Khalifa is the person who is the leader of Muslims after the death of Prophet Muhammad SAW. Khalifa follows the teachings and Muhammad SAW and impose it on Muslims. Khalifa lead the Muslims as per quran
@Naseem.74 ай бұрын
And what about mia Kalifa 😂😂
@ImranNiaziChor4 ай бұрын
@@Naseem.7Tere ammi ki baat nahi ho rhy
@Nooremaaz4 ай бұрын
@@Naseem.7tere ammi ki baat ni hori beta
@Naseem.74 ай бұрын
@@Nooremaaz pophet Mohammad ki ammi ki baat ho rhe hai 🏳️🌈🕋🤣🧜
@mudassirsalman70134 ай бұрын
#Swaggy D inko block kro, is Naseem.7 ko
@Haazzyy944 ай бұрын
Hazrat Imam Hussain ke ek betay karbala me shaheed nhi huwe thy woh battle nhi lar sake thy kyun ke woh bemar thy, unse phir agaye nasal chali jinko ajj "Syed" kaha jata hai
@Saydee014 ай бұрын
Imam zain ul abedin.
@Haazzyy944 ай бұрын
@@Saydee01 Yes Exactly
@nnecare5954 ай бұрын
Exactly ❤
@mohdnaved42804 ай бұрын
Unke nasal ma sa he imam mhandi aaynga
@SyedMushahidHashmi2 ай бұрын
Imam Hasan R.A. ke bhi 2 bete baaki the karbala ki jung me unse aage nasl chali hai. Aap log agar research kare to mujhe unka naam bata dijiyega. Jaha tak mujhe ilm hai. Unka naam zaid ibne Hasan aur hasane musanna tha. Wallahu aalam.
@instanths88894 ай бұрын
Ysu masih is Essa. In Christianity he is known as Jesus Christ
@hassanff11384 ай бұрын
Hassan and husain logo ke dil mai zinda hai lekin real mai ju peghambar zinda wo hazrat Essa A.S hai
@Khan-du8pi4 ай бұрын
Hazarat idrish alahissalam bhi zinda haen bhai
@AbdalQamroosh4 ай бұрын
Arey bhai kiya bol rhe ho yaar hazrat Isa a.s ke elawa koi zinda nhi hai iss puri duniya mein.@@Khan-du8pi
@mohdarif79234 ай бұрын
Nahi unki nasal ki baat ho rahi jise sayyad kahte Hai
@aravkhan20574 ай бұрын
Nhi
@AbdulRehman-kq2rq4 ай бұрын
ALLAH ap dono ko islam ki dolat sy nawazy ameen mn hn to pakistan sy pr jis din ap islam qabul kro gy mn methai bantn ga ALLAH ap pr apni rahmat kry or hadayat dy love u bro
@chaudhrygaming74384 ай бұрын
Ameeen sum Ameen
@Mohammadsamichowdhury-de8vh4 ай бұрын
25 prophets are mentioned in the Qur'an, although some believe there have been 124 000. Some prophets were given holy books to pass on to humankind. - 3) Muslims believe the prophets taught the same basic ideas, most importantly belief in one god.
@mughalgamer24104 ай бұрын
Jo ( syed ) Hin wo hazrat hassan or hazrat hussain r.z ki ( ulad ) mEin Sy Hin Means unki ( Nasal ) mubarak mEin Sy hin -- or hazrat muhammad A.s sary nabiyo ki sardar or sultan hin inko Allah pak ny har chez ata farmai hai or ya Allah k sb sy mahbub nabi hin -- in sy zada shan or mukam or kisi nabi ka nai hai - beshaq sb nabi sary sar k taj hin - but Hazrat Muhammad A.s Sb sy buland hin -- AllaH k bd sb sy afzal or ala or sb sy bary Wo Hazrat Muhammad A.s hin - jin k lya AllaH ny Ya puri Kainat Banai hai -or hazrat muhammad A.s par Khud AllaH pak ( darood ) bhejta hai - or khud hazrat Muhammad A.s nY faRmaYa hAi k ( maRe shan maRy AllaH k ilawa or koi nai janta ) --
@parvez-ri7cj4 ай бұрын
Why don't you make videos in your own religion tell something about cow
@JiyaAliJunjuaRajput4 ай бұрын
MashaAllah bht khushi hoi ap 2no ka jazba dekh kr ap 2no kis tarha Deen Islam ko samjh rhe hain. Meri Dua hai Allah pak ap 2no k lye asani farmaen or ap asani samjh paen..Meri Dua Karne k wese zarorat hai nhi q k Allah pak jisko hidayat dena chahte hain uska Dil badal dete hain or yehi waja hai Allah pak ne chaha hai tu aj ap itna interested ho History k lye. ❤
@manii3814 ай бұрын
imaam hussain AS k ek betay karbala me shaheed nahi hwe thy imam zain ul abdeen aur uke bachay aj bhi hn jinhy syed kaha jata hai aur mera khandaan unki ek aulaad imam naqi k bacho me se hai and still our house hold one the oldest family tree chart wriitten down on a cloth which directly connect our blood line to bibi Fatima SA and futher more to Hazrat Adam AS.
