Allah hu Akbar, bahut accha lagta h jab Islam ke bare mai bataya jata hai. Alhamdulillah 😊
@AL-ISLAM-CHENAL10 ай бұрын
Masha Allah Bahot Khub molana...aap ne hamare madrasa jamia Islamiyah Dabhel ka taruf karaya ...Allah Tala Jamia Islamiyah Dabhel ko Kaayam Dayam rakhe or fitno se hifazat farmave. Aameen 🤲
@islamicvideosmehndiart49608 ай бұрын
Assalamu alaikum Bhai jaan plz aap is mdrese k mohtamim sahb ka number dedjijuye apki mehrbani hogi plz plz plz
@rizwannaseem2310 ай бұрын
😢 جامعہ ڈابھیل ہماری عظمتوں رفعتوں اور تمام تر علمی سرمایہ داری کا ضامن ❤
@mustaqimkholwadia67339 ай бұрын
Alhamdulillah I have been here for 4 years And had a great experience and learnt so many important things Alhamdulillah.
@SirajNalla19 ай бұрын
That's great
@islamicvideosmehndiart49608 ай бұрын
@@SirajNalla1assalamu alaikum warahmatullahi wabarakatuh Bhai jan plz aap is mdrese k mohtamim sahb ka number dedjijuye apki mehrbani hogi plz plz plz plz mere bhai waha pdhana chahte hain ham contact kr rhe hai lekin nhi ho prha hai plzz plz
@ahmadmahmood24510 ай бұрын
السلام علیکم سراج بھائی آج کا ویلاگ دیکھ کر بھت زیادہ خوشی اور راحت ملی شکریہ
@arahemansayyad958310 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت خوشی ہوئی مدرسہ کا منظر دیکھر
@tahirbaxaofficial391810 ай бұрын
ماشاء اللہ بہت ہی خوبصورت اور دلکش انداز میں پیش کیا گیا ہے Allah ta'ala khoob jazae kher ataa farmave آمین ثم آمین یا رب العالمین ❤❤❤❤❤
@RahisKhan-r1s10 ай бұрын
Mashallah Allah aese madarso ki hifazat farmaye
@afzalhajari10919 ай бұрын
Aameen
@ArmaanKhan-cw2pr10 күн бұрын
Mashaallah buhat achcha hai
@nobijirmehman3 ай бұрын
بہت شانداردلکش نظارہ کرایا آ پ نے اللہ آپ کوجزائے خیر عطاکرے
@nobijirmehman3 ай бұрын
ماشاءاللہ بہت ہی خوب حضرت آ پ مکمل تعارف
@AL-fn8nu10 ай бұрын
Mash’Allah very informative video jazzak’Allah khair
@SirajNalla110 ай бұрын
Ameen
@ajinkyaize10 ай бұрын
@@SirajNalla1 this madarsa is it ehle hadish or devbandi,Barelvi?
@dr.kashifulhaq637210 ай бұрын
Salaams. Siraj bhai wonderful vlog.❤ Thank you for showing another beautiful madarsa. Alhamdulillah ❤
@shaikhumar804310 ай бұрын
❤ماشاء اللہ دل خوش ہوا❤
@samirkhalifa883010 ай бұрын
Masa Allah bhai aapne hamari darkhast kubul ki Allah aap ko jzaye Kher de
@farhaad0610 ай бұрын
AAMEEN
@ismailghanchi32902 күн бұрын
Masha Allah siraj bhai
@ahmedshaikh98149 ай бұрын
Alhamdulillah I have completed my Hifze Qur'an from this Madrasah..
@HafizAkbarAhmad6 ай бұрын
Madersa ka pH no de sakte ho if u don't mind
@mustakmarediya611310 ай бұрын
ماشااللہ
@sajidkhandilawerkhanpathan45215 ай бұрын
1 nambar vidyo bhai ❤
@rajuabuahemud10 ай бұрын
Mash.allh❤❤❤
@faizansari976410 ай бұрын
mashaAllah bhaut shandaar video hai
@mustakimshaikh42669 ай бұрын
Alhamdulillah yahi se farahat he ❤
@ArmaanKhan-cw2pr10 күн бұрын
Alhamdulillah
@rehankhokar324910 ай бұрын
Mashallaha aap to hamare bahot qarib he ham dhabhel ke paas lajpor se he kuch dino se Aqsa masjid ki history dekh rahe he aap bahot khush nasib he ke anbiyo ke shehar jaakar aaye
@SirajNalla110 ай бұрын
Jazakallah
@idrishbhaivahora58056 ай бұрын
Mashaallah alhmdulillah
@arefatasneem249910 ай бұрын
Assalamualaikum bahot hi acche madarse dekhne ko mille kussi huvi Allah tom ko accha rakhe Allah hafiz
@AbuAli-tu9cm7 ай бұрын
Deoband ko isiliye um Al madaris kaha jata dunya saare madarson ki link deoband hai yeh hamare aqabreen ki mehnat ka nateeja hai ❤❤❤Masha allah.
