बहुत सुंदर पोस्ट है आपकी कंपोज खाद चाय से बनाने के लिए
@Manjugardening13 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐
@sippukumar97832 ай бұрын
Helpful video mam👍
@balaramkate2207Ай бұрын
Very nice idea
@Manjugardening127 күн бұрын
Thanks 🙏
@syedhashimraza33384 ай бұрын
Thank you so much Mam for this informative video
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad thanks 🙏🙏
@sadhanajain69564 ай бұрын
QQQæ❤@@Manjugardening1
@ramkrishnakatiyar5142Ай бұрын
Is trah se bana kar dekhege
@parulpatel79294 ай бұрын
Aap ki video bahut acchi lagti hai ab muje kisi ke video dekhane ki jaroorat nahi padti aapki videose sab information mil jati hai
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐🌹💐💐🌹
@gianchand104 ай бұрын
Good information madamji.
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@ReetaDewangan-x9t4 ай бұрын
Bahut sunder ideay h❤❤
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏
@KrishanKumar-sk2sn4 ай бұрын
Very nice Great Video Thanks Baita Ji
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏🙏💐🌹💐🌷☘️
@anopportunityforhealthweal8231Ай бұрын
Thx mam ❤
@Manjugardening1Ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@manjuchandra88384 ай бұрын
Manju ji aap bahut mehnat kerti h video banane m aap apna pura efforts lagati h really great....stay blessed.
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks, video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐🌷☘️🙏💐
@afsajujara90022 ай бұрын
Thank you 👍👍 so much.ap sab ke liye etni mehnat karte ho
@Manjugardening12 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹
@purnanandadas44684 ай бұрын
Thank you mam for sharing this useful information 🙏
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐
@CHHOTISIBAGIA4 ай бұрын
Nice sharing dear didu good information ❤❤❤❤❤❤
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks dear 💐💐💐🌹🌹🌹
@ManjuMinigardening3 ай бұрын
Acchi Jankari Di aapane
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏🙏🙏🙏
@bagvanikibaatein4 ай бұрын
Thankyou Manju ji chai ki Patti ke compo humko share karne ke liye
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐
@Sakhigarden4 ай бұрын
Wow very good idea Chai Ki Patti se compost banane ka😊 thanks for sharing
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit dear 💐💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹💐
@sandeepdubey32474 ай бұрын
आपके colias plant बहुत ही सुंदर दिखाई दे रहे हैं उनकी सुंदरता का राज btaie ताकि मैं bhi अपने PLANTS सुंदर बना सकूं
@Manjugardening14 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद कोलियस प्लांट में पानी का ध्यान देना होता है ज्यादा पानी से इसमें जो है फंगस लगता है तो यह गाल के खराब होते हैं और बहुत तेज धूप में नहीं रखना होता है सुबह की धूप में मैं इनको रखती हूं बाकी मेरे छाया में ही रहते हैं और उसी में यह बहुत सुंदर होते हैं
@BMGardening-GS224 ай бұрын
Very nice sharing 👍👍 enjoyed your full video 😊
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏🙏💐🌹🌹💐💐🌹
@Manjucdr3 ай бұрын
Thank you so much di 🙏🙏
@Manjugardening13 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏
@PoonamKumari-gd4oe2 ай бұрын
Acchi jankari Di hai
@Manjugardening12 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@paramjitkochar17044 ай бұрын
Very great mam hard working ❤️❤️❤️💐🌹
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐
@ramkrishnakatiyar5142Ай бұрын
Roj ka jo niklega wo kahan rakhe. Isme dane ge to dhakkan to kholna ho ga?