@umair-janjua14 ай бұрын
Bhai Hazrat Hassan and Hazrat Hussain shaheed huai thai aur shaheed ka quran me likha ha k us ko mara hua nhi kehna wo zinda hain un ko Allah ki taraf se khana b milta ha bas kisi insan ko nazar nhi aate
@Pakistan.Yt7864 ай бұрын
13:50 aaj bhi zinda hain matlab : aaj bhi un ka naam baki hai❤
@Z_X_M874 ай бұрын
Our bhai Islam me 4 main holy books par imaan (believe) lana hai 1)Torat (In english Torah) 2) zaboor (in english Psalms) 3)injeel (gospel) 4 ) Qur'an Sharif. Our jo book Christians padte hain Bible usme torah+zaboor+injeel insabko milakar bible kehte hain
@aniqajafry6304 ай бұрын
That's the difference between shia muslims & sunni muslims Sunnis believe that Hazrat Abu bakar was the first khalifa of Islam (Jannasheen of Prophet Muhammad SAW) but shia muslims believe that Hazrat Ali as is the Jan nasheen of Prophet Muhammad SAW and first Imam because of knowledge and fazaail
@SalimChoudhary-f3h4 ай бұрын
Hazrat Umar bin khattab per reaction de please
@KanchanGupta-z3i4 ай бұрын
Today is 31 August if you have guts and drink your mother milk go search adam seaker urdu he is live now talk to him he knows English very well
@abdullahazeem86444 ай бұрын
SubhanALLAH…
@ZafarIqbal-dl5gi4 ай бұрын
حضرت امام حسین علیہ السلام کے ایک بیٹے حضرت زین العابدین سے آگے نسل چلی کیوں کہ آپ بیمار ہونے کی وجہ سے کربلا کی جنگ میں شامل نہیں ہوئے تھے
@ZainAli-yy1vz4 ай бұрын
Syed are called descendent of holy prophet Muhammed s.w
@hhhjjiffj64114 ай бұрын
AL HAMDULLILAH I Am Syed 😊
@σσαε-μ4η4 ай бұрын
Same 😄@@hhhjjiffj6411
@tanveerahmed56774 ай бұрын
Es line ka mtlb hamaray dilo may zinda hay
@hotchocolate33374 ай бұрын
Hazrat Isa (A.S) is the prophet of Allah on whom Injeel (Bible) was revealed and he is known as Jesus in Christianity. Don't get confused he's the same person.
@MuhammadTalhaAhsan4 ай бұрын
only Injeel isn't bible..bible consists on torat, zaboor, and injeel
@hnaima71863 ай бұрын
The meaning of this line that hazrat Hassan and hazrat Hussain are still alive is that one son of hazrat Hussain remained alive and was not martyred named as zayn- am-abidin. From Him Allah made the continuation of the prophet's progeny. The progeny of Prophet Muhammad (PBUH) continued through Imam Husayn's son, Zayn al-Abidin, and remains present today among various Sayyid families worldwide.