@HasanPatel-kx6yd4 ай бұрын
mashallah
@obedraheman49609 ай бұрын
ماشاءاللہ
@tahirbaxaofficial391810 ай бұрын
ماشاء اللہ بہت ہی خوبصورت ❤❤❤❤ देवबंद के बाद JAMIAH ASHRAFIA RANDER SURAT GUJARAT INDIA
@am-xg6ze10 ай бұрын
India me sabse qadeem Deaoband ka darul uloom he, fir mazahirul uloom saharanpur he, Gujarat ka sabse qadeem idara Ashrafiyah rander he fir Anand ka madrasa fir dabhel simlak ka Jamia. ye tarteeb qadeem hone ke aetebar se he. Ab molana siraj ne tarteeb Jo batayi he wo shayad awaam me maqbuliyat ki wajah se aur hazrat Allama kashmiri rh aur digar ulama ke Jamia me khidmaat anjam Dene ki wajah se he, aur Dabhel ko deoband e Saani aur azhare Gujarat ka laqab Milne ki wajah se he. Allah Taalaa ke nazdeek InshaAllah Hamare sabhi Madaris Awwal he Aur Har ek Ne Apni Apni jaga be misal khidmaat Anjam di he, Chahe purana ho Chahe Naya, Chahwe awaam me mash-hoor ho Chahe na ho, Sabhi Hamare Madaris he aur sabhi Hamare Akabireen ki yaadgar, aur sabhi Hamar Mahboob❤ Allah Taalaa Hamare sabhi madaris ki aan baan aur Shaan me izafa farmaye Aur sabhi madaris ki har taraf se aur har aetebar se Hifazat Farmaye, Aameen Jazakumullah
@SALMAN-qc4fe10 ай бұрын
Mashaallah. Allah app ko sehat de aur hifazat kare.
@hasanbagwan310510 ай бұрын
Mashallh
@bestcoliti644310 ай бұрын
Masha allah
@FaisalAnsari-bd6cp5 ай бұрын
बहुत अच्छा लगा हजरत ढाबेल मदरसा मैं बहुत दूर झारखंड दुमका से हजरत जी मदनी मदरसा करमाली का वीडियो डालिए नेट पर कृपया हजरत बहुत जरूरी है मैं आज से तकरीबन 26 साल पहले मदनी मदरसा करमाली भरूच में पढ़ाई कर चुका हूं पनौली के आगे करमाली मदनी मदरसा करमाली का वीडियो डालिएकृपया
@mubashiramubinshah85468 ай бұрын
Mashaallha
@mehraajhippargiathani365210 ай бұрын
Mashallah ❤
@greenalph81610 ай бұрын
MashaAllah
@hamzaaziz29558 ай бұрын
Ma. Pakistan se Hun or is jamia ko banane walo ma se hain moulama Abdul jabbar peshwari
@adnanmemon743110 ай бұрын
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ I also studied at this madarsa few years back. Also you talked about deoband madrsa but I can't find any deoband vlog on your channel.
@SirajNalla110 ай бұрын
W salam w First I upload this and the deoband vlog will come in couple of days in sha Allah
@AnwarKhan-ft6fx2 ай бұрын
Aap ka Mumbai se talluq hai ?
@ma300710 ай бұрын
Assalamualaikum.. Mashallah.... Hyderabad ap aye bhai
@liyaqatali55088 ай бұрын
Assalamualaikum warahmatullah AAP kaise hain Siraj Bhai
@SirajNalla18 ай бұрын
W salam w Alhamdulillah
@abdullahhafesji637510 ай бұрын
Hamari madar e ilmi 17 sal parha alhamdulillah
@ShabanaLila7 ай бұрын
Oh i am from Dhable uchamulla
@SkSk-bf2sz10 ай бұрын
❤❤
@sufiyanmemon5338 ай бұрын
Ap gujarat me kaha se ho ???