@VijayKumari-x6d4 ай бұрын
V Nice information 👍👍
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@kpurva5674 ай бұрын
Mai bhi banati hu
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks dear
@anilsrivastava614 ай бұрын
Nice shearing mam thanks
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏
@mithleshdevi21393 ай бұрын
धन्यबाद👌🙏🙏
@Manjugardening13 ай бұрын
🙏🙏💐💐💐💐
@NirmalaDevi-rx1ci4 ай бұрын
मैम हमारे कद्दू के फूल अपने आप कट कर गिर जाते हैं ? क्या खाद किचन कंपोस्ट डाले या sea वीड लिक्विड डालें ?आपके गार्डन का ओवर व्यू कीजिएगा , कोलियस बहुत सुंदर लग रहे हैं
@Manjugardening14 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद आपने प्लांट में नीम तेल में पांच बूंद शैंपू और आधी चम्मच बेकिंग सोडा का स्प्रे करें, और फंगीसाइड का स्प्रे करें आज की वीडियो देखें बहुत ही यूज़फुल है उसका इस्तेमाल करें
@BishwambharJha-v1c4 ай бұрын
Bhut achhi jankari diya hain aapne.Thora kam samay lage aisa nahi ho skta kya. Dhanyawad
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad kam samay hi lagaya hai ismein bahut chijen detail se batani hoti hain Shayad Maine vahi batai Hain FIR Kai topic chhut jaate Hain FIR kafi comment aane lagte Hain dhanyvad
@BishwambharJha-v1c4 ай бұрын
@@Manjugardening1 मंजूजी मैंने वीडियो के समय के बारे में नहीं खाद बनने में लगने वाले समय के लिए कहा है।धन्यवाद।
@deepikasharma23353 ай бұрын
Very useful coffee I use coffee grounds
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏🙏🙏🙏
@maltigupta1503 ай бұрын
May a v nai nai pholl lga rahi ho aapse achey jankari mili ❤ aap say
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks, Dil se shukriya 💐💐💐💐🌹🌹🌹
@jaferali11703 ай бұрын
Hi mam tq mam happy mam I'm Aspires
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@rameshjoshi91554 ай бұрын
Very nice vlog🎉
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks
@nandish829113 ай бұрын
Very important information I like
@Manjugardening13 ай бұрын
Dil se shukriya video dekhne ke liye dhanyvad 🙏🙏💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹💐
@meenaxisanga4 ай бұрын
Very nice compost
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks 🙏
@TaraDevi-s8d4 ай бұрын
Great job 👌👍👏👍👏👍
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
@ShilpitaRoy-z7y4 ай бұрын
Nice shareing Di....hello. ..❤❤
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya thanks 🙏
@jaferali11703 ай бұрын
👍
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@nirmaladebi52254 ай бұрын
Thank you
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏
@SangeetaSinha-h9h4 ай бұрын
Sangeeta Sinha Very nice information❤❤❤
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐
@guruprasadk7384 ай бұрын
Awesome 😎
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@familyandkitchengardening9644 ай бұрын
Nice sharing friend 🎉
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐
@ShakuntlaDevi3 ай бұрын
बहुत ही सुंदर 🙏🙏 जय श्री राम
@Manjugardening13 ай бұрын
Jay Shri Ram 👏👏👏👏🌹🌹🌹🌹
@shahinaqaisar79413 ай бұрын
Nice video
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐
@ashokbhai39084 ай бұрын
Thanks Bahanji
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹💐🌷🌷🌷🌷
@asusmobile28504 ай бұрын
Leaf composting kaise banaye
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji compost ki video bhi hai channel per aap thoda mere channel per visit Karen please
@Naturesgarden-wj9ct4 ай бұрын
Thanks manju ji🎉🎉❤
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@godscreationslover4 ай бұрын
Bahut jaroorat the tea composed k upload ki . Thanks Di 🙏 ek baat bataye kya hum coco peat ke jageh rise husk use kr sakte hain
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit, sukhi pattiyan aap Mila sakte hain vah bhi Na Ho to dal sakte ho
@afsajujara90022 ай бұрын
Nim ki Khali bnana sikhao didi pls
@Manjugardening12 ай бұрын
Neem ki Khali to market se hi leti Hun yahan Neem Kahan milega mujhe
@amazinginventions24632 ай бұрын
Mam main winter vegitables lagana chahti hu jameen m per kaise lagana hai mitti kaise tyar karen please share kare
@Manjugardening12 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap jameen mein Laga rahe ho to jameen mein to aapko Keval khad Milani hai gobar ki khad Mila Den aur varmi com post hai to vah bhi dal le aur lagaen aap sabji jo bhi aapko lagani hai, aapko jameen mein acche se khudai karni hogi pathar pathar hata lena mitti ko plane karke kyaRiya banaa Lo aur FIR sabji Laga Lo
@chetanpatel10864 ай бұрын
What a video? Veru useful & easy to make it. I will sure make it. Can we not use waste decomposer? I am sure that using it you can cut 50% time od decomposing..! I study & experience this wDc since from 3-4 years. I am from USA. Requesting you to making practically compost by using WDC.....!!! Further can you give volume measurement more perfectly?
