@afreenansari61056 жыл бұрын
Mashallha
@csrinnovation37344 жыл бұрын
Rooh ku khusbu pasand aur phool tofah hai jab tak phool taaza rehtai zikir karta
@husaink77345 жыл бұрын
Right...
@misbahuzzaman8570Ай бұрын
Assalamo Alaikum shaikh sahab. Jb maut hoti to to uska naam e aamal band kr diya jata h to phir mayyat k naam ka sada kaise pahunchega.?
@FaizNasar-zt9sm Жыл бұрын
Esale sabab marhoom ke liye masjid me kuch saman ya Tamir me hissa le sakte hai kya iska sabab marhoom ko milta hai
@yunuschaviwala74135 жыл бұрын
Kya40 ve din mayyat k pichhe brtn aur jo hamari jivan jaruriyat ki chije hoti he vo dena hota he ??? Plzz muje fast reply kare mere hus....ka 40 va aanewala he pata nahi log kya kya bolte he khte he ye sari chije deni pdti he vaha usko milega plzz batana
@Madina_tv.4 жыл бұрын
Very good 🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰💕❤💓💝
@ShaukatSk-yl6fr5 жыл бұрын
Nice
@mohammedayaan7240Ай бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuh..faiz Bhai.. jabhi topic Barsi 40 ma aayato log ye puchte hai ke...is ka zikr quran me aata kya bolke ? Mark rakhte hai....lekin vus time me vunn log ko kaise samjhaya jata hai bataye aap...
@mohammedayaan7240Ай бұрын
Barsi 4o ma karna Biddat Amal hai lekin yha log qurase sabit Karo puchte hai..inko kaise samjhana hai😒
@ARBINDKUMAR-zl4cj3 жыл бұрын
Assalam alai kum pls hame ilm de kya kuran hadiya kara kar garib ko najar Karna marhoom ko iska sawab milega
@naushadwarsi57338 жыл бұрын
Assalamalekum faiz bhai maine aap ki bahot sari video aur audio suni aur dekhi mujh aap ki takrir se ek baat saf tour pe samjh me aye ke aap logo ko deeni maloomat ke liye nahi walke Un logo hansane ke liye hi karte ho mane bhi aap ko kitni war apne maozu se bhatk te dekha hai aap wajhe deeni takrir ke Achchank se comedy an karne lagate ho mera aap se ek sawal hai ke aap koy Alim mufti kari ho yaa fir ek commedyan ho
@ysazeem8 жыл бұрын
Naushad Warsi भाई ये सिर्फ समझाने का तरीका है, और हर तरह के गलत अकीदे को वो बयान कर रहे हैं और तरीक़े (बिदअत )हम लोग अपनाते हैं वो वाकई बहुत मज़ाकिया होते हैं
@farheenbegum18156 жыл бұрын
Quran or namaz nai padhna ya seen shareef ni padhna binja ni phdhna phr kya padhna roz quran padh k isal nahi kr skte kya
@zaidsiddiqui57904 жыл бұрын
Haj and zikr is also badani ibadat
@sparkey6555 жыл бұрын
Aap jo shafa keh rahe hai wo galat hai sahi to shifa hai shayad i am confused
@MrsNawaz-tl7ke3 жыл бұрын
U r right
@zohanzohan.23876 жыл бұрын
Asalamualaikum sir mai mafi chati hu lekin ap shifa ki jagah shafa kahe bakhi apka bayaan bohot acha hai alhmdulillah
@heerafathima18236 жыл бұрын
Bolsakte h meaning ekhi h just pronunciation ki baat h...
@nehas31414 жыл бұрын
Mere walid ka inteqal carona ke wajhese hua hi ... kafan janazeke namaz nsi hosaki kyun aisa hua mujhe reply karna plz bhai
@sabiyashaikh25532 жыл бұрын
Kya mayet ke naam se bachchi alima bana sakte hai
@faizs96768 ай бұрын
Maiyat ko koi bhi esale sawab kar saktey hai aur kabhi kar sakta hai ..... Bhale se mil ke kare ..... Iss mein galat kya hai ..... Bidat ki tohmat laga dena asan hai ....
@mohammedzakeer72282 жыл бұрын
can we give sadqaa for ghair muslim
@naveelahgandapur93415 жыл бұрын
Juma ka din aulad qabarestan Jana ka mutalaq Jo hadith sahi ha?
@AmirAli-pz6sx5 жыл бұрын
Asalomualikum me cheya jama ki tori, tadad pata ni me kuch na kuch kalme parhti hon sirf ye neyat k ibadat hojie gi akhrat me kam aie gi or tasbe p b parhti hon istara paraha jata hy zada logo ko bola kr ni ami me bachy istara parha jata hy kia ese na kre parhny ki neyat akhrat me zada zakhera ho ibadat k
@azizurrahmanasp9845 жыл бұрын
Kiya sadka pure family ki Taraf se diya ja sakta h ya kisi 1
@nadiaahmed27567 жыл бұрын
if we read Quran by itself for there loveone
@econstruction36 жыл бұрын
Please tell me,is it proved by any hadith that one can go to graveyard for dua-a-magfirat for parents on Friday especially. Waiting for your reply...
@muhammadosman26545 жыл бұрын
Yes it is prophet Muhammad used to go to the graves and do duae maghfirat for dead people
@bbmastiii7795 жыл бұрын
not specially on Friday
@javedkhan-lr6ut10 жыл бұрын
nice
@ayubuaeayubuae81056 жыл бұрын
allah pak bless you brother aameen
@shamimabano64936 жыл бұрын
javed khan h
@funlovingaryan3 жыл бұрын
Hazrat khas isiliye kartey hen taki us bahane log us kaam ko anjaam de dete hen..agr isme prob hai to bataiye..kahan huzoor jamat lekar gaye 10 20 40 din..aapne kyu..ye din fix kar diye..khatme Bukhari Shareef..kon se sahabi ne ki thi..zarur bataiyega..ahle Hadis conf kis sahabi ne ki thi zarur bataye..ye sari bidat kahan se aayi
@muntazeem15 жыл бұрын
Kya khana khilane se murde ko khana milta hai
@afnaangamer65192 жыл бұрын
Asslamuliakum molesab apo ka no
@jawadpasha55424 жыл бұрын
Kyaaa Eid ki namaz b Nahi par sakhte kya eid ki Namaz or janaze ki namaz b Nahi par sakhte Sab tohra Soch Kar baataeye
@mazharzabeer55016 жыл бұрын
kiA kare jahilat it I hogay ke agar hum kuch bole Bhai aise nhi aise sahi nhi hai toh dushman hamare
@sanazahoor16365 жыл бұрын
Assalamalaykum fayaz bhi mera 1 sawal hai aap se k bewa awarat ko kaysa rahna chahiye
@realtruthofpakistan79953 жыл бұрын
23 log hon 70 log hon ya 70 lakh log hon jab zikar Allah ka horaha ho to tumhari koi auqat nhi k Mana karo
@kashfankhan69376 жыл бұрын
Hadees " jo har juma apne mabap ki kabr ki ziyarath karta hai Allah usey mutee farmabardar likhta hai. Faizbhai please comment.