@hnaima71863 ай бұрын
Zayn-al-abidin*
@justkidding60384 ай бұрын
1:19 shhhhhhh😂😂😂😂😂
@HassanJaan-w3t4 ай бұрын
Hazrat musa par torat nazil howe jis ko geeta kaha jata hai jo ki india mai hai likn aj kal us mai insano ni apni tarf si likha hai is liye Allah ni rasool Muhammad saw ni mna farmaya hai read karny si
@nsstudio29794 ай бұрын
Hassan Hussain shaheed howy tu mtlb dil me aj bhi zinda h.. Or khalifa mtlb 4 aham sahabi thy jinky name... Harzat abu bakkar r. Z hazrat umar farooq r. Z hazrat usman ghani r. Z or hazrat ali r. Z
@binteabbas98394 ай бұрын
Sayed but real bht bht Kam hen Pakistan India m hr tesra area mai sayyad bna phirta
@mianahsan93434 ай бұрын
Aj b zinda hy is ka matlb hy k aj b mulamano k dil ma zinda hy wo or hamesha rahy gy
@7320mmd4 ай бұрын
During Karbala one Zainul Abedin was alive and in his inheritance
@RuhulAmin-bv8bb4 ай бұрын
Masallah so nice ❤❤
@muhammedtasleem85274 ай бұрын
Subah nallah
@LetsCover6894 ай бұрын
Humare Dilon main Humesha ke liye zinda hain.
@MuhammadTalhaAhsan4 ай бұрын
Khalifa(Caliph) means those rulers of Islam who came after the death of Prophet Muhammad(S.A.W) and Khulfa-e-Rashideen means four Caliphs
@rashid71304 ай бұрын
Islamic khalifa meaning Islamic ruler or successor after Prophet Muhammad. Sunni Muslim said Hazrat Abu bakr is 1st khalifa after Prophet and Hazrat Ali is 4th but shia Muslim said Hazrat Ali 1st.
@TowardsTheSacredPath4 ай бұрын
Love your reaction, looking forward to more Islamic reaction. I would suggest you to Hazart Yousaf series', you gonna get great knowledge form it.
@ghufranClasher069814 ай бұрын
YA RABBI [ OST ] SULTAN SALAH UD DIN AYYUBI ❤ UMAIR BIN KHATTAB VS KHALID BIN WALEED BY KOHISTANI
@AffectionateBirthdayCake-ot4xp4 ай бұрын
Allah ap dono ko nak hedayat day or Islam ka Dil ma asar ho
@fahadjan42774 ай бұрын
Bhai mujhay reaction dekh ker bohat acha laga umeed hai aap ko bhi Samaj Aya ho ga . Agar aap saray prophets ki life per video banao TU main zaroor dekho ga kyun k mujhay bhi real history bohat pasand hai thanks love u ❤giys
@sobiaakbar79294 ай бұрын
Aj bhi zinda hain in a sense kay woo aj bhi har Muslim ka dil mein zinda hein aur day of Judgement ( Qayamat ) tak apni bahaduri aur sabit kadmi ki waja sy zinda rahy gay ❤
@Zuki_BOB44 ай бұрын
Syed- Imam Hassan or Hussain ki nasl mai se hain it's mean ahl e Bait ( family of Prophet Muhammad s.a.w.w) ye bhi matlab hai es ka
@mubashirislam74164 ай бұрын
Un k kehny ka mtlb un ki nasal se tha k hazrat hassan or hussain ki nasal aj bhi majood he jin ko saiye d kaha jata he
@inziabbasi28054 ай бұрын
Hussain AS shaheed hue thy but unki Nasal agay chali thi . And khalifa means jese aj wazir e azam ha us dor me Nabi k jo Rasty pr chaly unhi ko khilafat mtlb Islami Saltanat(kingdom) ka charge dia jata.
@imanbukhari94764 ай бұрын
Aur Hazrat Hassan aur Hazrat Hussain (A.S) hamary dilo ma zinda han aur rhy gy.. un ki jo agay olad chali han un ko syed kehty han.. aur wo agay qayamat tk chlti rhy gi
@mdislamadalpur30234 ай бұрын
Un logon ki shahadat Hui thi aur allah shared ko zinda Kate hain ye ek alag qism ki zidagi hai khorak bhi milti hai per dunyawi khana nahein dure logon ke dilon mein bhi zindagi hain
@AdibaAnsari-we5vh4 ай бұрын
Mashallah
@shifa68744 ай бұрын
Hazrat Hassan k son Zain ul Abideen k through abi tak Prophet pbuh ki lineage chal rahi hey. Karbala men he was the only person who was sick and left behind so he was not killed. Also Zainab AS (the daughter of Fatima RA) and the daughters of Hassan and Hussain RA were also not killed (Umm Kulthom nd Sakeena RA and many more) So their lineage is also present. You can recognize the lineage of Prophet pbuh present days cuz before their names they keep the word "Sayyid" (means Master/Leader) and their Surnames are like Shah, Naqwi, Hashmi, Kazmi, Rizvi, Zaidi, Jafri and few more. And they also keep their lineage in written form cuz nobody can falsely claim that he/she is Sayyid.