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad yah Puri organic tarike se compost ban rahi hai ismein maine bahut hi easily compost banane ka method bataya hai , Ghar ki free ki chijon se, aap wdc se bhi banaa sakte hain Thanks 💐💐💐💐🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌹🙏🙏🙏🙏
@Naturein3rdfloor4 ай бұрын
Very good information
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐
@KiranVerma-cu3ei4 ай бұрын
Nice information
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐🌹💐🌷
@maltigupta1503 ай бұрын
आगे v बताई ❤❤❤
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks for visit 💗💗💐💐💐💐
@manpreet27374 ай бұрын
Very nice
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@sumansood68194 ай бұрын
Kya chae patti direct mila skte ha new potting ke lia
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji video mein acche se samjhaya hai please video dekhen
@ShyamManandhar-x2qАй бұрын
कम्पोस्ट खादमे लकडीका राख मिलाना होगा कि नही?
@Manjugardening1Ай бұрын
Nahin compost banane mein mat daliye
@ramkrishnakatiyar5142Ай бұрын
Aage ka jaldi bata do
@Manjugardening1Ай бұрын
Video mein sari chijen samjhai hain aap video acche se dekhiae na Puri chijen batai hai maine
@zakiyamaniyar764 ай бұрын
Hi mam meri compost nahin Banta please help me
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekho ismein bahut chijen batai Hain unhen follow karo acchi banegi
@geetanagvekar72674 ай бұрын
Mam can u pls share d video of organic decomposer as u used in this video
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad yah Jo liquid hai yah hamara kitchen West se jab ham khad banate hain uske six days ya 7 days bad release hota hai usko store karna hai , yah bahut powerful liquid hota hai isko plant mein Pani milakar dalna hota hai kitchen based compost banane ki video channel per hai aap vahan visit kijiye bahut chij detail mein bataen Hain aapke samajh mein a jaega
@khaderunnisashaik85244 ай бұрын
Nice sharing💐💐
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit 🙏💐💐💐
@pallavichaturvedi88043 ай бұрын
Me bhi chaypatti pedon me dalti hu pr aapka ye tarika bahut achchha lga thanks❤. Plz waste kitchen fertilizer ka link share kre hopefully vo bhi mere tarike se jayada best hai
@Manjugardening13 ай бұрын
Dil se shukriya thanks vedeo dekhni ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹💐🌷🌷💐
@pallavichaturvedi88043 ай бұрын
आपने लिंक शेयर नहीं किया किचन वेस्ट फर्टिलाइजर का @@Manjugardening1
@Manjugardening13 ай бұрын
@@pallavichaturvedi8804 aapka bahut bahut dhanyvad ji aap channel per visit Karen niche aapko kitchen waste compost banane ki video mil jayegi, mujhe bhi to channel per visit karke hi link nikalna hoga aap channel per visit Karen aapko aur bhi content dekhne ko milenge ho sakta hai aap bhi kafi useful Ho, please visit my channel
@AjayKhichi-vx8el4 ай бұрын
Namastey mam kya aapkay garden may angur key bel lagi hui h kya
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji han angur ki BEL lagi hai aur uski katai chatai December January ke manth ma hogi ,💐💐💐💐💐
@trs.aftab1234 ай бұрын
Thank you so much ma'am ltni achchi video lane ke liye😊 ma'am ab kichen west se liquid fertilizer wanana bataye Please
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad jab aap kitchen based compost banaoge na usko jis bhi pot mein banaoge usse liquid nikalta hai use store karna hai vah vah kitchen West liquid hai kitchen waste compost banane ki video mere channel per hai aap visit Karen usmein Maine acche se samjhaya hai detail se
@rajivwasal34384 ай бұрын
Jab vermi compose mix ho gaye, vermiwash bhi daal diya, cow dung bhi daal diya, to chai ki patti ka kya roll Raha, itna sab kuch to apney aap main hee itna powerfull hai. This video is only for footage..