@HafizAkbarAhmad6 ай бұрын
Plz mujhe is madersah me dakhla karwado me manipur se hoon or me HiFz karna chahata hoon
@nomanshaikh520110 ай бұрын
Sir ab kab aaoge Surat
@muhammadpatel69724 күн бұрын
Me yaha 9 saal parha hu
@Itz_MaxLuz9 ай бұрын
Bhai Madarsa ke inside se kyu nahi dikhaye?
@RIYAZ717110 ай бұрын
Every year khanakah me aana hota hai.... Magar is ramjan me office se chutti n Milne ki vajah se aa nahi saka Aap se mulakat na ho saki... Insa Allah next time milenge
@QamruddinKhan-hf4dn8 ай бұрын
I want Islamic english books written by Deobandi scholars of South Africa, UK and other English speaking countries, where can i contact?
@Asimhay10 ай бұрын
اوہو حکمتِ خداوندی کے بھی انداز نرالے ہیں
@Indian-fans90710 ай бұрын
Bhai akkalkuwa ka reh gaya
@abdulhafeezpatel9 ай бұрын
Bhai aap KO galat information Mili he mene suna tha ke Darul uloom ashrafya Rander he....... Fir bhi aap tahqeeq kar lena...... Bahar hal aapka video to bahot achchha he.
@abdulhafeezpatel9 ай бұрын
Gujrat ka sab se purana idara darul uloom ashrafya Rander he
@Mr.Bazigar7869 ай бұрын
Mohammed Siraj aap to hamare Shahar Surat Mein Aaye Hain
@mohdsamiansari924610 ай бұрын
After deoband Saharanpur ka madarsa hai jo Shaikh jakariya ne banaya tha
@khiladi700910 ай бұрын
History department zaror hona chahiye warna ......
@ukdofficial863210 ай бұрын
Assalamualaikum
@SirajNalla110 ай бұрын
W salam w
@sadiqchhipa385410 ай бұрын
Bhai nalla aapki ser name he kya?
@SirajNalla110 ай бұрын
Ha, check kro video siraj nalla biography
@Aik982410 ай бұрын
Mere gharse pass hi hai
@mr.safiadam192110 ай бұрын
Mufti Ahmed khanpuri db se mulakat hue
@ahmednana405110 ай бұрын
116 shal pehle madrasa ki buniyad kish ne Rakhi thi ?
@IbrahimQureshi-no8vb10 ай бұрын
Hazrat maulana Ahmad hasan bham simlaki r. h
@howtomake144610 ай бұрын
Ji nhi Devband Ka madarsa Sabse bada nhi hai balki India Ka sabse bada Madarsa Jamiatul Asharfiya, Mubarakpur hai aur India Ki Sabse badi masjid Jama Masjid Delhi Nhi hai balki Mubarakpur, Azamgarh me hi Sabse badi Masjid hai
@mdkaifali162610 ай бұрын
Ashrafiya Barelvio ka sabse bara madarsa hai India ka nhi , aur ha India ka sabse bara masjid Taj Ul Islam Masjid hai jo Bhopal me hai. Thora bahut research bhi kar liya Karo sirf suna sunai baat karte ho
@usmanbolundrawala154510 ай бұрын
Devband madarasa devbandiyo ka sab se bada madaresa hoga....baki ahle sunnat ke bade madaraso me jamia asharafiya..mubarakpur...markaz saqqafati sunniya...kalicut kerala hai...
@aamirakram105410 ай бұрын
Ja kar pehle Darul uloom Deoband ka visit karo
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
@hindustantraders9734 سنگ بنیاد دارالعلوم دیوبند 1866 مظاھر العلوم سہارنپور 1866 شاھی مرادآباد 1879 ندوۃ العلماء لکھنؤ 1893 دارالعلوم اشرفیہ سورت 1960 دارالعلوم اشرفیہ مبارک پور 1899 میں تو یہ سمجھتا ہوں جو جہاں سے فارغ ہوتا ہے وہی دنیا کا سب سے بڑا مدرسہ ہو جاتا ہے
@salimullahislam943710 ай бұрын
Chalo khush raho
@yaseenshaikh795810 ай бұрын
Aapne kabhi apne sale sahab se nahi milaya?
