Hi Dr New born baby ko hum me BCG and polio dilvaye Kya appitites B vaccine available na hone par 45 days k baad lesakte kya Please suggest Thank you
@shivamshanu88208 ай бұрын
Thanks❤
@indiancarsbikesvlogs32784 жыл бұрын
Achi jankari hai sir
@d.shagun4432 жыл бұрын
Sar mera baccha 10 din ka Ho Gaya hai use hepatitis bi 24 ghante wala Tika Nahin Laga to usko dilva sakte hain kya Abhi
@Lucky-tw2rd2 жыл бұрын
Thanks sir aap bahut aache ho
@madhusudankumar92042 жыл бұрын
Sir hepatitisB ka Tika 2time lag gaya galti se 26day me to problems to nahi hoga please help kare
@debasishbiswas87753 жыл бұрын
2 years nimuniya vection .dite para jabe sir
@ashishmishra66314 жыл бұрын
Wow sir... simple explanation thanks for ur suggestion
@anitarai73337 жыл бұрын
Thank you sir....
@geetagitanjali34364 жыл бұрын
Very nice video
@meditationmusic79533 жыл бұрын
Sir Jo optional vaccine hote hai Woh agr koi miss ho jaye to problem to nhi, Maire baby ko j. E1 ND j. E2 nhi lga or mmr veralline
@bhanwatidhankhar8365 Жыл бұрын
Sir kisi child ko at birth hb, opv dene ke bad ten days ke bad bcg laga sakte h
@himanshujajoriya36014 жыл бұрын
Sir meri First baby girl meri bachchi ka janam 16th March, 2020 me hui hai lekin Lockdown ke wajah se mere husband mere in-laws bachchi ko civil lejana allow na krne par meri bachchi ki hepatitis b tika humne 8Aug, 2020 ko krwaya to sir aap khud count krke dekhe k kitna zyada delay humne kiya aur aap bataye kya kitna problem hosakta hai bachchi k tike ko lekar plz request bataye koi problem hoga kya
@pusapatel-ke4bkАй бұрын
Apki baby healthy hai n
@vandanagond31814 жыл бұрын
Hello sir Mera baby 1.5 month ka h abhi tak koi tika nehi lga h Esse koi preshani to nehi hogi n Hum dusre jagh fas gy the isliye tika nehi lagwa pay is korona kaal me Help me plz sir
@AjaySaini-c2i21 күн бұрын
Halo sir Mera baby new born hai or janam ke 2nd day usko 2 tika diya gaya hai ab konsa tika lagwana hai
@rpprajapati9523 Жыл бұрын
Sir 16 month ki bachhi ne hepatitis b Wale percent ka jutha pani pi liya h to kya wo infected ho sakti h
@akentertainmentzone44292 жыл бұрын
Hello doctor mere bachhe in teeno me ek bhi nahi laga hai jo abhi 20 din ka ho gaya hai kya kare aap sujhav de🙏🙏🙏🙏
@anjayroy67972 жыл бұрын
Mera baby 2 month hone ka hai usko guesting key problem hai to himopathy KI medicine chal Rahi hai to kya usko tika lagwa sakte hai
@pinkugahlawat84842 жыл бұрын
Sir mera baby 5 month ka ho gya use Hep b ka injection nhi lga kya ab lgva skte h
@mohammadazam39394 жыл бұрын
Sr mera bachcha 1kg800 ka h usko abhi teek anahi laga h kb yk lagva skte h
@salamsheksheksalam94924 жыл бұрын
Okay thanks 💓
@pkrsskumari61443 жыл бұрын
Sr kya aap sara tike ka jo vail sahit dikha sakte hai kon si vail ka ye davai hi
@ishwarbhakti45924 жыл бұрын
Mere bete ka 5 & 10 years ka vaccine drop ho gaya ab uski age 11 years hai kya ab ham vaccination kara sakte hain 5 years wala???
@Queenraj-im7bm8 ай бұрын
Mere baby c section se hua h or usko tika nhi lgaya h bole h ek month pe lgega kya ye shi h
@craftwithpooja23344 жыл бұрын
hlw sr meri baby ko 7 may ko phla tika lga tha or ab dusra tika kb lgega
@kajallifestyle3123 Жыл бұрын
Sir mera baccha 3years ka ho gya h use pcv ka tika nhi lga abhi iska koi alternate h
@malookmalook92024 жыл бұрын
Very nyc
@awdheshshakya68676 жыл бұрын
So Good
@mdafroj10664 жыл бұрын
Sir bachcha ke janm ka 20 days ho gye h lekin bcg or poliyo ka tika nhi lga h .kya 20 din ke baad lga skte h
@abdulaasim12793 жыл бұрын
Sir 3 1/2 mahene maen ak hath maen aur ak pyer maen teeka diya jata hai please answer dijiyega sir thankyou sir
@vijaykashyap11642 жыл бұрын
Sir vitamin 'k bhi ka kab lagta h
@Djarya901656 жыл бұрын
Agar 6month mei vaccination miss ho jaye to again wo lg sakta h?
