Kya 4 Me Se Kisi Ek Maslak Ko Follow Karna Zaroori Hai Aur Kya Kitabo Sunnat Kafi Nahi By AFS

  Рет қаралды 81,171

IRC TV

IRC TV

Күн бұрын

Пікірлер: 233
@asifkhan-zv5eh
@asifkhan-zv5eh 2 жыл бұрын
Brother alot love from Pakistan.....u and Engineer mohammad Ali mirza are same on this point I really appreciate ur thoughts
@arifali86
@arifali86 Жыл бұрын
But engineer Ali mirza hamesha ulemao ki nakadri karte hai
@kareemyt75
@kareemyt75 Жыл бұрын
@@arifali86 sahi ko sahi galat ko galat bolta he or esa hi karna chahiye mere bhai
@MohammadAvezuddin01
@MohammadAvezuddin01 11 ай бұрын
Ek kaise ho sakte hai pyare woh to jahil hai Sahaba per jhoothe ilzam lagata hai usse ulama ki qadr nahi woh khud ba khud alim ban gaya Mirza Ek waqt per Ahle Hadees tha usko fame chahiye isliye us ne naya shuru ki no firqa keh kar rafiyat se bhi acha khasa paisa aara isliye Sahaba R.A galat alfaaz istemal kartha jab munazre ko aaao toh phire chup jatha yeah hai tumare mirza ki haqeeqat wo haisiyat
@saniyatabassum836
@saniyatabassum836 3 жыл бұрын
Alhamdulillah Apke bayan se ek nai ummid milti hai.... Jazak Allahu Khair
@rizwaanulhuq84
@rizwaanulhuq84 Жыл бұрын
Mashallah, very balanced, well-educated answer. May Allah bless you with more knowledge.
@AleenaImran-sz4hg
@AleenaImran-sz4hg 5 ай бұрын
Aameen😊😊😊
@indiama4478
@indiama4478 3 жыл бұрын
Mere Walid sahab ka naam Mohd Idrees h aapke unke liye magfirat dua kar dijiye plźzzzz, 2 month pehle ramzan main intqal ho gaya 😥woh bhi aapke jaise hi taqreer karte the 😥
@abdulawalahmed7780
@abdulawalahmed7780 3 жыл бұрын
Faiz bhai, Allah bless you and grant you a long life many thanks for explaining.......
@indiama4478
@indiama4478 3 жыл бұрын
Very informative video faiz sayed bhai Allah aapko umr draz kare taki sabko aise hi deen ki sahi malumat hoti rahe 🤲🏻🤲🏻
@ashasahmad5037
@ashasahmad5037 2 ай бұрын
How beautifully you explained. May Allah give you more power and imaan till your last breath. Please pray for all Muslims of Pakistan as well.
@donthateplz
@donthateplz 8 ай бұрын
MASHAALLAH, great explanation
@abdulaijaz3673
@abdulaijaz3673 7 ай бұрын
Bahot bahetrin samjh me aya alhamdulillah
@KashmirSk-qh9nk
@KashmirSk-qh9nk Жыл бұрын
Mashaallah ❤❤..very good explanation
@sdcreation9711
@sdcreation9711 Жыл бұрын
Mai pahilay raffuldain nai karta tha par wo sunat hai to mai chalo kar Diya to aisa kar saktay ai kayy??
@Beingsufi2506
@Beingsufi2506 14 күн бұрын
Haan kar sakte hain, Karenge to Neki milegi aur nahi karenge to gunaah bhi nhi hoga. It's totally upto you because hmare Nabi Kareem S.A ne dono trah se namaz padhi hai. Uske sath bhi aur uske bina bhi taaki ummat kisi ek ko sirf farz maan ke na chale.
@jalalalikhan7813
@jalalalikhan7813 Жыл бұрын
Masha Allah the best explanation I've heard till now, I watched almost every video of every Islamic scholar just to know about this fatwa of four imam and whom to follow alhamdulillah alhamdulillah now I have no doubts . Jazakallah khair
@zeenathzareen7698
@zeenathzareen7698 3 жыл бұрын
Assalamu’alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh Jazakallah Khair Faiz Bhai, your explanation is clear and acceptable with proper examples Mashallah. May Allah accept your efforts and increase your knowledge so mankind be benefited. Jazakallah Khair.
@AleenaImran-sz4hg
@AleenaImran-sz4hg 5 ай бұрын
Aameen😊😊😊
@islamicdawattv9120
@islamicdawattv9120 3 жыл бұрын
Masaallah bahut khubsurat byan ❤️❤️❤️❤️❤️🌹🌹🌹🌹👌👌👌
@munafismail5461
@munafismail5461 3 жыл бұрын
Masha Allah engineer Saab bhi yehi bat kahetey hai to woh sahaba ke gustakh rafzi hojatey Hai lanat ho engineer Muhammad Ali Saab par bugz rakhne walon par 🇮🇳
@gaus5810
@gaus5810 Жыл бұрын
Eye opening explanation, mashallah 😍❤️👍
@minarulansari5599
@minarulansari5599 2 ай бұрын
Bahutkhub .. masha allah
@generationislamicbanda7333
@generationislamicbanda7333 Жыл бұрын
Allah aapko salamat rakhe💖
@islamthereligionofalmighty5316
@islamthereligionofalmighty5316 3 жыл бұрын
Allah increase you in knowledge brother and bless you with Aamal and elim
@Saif-Ali-SA
@Saif-Ali-SA 3 жыл бұрын
May Allah protect us.♥️♥️
@AleenaImran-sz4hg
@AleenaImran-sz4hg 5 ай бұрын
Aameen😊😊😊
@wajidgani7793
@wajidgani7793 7 ай бұрын
Kya charo ko follow kr sakte hai
@paakislamiccentre
@paakislamiccentre 3 жыл бұрын
جزاک اللّٰہ خیرا
@PEACETV93
@PEACETV93 Жыл бұрын
Fiqhi masael ma aik cheez pr different ahadees hain different hain, to kon c hadees pkrro gay?
@CoolLoveAF10
@CoolLoveAF10 Ай бұрын
Mai toh confuse huwa ek sahi video bana do How to pray Namaz Like Mohammad (PBUH) ❤️
@ahmadohud350
@ahmadohud350 Жыл бұрын
Hazrat hurmat e mosahirat ke upar ak video banaiye
@bharatmeramulkhai5951
@bharatmeramulkhai5951 3 жыл бұрын
चारों इमाम में से किसी एक को फॉलो करना जरूरी है नहीं तो भटक जाएं गे। अल्लाह आप को सही रहनुमाई करने की तौफीक अदा फरमाए,
@islam360earth8
@islam360earth8 3 жыл бұрын
Qadiyani to Hanafi hone ke baad bhi bhatak gaye, Barelviyon ke liye Deobandi bhatke hue hain, aur Deobandi ke liye Barelvi bhatke hue hain. KYA BAAT HAI.....
