جزاک اللہ خیرا کثیرااللہ ہم تمام مسلمانو کو اس عظیم اشان زمہ داری کو ادا کرنے کی تو فیق عطاء فرماےء امین
@TACOrangeAuto-w5jАй бұрын
اللہ تعالیٰ ہمارے پیارے قائد کو اپنی حفاظت میں رکھے، آمین
@saleemabegummujawar6596Ай бұрын
ہم سب مسلمان اگر اپنی اپنی ذمہ داریوں کو محسوس کرتے ہوئے اس کو پورا کریں گے انشاء اللہ انے والا کل ہمارا ہوگا یقین محکم عمل پیہم
@AbdulMannanKhan-lu3vnАй бұрын
Maashaallah
@abdulrahmansharief9949Ай бұрын
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته جزاك الله خيرا خطيب صاحب
@abdulazeem9679Ай бұрын
Masha allah
@anwarahmed9011Ай бұрын
Jazakallah khair
@mdsuleman2281Ай бұрын
Mashaallah subhanallah MD Suleman gulbarga
@hassanazizi1992Ай бұрын
ماشاءاللہ
@MohdshahidIslahiАй бұрын
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ماشااللہ ❤
@khasimshaik3971Ай бұрын
JIH ke sochi Bharat ka bhala karsaktaa hai
@ZohirKhan-k1uАй бұрын
💝🇮🇳🇪🇭🇧🇩💝
@MUNAVVARHUSAIN-cb3hqАй бұрын
Ambiya Alehmussalam to jin logon me se hote the un ko aey meri qom ke logon keh kar mukhatib karte the, to phir molana mododi( rahmatula aleh) ne do qomi nazarye ki tayeed keun ki? Jis ki bunyad par pakistan wajod me aaya!!!
@masoodahmed978Ай бұрын
Ambiya a.s qom ko Allah ke deen ki taraf dawat dete na ke us qom ke batil aur taghooti system me zam ho jate, aur Huzur s.a.w aur Qur'an sari insaniyat ke liye rehti duniya tak rehbar o rehnuma hain, dusri baat molana modudi ne kaha tha muslim league ke nateeje me ek muslim riyasat to ban skti islami Riyasat nhi.
@MUNAVVARHUSAIN-cb3hqАй бұрын
Molana husein ahmad madni (rh) ne jb ye kha tha ke mujuda dur me some otaan se banti hen to un ki is bat ki tardeed me Molana mododi (rh) ne ik kitabch masla-e-qomiyat likha tha jis ko us waqt ke ligi nazryat ke log apne mokaf ki tayeed me logon ko taqseem karte phirte the dusri bat molana ne use muslim ryasat ko islami ryast banane ke ke liye pakistan ko naql e meaning ki ur wahan jamat-e-islami sari jiddo jahed ka mehawar o maks yehi Thera ur aaj 76 saal ke baad bhi wo islami riyasat nahi ban saka jis ka khuab jamat-e-islami ne dekha tha akhir keun? Agar baat sirf dawat ki thi to India se jane ki zarurat kiya thi ; ur jis taguti nizam ki me zam hone ki aap bat karrahe hen to ye zam hone ka matlab kiya he kiya us e that zindagi guzarne ka ka name zam hona he, agar azsa he to ye to me aap ur ham sab kar rahe hen , aap farma rahe hen ke ambiya logon ko deen ki dawat dete the na ki us nizam me zam hojate the halanki nizam ur deen ki ye taqseem molana ke nazaryat se bilkul alag he