My Favourite Noha Beshak Jab Tak Jeeyenge Ahle Aza Gham Manaye Ge 💔 Bibi Tere Hussain (as) Pe Aansoo Bahaye Ge
@almashussain1015 жыл бұрын
Jab tak jiyenge (Ya Fatemah) x2 (Fatemah Zahra) x4 jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Bibi tere husain pe ansoo bahayenge Kis tarha toot jayenge ashkon ke silsile Jo gham tujhe mile wo kisi ko nahin mile Tu gham naseeb hai yeh sabhi ko batayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Woh teen deen ki tishna labi yaad he hamein Sukhe gale pe kund churi yaad hai hamein Pyason ko uski yaad me paani pilayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Sab kuch nisar karke isi gham ke waaste Aulaad bech denge moharram ke waaste Mazloome karbala ki safe gham bichaayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Surat nahi hai aur koi dil ke chain ki Rakhte hain apne saath nishaani husain ki Hum qabr me bhi khake shifa leke jayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Jitna khayal tune rakha apne laal ka Koi bhi itna pyar se paala na jayega Uski musibaton ko na hum bhool payenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Seene me jis husain ke daghe hasan bhi he Yeh who shaheed he jo gareebul watan bhi he Hum karbala pohonch ke palat kar na aayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Har saans lamha lamha bahenge sharike gham Farshe aza pe beth ke girya karenge hum Teri sada me apni sadayein milayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Abid ki chasme zaarse behta huwa lahoo Who bekasi-e-zainab-o-kulsoom char soo Bazaar me khule huwe sar yaad ayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Hoton pe murtaza ke ye haajat he fatema Dil me kaleem ke bhi hay, hazrat hay fatema Ayenge karbala me ye nauha sunayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) x2 Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge
Jab tak jiyenge ehle aza ghum manaenge Ya Fatemah) ..(2) (Fatemah Zahra) ..(4) Jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge bibi tere husain pe ansoo bahayenge Jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge Bibi tere husain pe ansoo bahayenge 1. Kis tarha toot jayenge ashko'n ke silsile Jo gham tujhe mile wo kisi ko nahi mile Tu gham naseeb hai yeh sabhi ko batayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 2. Woh teen deen ki tishna labi yaad he hamein Sukhe gale pe kund churi yaad hai hamein Pyaso'n ko uski yaad me paani pilayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 3. Sab kuch nisar karke isi gham ke waaste Aulaad bech denge moharram ke waaste Mazloom e karbala ki safe gham bichaayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 4. Surat nahi hai aur koi dil ke chain ki Rakhte hain apne saath nishaani husain ki Hum qabr me bhi khake shifa leke jayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 5. Jitna khayal tune rakha apne laal ka Koi bhi itna pyar se paala na jayega Uski musibato'n ko na hum bhool payenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 6. Seene me jis husain ke daghe hasan bhi hai Yeh who shaheed hai jo gareebul watan bhi hai Hum karbala pohonch ke palat kar na aayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 7. Har saans lamha lamha bahenge sharike gham Farshe aza pe beth ke girya karenge hum Teri sada me apni sadayein milayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 8. Abid ki chashme zaarse behta huwa lahoo Who bekasi-e-zainab-o-kulsoom char soo Bazaar me khule huwe sar yaad ayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge 9. Hoto'n pe murtaza ke ye haajat hai fatema Dil me kaleem ke bhi ye hasrat hai fatema Ayenge karbala me ye nauha sunayenge (jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge) ..(2) Bibi tere husain pe ansoo bahayenge jab tak jiyenge ehle aza gham manayenge
@moaariz80135 жыл бұрын
jab tak jiyge ahle aza gham manayege labbaik ya Hussain zindabad ya Hussain
@murtajiza4002 жыл бұрын
Mashaallaha khobsurat noha
@sarfarazali33117 жыл бұрын
Jazak allah mola salamat rakhe game hussain manane walo ko yaa ali
@ruksarkhan12757 жыл бұрын
Right
@sk.sirajsksiraj25386 жыл бұрын
Ruksar Khan Right
@nehaiderhn3055 жыл бұрын
mashallha mere Mola jb mout aye to mooh pe yaa hussain ho illhi amen
@latifajamal3898 Жыл бұрын
Masha-Allah! May Allah SWT accept our Azadaari and our salutations to Prophet Muhammad SAW and Ahlulbayt A.S.
@mohammedkasimmomin4064 ай бұрын
Mashallha mubarak khurshid bhai ❤
@81Seemab14 жыл бұрын
Masha Allah bahut umda nauha aur behatreen awaaz.
@abbasali40742 жыл бұрын
Abbas Ali
@Nigarzahrarizvi1819-hl6rv Жыл бұрын
So very hearts touching noha😭😭😭😭🤲🤲🤲🤲✅✅✅✅✅😱😱😱😱😱👍👍👍👍👍👍
@shameemhaider77376 жыл бұрын
Be Shaq insha Allah ameen...
@bilquesakhter55834 жыл бұрын
Mola sallamat rakhy bahot behtrin awaz h
@nadimbukhari20379 жыл бұрын
Be mesaal nawha. Taqbalallah.
@Nigarzahrarizvi1819-hl6rv Жыл бұрын
Aye Mather e Hussain 2 😭😭😭😭😭😭
@niyazahmed4255 Жыл бұрын
Labbaik Ya HUSSAIN (A.S) 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@khuzemabohra7758 Жыл бұрын
Subhanallah Asri Saheb, Dil se dua deta hoon ki aap aise hi azadaron ko gam-e-Husain se dilon ko roshan karte rahen.