@logical5030
@logical5030 Жыл бұрын
​@@islam360earth8 jitne bhi aulia or muhaddis guzre vo sab muqallid the kya vo sab galt the
@sirat.e.mustaqeem786
@sirat.e.mustaqeem786 7 ай бұрын
Uss zamane ke imamo ko quran hadees zada smjh aya hoga ya ajkl ke aam insan ko?
@mohdfaiz1155
@mohdfaiz1155 3 жыл бұрын
Allah ki kitab or rasool ki sunnat ko dekhe bs or ek ke peeche chlna sahi ni h jaha jaha haq mile waha se le lo chahe wo sunni ho , deobandi ho , Ahle hadees ho ya shia ho or follow srf ek imaam ko kro jisse glti hi na hui ho or ek hi h hmare nabi Kareem "SAW"..
@mohammadmani3729
@mohammadmani3729 11 күн бұрын
ILove Ahle Hadees
@mohdrazak9140
@mohdrazak9140 Жыл бұрын
Alhamdulillah...
@Saba_bin_nasar_Muflihati
@Saba_bin_nasar_Muflihati 2 жыл бұрын
Ek hi maslak ko follow karna isliye zaroori hai ,ke insaan khahishat ke piche na chale , samjhna chaho to aasan baat hai .
@logical5030
@logical5030 Жыл бұрын
kya maslak ko mazhab manna shirk.nhi h
@Asfandafridi
@Asfandafridi Жыл бұрын
@@logical5030 kia matlb maslak ko mazhab manna shurk nahi? ap se ek sawal k agr kesi masle mai ikhtelaf ho ap kis ko follow krnge? ye nahi kehna Quran or hadith ko q k mai Quran or hadith k he baat krha hu k agr kahi masle pr tumhara zehen kam na kare k es se kia morad hai to aap kia krnge apni raaye pr chlnge? aj kal k kesi scholer k raaye pr chlnge? ya 4 imamo k kesi raay pr chlnge jin k raaye pr 1000 ya 1100 saal se ummat chali arhi hai?
@kadarshaikh9481
@kadarshaikh9481 9 ай бұрын
Aapne description mai masjid ko mosque likhe ho, change it
@mohammedmohtasham2864
@mohammedmohtasham2864 Жыл бұрын
ہماری شریعت قرآن وسنت میں کسی ایک امام کی تقلید کو اپنے اوپر لازم اور مکلف نہیں بنا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے امت کو قیامت سے رونما ہونے والے فتن سے امت کو باخبر کیا تھا بارش کے قطرے کی فتنے رونما ہوںگے اس وقت میرے اور میرے ہدایت یافتہ خلیفہ راشد ین کے طریقہ پر عمل پیرا ہونے کی ہدایت کی تھی تم گمراہ نہ ہوں گے دجال کے فتن سے بھی باخبر کیا امام مہدی کی اور عسی علیہ السلام کے نزول کے بارے میں بھی فرمایا ہے مگر امت کو اس بات کی تاکید نہیں کی کے خیرون القرون کے بعد امت میں چار امام پیدا ہوں گے اور شریعت کے احکام و مسائل میں اجتہاد کرکے امت کو چار مسلکوں میں تقسیم کریں گے لہذا تم ان چار اماموں میں سے کسی ایک امام کی تقلید کو اپنے اوپر لازم کرلو ورنہ گمراہ ہوں گے تو ہم پر کسی ایک امام کی تقلید اپنے اوپر لازم ہوتی کہیں ایک ضعیف احادیث نبوی میں بھی کہیں ارشاد نہیں ملتا ۔الحدیث الحمدللہ الحدیث سلفی ائمہ مجتہدین کی علمی اجتہادی خدمات کی قدر کرتے ہیں اور ان ائمہ مجتہدین کے احکام مسائل میں قرآن وسنت سے تناظر میں تحقیق کرکے اقرب السنہ حدیث کے مطابق مسائل ہو اس پر عمل پیرا ہونے ہیں اہل سنت الجماعت ائمہ کرام میں سے کسی امام کا ہی اجتہاد کیوں نہ ہو اس پر عمل پیرا ہونے ہیں،کسی ایک امام کی تقلید اپنے اوپر لازم نہیں کرتے۔یہ ہمارے اسلاف کا منہج رہا ہے اور اختلافی مسائل میں اعتدال کی راہ بھی ہے اور ائمہ کرام نے بھی اپنی تقلید کرنے سے منع فرمایا ہے صحیح حدیث سامنے آنے کے بعد اپنے قول کو دیوار پر مارو اور صحیح حدیث پر عمل کرو الحمدللہ الحدیث اس پر عمل کرتے ہیں۔
@huzoortajdareahlesunnat7575
@huzoortajdareahlesunnat7575 Ай бұрын
Rasoolallah ne farmaya meri ummat gumrahi pr Jama nhi ho skti…..bs deen ek engineer or advocate ko hi smjh aya Baki 50% hanfi muslim hai world me unhe nhi😂😂😂😂😂😂
@shakeeltambe7054
@shakeeltambe7054 3 жыл бұрын
Adv. sahb aap bataye ke 1200 saal se malak pe log amal karte arahe thy kya wo sab gumarah thy? aur kya wo sab Jannat se mehrum kar diye gaye?? plzz ezplain....
@ahmedarsalan6692
@ahmedarsalan6692 3 жыл бұрын
Gumrahi jannat dozakh ki daleel nhi.... Or maaz allah 1200 saal se pehle ke jo log the bin maslaq ke wo log gumrah the kya?
@tabreztabrez9129
@tabreztabrez9129 3 жыл бұрын
@@ahmedarsalan6692 kon log the bin masalak ke 1200 saal pahle ke lala batao
@IRCTV
@IRCTV 3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh shakeel tambe Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@ak332
@ak332 3 жыл бұрын
Aslaam alaikum Masla ko follow aur follow na karna nahi hai Maslak ko to follow hi karna hai kyuki woh humare salaf saliheeen mei se hai Faiz bhai bhi apne lecture mei 4 imamon aur digar ulemaon ka hawala dete hai Masla ispe hai ki kisi ek hi maslak ko follow karna zaroori aur farz hai ya nahi .
@Salafi545
@Salafi545 3 жыл бұрын
@@tabreztabrez9129 maslak bana hi hai 400 hizri me usse pahle log quran o hadees ko follow karte hai Baad me jaahil logo ne maslak banaya aur hanafi maslak talvaar ke zor per failaya gya hai
@binteidris
@binteidris 4 ай бұрын
Hame tafseer konsi padhni chiye ....jo authentic ho
@CoolLoveAF10
@CoolLoveAF10 Ай бұрын
Anyone in 2024 for Knowledge 🎉
@hidayattullh4632
@hidayattullh4632 2 жыл бұрын
Jazakallah bhai
@silumilustatus
@silumilustatus 3 жыл бұрын
Sir aap hi mera akhiri umeed he... Sir mera baat sune sir plz
@happu2795
@happu2795 3 жыл бұрын
Syed vai main chahata hu Aap blackmail ke bare ek long lecture de
@khushnajshaike6414
@khushnajshaike6414 3 жыл бұрын
Masha Allah
@z.f.a.education.5703
@z.f.a.education.5703 2 жыл бұрын
Bukhari sharif bahut mehnat se pahunchi hai ham tak..imam abu hnifa ka bahut bada role hai.. Logon ko gumrah na kre...