@INZA_M4 ай бұрын
MashAllah aap ki yadasht zabardast hai....
@TV-pg5xz4 ай бұрын
Bhai.(14:20) Fatima aaj b zinda hai it means k Un ki olaad k through unki legacy aaj b chal rhi hai.
@MuhammadBinAhmed-ug1cx4 ай бұрын
yes hazarat issa aasmaan pr hain aur hussain hassan humaray dil emin hai
@nationalinitial65244 ай бұрын
Hasan R. & Hossain R. hamare dilon mein aaj bhi jinda hai yehi mean kia iss video mein😇😇😇
@riffatabbasi79504 ай бұрын
Isk baad khilafat abbasids ko mili to jo ke muslims k golden era tha ,proud to be abbasi💗
@aleyaankhan91284 ай бұрын
Subhanallah subhanallah ❤❤❤
@the-lover-laugh4 ай бұрын
Hazrat isa hi ko Cristian ishu massih khta h yni Jesus jo book nazil hui on p Muslims arbi ma anjil khta h English na Cristian bible Hazrat imam hasan or Hussain paap jo kh rha mrta h jism pa yni matam wo shia firqa krta h baqi koi ni or shia firqa aj Muslim population ka hisab sa jo ka 2 arab sa zyada h os ka 13 to 14 percent h baqi Suni masb ata h hm koch ni kh skta baqi kihd ko nuqsan pohnchna glt h Islam m ni na hmra nbi na ass kich kiya matam wgra ma pitna apna jism ko baqi shia logu ki apni ray h
@AsiyaSultana-v7wАй бұрын
Quran not written by man made, this is book from the god Allah SWTKareem Alhamdulillah
@AbdulWaheed-uw9th4 ай бұрын
Beautiful video
@Entertainment-pz7md4 ай бұрын
Aap joint vedio banav Muslim kay sath apko kuch samaj nhi aata na kuch pata hota hain woh apko sub kuch bataye ga
@HamzaManzoor-e4o4 ай бұрын
Hazrat Hassan or Hazrat Hussain ki ullad KO Sayed kehta han eg. Peer Sayed Abdul qadir jilani, peer Sayed naseer uddin naseer, peer Sayed Mehr Ali, peer Sayed jamat ali
@haya-y8n4 ай бұрын
Hazrat hussain (a.s) ki aulaad me se aik bety zinda Bach gye thy Jin ka Naam imam Zain ul abadeen hy unhon karbala me is lie chor diya gya tha q k wo bimar thy Bad me un se hi agy nasal beri thi ❤
@JiyaAliJunjuaRajput4 ай бұрын
Or zinda hone ka matlb tha Nabi pak k nawase Hazrat Hassan or Imam Hussain humesha k lye dil me zinda rahenge jb tk duniya qaem hai
@MR-rl4ew4 ай бұрын
He is saying k Prophet Muhammad PBUH k grand sons Hazrat Hassan RA aur Hazrat Hussain RA ki Generation aj bhi is Duniya mein Mojood ha aur Qayamat tak is Duniya mein rhy gi. Qayamat k Qareeb Imam Mehdi bhi si hi Generation sy ay gy.
@farahsaeed21864 ай бұрын
Aaj bhi zinda hain ka matlab hay un ki naslain aaj bhi zinda hain.
@legendsxeditz4 ай бұрын
Hazrat imam Hussain ki nasaal aaj bhi mujood hai or woh hamare dilon main zindaah hain
@mfucreation47184 ай бұрын
hum muslim ye mante han...hassan or hussain kabhi mar nah sakte ...wo zinda ha ...aisi trah hamare har prophet bhi zinda ha ...
@sajidbhai404 ай бұрын
Allah hu aakbar
@zubairali49974 ай бұрын
Bhai Allah Tala Ne Is Duniya Ke Andar 124000 Paigambar bheje the Samay aaj mera Rasgulla sallallaho Tala alehi vasllam Aaye Hain❤❤
@AminaZara-m4h4 ай бұрын
14:00 UN ki nasal abi b chal Rahi hei in ki generation abi b chal Rahi hei
@IntkhabHayatOfficial4 ай бұрын
11:44 Hazrat "ISA" or "Yasso MASEEH" ek hi hain. Muslim "ISA" kehty hain or Christian "Yasso MASEEH" kehty hain.
