Sie mara 3.5 new construction ma ha magar low per 19 se uper ni jata full ma 21 se uper ni jata Kya problem hohe
@ZiaUrR3hman4 жыл бұрын
Bahi mere heater k board ka MOV (Varistor) short ho gia ha, kia ap model number bata saktay han jo mein replace ker lo.. 14D151K wala use ker lo kia?
@smarttech99054 жыл бұрын
Koi bhi lag Jay ga
@jahanarra20024 жыл бұрын
Bahi mera heater jalta nahi ha on b hota gas b ati ha but heat nahi dayta kya reason ha
@waseem100khan4 жыл бұрын
Brother mara heater error 12 da raha..... kabhi kabhi thik chalt ha..... aur kabhi kabhi bar bar error 12 data ha... Filter clean ha.... kisi jaga par carbon wagara nahi ha.... phir bhi ya masla karta ha..... agar ap ko solution pata ha to plz bata da
@saadahmad21054 жыл бұрын
Sir agar yai gas leak kar Raha haye toh Kiya solution ho sakta haye
@smarttech99054 жыл бұрын
Kahan say gas leak kerta hay
@saadahmad21054 жыл бұрын
@@smarttech9905 jabh Woh chalta haye toh garam toh karta haye. Laikin gas ki smell aa rahi haye
@wsmmirza4 жыл бұрын
Bhai mere heater main blower bohat slow chalta hai jis ki waja say heater trip ho jata hai or over heat ka error code a jata hai. Pehley 3 saal theek chala hai magar ab ye pribkem day raha hai.Is ki kiya waja hai? Blowe ki moter k sath capacitor b change kiya hai but ki faida nahi howa.some time hath say guma kar on hoti hai blower moter
@smarttech99054 жыл бұрын
Blower k bearing check kerin
@wsmmirza4 жыл бұрын
Aoa Bhai bearing theek hai smoth chal raha hai hard b nahi hai? Magar jab on karain to kabhi kabhi hath say gumana parta hai or speed bohat slow hai jis ki waja say chamber main heat ziada ho jati hai or trip ho jata hai