@syedhassi
@syedhassi 3 жыл бұрын
Masha'Allah Faiz bhai. ♥️
@s.a306
@s.a306 Жыл бұрын
Chaha namaz me niyat karna peche is emam ke vo chalta .or ye bhi pata nai jo namaz padhara hai vo emam hai ya be-eman ye chalta Or Akayed me nai chalta kuch bhi haa Quran hi Khud Farmata hai . (Uzelahu-be- kasirao-va-yadahi-be-kasira )
@masroorahmadazmi758
@masroorahmadazmi758 3 жыл бұрын
Islamic history se sabit he ki 300 saal Tak Puri ummat imamo ki taqleed par thi aur aaj bhi 1-2% se ziyadah log deen ki samajh nahi rakhte aise me unko muslaq ke khilaf karna akalmandi nahi he agar charo maslak Sahi he to pachwa banane ki kiya zaroorat thi woh bhi is nazarye se ki takleed shakhsi jayez nahi.
@sumraafridi2307
@sumraafridi2307 3 жыл бұрын
Jazak Allah.
@armandbaudouin3493
@armandbaudouin3493 10 ай бұрын
Sahih Islam kahan hai ? مسند أحمد | مسند الأنصار حديث زيد بن ثابت، عن النبي صلى الله عليه وسلم (حديث رقم: 21578 ) 21578- عن زيد بن ثابت، قال: قال رسول الله صلى الله عليه وسلم: "إني تارك فيكم خليفتين: كتاب الله، حبل ممدود ما بين السماء والأرض، أو ما بين السماء إلى الأرض، وعترتي أهل بيتي، وإنهما لن يتفرقا حتى يردا علي الحوض " Jab Siratal Mustaqeen ko peeche chora, ab maslakon ke piche apni akherat tabah karo !!!!!
@mdzeeshanalam08
@mdzeeshanalam08 3 жыл бұрын
Jazakallah khair
@mohammedraheem1362
@mohammedraheem1362 3 жыл бұрын
Hazrat Ali ne laha us kiya kahna huzur ki bateen ko hades khate hai is tarha sunnat farz. Sub ki detail hona hi kids ko samjhane Plzzz sent detail .mai intezar karahi hoon
@amanifatima1402
@amanifatima1402 3 жыл бұрын
*📍Eidgah ke Qareeb Na Bhatke‼️* °°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°°° *♦️Rasool Sallalahu Alaihi Wasallam*💐 Ne Irshaad Farmaya:-- ```👉🏻Jis Shaks Ko (Qurbani ki) Wusa'at ho(Qurbani Karne Ki Isteta'at Rakhta Ho) Aur Wo Qurbani Na Kare , To Wo Hamari Eidgah Ke Qareeb Na bhatke.``` (📘Sunan Ibn Maja: 3123) 👆👆👆 Is Hadees Mubaraka Se Hame Ye Malum Hota Hai Ke Jiske Pas Doulat Ke Aitbar Se Qurbani Dene Ki Taqat Ho Wo Zaroor Qurbani Den In Sha Allah💙
@mdsabahuddin8251
@mdsabahuddin8251 3 жыл бұрын
Agar kisi maslak ko follow Nhi krenge to normal public gumrah Ho jaenge.
@BilalShaikh-db4jn
@BilalShaikh-db4jn 3 жыл бұрын
Right brother
@sufiyanshaikh7550
@sufiyanshaikh7550 3 жыл бұрын
Aur bhai matlab ye jo maslak hai ye kabhi aaya ye research karo aur use phelay kay loag kya ghumraha thay aur ye jo mazab wale masla laytay hai jinse ustime bhi maslak nahi tha
@ahmedarsalan6692
@ahmedarsalan6692 3 жыл бұрын
Agar aap maslaq chorh doge toh deen samajhna aapke liye asaan ho jaaega in sha Allah ...
@stranger6652
@stranger6652 3 жыл бұрын
Ye batein aap ko maslak wale he kehte honge kyun k log agar Quran o sunnat ki taraf aajaen gai to inki dukan band ho jae gi
@mdsabahuddin8251
@mdsabahuddin8251 3 жыл бұрын
@@stranger6652 to kya Ye 99.5% musalman duniya k gumrah hain? Sirf Ghair muqallid jo kuchh thore se hain wahi haq par hain?
@Hafiz-Afridi123
@Hafiz-Afridi123 3 жыл бұрын
Beshak sahi hai
@arizfatima3716
@arizfatima3716 3 жыл бұрын
Aapki jaisi baat Pakistan me engeneer Ali Mirza bhi karte hain to wahan ke firkaparast ulmao ne unko fitna fitna bol kar badnaam kar diya aur kai janlewa hamle bhi hue unpar lekin jise Allah izzat de to use koi beizzat nhi kar sakta wo to aur famous hote ja rahe hain 👍😊
@nidamemeriyi6915
@nidamemeriyi6915 3 жыл бұрын
Engineer bht Acha aadmi ho skta h ..but aalime din nhi h ok
@arizfatima3716
@arizfatima3716 3 жыл бұрын
@@nidamemeriyi6915 alim e deen kise kehte hain bhai
@nidamemeriyi6915
@nidamemeriyi6915 3 жыл бұрын
@@arizfatima3716 Jise quran or hadis Ka muqammal ilm ho..dusri bt ..wo fatawa or saari kitabon se wakiff ho tarzume or dalil k sath ...tB jaake wo Alime din Hoga ..or Haan Jo sakhs alg tariqe se quran smjha h ..Jo abhi tk koi ummat m nhi smjha h ..wo beshaq gumarah h or gumrah krraha h ..ok
@arizfatima3716
@arizfatima3716 3 жыл бұрын
@@nidamemeriyi6915 pehli galti Alim e deen ka matlab ye nahi hai ki Qur'an and Hadith ka mukammal ilm ho kyunki mukammal ilm to sahaba ko bhi bhi tha wo bhi bhut si hadees nhi jante the , dusri galti koi madarse se padha Mufti sahab bhi sare fatawa aur kitabon se wakif nhi hota deen e ilm ka samandar bhut bada hai , teesri baat Qur'an seekhne ka tareeka rasoolallah aur unke sahaba unme bhi jo uncha darja rakhte hain yani khulfa e rashidin ke tareeke par hoga aur imaamo ki bhi wo baatein mani jayegi jo rasoolallah aur sahaba ki sunnat se sabit ho , akhir me bas itna kahenge ki kisi par bhi aankh band karke yaqeen na karen chahe wo madarse ke padhe Mufti ho ya engeneer jaise log , haq baat ki talaash saaf dil ke saath kare . Abu Bakr Siddique r.a. ka khaleefa banne ke baad diya gaya pehla khutba zaroor padhe jisme unhone muslim awaam ke farz bataye hain apne ameer ke liye fir chahe wo deeni ho ya siyasi 👍🇮🇳.
