Ye jo birthday hain na hr saal hmara ek saal ghatta hain, hame nek ammal ka fikr Krna chahiye.
@MohammadSahito2 ай бұрын
Sahi kaha Hain sub ye Shok karate Hain mgr ek saal Zindagi ka😢
@hussainhaider15232 ай бұрын
Good film ! Education, sharing equal marital responsibilities and staying realistic is the lesson we learnt. Being human, we always search excuses to get happy but there is a limit and the line should not be crossed.
@UmmeAiman-gf3yw2 ай бұрын
Sabr shukr k sath rehny ki adat insan ki nijat ka zariya h chahy amerr ho ya ghareeb
@ghulammohiuddinparray25822 ай бұрын
Bilkul aisa he hota hai ajkl, laken jis sa Allah pak akel deta ha isa logon ke koi prvah nhi hota hai voh khud ko glt kaamo sa bacha k rakhta hai
@zindagikerang25592 ай бұрын
Aise logn k ghar kisi function me jaana hi nahi chahiye.
@TehreemFiaz2 ай бұрын
Apnay se barhay Lago me nai bethna Chahiye....
@kidsenjoyment28962 ай бұрын
💯
@akramjazz5682 ай бұрын
G bilkul theek
@nadeemabbas4965Ай бұрын
Exactly
@razqiyakhatoon324124 күн бұрын
Hum to bilkul nahi jia
@sheelakhan80772 ай бұрын
Beautiful video thanks everyone superb video
@NajmaParveen-m4f2 ай бұрын
I ĺ no No I I😊😊⁰oʻoʻoʻoʻoʻooʻp no by86 by86 eiií0ķk😅was m
@Amber786-n1x2 ай бұрын
Birthday toh shaitani rasam😢 hai afsos hum musalman Deen se bahot door hai Allah humare her ek musalman ko nek hidayat de😅
@Muslim_Girl-o7iАй бұрын
Dikhawaya krny walo sy dur hi rhna chahiye😢
@mrs.farahanababur56952 ай бұрын
Rishwat denay wala aur lenay wala donon jahanumi hain yeh meray Allah Pak ka farmaan hai aur is dunya mein hi nahin us dunya mein bhi in ka anjaam bohat bura ho ga Allah Pak ka bohat bara ehsan hai k hamarey walid ney hamein kabhi bhi aik niwala haram ka nahin khilaya aur na hi hamarey bhaiyon ney yeh kaam kia na shohar ney
@razqiyakhatoon324124 күн бұрын
Allah ka shuker hia mia bhi
@AreebAreeb-Haseeb2 ай бұрын
Repit wali bat meri bhabhi bhi hmy karti hy...boht rona ata hy
@sabamuneeb6105Ай бұрын
Talk of the town ka haal toh dekho 4 log total😂😂😂😂
@umabapat16802 ай бұрын
Dress, fir gaadi, fir acchhasa ghar.... The list is unending. Jitni chadar ho utne hi pair failane chahiye.
@sarahahmed18802 ай бұрын
مجھے نہی یاد میں۔ نے اپنے شوہر کو گناہ کرنے پر مجبور کیا ہو یا ضد کی ہو یا ستایا ہو یا کوئ خواہشیں کی ہوں یہ سب وہ خود سب کو کہتے ہیں عورتیں کیسے اپنے شوہر کو اتنا تنگ۔ کر لیتی۔ ہیں 😢😢😢😢😢😢
@kiranjitkaurrandhawa12692 ай бұрын
Instead of demanding from husbands why dont such wives work and earn and make lives of their kids easier
@ShaguftaAshrafShaikh2 ай бұрын
Qiyamat ke din rishvat lene wale hasbend ki biwi aur bachche us sey alag ho jayege ...aur kahege ki hum iske zimmedar nahi ...yeh khud sey hi rishvat leta tha..tab us insan ko bahut sadma lagega ki jin logo ke liye main ne rishvat li ..aaj muje akela ilzam de rahe hai ...aur phir us insan ko jahannum ki aag me feka jayega ... Jo biwi apne shohar sey sachchi mohabbat karti hai ...wo kabhi bhi rishvat lene ko nahi kahege ... Rishvat lene wale ka khana peena ..pehna sab kuch haram... Guzarish hai ..aisey rishtedaaro ko chule me dalo ..jin ki vajah sey duniya me sukoon nahi ..aur akhrat barbaad ho ...😢😢😢😢😢
@mrs.farahanababur56952 ай бұрын
Main tou aisey rishteydaaron sey kabhi bhi na milon Jo Sirf dikhawey k liye apna function karein aur doosron ki musibat karein
@umabapat16802 ай бұрын
Aisi aurten husband se ghalt kaam karwati hai.
