Dholak is crazy! I had heard the SoundCloud version of your dad singing this back in the day-thanks for reviving this one!
@DevinRamoutar11 ай бұрын
Appreciate you bro!
@Ramkabharosa7 ай бұрын
As sung by Shri Mohit Mangru from Bath Settlement, ECD, Guyana. 0.(Dohā) Pratham pūjā mai'ne dekhā, kī apnī mātā kā pūjanā. Jhar sevā karnā chahatā ho, kī apne pitā kā sevā nā. Apne mātā pitā kī pūjā, Saravan kar dekhalāyā. (ĀĪŪṛāīū) Ek oṛhī andhā, ek oṛhī andhī, tīrath vrat karavāyā. Kyā? 1. Jab Saravan nīr ko dhāyī, pānī kā gun gun āvas jab āyī. Dasharath ne bān chalāyā, jab Saravan nīr ko dhāyī. Saravana . . . nīr ko dhāyī, jab Saravan nīr ko dhāyī; pānī kā gun gun āvas jab āyī, jab Saravan nīr ko dhāyī. 2. Nadī kināre baithe Saravan, bharane lage jab nīr. Nadī kināre baithe Saravan, bharane lage jab nīr. Rājā Dasharath dhyān kar miligā ..., Rājā Dasharath dhyān kar miligā; mār karejavā me' tīr. 3. Jab Saravan nīr ko dhāyī, pānī kā gun gun āvas jab āyī. Dasharath ne bān chalāyā, jab Saravan nīr ko dhāyī. Saravana . . . nīr ko dhāyī, jab Saravan nīr ko dhāyī; pānī kā gun gun āvas jab āyī, jab Saravan nīr ko dhāyī. -------------------- As sung by Shrimati-ji Alice Rambali-Sankar from Lot 8, Circle Street, Skeldon-Corriverton, Corentyne Berbice, Guyana. (Similar tune to the one above by Ustaad Mohit Mangru.) (Dohā) Dayā dharam kī rāsitā, kī sachatī kahe Bhagavān. Narak rāsitā jhūth hai, kī aur bat ne abhimān. Prem sab se baṛā hai, kī prem se rahā insān. Shavarī prem se jīt liye, Rāmachandra Bhagavān. 0. Merā Rām kahā' hai tū, merā Rām kahā' hai tū. Hai merā prān kahā' hai tū; hai re, merā Rām kahā' hai tū. My Lord, where are you? O (essence of) my life, where are you? 1.Tū mere man me', tū nas nas me'; tū mere zindagī ādhār (ho Rāma).(2) A'khiyā' mere taras rahā hai (2); ab tū darashā dikhā jā. Merā Rām kahā hai tū; hai re merā prān kahā hai tū. (ṛāūī) You're in my mind, you're in my veins; you are the basis of my life, O Lord. My eyes are craving for you; please give me a vision (of yourself). 2. Nagarī nagarī, dvāre dvāre; dungu rahā sāre nadiyā (ho Rāma).(2) Tūhī hai Prabhu sab ke svāmī, tūhī hai Prabhu antarayāmī; tū sab kā rakhāvālā. Merā Rām kahā hai tū, hai re merā prān kahā hai tū. I wander from city to city, door to door; and all the rivers (seeking you), O Lord. You are Lord and master of all, knower of my mind; you are my (only) protector. 3. Jo koī terā, sharan me' āye; khāli hāth na jā (ho Rāma).(2) Jo koī māne aur nahī' māne (2); mai' to na chhoṛ terā dham re. Merā Rām kahā hai tū, hai re merā prān kahā hai tū. Whoever comes to your shelter; do not go away empty handed, O Lord. Whoever may believe or may not believe, I will never leave-off your worship. 4. Merā Rām kahā' hai tū, merā Rām kahā' hai tū. Hai merā prān kahā hai tū, hai re, merā Rām hai tū. My Lord, where are you? O (essence of) my life, where are you? .
@insertgoodname48098 ай бұрын
Pandit Dev is a legend. My brother and I would go to the Vedic Cultural centre just to hear your dad play. Never seen a man beat Dholak like that in my life!
@DevinRamoutar8 ай бұрын
Thanks for that comment bro! What's your name? I'll tell him you commented.
@insertgoodname48098 ай бұрын
@@DevinRamoutar I'm Aunty Roopa's grandson. Your dad recently played at my brothers funeral. It meant alot to me and our family.
@Ramkabharosa8 ай бұрын
As sung by Shri Roopan Kandool, from #43 village, Berbice, Guyana. (Dohā) Adi rāt pichhalī pahārī ke, Rājā Dasarath khele ne gaye shikār. Sandhyā ke banā kā unkā na āye, jab un chhorā bān. (?) (ĀĪŪṛāīū) 0.(Ref) Kahe Sarvan ne hare hare Rāma; jab Dasarath unke bān ke ne mārā. Bān ke ne mārā, tū bān ke ne mārā; ān ke ne mārā, tū bān ke ne mārā, OR [Jab Dasarath unke, bān ke ne mārā. Jab Dasarath unke, bān ke ne mārā.] Kahe Sarvan ne Hare Hare Rāma; jab Dasarath un ke bān ke ne mārā. 1. He Rājā Dasarath kyā mai' bhikārā (2); sāth kar bān ke ne mārā. (?) Hare more Rāma, hare more Rāma. Hare more Rāma, hare more Rāma.(Ref) 2. Mātā pitā more, āndī aur āndā (2); jal bhar ne ko mai'ne āyā thā, āyā thā. Hare more Rāma, hare more Rāma. Hare more Rāma, hare more Rāma.(Ref) 3. Pahile pī lā ke pitu-mātā ne (2); bidhi kar lele Sarvan bhūl gaye. Svar gati dhārā, ho svar gati dhārā. Hare more Rāma, hare more Rāma.(Ref) 4.(Relā) Kahe Sarvan ne hare hare Rāma; jab Dasarath unke bān ke ne mārā. Kahe Sarvan ne hare hare Rāma; jab Dasarath unke bān ke ne mārā, jab Dasarath unke bān ke ne mārā, jab Dasarath unke bān ke ne mārā ! ---------- As sung by Shri Harry Sewbalak from Suriname. 0. Ādhi ādhī ratiyā kī pīchhalī pahariyā; Dasharath khele shīkār. (Ref) Lāge Saravan ke bān; Rām hī Rām nām pukār. (2)(ĀĪŪṛāīū) 1. Mātā pitā morā āndhī āndhā; unko tū do Rājā jal pīyā. (2) Pīyā tū jal me' mātā pitā ko; kaheyo' merā, hāl burā. (Ref) 2. Jo ke se māre Rājā Dasharath; lāgī karo soch bīchār. (2) Bān hī nikāl virāje; lāge jāne bān hamār. (Refrain) 3. Chitā banādo Rājā Dashrath; bod me' de do more Saravan Lāl Tulasīdās baje āndhī āndhā; yehī ghat hoth tumhār. (Refrain) .