@nidamemeriyi6915
@nidamemeriyi6915 3 жыл бұрын
@@arizfatima3716 Haan engineer shb ki follower lgti ho aap
@z.f.a.education.5703
@z.f.a.education.5703 2 жыл бұрын
Sakib raza mustafai ko suniye faiz bhai
@mohammedraheem1362
@mohammedraheem1362 3 жыл бұрын
Assalamualaikum. Faiz sahab mujhe hades aqwal zaren. Qual malum karna .
@Youth_07
@Youth_07 10 ай бұрын
Assalamualaikum wa rehmatullah wa barahkatuh all M boht confusion m hu m khudko y nhi manti ki m sunni ,, barelwi,, ahle hadeeth wagaira hu m khudko muslman manti Lekin log boht tabaah ho jaogi dua qubool nhi Or boht bura bhala kehte Plzzz 😭😭😭😭😭😭 Koi alim mujhse rabta kare plz guide kijiye koi kya firkebaazi karna zaruri hai ??? Plz btaiye koi M ahle hadeeth jese ladies ki namaz parhti hu but isko boht galat samjha ja raha
@Muslim_alhamdulillah56
@Muslim_alhamdulillah56 7 ай бұрын
Same here
@bakhtawarkhan9748
@bakhtawarkhan9748 22 күн бұрын
Khud se padho deen ko bag khatam 😊
@Abubakar-hb6qg
@Abubakar-hb6qg 3 жыл бұрын
Asslamwalikum sir Aap bata skte he Dr Zakir Naik ❤️ Kahan hi!?
@kaifellahi8798
@kaifellahi8798 3 жыл бұрын
Malashia
@ahmedarsalan6692
@ahmedarsalan6692 3 жыл бұрын
Malaysia
@mdzafarali2410
@mdzafarali2410 2 ай бұрын
Imam shafi ke najdik waju karke sharamgah me haath laga wuju tut gaya or imam hanfi ke najdik nahi tut ta sirf haath dholo
@stranger6652
@stranger6652 3 жыл бұрын
Behtreen
@nasrinshaikh5393
@nasrinshaikh5393 3 жыл бұрын
Mere husband baar baar dusri sadi ki baat karte he wo molana Tariq masud k bayan sun sun k me bohat paresan hu kya karu
@mohdfahad1562
@mohdfahad1562 3 жыл бұрын
Mohabbat se smjaaiyye unko.... Wife hi smja sktii he ye baat ...
@arizfatima3716
@arizfatima3716 3 жыл бұрын
Kya wo do biwiyo ke kharche uthane layak kama lete hain aur ye ki nikah ke baad dono ko barabar mohabbat de payenge tab dusri biwi kar sakte , kyun ki Allah Qur'an me farmata hai agar tum unme yani biwiyo me insaaf na kar sako to fir ek hi kafi hai .
@mohdfahad1562
@mohdfahad1562 3 жыл бұрын
@@arizfatima3716 frbe... Kya hi zruurtt he...yrr sahi bataau to Kisi GIRL... Ko kaisaa lagtaa hoga Jabb uskaa husband 2nd marriage krtaaa he..bhhale hi jaayiz ho me..mana Ni krrha
@Talib964
@Talib964 3 жыл бұрын
@@mohdfahad1562 oh bhai wo sirf allah ka hukum hai ye apne fatwe mat jhado yahan pe
@nameisnabeelofficial654
@nameisnabeelofficial654 3 жыл бұрын
Mufti tariq masood ye nhi kehta ke biwi se jakr baar baar kehkr preshan kro usko.
@kbkistatus3509
@kbkistatus3509 3 жыл бұрын
Aslamwalakum rahmatullahi Barkatullah
@Moqthiyar_khan
@Moqthiyar_khan 3 жыл бұрын
Bhai nabi ke zamane me kaise maslak hota sahaba nabi ko fallow karte the . Chand sahaba rafayadein karte the lekin aksar sahaba rafayadein nahi karte the bahut sare masle me sahaba ka iktelaf tha baad me allah ne 4 imam ummat ko isse diye jo unno ne quran aur hadees ko samja aur deka tahqeeq kiya aur ummat ko iktelaf se bacha ya . Yeh jo 4 imam hai o sab imam Bhukari se pehle ke hain kyun imam Bhukari ne unka taskirah nahi kiya . Kyunki imam Bhukari bhi jante the ki yeh 4 imam haq par hai . Isliye aaj bhi madina munawarah me roze rasool ke samne 4 imam ka naam hai
@AbdulQadir-vr1qu
@AbdulQadir-vr1qu 3 жыл бұрын
*मुक़ल्लिदीन भाइयों से सवाल.?* ।1 चार इमाम थे- इमाम अबू हनीफ़ा (699-767 ईसवी), 2 इमाम शाफ़ई (767-820 ईसवी), इमाम 3 हंबल (780-855 ईसवी) और 4 इमाम मालिक (711-795 ईसवी). 📌01. तक़लीद किसे कहते हैं.? 📌02. तक़लीद ज़रूरी क्यों है.? 📌03. तक़लीद किसकी ज़रूरी है.? 📌04. क्यूं मैं हनफ़ी हूँ.? 📌05. क्यूं मैं मालिकी हूँ.? 📌06. क्यूं मैं शाफ़ई हूँ.? 📌07. क्यूं मैं हम्बली हूँ.? 📌08. क्या तक़लीद करना फ़र्ज़ है.? 📌09. तक़लीद कब तक करना ज़रूरी है.? 📌10. जब ईसा अलैहिस्सलाम इस दुनियां में फिर नाज़िल होंगे तो इन चार इमामों में से किसकी तक़लीद करेंगे.? ईसा अलैहिस्सलाम जिस इमाम की तक़लीद करेंगें वो इमाम हक़ पर होगा क्योंकि ईसा अलैहिस्सलाम अल्लाहःके रसूल हैं। 📌11. इमामों में से किसी एक की तक़लीद करने का हुकुम किसने दिया...? अल्लाहः ने...? रसूलुल्लाह: ﷺ ...? ख़ुद इन 4 इमामों ने...? आज के या बाद के मौलवियों ने...? 📌12. इस्लाम में सिर्फ़ 4 त्तरह के हुकुम है :--- फ़र्ज़, वाजिब, सुन्नत, नफ़िल। तो फिर इन 4 इमामों से किसी एक की तक़लीद करना क्या है...? फ़र्ज़ है...? वाजिब है...? सुन्नत है...? नफ़िल...? अगर नफ़िल है तो आपके लिये फ़र्ज़ कैसे बन गया...? 📌13. सहाबा कौन थे...? हनफ़ी, मालिकी, शाफ़ई, हंबली...? 📌14. क्या सहाबा (र.) में से कोई एक सहाबी इस क़ाबिल भी नहीं था कि उनको अपना इमाम बना दिया जाये...? 📌15. सहाबा (र.) का दर्जा बड़ा है या बाद वाले उम्मतियों का...? फिर उनमें से कोई इमाम क्यों नहीं बना...? 