@Tannu8982 ай бұрын
Aysi bahno se rishta hi nhi rakhna chahiye
@kidsenjoyment28962 ай бұрын
Birthday k chochley dekho zara😅
@zindagikerang25592 ай бұрын
Husband ko rishwat lene k liye ziada tar wives hi zyada tar uksati hain.
@zindagikerang25592 ай бұрын
Ye Kaffara k behnoi bhi yahan hain yani Aazam.
@umabapat16802 ай бұрын
Auron ki khushamat karne se to apne ghar me sukun se rahen.
@zindagikerang25592 ай бұрын
Ye ladki badi hokar khubsurat heroine banegi.
@negipooja6393Ай бұрын
5000 ki birthday gift 😂😂😂
@aurangzaib24692 ай бұрын
❤
@suklachoudhury24192 ай бұрын
❤❤❤❤
@farhanaalam85292 ай бұрын
This story is very nonsense 😂
@hummakousar91912 ай бұрын
Standard tou bhout dikha rahi thi lekin cake itna chota
@alnomanislamicschool4235Ай бұрын
کپڑے لئے اور پہنے اور
@shaguftahaider44632 ай бұрын
Aisi bahan se rishta rakhne ki zaroorat hi kiya h jiske lie haram kam karna pade
@ALLAHG-by6jp2 ай бұрын
Esi vedio bnani chahye k jo islam me mna he un pe vedio ho jo mna he usi chez ko promote krte ja rahy hen
@umabapat16802 ай бұрын
Sirf auraten hi nahi mard bhi muzloom hote hain
@indiankhanapina98362 ай бұрын
Husband pe mat karo torture
@umabapat16802 ай бұрын
Jab mashre me income disparity bahut ho to aise waqye hote hain.
@ArshiKhan-s19952 ай бұрын
Jo hua shi hua aise log ke sath aisa hi hona cahiye bhn aisi ye kaisi thi uski chamak me khud bhi waisi ban gai
@rizvinagpur45552 ай бұрын
How can some one pressurise ,anybody to give them according to their status.very unfair either you reject the invitation or give according to your status. And this is for wives and children to understand the father's financial problems. Apni chadar ke hisaab se pair phailane se kabhi takleef nahi hoti .dikhawa logon ko beggers banadeta hai.
@umabapat16802 ай бұрын
Baap ko agar bacchhe hi neecha dikhaenge to insan kare to kya kare?
@anjumkhatun62992 ай бұрын
Ye kesi ma h bachho ko kya sikha rhi h apne bachho ko sabr shukr se life jeeni sikhani chahiye life m pta ni kya kya mod aa jate h agr sabr shukr ho to insaan hr cheez ko handle kr skta h
@anjumnaseemahmad22642 ай бұрын
Salgirah kar rahe hain ki shaadi kar rahi hai❤
@dr.alaknandajoshi43212 ай бұрын
I Donot Understand these Ladies without Doing any work expect every thing from their husband, baithke sirf khana hai aur khud kamana nhi hai aur husband ke paise pe dikhava karna hai, husband ne kya tumhara theka le rakha hai khud padhai karo kaam karo paise kamao, aaj kal sab Ladies kaam aur ghar dono sambhalti hai aur Gents bhi,,, ye kaun sa culture hai,,,,
@Maliksaniya0002 ай бұрын
❤❤❤❤❤
@tabishniyaz142 ай бұрын
1 episode hai
@zebarehman18822 ай бұрын
Jo dress Li thi wo to pheni nahi koi or pheni khub bewakuf banate he
@imtiazalam87962 ай бұрын
Passa bol ta h
@KuldeepChoudhary-zj4ko2 ай бұрын
Yeh log hi maahol kharab kar rahe hai
@anjaniyadav37189 сағат бұрын
Yese logo ke function me Janey ki jarurat hi kya h........apne hi level ke logo ke yha ana jana chahiye........show off valo se door rehna chahiye
@nayyarji1232 ай бұрын
Birthday ki nahoosat Islam me kidhar hey Bhai.. zindagi ko tum logo ne jahannum bana rakha hey