@shuaibhussain57764 ай бұрын
Hazrat Hasan aur Hazrat Hussain ki generation aaj bhi hai. Is ne kaha tha ke Hasan aur Hussain ki olaad aaj bhi zinda hai. Is olaad ko Syed kehtay hain. Syed family may shia aur sunni dono qism ke musalaman hotay hain.
@saimashazadi94274 ай бұрын
ہمارا اسلام کہتا ہے کہ شہید کبھی مرتے نہیں ہیں شہید اور ہمیشہ زندہ ہے اس لیے ہم حضرت امام حسین کو اور حضرت امام حسن کو شہید کیا گیا اور اللہ فرماتے ہیں شہید زندہ ہیں
@mudassirsalman70134 ай бұрын
Hazrat Fatima RA ki oad ma sa he agay chal ker 1 bohat bary Islamic person jin ka name Hazrat IMAM MEHDI hai, wo ayen gay, os time puri dunya ma Islam ki kahoomat ho gi, or insaaf is qadar ho ga k Sher aur Bakri 1 he ghaat sa pani piyen gay.
@Madeeha_rehan4 ай бұрын
Matlab dilo me zinda hn aaj b
@AdibaAnsari-we5vh4 ай бұрын
Subhanallah
@AamirKhan-QB4 ай бұрын
02:37 biblical teachings says that habeel qabeel married to 1st sisters but Islamic Scholars believes that a Hoor from Jannat Sent for Humans breed. Both are not 100% Accurate. But it is beliefs. For myself the 2nd concept of hoors in more valid because in Islam brother sister marriage is Prohibited.
@positivethinker1184 ай бұрын
video pause krk bola krein plz....u skipped hazrat issa (jesus) and alsoend of the video while talking
@AdibaAnsari-we5vh4 ай бұрын
Allah hu akbar
@rizwanbhatti88524 ай бұрын
Yes isa ko he kehty hain yasu masi
@shifanaaz60544 ай бұрын
Isu masih = Jesus = Isa (in Islam). Imam Husain and Hassan ke sara khandan shaheed ho gaya tha bss.. ek bete bhache the quki wo bimar the Imam Zanul Abideen unhi se ye nasal age badi hai. Love your genuine reaction. Please do reaction on the Kohistani videos.
@IntkhabHayatOfficial4 ай бұрын
15:30 Hazrat Muhammad (S.A.W.) ke Baity jawani mein hi Fout ho gaye thy. or 4 Baityun thi, jinme se ek Baiti ka naam Fatima (A.S.) hai, jinki shadi HAZRAT ALI (A.S.) ke sath hoi. Unki Olaad mein 3 baityan or 2 baity "Hazrat HASSAN or HUSSAIN" paida howe. or phir karbala mein sabko SHAHEED kar diya gaya (bacho, orton, mardon sabko) . HASSAN or HUSSAIN (A.S.) ke jo bachy bach gaye thy, phir unse ye nasal agy barhi, aaj Is nasal ko "SYED" kehty hain. Umeed hai ab apko smjh ajye gi.
@afrojali94644 ай бұрын
ईशा मसीह को ही अरबी व उर्दू में ईशा अलेही सलाम कहते है ब्रो और सिस्टर ।
@aamirsohail20834 ай бұрын
Ibrahim as Abraham, ismael as Ishmael, Ishaq as Isaac, Yakub as Jacob, Yusuf as Joseph, Musa as Moses, Daud as David , Suleiman as Solomon , Yahya as John the baptist , Maryam as Marry and Issa as Jesus ( peace be upon all them )
@gondalvelogs7864 ай бұрын
Hazrat adammsy hazrat nuh k dermayan ka falsa time 1 lukh ya 2 lukh sal ka waqfa h
@Nooremaaz4 ай бұрын
Karwale m nabi k pura khadan khatam ni hua tha nabi ki nasal aj bhi h or Imam mehedi un ki nasal se hi honge ❤
@aishaafzal52294 ай бұрын
Karabala main zain Ul abidin Bach gy thy UN Sy Jo generations agy barhi Hain usy Syed family khty Hain
@aadiikhan54434 ай бұрын
Hazrat Eesa pbuh is been called yasuh masih and jesus christ as well
@Shanekhan-vlogs4 ай бұрын
Ehl sunat ke mutabik hazrat Ali 4the khalifa or ehle beht(shia) ke mutabik 1st khalifa... (Muhammad sw ki wafat ke baad Islam ki zemadari se kaam Karne wale ko khalifa kehte hain... .