📌16. हम तो 4 इमामों जो मानते हैं लेकिन शिआ तो 12 इमामों को मानते हैं, फिर हम उनको गुमराह क्यों कहते हैं...? 📌17. क्या इन 4 इमामों में से किसी एक इमाम का नाम क़ुरआन व हदीष में आया है...? 📌18. जो लोग इन 4 इमामों के पैदा: होने से पहले मर चुके हैं उनका क्या होगा...? 📌19. इन 4 इमामों के वाल्दैन किस इमाम की तक़लीद करते थे...? 📌20. इमाम अबु हनीफ़ा (र.), इमाम मालिक (र.), इमाम शाफ़ई (र.) और इमाम अहमद बिन हंबल कौनसे इमाम को मानते थे...? 📌21. अगर मैं एक इमाम को मानता हूँ तो क्या बाक़ी इमाम हक़ पर नहीं हैं...? 📌22. अगर सब इमाम साहब हक़ पर हैं तो फिर मैं एक इमाम के पीछे क्यूँ...? 📌23. इमाम एक दूसरे के उस्ताद शागिर्द थे तो फिर इनकी फ़िक़: अलग अलग क्यों...? 📌24. अगर सब इमाम हक़ पर हैं तो फिर इनके अंदर आपस में इख़्तिलाफ़ क्यों...? 📌25. इन 4 इमामों में से 3 इमामों की अपनी अपनी लिखी हुई किताबें मौजूद है, लेकिन अबु हनीफ़ा की लिखी हुई किताब का नाम क्या है...? यह किताब हनफ़ी मस्जिदों में क्यों नहीं पढ़ी जाती...? 📌26. अगर इमाम को नहीं मानना गुनाह है तो एक इमाम को मानने से दूसरे 3 इमाम छूट जाते हैं, इसका गुनाह मेरे सर पर क्यों...? 📌27. जब इमामों ने भी अपने आपको हनफ़ी, शाफ़ई, मालिकी या हंबली ऐसी निसबतों से नहीं जोड़ा तो फिर मैं क्यों अपने आपको ऐसी निसबतों जोड़ता / जोड़ती हूँ...? 📌28. क्या हमारे इमाम ने हम से कहा है कि सिर्फ़ मेरी ही तक़लीद करना और मेरे अलावा किसी की भी तक़लीद न करना...? 📌29. क्या मेरा मन्हज (रास्ता) वही है जो मेरे इमाम का था...? 📌30. मैं अपने इमाम के बारे में कितना जनता हूँ...? 📌31. कितनी किताबें अब तक मैंने या मेरे घर वालों ने अपने इमाम की पढ़ी है...? ज़रा सोचिये.! 📌32. क़बर में फ़रिश्ते क्या मुझसे यह सवाल पूछेंगे कि बता तेरा इमाम कौन था...? 📌33. क़ियामत के दिन क्या मुझसे सवाल पूछा जायेगा बता तेरा इमाम कौन था, और तू किसकी तक़लीद करता था...? 📌34. क़बर में या क़ियामत दिन बाक़ी 3 इमामों के बारे में क्या जवाब दूँगा...? 📌35. अगर मैंने अपने इमाम का नाम बता भी दिया, और अगर मुझसे सवाल हो गया कि सिर्फ़ इमाम ( मषलन इमाम शाफ़ई ) की ही तक़लीद क्यों चुना, तो मैं इसका क्या जवाब दूँगा...? 📌36. क्या मेरी या मेरे वाल्दैन की या मेरे उलेमा की इतनी हैषियत कि वो यह फ़ैसला कर सकें कि किस इमाम को माना जाये या किसको छोड़ दिया जाये...? 📌37. क्या ये लोग इमाम से ज़्यादा: तक़वे (परहेज़गार) वाले और इल्म वाले हैं...? 📌38. और एक ख़ास सवाल यह है कि जब ये इमाम नहीं थे तो मुसलमान किस की तक़लीद करते थे...? 📌39. वोह कौनसा इमाम होगा जो अल्लाहः के आगे हमारी सिफ़ारिश के लिये सजदे में जायेगा...? 📌40. वोह कौनसा इमाम होगा जिसकी सिफ़ारिश हमारे हक़ में अल्लाहः क़ुबूल करेगा 📌41. वोह कौनसा इमाम होगा जो हौज़-ए-कौषर पर खड़ा होगा...? 📌42. वोह कौनसा इमाम होगा जिसके बारे में हमसे क़बर में सवाल होगा...? 📌43. वोह कौनसा इमाम होगा जिसकी इत्ताअत अल्लाहः की इत्ताअत है और जिसकी नाफ़रमानी अल्लाहः की नाफ़रमानी है..? *नोट : भाइयो अगर आप के पास इन सवालों के जवाब नहीं है तो मअफ़ (क्षमा) करना, आप न तो हनफ़ी हैं, न शाफ़ई, न मालिकी और न ही हंबली। और शायद आपको यह भी नहीं पता कि आप कौन हैं...
@royalwills5946
@royalwills5946 3 жыл бұрын
4 Imam Haq wali baat bolo 4 se zada bhi to haq pr ho skte hai...... Galat baat aisi baat mt bolo jo Huzoor se saabit ne ....... Huzoor ne kaha tha ki 4 hi haq pr honge..... 4 se zyada nhi ho skte kya..... Imam lays Imam zahiri Imam Jafar haq pr nhi the Kya....... In 4 pr koi wahi nazil hui thi kya
@Asfandafridi
@Asfandafridi Жыл бұрын
@@royalwills5946 Ahle sunnat k ha 4 he haq par te, agr aap shia hai to alg baat hai or agr sunni hai to per mai jawab de duga k 4 q haq par ty,
@shaikkhaderbasha2647
@shaikkhaderbasha2647 3 жыл бұрын
Assalamualaikum
@nehajbeenkazi7390
@nehajbeenkazi7390 3 жыл бұрын
Imam Bukhari ka bhi mazhab maslak he. Imam Malik ne first hadith ki kitab likhi un ka maslak pe bhi sawal karto ho. Hadith aur mazhab dono sahi hai. Allah ap ko hidayat de
@ak332
@ak332 3 жыл бұрын
Aslaam alaikum Masla ko follow aur follow na karna nahi hai Maslak ko to follow hi karna hai kyuki woh humare salaf saliheeen mei se hai Faiz bhai bhi apne lecture mei 4 imamon aur digar ulemaon ka hawala dete hai Masla ispe hai ki kisi ek hi maslak ko follow karna zaroori aur farz hai ya nahi .
@IMAZINGLIFE
@IMAZINGLIFE 3 жыл бұрын
Hazrat me to pqreshan ho gaya hu yar kiski baat ko mane wesey to quran or hadees ki sunnat kafi hai but jaisey debandi boltey hai ki taravi ki 20 rakat sunnat mokida hai unke imam abhu hanifa ki masalan se hisab se or Ahle ahdees wale 8 rakat ab aap batao kiski baat maney hum
@yasrinsultana1916
@yasrinsultana1916 3 жыл бұрын
Agar kisika sohar uski Bibi ko o jis pir ko manta ho usko manna ko bola or us pir ki bataye huya darud or kitab padna kaha to Bibi ko Kia oska sohar ka hukum manna chahiya?or pir agar galat hua to?