@RinkuKumar-gs3ps4 жыл бұрын
Sir 🙏 infant Ko after 1.15.month Baad konsa vaccine diya jata hai jiske dene par fever aur bahut pain hota hai
@pujadutta70886 жыл бұрын
Sir mera baby janmke bad hospital mein BCG ,OPV khurak Hep B dose Liya ab mera baby 3 mounth 10 days ka hai or next Jo Tika hai wo nahi Liya potty or sardi jukham ki waja se ,Tika dilaneme late hone ki Karan se koi problem to nahi hoga plz reply .
@tayyabkhan32513 жыл бұрын
Sir ap please yeh bataye kitne tike zaruri hote hai kyki mere baby ke 4tike lag gaye hai ab aur kitne lagenge batayege aap
@harpreetbatth58495 жыл бұрын
Hii sir agar bacha delvery ke bad neela pad jye to koi problem vali baat yo nai mera baby neela pad gaya tha poora plz rply doc. Heart ki koi problem to nai hai plz sir main bhut tension main hoon mujhe batyea kya mujhe kisi doc se checkup karvana chiuea ja fr j normal hota hai plz sir rply jurur dena
@omsisodia16294 жыл бұрын
Very useful information sir ji...
@indiadilse54743 жыл бұрын
Sir daag hona jaruri hain kya BCG tika se
@divyaahuja48718 ай бұрын
Sir bacho ki 3:5month ki vaccine miss hogayi ho to kya kare
@AnilAnil-tl9py2 жыл бұрын
Sar maa ke prasav se pahele do tike lag chuke hai to Janam ke bad ma aur bacche ke tike lagbaye ya nahi
@krishnpatel1413 Жыл бұрын
Sir mere bache ko poliyo or bcg ka tika lag gya h pr hepatitis b ka nhi lga h ab kya kre sir 2 mahine ka ho gya h
@Vinayaksamundrey002 жыл бұрын
Baby teeka 9month se nhi lga hai ...kya ab lagwa sakte hai. !? He is 5yo
@parveendoliyaji73802 жыл бұрын
Kya Dr bhacho KO ek din me 4 tike lag date hai plz reply
@jack98ff672 жыл бұрын
Sir Maira baby 45 din ka hua hai usse 3tike lage ye kiss chij ke tike the or kun lage
@Anushriblog6 жыл бұрын
Sir mere baby ko hipetities b ka tika ni diya tha hospital me...isse koi problem to ni hogi na...
@avinashbiharwale12496 жыл бұрын
sir mujhe jankari ye chahiye thi ki dr ne due on date exact date nhi diye hame only pata hai ki jaise 6week se 8week ka vaccine hai to ham isse kis date me de ar kaise de plzzzzzz sir reply me.
@MrArzoo-ri4su Жыл бұрын
Hepatitis b ka tiko last kitne din Tak Dena chahiye kya 8 din ke bad nahi padta hai pls give me Ansar
@khanmuzammil92142 жыл бұрын
Sir ek question tha.. Agar bachche ko jaundice hua hai to kya ye tika dene se jaundice zayada badhne ki sambhavna ho sakti hai?????
@SonuVerma-sl5ko3 жыл бұрын
Sir mera baby ko nhi lga jnm ke time teka ab vo 2manth ka ho gya h jb baby 15 den ka tha tb 1 teka lga tha us ko 45 den ke bad us ko 3 teka lgaya gya tha
@faisalsiddiqui68833 жыл бұрын
Sir agar baccho ko tika lagane main kuch din aage ho jaye toh koi problem toh nhi humne apne baby ko 8 month m 3 tika lagwaya hai
@SaifKhan-fs4fm5 жыл бұрын
Hello sir mera baby 9 month ka hai use tik dilaye to jo guard banti wo zarori hai ya nahi plz bataya plz
@avyaanmishra63065 жыл бұрын
Sir Penta vaccine 1mnth me de diya 2mnth ka delay hua 3 mnth ka laga sakta h
@AjajKhan-rg8hh2 жыл бұрын
Sir mere beta ka janm 11/1/2022 Ko huwa lekin koi thika Nahi huwa hai ab mujhe KyA karna hoga please batay sir
@arvindpenuli15644 жыл бұрын
sir mere baby ka weight 2kg h .kya abi usko BCG aur other teeka lagwa sakte h
@gunjangill83495 жыл бұрын
Sir ae finci pith pe bhi ho sakti h pls give me ans .