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks for visit but aap agar puri video dekhte to bahut acche se aap Jaan paate
@preetiagarwal31792 ай бұрын
mem jo last m bottel se liquid dala h woh kya h
@Manjugardening12 ай бұрын
Vah kitchen waste compose se nikalne wala liquid hai
@dineshchandra51624 ай бұрын
टांनिक का प्रयोग बताए
@Manjugardening14 ай бұрын
टॉनिक आप शायद इस लिक्विड के बारे में पूछ रहे हैं तो इसको जब हम स्टोर करते हैं तो इसको 1 लीटर पानी में 10 म ल मिलना है ज्यादा ना मिलायें, और स्टोर करने के 30 दिन बाद ही यूज करें
@JaiSriShyambaba-7773 ай бұрын
दीदी अगर कोकोपीट नहीं है तो किया करें बताऐ पलीज
@Manjugardening13 ай бұрын
मैंने वीडियो में डिटेल्स समझाया हुआ है अगर कोकोपीट नहीं है तो आप क्या ले सकते हैं सूखी पत्तियां ले सकते हैं
@MuskanGupta-gw6wd3 ай бұрын
Decompose Na Ho to ham kya dale yah banane ke liye
@Manjugardening13 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji Maine video mein bataye Hain aapke pass agar Di composer nahin hai to aap jaggery गुड ka Pani banaa kar dalen ya FIR khatta sada hua mattha chhaas jise kahate Hain vah dalen ya dahi dal den
@muskandhekware80184 ай бұрын
Ma'am kele ke chhilke ka khad kaise banate hai us par video banayiye
@Manjugardening14 ай бұрын
Kafi sari video mein kele ke chhilkon ka khad banana dikhaya hai dala hai aap follow kijiye video dekhiaega
@PoonamKumari-gd4oe2 ай бұрын
Cocopeat kya hota hai
@Manjugardening12 ай бұрын
Ji Coco peat nariyal ke bahar ka Jo chhilka hota hai dry usko burada hota hai aapke yahan nearest Jo seeds wali shop hai vahan mil jaega aap online bhi ise dekh sakte hain khareed sakte hain
@HarpreetKaur-cw4uc3 ай бұрын
Hi didi very nice gardan
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐
@dhansukhpatel52364 ай бұрын
Mam apne vo kharab vala vermicompose kahase lia tha. Name avasya bataye.
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji online se mangaya tha kahin sa
@CharuShivavardhan-o1rАй бұрын
Mere bel ke podhe h vo abhi 8-9 months ke h kch tym to ache se growth ho rhi thi per ab vo apne aap sukhte ja rhe h ...kisi ne bola ki usme pyaj k chilke ka compost bna ke dale per pooja ke liye use hone ki vjh se usme maine dale nhi ..to ap btaiye ki usme pyaj ke chilke dale ya nhi ...or uski growth vapas theek ho jaye uske liye kya kre
@Manjugardening1Ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji BEL ka paudha bahut aasani se Ho jata hai isko jyada khad dene ki jarurat nahin Hoti iske Patiya aajkal sukhti hain girti hain FIR new new leaves aaengi aap chinta mat karo dhup mein rakho gurai kar dena aur koi bhi khad aap dal sakte ho liquid banaa kar dal lo mere channel per hai BEL ke plant ki video aap dekhna
@dileepsingh56204 ай бұрын
Ma do sal sa bana raha hu,Chai Patti ki khad ko composting ka liya mitti ka matka ka upyog Kara,sath hi esma sarso ki khali Mila da Aur OWDC ka liquid dal da.21din ma khad tyar.Es khad ka muqabla duniya ki koi khad nahi kar sakti
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se aapka shukriya bilkul aapane sahi kaha ji han bahut hi best fertilizer hai
@user-gc6wr2dj7w3 ай бұрын
Video rhoda lamba bnaeye please
@Manjugardening13 ай бұрын
Thanks
@AnitaAgrawal-m7h2 ай бұрын
Compose kisse banta hai
@Manjugardening12 ай бұрын
Kitchen waste compost banane ki video channel per upload hai aap dekhen
@RenukaSharma-c4t2 ай бұрын
Mam aaj 25th October ‘24 hai. Kaun सी फल सब्ज़ी और फूल लगाये २४” के गमले में? जो जल्द ही तैयार हो जायें ?🙏🏻
