Eletrician aur fitter trade mese kise me jayada scope ha
@HimanshuKumar-ku1fs28 күн бұрын
30k se 50k 2years experience
@ShramINShala27 күн бұрын
ITI Electrician aur Fitter ka comparison janne ke liye aap hamari ye video kzbin.info/www/bejne/r3mcYoBvidKoebc zarur dekhen.
@DeepakDas-t4f27 күн бұрын
@ShramINShala thank you sir
@everythings559014 күн бұрын
Electrician
@VijayHitk10 күн бұрын
Suggest some iti institute for information technology
@Infinit2006-f26 күн бұрын
Maine 2 years ke electrician course me admission kiya hai Lekin mujhe BA KARNA HAI KYA MAI ITI CHHOD SAKTA BINA COURSE COMPLETE KIYE ?
@FidaAlam601623 күн бұрын
Haa ITI ke Teacher se kah do ki mai ITI nahi karna chahta hu mujhe BA karna hai bas ITI jana band kar do kaam ho jayega par mai to kahunga ki ITI kar lo yaar BA to tum Open se bhi kar sakte ho
@ShramINShala19 күн бұрын
Agar aapne ITI electrician course mein admission liya hai lekin ab aap BA karna chahte hain, toh aap ITI course bina complete kiye chhod sakte hain, lekin aapko uska certificate nahi milega. BA ka admission alag hai, aur ITI ka course BA par koi direct impact nahi dalta, toh aap BA private mein admission le sakte hain, bas apne institute se course ko formal tareeke se drop karna hoga. Aapko yeh decision apne career goals ke hisaab se lena chahiye, agar BA aapke liye zyada relevant lagta hai toh aap uss direction mein ja sakte hain.