@jasbirkaur79804 жыл бұрын
sir mera baby Abhi 9days ka ur uske head pr white daane jaise ho gye so uska Koi Mujhe Koi solution de Thanku
@benazir7074 Жыл бұрын
Sir mera beta 3 mhine ka ho gya hai avi tk usko ek vi vaccine nhi lagi hai kya mai ab use vaccine lgwa skti hu please 🙏 reply me sir
@sonampriya11593 жыл бұрын
Sir mara boy january 26 ko 5 sal ka ho gya aur Maine usko DPT ka tikka bhi laga leya hai but 27 february ko usko ek dog k Neal se lag gaya. To kya mai usko TT ka tikka laga sakte hu ya nhi aur dog Bite ka tikka sir plz 🙏hamko jaldi se reply de plz
@pintukaiwart97843 жыл бұрын
9098080816
@rachanakumari82366 жыл бұрын
Sir menu avail apne bachelor KO Hepatitis B na Tia avi nhi dilwaya or mera baby 4 month na ho gaya hai to Kay kre avi lg skta ha
@rampukarray41386 жыл бұрын
Sir hospital me bola gya ki 15 din par tika lagega mai ye nahi puch paya ki abhi koie tika laga h ya nahi sir please help kare ki janam ki bad bali tika laga ho sakata h ya nahi please reply sir
@santusnath48502 жыл бұрын
Sir agar BCG 2 bar diya ho to kuch problem hota hai kya matlab at birth and at 6 weeks plz reply me sir i am worried about it
@Jai_Rajwade2 жыл бұрын
9 mahine ke bachche ko konsa time tika lagta hai sir, aur Agr 9 mahine ke bachche ko halka khansi ho to tika lagway ya nhi, esi message se btaiye sir
@bhawandhami41134 жыл бұрын
Super
@monachandwani52694 жыл бұрын
sir pcv ka 1st dose jo 6week m lgta h usme fever niklta h kya pl reply
@Khankhan-ru7us3 жыл бұрын
Doctor mera beta 7 din ka ho gaya h use koi bhi vaccine nhi lagi hai abhi aur bacche ko halki jaundice ho gyi h to usi hospital me turant vaccination kara sakte hain
@kajalsingh90075 жыл бұрын
Sir Mera baby abhi 1 and half month ka h.use abhi koi bhi tika nhi lga h...koi problem to nhi hogi ager ab lgwaye to
@MdasalmMdaslam-dr2zu4 жыл бұрын
Sir mere baby ka wjan 1kg 500gram h 15din ki aaj ho gai h mai usko tika lgwa skti hu
@priyalodhi71743 жыл бұрын
Sir me baby ko 9 month complete ho gy h pr abhi 9 month ka vaccine n lga h kya late me bhi lg skta h 10 month me
@sonalibagal34344 жыл бұрын
Sir Mera baby boy abhi 1 month Ka ho Gaya hai.. use BCG Ka tika Diya Gaya hai jaman ke 3 din baad.. par abhi 1 mahine bad BHI Uske left shoulder per kuch BHI nishan dikh Nahi Raha haii.. plz give suggestions Dr.
@sannakhan24732 жыл бұрын
Sir mera baby 1.30 mhine kaa huaa h or usko ek sath 3 injection lgaye gye hai aaj toh usko koi dikkt toh nhi hogi Naa esse phle koi bhi injection nhi lgaya gya
@neet_7402 жыл бұрын
Thank you
@popuplydia81014 жыл бұрын
Sir mere baby 25 days ka ho gya hai but abi tak polio drops nhi pilaya gya koe problem toh nhi hai
@upendrakumar75754 жыл бұрын
Sir g Meri baby 17 days ki h aur wo apne hath pair ko puri thrah se tight ker ek side dekhti hai jaise koi attack aiya ko please guide me sir mai kya keru
@tajuddinkhan20014 жыл бұрын
Mere bacho ke piliya ho gaya hai .but Dr.bol raha hai ki 4 days me thik ho jayega to us ke bad . *BCG-* tika injection hota hai . *Hipottise- B* .- ka injection *Opv* .- muh se poliyo ka drop pila sakte hai na . please bataiyega sir .