@Manjugardening12 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aajkal bahut sari sabjiyan lagaye jaati Hain sari Hari sabjiyon ki variety jo bhi hai aap sab Laga sakte ho lesan pyaj aalu tamatar baingan shimla mirch sari sabjiyan Aajkal grow hoti hain aajkal palak meinthi lai cholai
@trs.aftab1234 ай бұрын
आइरन कि कमी को पूरा करने केलिए किल या लोहा कैसे इस्तेमाल करे
@Manjugardening14 ай бұрын
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद आप मेरे चैनल पर देखें , फर्टिलाइजर मैं बताया है किस तरीके से बनाना है बता रखा है आप वहां देखें डिटेल से समझने में सुविधा होगी
@nishatparveen84954 ай бұрын
Nice vedeo dear Ek baat bataen ye apke pas colius lage hn inhe kahan rakhna theek hoga
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad Ji koleos ko aap Chhaya wali jagah per rakhega acchi growth karte hain aur healthy Bane rahte hain
@sultanasheikh54754 ай бұрын
Manju ji mitti me chote wale snail ho gaye hai kya karen??
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji aap mitti mein fitkari ka Pani banakar daliye snail khatm Ho jaate Hain, TRAI Koderma powder Mila dijiye
@sultanasheikh54754 ай бұрын
@@Manjugardening1 Thank you so much
@sattamatkaking21133 ай бұрын
Cocobeat kya hai mam
@Manjugardening13 ай бұрын
Cocope market mein mil jayegi online bhi mil jayegi aap search karke dekhen yah nariyal ke chhilke ka burada hota hai
@sheelasaini20464 ай бұрын
Thoda jaldi bataya karo mam
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad main har EK chij ko bahut aasani se aur acchi tarike se samjhati hun bahut sari comment hote hain bahut achcha batate ho karke ab aap batao koi topic chhut jaaye to vah achcha bhi nahin hota hai FIR comment aate Hain hai na to kya ismein kitni jaldi Karun yah batao SAS bhi Na Lun kya
@nitumedhi49944 ай бұрын
Yeah compost kitni din main bonta hain mam? 6o din main yah 7 din main?please botayea 🙏
@ShobhasWorld224 ай бұрын
Sixty days. साठ din
@Manjugardening14 ай бұрын
60 days
@mithleshdevi21393 ай бұрын
कोकोपिट किसे कहते है
@Manjugardening13 ай бұрын
Ji kokopith nariyal ke chhilkon se banta hai aap search karke dekh le usko
@sangeetabharadwaj60404 ай бұрын
Saare paudhon k patte Peele ho rahe hai kya kare Aur patton ko kide kha rahe hai tho kaun sa upay kare
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad Apne paudhon mein aap fertilizer dalen varmi compost ya gobar ki khad, mere channel per kafi sare organic gharelu fertilizer mein sabhi paudhon mein dalti hun unhen dekhen Apne paudhon mein dalen aur kide Lage Hain to uske liye bhi channel per video hai organic insecticide ki dekhen
@amalhayatvlog20203 ай бұрын
aunty g mere colias to khtm ho chuke hr colour ke plants the sab khtm 😢😢
@Manjugardening13 ай бұрын
Oh ho, kya hua garmi se khatm hue dhup mein rakh diye honge ya FIR jyada Pani dal Diya hoga tab bhi vah gal jaate hi niche se fungus lag jaati hai yah Dhyan Dena hai tabhi khatm honge yah chhoti si cutting lag jaati hai kahin se aap unhen Laga Lo kahin se bhi mil jaenge aapko
@ND_Arts14 ай бұрын
❤❤❤❤ thanku
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks
@padamchandjain45594 ай бұрын
Ready compost mein vermi kanha se aa gaye
@kpurva5674 ай бұрын
Unhone mitti aur vermi compost milaya shayd aapne pura vidio nahi dekha
@Manjugardening14 ай бұрын
Thoda video ko detail se dekhen aur is chij ko samjhie
@malwakajayka11654 ай бұрын
बर्मी कम्पोस्ट केसे बनाएं
@Manjugardening14 ай бұрын
Ji virmy compost banane ki process to bilkul alag Hoti hai usmein red varmi bhi chahie hote hain or bahut kuchh vah main nahin banati
@DineshkumarsharmaDinesh-w1v4 ай бұрын
Madam koun etnai pangai mai padai.