@IRCTV
@IRCTV 3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Yasrin Sultana Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@islamkailm1842
@islamkailm1842 3 жыл бұрын
Pehele vo sahi hai ya nahi ye pata kare| dhrudh me dridhe Ibrahim sabse behtar hai|
@mifrahussain1997
@mifrahussain1997 Жыл бұрын
I do not know that you know or not but when i clicked to watch this video there was this advertisement of snapchat about astrology(zodiac sign or horoscope) ... And in Islam astrology is haram and shirk...Even if u do not believe but still you read or know something about astrology then your salaah ( namaz/prayers) do not get accpeted for forty days(you can do you own research about hadith related to this) .. We should also totally avoid who promotes astrology if we watch there vidoes or use there app and benefit them (like snapchap(who promotes astrology)) which benefits them and we know that it benefits them but we still use there app or watch there videos for entertainment(who promotes astrology) then we can estimate that we will be punished badly... So remove the advertisement of snapchat from ur channel and aware others so that they could also remove this advertisement and raise there voice agianst this wrong(bloody) thing... We should also not watch simpson cartoon or any other show or advertisement which promotes fortune telling which is shirk and haram...
@aftabahmadsuccessline6840
@aftabahmadsuccessline6840 3 жыл бұрын
Mashaallah
@dilemmaofhistory
@dilemmaofhistory 3 жыл бұрын
Matlab imam jo btaa raha hai woh bible say dekh kr btaa raha hai? imam bhi tou hadith ki interpretation kr raha hai na, tou yeh kya baat hui hadith ko maano imam ki nahi arey bhai imam bhi hadith ko follow kartay hain na yaa imam hadith ko jhutlaa rahey hain?
@tabreztabrez9129
@tabreztabrez9129 3 жыл бұрын
Muslim ko kaise bate ? Muslim ko bato rule karo Muslim unite ho gaya toh sabke liye dengrou he ?
@IRCTV
@IRCTV 3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Muhammad Abid Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@staywithsanober7721
@staywithsanober7721 3 жыл бұрын
@muhammad Abid Bhai. imam ko sunna Chahiye Uh r right but ek bar khud se hadith v pdhni Chahiye qki Allah paak ne insan ko ye dimag diya h itni salahiyat di h ki hr banda khud se hadith r sunnat Jane hmare Nabi ki Zindagi k bare pdhe.qki akhirat me imam Ka nhi pucha jaiga apke bare pucha jaiga kya tmne sunnat follow ki hmare amal m hmare nabi Ka stamp Hona h kisi r Ka nhi.ummid krti hu aap smjh gye hinge.
@dilemmaofhistory
@dilemmaofhistory 3 жыл бұрын
Mein hargiz yeh nahi keh raha kay ksi bhi imam ki taqleed laazmi hai, mein sirf keh raha hoon kay wahabi kehtay hain imam ko choro hadith ko dekho bhai jo imam btaa raha hai woh hadith kay against hai? ab aik interpretation hadith ki mein karunga or aik imam abu hanifa ya malik karengay tou zyada behtar tou unki hai na
@dilemmaofhistory
@dilemmaofhistory 3 жыл бұрын
Imam basically parhaney wala hai interpretation karney wala hai, imam ka koi apna mazhab nahi hai woh yehi quran hadith parhata hai bs uska kaam hai interpret karna jis kay liye wahabi kehtay hain taqleed hai, ab aik misaal hai utar pardesh kay aik gaun mein aik shaks musalmaan hua woh kis ko follow karey? aam hadith ki zaban usay samajh nahi aegi tou agar woh simple imam abu hanifa ki baton ko follow karta hai tou woh bhi achi life guzarega or jannat hasil karega
@tabreztabrez9129
@tabreztabrez9129 3 жыл бұрын
Hazar ali ka naam mention kare ap unko kuch masle ni pata bolkar Solid proof with reference do bhai meko Agar reply ni doge toh samjh jaounga me kya ho ap
@islamkailm1842
@islamkailm1842 3 жыл бұрын
Vo public lechar date hai| KZbin par kabhi nahi reply dete vo unke tim log bas call karne ko kehete hai| IRC par vaha ke alim jawab dete hai| adv. Syed se asal me baat karni hai to unke ghar jana hoga ya unke irc sentar par
@tabreztabrez9129
@tabreztabrez9129 3 жыл бұрын
@@islamkailm1842 modi he kya bhai unho jo unke ghar office per jana padega kya aisa kaam hota deen ka 🤔
@mdzafarali2410
@mdzafarali2410 2 ай бұрын
Bhai imam hanfi ke najdeek masjid me dusri jamaat makru hai or imam shafi ke najdik koi baat nahi ..yaha kiska baat lu
@zubairquraishi7323
@zubairquraishi7323 Жыл бұрын
Aap ne kaha maslakon ko man na zaroori nahi kya ye masalik Qur'an aur hadees se hat kar hain alag hain accha aap hamare ku Qur'an aur hadees ki baten batare aap ko kya kahenge
@zubairquraishi7323
@zubairquraishi7323 Жыл бұрын
Itmenan baksh jawab den Qur'an hadees se mahrbani
@MuhammadArif-si1bs
@MuhammadArif-si1bs 3 жыл бұрын
What?
@Qadyanikafir
@Qadyanikafir 2 жыл бұрын
Nabi ke zamana agar loge to waha Bukhari Muslim bhi nhi thi aap in kitabo se deen kyu lete ho???