@virenderkundara67125 жыл бұрын
Sir Meri beti ka bcg ka Tika nahi lga wo 30 din ki ho gayi hai Kya koi problem to nahi hai Kya ab usko ye Tika lag sakta hai
@AnupSingh-sn7fg4 жыл бұрын
Sir mere baby ko tetanus ka vaccine jo birth ke time pr diya gya h orr hepetatis B &meningitis ka vaccine diya gya h Iske alabe BCG; DTP ye sb miss ho gya h orr mere baby ka age abhi 3years h To kya sbhi ya fr jo main vaccines h wo fr se pd skta h ya nhi Bcz Sevika ye aisa btayi thi ki jo miss ho gya h use 3years me/se regulate kr skte h Plz guide sir
@mdaliali21082 жыл бұрын
Sir mera beta 3 saal ka h abhi tak bcg nhi diya kya abhi lesakte h kya
@kakiraj89604 жыл бұрын
Sir Mera baby 1 month ka ho gya hai aur use hepatitis b lag China tha birth time per ab bcg or oral poilo kitne din ke gape mei lagawaye
@jigishanayak63252 жыл бұрын
Sar mara baba ne hamna triguni rashi Apavi Che to ene dabha pag ma pidu Pani jevu nikade Che to mre su karvu sar plz mane help kro
@sudarshankumawat79553 жыл бұрын
Sir meri beti 2 year 6 month ki ho gyi h usko sirf janm pe hi tike lge the baad me koi tika nhi lgwaya ab batao Kya kre kya wo tike ab lgwa skte he sir please batana jrur
@mylovelysharayu...57534 жыл бұрын
Hi sir Mera bacha 1 month ka hi Gaya hai lekin bcg ka tika nhi Diya uska wjn ,2 kilo tika misd huaa to kya kre plzzzz sir rpl
@dipikadas74402 жыл бұрын
Sir agar Janam ke bad Jo tike Diya jate he agar Bo galti se 2bar mile Gaye to Kiya side effect hotel hai.
@AbhishekKumar-vg3yb Жыл бұрын
Sari tike ke bare me btaye or av btaye ki Kwan sa tika kis bimari ke kam aata hai
@tajuddinkhan20014 жыл бұрын
Thanks for information .sir .
@binapathak29853 жыл бұрын
Baby ko Tika lgne k bd bhut fool jta h aur bacha bhut rota h iske dard se bachne k liye koi upay btye
@mohdgufran82116 жыл бұрын
sir ji 9 month wala teeka lgana ab bhi zrori h uske jo is se rok thaam ke liye lgta h teeka wo nikl bhi chuki h kuya khte h use khasra?
@prashantchouhan24324 жыл бұрын
Hello sir mera bacha 10 din ka hua hai ye 8 month 3 mai ho gya h blood test karaya jaundice ka to 12 ml aya fir photography karaya to 9.82 aa gya ab ghar le aaya but baby thik se dudh nhi pi raha or bhut jayda sota hai kya kare pls help ...
@poonamsaini81792 жыл бұрын
Bcg wali chti punsi bhut bdi ho gyi h usme radh h plz sir btaye kya krna chahiye
@anamikasingh29856 жыл бұрын
Sir mere baby ka av 6month Chal Raha h.. Aur B. C. G ki sui dene k bad babu k haath pr av tk funsi h.. Aur kv kv Malish Krte smy chot Lagne pr Usse khon v aata h
@mpji-du4jk4 жыл бұрын
Sir 4 mAh ka child hai yah bimar ho Gaya tha elaj karane ke bad pure sharer par Dane pad Gaye hai
@sathimandi55844 жыл бұрын
Sir mera baby February me born huya hai lockdown ki vajah SE 1.50mehene ka tika chut gaya keya kare ?
@virendrasahu89175 жыл бұрын
Sir mera beta abhi 1 month 10 din ka hai uske left hand me bcg ka Tika lagaya gaya hai wo ful gaya hai and halka sa pila dikh raha hai kyaa ye normal hai yaa mujhe Dr. Ko dikhane ki jarurat hai pls suggest me.
@RahulK1294 жыл бұрын
Sir Mere Bachhe Ko Khhasi Jhukham Aur Ulti Sansh Fulna Jyada Ho Raha Hai Ulti Toh Bahut Jayada Please Medicine Bataye.......
@lalitasoni71314 жыл бұрын
Sir mere baby ko bcg ka tika lag gya hai but usko koi nishan nhi huaa to ab mujhe kya karna chahiye
@santoshchittakar1124 жыл бұрын
Sir bacchi paid honeke baad konsabi injection nahi lagaye 3month hogayi please Kya karna batayiye
@bantithakare8622 жыл бұрын
सर मेरे बेटे को BCG vaccine 2 बार लगी है गलती से पहले हस्पताल मे दुसरी अंगणवाडी मे तो घबराने की बात तो नाहि ना
@palmosharma12655 жыл бұрын
Very nice sir ji thank you so much sir ji
@anjanabarle56024 ай бұрын
Ager galti se tika duble lg jaye to plzz sir btaiye hepB