@arefatasneem249910 ай бұрын
Assalamualaikum Aurangabad bhi taraqi muqam hai edàr bhi akar jaò jazakallah khaeran
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
دارالعلوم بعدین مظاہر العلوم ندوۃ شاھی وبعدین ڈابھیل مدرسۃ
@hindustantraders973410 ай бұрын
دارالعلوم اشرفیہ راندیر دوسرے نمبر پر ہے تحقیق کرلو
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
@@hindustantraders9734 تحقیق کیا کروں سنگ بنیاد تو گیٹ پر لکھا ہے 1960 جبکہ دارالعلوم دیوبند و مظاہر علوم سہارن پور کی بنیاد 1866 میں رکھی گئی ہے شاھی مرادآباد کی 1879 میں رکھی گئی ہے ندوۃ العلماء 1893 اب آپ یہ بتاؤ 18 پہلے آتا ہے یا 19
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
@@hindustantraders9734 سنگ بنیاد دارالعلوم دیوبند 1866 مظاھر العلوم سہارنپور 1866 شاھی مرادآباد 1879 ندوۃ العلماء لکھنؤ 1893 دارالعلوم اشرفیہ 1960 میں تو یہ سمجھتا ہوں جو جہاں سے فارغ ہوتا ہے وہی دنیا کا سب سے بڑا مدرسہ ہو جاتا ہے
@am-xg6ze10 ай бұрын
Ye awwal aakhir ki bahas me na uljho, koi sawal he to bhi Allah ki taqdeer, aur koi aakhir he to bhi Allah ki taqdeer, insan ki bhala usme kya khoobi he! Hamare Jin akabireen ne madaris qaeem kiye wo awwaliyat hasil karne k liye nai qaeem kiye, ikhlas k sath mahaz Deen ki khidmat aur Allah taala ki razamandi ke liye qaeem kiye, lihaza hame sabhi madaris se muhabbat karni chahye, sabhi madaris hamare apne he aur Allah Taalaa ke nazdeek InshaAllah Hamare sabhi Madaris Awwal he Aur Har ek Ne Apni Apni jaga be misal khidmaat Anjam di he, Chahe purana ho Chahe Naya, Chahwe awaam me mash-hoor ho Chahe na ho, Sabhi Hamare Madaris he aur sabhi Hamare Akabireen ki yaadgar, aur sabhi Hamare Mahboob❤ Allah Taalaa Hamare sabhi madaris ki aan baan aur Shaan me izafa farmaye Aur sabhi madaris ki har taraf se aur har aetebar se Hifazat Farmaye, Aameen Jazakumullah
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
@@am-xg6ze وہ بات ٹھیک ہے آپ کی لیکن تاریخی مدارس میں ہر کوئی مدرسہ کو جوڑنا یہ بھی تو صحیح نہیں ہے اولیت اسلیے بیان کی ہے انکی قربانیاں ہیں بعد کے مدارس اور امت پر
@ImteyazSiddique-i6r10 ай бұрын
To janab aap Indian h
@habibullahkhan60629 ай бұрын
Ji
@molvimohammednafis964410 ай бұрын
السلام علیکم ورحمتہ وبرکاتہ میرے والد محترم حضرتِ علامہ مفتی محمد صدیق رحمۃاللہ علیہ سابق خطیبِ مفتی سورتی سنی جامع مسجد رنگون نے اس دارالعلوم سے تعلیم حاصل کی اور یہاں مدرس بہی رہے آپ مولانا انور شاہ صاحب کاشمیری رحمۃاللہ علیہ سے دیوبند میں ترمذی شریف اور بخاری شریف پڑہی ہے یاد تازہ کردی
@yaseenshaikh795810 ай бұрын
Gujarat ka sab se purana madrass ashrafiyah hai...
@mashaikhedeobandoffical10 ай бұрын
سنگ بنیاد دارالعلوم دیوبند 1866 مظاھر العلوم سہارنپور 1866 شاھی مرادآباد 1879 ندوۃ العلماء لکھنؤ 1893 دارالعلوم اشرفیہ 1960 میں تو یہ سمجھتا ہوں جو جہاں سے فارغ ہوتا ہے وہی دنیا کا سب سے بڑا مدرسہ ہو جاتا ہے
@QOA32110 ай бұрын
Assallamualaikum bhai kiya aap apne channel pe mujhe feature krsakte hain badi meherbani.wassalaam