@mirumair45789
@mirumair45789 Жыл бұрын
Hadith to thi na Wahi hadith collection imam bukhari RA ne kiya jo aaj sahi bukhari ke nam se hai
@Meer-ZUBAIR-Ali
@Meer-ZUBAIR-Ali Жыл бұрын
samajh main nahin a Raha nahin a rahe
@tasneemmusheer1590
@tasneemmusheer1590 3 жыл бұрын
Salam mummy insaaf abdurrahman insaaf
@sarfarazahmed7772
@sarfarazahmed7772 3 жыл бұрын
Ap log bol dijya abu hanifa rahmatulla tarka haq nhi ha
@Asfandafridi
@Asfandafridi Жыл бұрын
Bs tek hai agr koi prha leka hai khosh khwas rakta hai jute chappal tak sasta or acha le sakta hai to osko 4 imamo ko follow krne ki zaroorat nahi to wo per apke samne q bete wo khod Quran or sunnat k kitabe lele or masle nikalna shoro karde? aap ne apne samno walo k zehen mai ye daldia k feqah follow krna tek nahi hai asan alfaz mai. or ye nahi btaya k per kon follow kare apko ya kesi dosre Alim ko ya kesi thesre Alim ko q k per har Ikhtelafi masle mai har Alim scholer ka Alg Alg such or nazriya or daleel hothi hai ? q k Feqah to kehte he ose hai jaha ikhtelaf ho waha kesi imam ne apni raaye di ho or raaye b Quran or hadith ko samne raqte hui di na k torat injeel zabor se masla nekala ho bal k Quran ya hadith k roshni mai ek raaye di ho, Baat es tra hai k Islam k ek wazeh ihkamat hai jis pr sare musalman ek hai, reh gayi kuch ikhtelafi masle jaha Feqah follow kiya jata hai or sadio se follow krte arhe hai musalman or follow es leye karte hai k agr feqah follow na kare to per kia follow kare? Aj k zamane k moulvi or scholer follow kare jo intne ajeeb ajeeb Quran or ahadith k tashreeh krte hai k aam banda b smj jata hai k ye tashreeh nahi hai agr har jhuta chappal sasta lene wala hosh o hawas rkne wala samjdar or har ek scholer apni raaye dena start hojay to to mere bhai es tra serf bare sagheer mai laako croro feqeh ban jynge es ikhtilaf se ye 4 imam he follow krna acha hai kam as kam ikhtilaf to 4 tak rahega. or esa nahi hai k 4 imamo ko jo follow krta hai wo bs ankeh bnd kar k jarha hai Feqah ko tab follow kiya jata hai jha ikhtilaf ho or y b k jo hadith on tak nahi ponchi thi jis tra Imam abu hanifa ka qol hai k maa apne bache ko 2.5 dhaie saal tak doodh de sakti hai lkn bad jab onke shagerdo k samne hadith agya to onho ne imam abu hanifa k qol ko rad kardia or fatwa 2 sal tak dodh dene ka kardia jo aj tak 2 sal par he diya jata hai to aese bohot se qol hai imam abu hanifa k jo feqah hanfi mai nahi leye jaty q k wha hadith mojud hota hai to esa nahi hai jo qol imam hanifa ka hadith k against ata hai to wha se fatwa nahi liya jata q k os time on tak hadith nahi ponchi thi ab agr ap per keh rahe hai k kesi ikhtelafi masle mai on tak koi hadith ponchi nahi thi or per b ummat onko follow krti rahi ya onke fatwe pr fatwe dete rahe ummat ko pta he nahi ta os hadith k bare mai or ek dam ek hazar sal bad tumhe pta chl gya to per aap wo hadith bta de or apni raaye b os masle pr bta de k meri kia raaye hai taa k hum dekle k Ap ki raaye teek ya aj k kesi dosre scholer ki ya 4 imamo ki. aap ne kaha Nabi s.a.w.w k dor mai feqah nahi ta or na onho ne farmaya hai k 4 imamo ko follow krnge To mera ap se sawal hai jo Quran majeed aj aap parhte kia wo nabi k dor mai ta ? ya Nabi ne kaha farmaya ta ya Quran mai kaha leka hai k es tra tarteeb dena ya kaha leka hai k serf jo tarteeb Hazrat Usman ghani r.z Quran ko denge wo he tek hoga baaki jala dena? agr aaj koi Quran ka tarteeb serf chang krde to kia aap osko sahi kahenge? aj kal ikhtilaf khatm krne k bjaye Ikhtilaf barhaya ja rha hai q k pehle 4 imamo ki raay thi kesi ikhtilafi masle mai or aesi Foqaha ne ikhtilaf ko roka hua ta warna har Alim apna raaye deta jis se bohot bra ikhtilaf peda hojata jis tra aj kal har banda imam hai har bnde ne apna feqah start kardia hai har har gali mai ek scholer beta hota hai or apni marzi ki Quran or Ahadith ki tashreeh karta hai har dosre scholer k pehle wale scholer se ikhtilaf hai or har scholer ye keh raha hai k jo 4 imam pehle gozr choke jin ko 1000 ya 1100 so saal se follow kiya jarha hai wo sare ghalt hai jab k Qurbe qayamt peda hone wala hum sahi hai.
@randomfun04
@randomfun04 3 жыл бұрын
Aap se bhi galti hosakta hai aur Imam ki baat ko tab maanenge jab unki against me koi hadees milti ho, jetne bhi bade bade Muslim badshah aur hukumat thi vo sab Imam abu hanifa ke massail explanation aur maslak ko maante the Jinhone Istanbul ko fateh karke nabi ki hadees ko pura kiya vo bhi rafaedain nhi karte the toh vo kya gumrah the 🙄😒😡
@islam360earth8
@islam360earth8 3 жыл бұрын
Ji haan, wo sab gumraah the, kyunki unhone Khilafat se nahi, Malookiyat se Fatah Hasil ki, Badshah bane, unke marne ke baad unki Aulaad Baadshah ya Sultan banti thi, ye malookiyat kehlati hai, aur isko Huzoor saw ne Qaisar aur Qisra ki Rasm bataya hai, aur sakhti se aisa karne se mana kiya, Ab jo khilafat ka Daur aayega wo Imam Mehdi ke aane per aayega. Samajh gaye Munna
@Asfandafridi
@Asfandafridi Жыл бұрын
@@islam360earth8 Gomrah kia matlab kafir? replay zaroor krna ta k mai per tum se pucho k agr wo kafir hogye to tum kaha se musalman hogye,
@Meer-ZUBAIR-Ali
@Meer-ZUBAIR-Ali Жыл бұрын
Nhi samajh
@Unkn0wn_Legend000
@Unkn0wn_Legend000 Жыл бұрын
everyone has words to manipulate immature minds. please guys listen to everyone and then decide which one has best explanations and suitable ones, after you are satisfied start following them with reason... here this man tried to make a point by saying that something did not reach to imam, it is possible that something did not reach to imam at that time but later on that thing reached to other fiqaha of that sect or maslik, so they changed the rulings according to that hadith. Finding truly something which did not reach to any imam and their sect is still following the false and inaccurate thing which is clearly against sehih hadees is impossible... because during every time there were people who changed or modified the missing part of masaliks believes which were not reached to their ancestors initially, now every hadees is available, and it is not just now, it is available from long time ago, so finding in any fiq which is not followed by any sehih hadees is nearly impossible. or sometimes you do not know the hadees so you think that fiq is teaching wrong, then you are at fault not the maslik.....
@HakeemLuqmanofficial-o6c
@HakeemLuqmanofficial-o6c Жыл бұрын
Charon imam ki na mane teri maan le teri baaton ko maan lena hai ye kis hadees mein likha hai ilaakon ko nahi maloom tha tujhe kaise maloom hogaya tere paas bhi to imaam hai imaam tamiya ko folo karte ho tere pass hadees kya bagair imam ke hi agaya hai ya nabi ne tujhe hadees bata diya hai
@RoyalGamer64550
@RoyalGamer64550 3 ай бұрын
Good
@MrMdirshadalam
@MrMdirshadalam 10 ай бұрын
Aap ye baat sabit kar sakte hai ki imamo tak hadees nhi pahunchi Or imamo se galti ho sakti hai magar aap se nhi Wah kya logic hai Aapne puri hadees padhi bhi hai ya sirf siya zakir bane hue hai
@z.f.a.education.5703
@z.f.a.education.5703 2 жыл бұрын
Apni islah kre faiz bhai..glat na kahe..imam abu hnifa madine me reh kar talim hasil ki thi..jitni apne nahi ki...