@Movezone.3024 ай бұрын
Gg karbla mein Hazrat hussain k aak bety Hazra zain ul Abiden bach gy thy unhi se agy barhy
@MSAHNWN5EMNSSSAKY4 ай бұрын
Hazrat Sheesh is also considered a prophet
@sehar09874 ай бұрын
Descendents of prophet Muhammad ﷺ pe reaction dhijiye...
@BilalHameed-n1i4 ай бұрын
Syed logo ka hamare islam main bohattt ahtram kia jata hai un kae name kae age he shah laga hota hai jis sae pata lagta hai kae wo syed hai or syed larke ya larki ki shaddi syed khandan main he ho sakti hai kioun kae ek syed zada he ek syed zadi ka ahtram kar sakta hai jo kae shaed koi dosta insan us tarekae sae. Na mar sake
@CaptainFaheem-ci4ih4 ай бұрын
Hassan aur Husssain dillon mein zinda hein un ka yeh matlab tha
@ZabiAli-w3v4 ай бұрын
Hazrat Hassan Husain shaheed huye thy or shaheedon ko islam me murda ni kehty wo hmary dilon me zinda hain ap is waqy py reaction kro ap k sary swalon k jawab apko mil jayen gy Hazrat Issa k waqy py reaction krain taa k apko smajh aye k Jesus hazrat issa ko khuda yaa khuda ka beta q manty hain. Allah akeli zaat hy uska koi waris ni Beshaq Masha Allah acha reaction tha apka Allah pak apko sochny samjhny ki tofeeq ata krain ameeeeeeennnnnnn Allah pak ap py apna apna hasoosi rehm fazal ata kry beshaq wo jisy chata hy hidayet deta hy
@letstry68973 ай бұрын
Hassan and Hussain A.S ki nasal jo agy chali wo aj b zinda hain unhy "sayyed" kehty hain... Khalifa is the person who will lead the whole muslim world according to teachings ofAllah and Muhammad S.A.W.W... After prophet Mohammad S.A.W.W. Yasu Maseeh or jesus Christ is Hazrat Esa A.S himself... Names of the same person..
@aakil_offical4 ай бұрын
Very nice video
@DeepThinker-m1z4 ай бұрын
Muslims were divided into sia and sunni after the death of Imam Hussain
@Movezone.3024 ай бұрын
Yasso masi yhii hai Hazrat issa a.s
@SHAcademy34 ай бұрын
Bro they are those prophet which is mentioned in quran and almost 1.25lakh are who they are not mentioned
@LaibaQadir-m2p4 ай бұрын
I am a Muslim but I really like your reaction
@AhmadRaza-r9b1q4 ай бұрын
Aj zinda ka Matlab ky un ke nasal ab tk ha exist krte ha dunya ma
@ch7t4 ай бұрын
Hazrat Isaء hi yasuo masi han our Islam har ek prophet ko mantan han
@ertugrulghaziurdu19294 ай бұрын
Muslim me el Syed zaat chal rahe ha wo hazrat hussain rezullah or hassan se chal rahe ha
@uqbahashmi8884 ай бұрын
Hassan or hussan ki uladin aj bhe piri dar piri zinda h
@dailyposts72274 ай бұрын
Musa=toraat=jews Daod= zubur Esa(jesus)= bible= Christian Muhammad =quran=muslims
@AijajKhan-oc8fb4 ай бұрын
हजरते मरयम को जब अल्लाह ये पेगाम पहुंचाया कि हम तुम्हें बेटे कि खुशखबरी देते हे तब मरयम ने कहा मुझे ओलांद केसे होगी आजतक मुझे किसी मर्द ने युवा नहीं ओर ना ही में बंदकार हु मतलब किसी से संबंध भी नहीं बनाए तब अल्लाह ने कहा हम तुम्हारे रब से ओर हमें कोई काम मुश्किल नहीं इस तरह हज़रत ईशा मरयम से पेंदा हुवे जो अल्लाह के नबी हे ओर वो जिंदा हे वापस आऐंगे
@educationworld96994 ай бұрын
Bro he was talking about decedent's of Fatima (R.A) who was daughter of prophet Muhammad (SAW) which are still alive.