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad jise garden ka shauk hota hai plant lagane hote hain vah yah sab kar lete hain
@welcometoourgarden41294 ай бұрын
मंजू मैडम जी यह पीछे दो ड्रम रखे नीले कलर के इनमें क्या है जो भी है मुझे दिखाओ प्लीज क्या इसमें आपने कोई दूसरी खाद बनाई है अगर बनाई है तो जरूर दिखाएगा मैं मंजू शुक्ला दिल्ली
@Manjugardening14 ай бұрын
जी वीडियो देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद इस ड्रम में किचन की बेस्ट का कंपोस्ट बन रहा है किचन वेस्ट से कंपोस्ट बनाने की वीडियो मेरे चैनल पर है आप देखें
@gardencreationsncreativity84044 ай бұрын
Great sharing dear Manju Bahan ji thanks very usefull information about waste tea Leafe compost fertilizer thanks very nice information dear friends thanks good morning 🌞
@Manjugardening14 ай бұрын
Dil se shukriya dear thanks for visit 💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
@yogitasaini69364 ай бұрын
Manjuji hamare 15 dino se baris girnese kuch nahi dal pa rahe he pani pani he
@Manjugardening14 ай бұрын
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad kahan rahte hain aap hamare yahan to barish nahin ho rahi hai aapke yahan jab barish ruk jaaye na tab aap apne paudhon ko khad Pani dena
@sarabjitkaur41983 ай бұрын
Mai lichen Mai fruit aur vegetable peels Mai pani mila kar direct hi Isla pani dal de tu hu per usne kidde lag katte hai usne kiya dalu Mai use compost nahi karna chahti usne kiya dallu Ki woh plants ke liye useful ho
@Manjugardening13 ай бұрын
Agar aap kitchen West ka compost banaoge use aap band dibbe mein banana hoga aur usmein kide hote hain aur vah hone hi acche hote hain tabhi decompose ki prakriya hoti hai aur agar aap band dibbe mein nahin banana chahte Hain to aap khule mein rakhe bahar jameen mein FIR usmein more aur machhar udane wali chijen bahar bhi hongi, isliye koi bhi kachra Ho usmein kide makode aate hi aate Hain unko aap aise use nahin kar sakte ho, han agar aap kisi bade se port ko fil kar rahe ho to aap usmein niche se kitchen West dal Den aur FIR upar se pot mein soile banakar dal de
@rajgaur28034 ай бұрын
वर्मी कम्पोस्ट होती है जो वर्म्ज से बनती है
@Manjugardening14 ай бұрын
Thanks 💐💐💐
@ashokmishra-s6e2 ай бұрын
Kitane din me banging khad
@Manjugardening12 ай бұрын
Ji video mein Puri jankari batai hai aap video ko dekhiaega
@vinodgaur49003 ай бұрын
Mam aapse kuchh jankari chahiey lekin aapne nahi di
@Manjugardening13 ай бұрын
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aapane kaun si jankari mangi thi Jo Maine nahin Di main to sare question ka answer deti hun sabhi comments ka deti hun agar aur aapko kuchh puchna ho na to naya comment dalna kabhi kisi comment ke answer mein hi comment mat Karna vah mujhe nahin dikhta hai aur new comment karoge to vah mujhe dikh jata hai
@MuskanGupta-gw6wd3 ай бұрын
Aapne ans nhi diya plzz batao
@Manjugardening13 ай бұрын
Ji answer kis chij ka main to sabhi comment ka answer Karti hun abhi Aaj thodi let ho rahi hun