@shahbaz-vlogs5g
@shahbaz-vlogs5g 7 ай бұрын
Nabi ke dour me to tu bhi nhi tha 👹
@Hafiz-Afridi123
@Hafiz-Afridi123 3 жыл бұрын
Ye dislike karne waley jahil log kon hai.😠
@Salafi545
@Salafi545 3 жыл бұрын
Andhe muqallid jaahil hanafi hai Sufi biddati mushrik log honge
@Ballu12345
@Ballu12345 3 жыл бұрын
Bhai Sahab Aap ke Hisab se Toh Logo Ko 4 Imam ki Puri kitab yaad karni padegi Pagal jaisi baat kar Raha Hai, Dunia bhar ki kitab yaad karega Insan
@zahirabbas5809
@zahirabbas5809 2 жыл бұрын
Yah to nhi kaha bhai unho ne Qur'an aur nabi SAW kaafi hai
@ilyasahmedshed8323
@ilyasahmedshed8323 3 жыл бұрын
Wakil Sahab kya deen be-deen musalman aap say seekhaingay. Ahadees Teesri sadi hijri may likhi gaeen hain. Aapko 100 saal pahle dada pardada k naamon ka pata nahi aur Teesri sadi hijri ki Hadees ki sehat ki kya guarantee hai. 1400 baad Ahle Hadees firqa wajud may aaya. Tumko khud puray deen ka ilm nahi hai aur logon ko apni Aqal say deen sikha rahay ho.
@Shaik053
@Shaik053 3 жыл бұрын
5 waqt ki namaz padhlo beta pehle. Wo bhi namaz e Nabawai mein padke na ki kisi ko dekker. Jab sahi namaz padhloge toh deen ko kitaaboun se jaanna sikho zindagi nikal jayegi lekin deen mukammal ni seekh paoge toh pehle apna din phukta karo sahi deen jaanke. Allah tumhe hidayat de. Sahi deen kitaboun se jaanne ki taufeeq ata kare. Ameen
@NewsPlanetOrg
@NewsPlanetOrg 3 жыл бұрын
Yah bhi kah dein janab ki ahle hadees maslk bhi follow karna zaroori nahi.
@tarjumaneahlesunnah1294
@tarjumaneahlesunnah1294 3 жыл бұрын
Ye yeh nhi keh sakhte kisi b haal
@Salafi545
@Salafi545 3 жыл бұрын
Are mere bhai AHLE hadees koi maslak nahi hai balke ahle hadees ka maslak quran o hadees hai , Kisi ek imam ke peeche nahi chalte hai har imam ko maante hai aur unki woh baat jo daleel se hai uski ko maante hai
@tarjumaneahlesunnah1294
@tarjumaneahlesunnah1294 3 жыл бұрын
@@Salafi545 bhai ahle hadees bhi ek maslak hai jo tujhe dikhai nhi de raha Agar ek minute ke liye farz kare ki ahle hadees koi maslak nhi hai toh mai aap ko rafau deen par sahih hadees du ga k nabi ne rafaydeen nhi kiya daleel ke sath. Kya tum mano ge aur rafaydeen chodo ge
@tarjumaneahlesunnah1294
@tarjumaneahlesunnah1294 3 жыл бұрын
@@Salafi545 mujhe pata hai tumhara jawab nhi aaye ga 🙄 Aut sirf rafaydeen hi nhi bilki boht sare masail hai jinke me hadees du ga
@tarjumaneahlesunnah1294
@tarjumaneahlesunnah1294 3 жыл бұрын
@@Salafi545 kisi imaam ka ek masla aisa batao ki jis masle mai unhu ne hadees ya Rasullullaha SAW ka amal bature daleel paish na kiya ho
@wahabibhagao-deshbachao155
@wahabibhagao-deshbachao155 3 жыл бұрын
Wahabi Najdi Deobandi Tableegi se Tauba Karo Labbaik Ya Rasulullah Maslak e Aala Hazrat Zindabad
@sahilmushtaq7643
@sahilmushtaq7643 3 жыл бұрын
Why only four maslak? What about the maslak e jaffari? Imam jaffar was the direct teacher of Abu hanifa and indirect teacher of imam shafi..
@azeemaminiqbal
@azeemaminiqbal 3 жыл бұрын
Yes this the point. Non of them must be followed.
@IRCTV
@IRCTV 3 жыл бұрын
Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh sahil mushtaq Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hame Contact Kare +91-80-5545-5545
@mohammedmohsin3738
@mohammedmohsin3738 Жыл бұрын
Ghalat explanation Afsos ki baat hai 4 maslak bhi haq hai Aur daleel ke saath hai Mere bhai 4 maslak ko aik saath follow nahi kar sakte.
@sufyanrashadi5321
@sufyanrashadi5321 3 жыл бұрын
Faham aur samjh to aap me b nahi dikhri
@Skohidur223
@Skohidur223 4 ай бұрын
A pagol hai bhai iski bat mat suno..a 1400 sal purana insan he..pata nhi bhai zin bhi ho sakta…
@tasneemmusheer1590
@tasneemmusheer1590 3 жыл бұрын
Nargis aidfzg
@salmansheikhrs
@salmansheikhrs Жыл бұрын
Aap ke jaise advocates aane waale hain krkr maalum padta toh 4ro Aimma fiqh likhna chorr de dete they..😂
@johntravelta2006
@johntravelta2006 Жыл бұрын
Maazrat ke sath lekin aap bewaqoof hai Faiz bhai..
@mohammedsaleem902
@mohammedsaleem902 3 жыл бұрын
Ijma ko manne wala Quran o sunnat ka manne wala hai Ijma se sabit hai Kisi Ek maslak ko fallow kare.... Adv faiz sahab bhi.... Insan hai Unse galti ho gai.... bayan krne me.... Tahqeeq karo.. adv faiz sahab ki Taqleed nai.
@WOYouth
@WOYouth 3 жыл бұрын
Chal bay nikal
@basitseraj5191
@basitseraj5191 2 жыл бұрын
Sorry to say , you had a lot of misconception of maslaq . How did you study in Deoband and did not understand it , shame on you
Kya Aek Imam Ki Taqleed Wajib Hai? | Very Important Bayan
30:19
Mufti Tariq Masood Speeches
Рет қаралды 154 М.
Wait… Maxim, did you just eat 8 BURGERS?!🍔😳| Free Fire Official
00:13
Garena Free Fire Global
Рет қаралды 8 МЛН
Seja Gentil com os Pequenos Animais 😿
00:20
Los Wagners
Рет қаралды 90 МЛН
💰 💶 What is Riba (Interest/Usury)❓️JAVED AHMAD GHAMIDI
19:27
Firkon Ki Larai | Tuaha ibn Jalil, Ali E. & Abu Saad
1:05:51
Tuaha Ibn Jalil
Рет қаралды 355 М.
73-Firqon wali HADITH ki Reality ??? ALLAH عزوجل kay Sahih WALI kon ??? Engineer Muhammad Ali Mirza
23:15
Engineer Muhammad Ali Mirza - Official Channel
Рет қаралды 258 М.
Allah Se Qareeb Hone Ka Tariqa Kya Hai By Adv. Faiz Syed
11:04
Rizq Me Izafa Hasil Karne Ke Usool By @AdvFaizSyedOfficial​
57:43