Visited the newly opened restaurant .. Amazing experience and well decorated interior..Ambiance is amazing .. food taste is wonderful👌👌👌
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thank u so much for texting here
@Hyderabadikidscooking2 ай бұрын
Assalamu alaikum, Ma Sha Allah behtreen vlog, behtreen recipes, behtreen aur mashoor Delhi ki Jawahar Hotel ❤❤❤. Lots of Respect from Abubakar the vlogar.
@foodiehunmain2 ай бұрын
Walekumassalam abubakar and thanks for watching it and for your comment
@creativeideasanddesigns2 ай бұрын
Bohot acchi video bani hai mashallah ❤️
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thank u
@utpalsil20772 ай бұрын
Nice seeing you back....nice vedio ❤❤❤❤love from Delhi University
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thank u so much
@nawabahmed1522 ай бұрын
Bohot... Badiya... Bhaijaan... 👍🤟😀😋😋
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thanks bhai
@harishkardam16212 ай бұрын
first commitment❤❤❤
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thanks harish
@ShabbirAli-yj4kc2 ай бұрын
Saeed bahi bhoth shandar ha 👍❤️ app gayab ho jatha ho 😀😀
@foodiehunmain2 ай бұрын
Ha ha ha btw thank u so much
@muhammadali-im8vz2 ай бұрын
Nice 👍 video bhai
@deepakkumar-gp9xq2 ай бұрын
Bhai very good
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thank u
@ayesha14-z5o2 ай бұрын
Wow delicious 😋
@MajidKhan-mp8ms2 ай бұрын
Nice 👍👍👍👍👍❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@MajidKhan-mp8ms2 ай бұрын
😋😋😋😋😋😋😋😋😋🤤🤤🤤🤤🤤🤤🤤
@mohit12aExp2 ай бұрын
Apne 2 weeks pehle old jawahar in old Delhi ka bhi review kiya tha, ussey YT par kyun nahi dala??
@hacker2.0-gg4mt2 ай бұрын
Osam video
@ajaytewari57872 ай бұрын
AL JAWAHAR YA JAWAHAR
@funwithangelaandme12092 ай бұрын
Mashallah 🥰
@khalibhaijaan2 ай бұрын
Nice 👍👍👍👍
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thanks
@SanaKhan-yq7em2 ай бұрын
Nice video
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thanks
@arifbhai64462 ай бұрын
Hello uncle Foodie Hun main how are you today💥 you're going inside kitchen but you forgot tocking🗣️with🗣️ 🗣️chef's🗣️ what's recipes's📜😋how they're📜😕cooking📜 food's varaties ideas💡mirch masala's using quality quinty product's name's majerment📜ect ect complet knowledge briefley information explanation next time make sure😮bater always remember always do you understand what we're saying🤔to🧐you😊ok okay bye-bye see😌you🙈 soon with more bater recipes cooking food's ideas💡
@MohitPaliwal-b8g2 ай бұрын
Mai Lajpat he rehta hu bhaijaan ❤ But ye baat bataiye al jawahar to kai baar khaya hai ye jawahar al jawahar se alag hai kya? Aur dono me best taste kiska hai sachhi batana bhai
@ArifAnsari-yj7il2 ай бұрын
❤❤❤
@RIZWANKHAN-iv1iu2 ай бұрын
Nice 😮😢😅🎉
@devendrapratapsingh69722 ай бұрын
Chicken modi nahi hai kya yaha?
@Eagle1978-i4x2 ай бұрын
🇵🇰🇵🇰🇵🇰👍👍👍👍❤️❤️
@amirhamzakhan3102 ай бұрын
🤲✋🏻
@neerajthakkar17292 ай бұрын
👍
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thanks neeraj
@rakeshkumar-ff9wg2 ай бұрын
Bhai price toh bta dete 😢
@rajeshkumarrana53232 ай бұрын
Saeed Bhai please price kya hai bhai jarur bata dena Bhai ji
@mrevilove6662 ай бұрын
Kya baat hai ji 😂 mene to suna tha coal allowed ni Delhi m
@MohitPaliwal-b8g2 ай бұрын
Paisa pheko to sab kuch allowed hai bhai poore desh me
@sunilsrivastava572 ай бұрын
Saeed Bhai Namaskar. Ek arse baad biryani dekhi jiska rang aankh ko chubh nahi raha hai. Khushbudar aur khili khili. Gosht bhi cooker mein galaya hua to nahi laga. Na hi chawal ke ooper lal mirch ka rang hai. Kul mila ke dekhne mein to bilkul traditional. Purani Delhi walon ke zayeke ki pasand aur new delhi walon ki zayeke ki pasand mein farq hai. Isliye inhe yahan ke clients ke hisab se kuch alteration to shayad karna hi hoga. Vaise to dishes sab hi badhiya theen lekin salad table pe nahi tha. Lacchedar pyaz, dhniye podine aur dahi ki chutney aur lemon. Vaalid sahab hamare kehte the ke non veg agar haddi wala kha rahe ho to paani ka bhara hua glass zaroor wahin rakha hona chahiye. Kabhi bhi zaroorat ho sakti hai. Vaise to apni purani delhi ki roomali aur khameeri ki baat hi alag hai. Lekin chaliye customers ki demand pe lachcha parantha ya butter nan bhi menu mein rakhna padega hi. Video bohot badhia hai. Good editing.
@foodiehunmain2 ай бұрын
Thank u so much sir for sharing for beautiful thoughts here kaafi hadd tak m bhi sehmat hun aapki baat se .keep watching
@sunilsrivastava572 ай бұрын
@@foodiehunmain Ji Saeed Bhai, notification ya aapka message dekhte hi foran dekhta hoon aapka video aur lal kuan , hauz qazi mein kho jata hoon.
@hiteshsaini53462 ай бұрын
Khane ko bura ni bolna but hai jaikaa bohat bura h don't visit or ye customer b sayad paid honge ya rishtedarr itni buri niharii thi don't order please
@UsmanFazal-x2v2 ай бұрын
😂😂😂😂
@asifkararkhani53302 ай бұрын
Mujhe bhi lo na vlog me
@foodiehunmain2 ай бұрын
Ji zarur instagram pr text kijiye phir chalenge
@sarfraznawaz89442 ай бұрын
Bhai....Apne Rate nahi batae iss baar?
@OmPrakash-gz4cf2 ай бұрын
रेट तो वो ही बता सकता है जो पैसे देकर खाता है।
@mayur29072 ай бұрын
Sher 🦁 hamesha pehle gardan pe hi attack Karta hai 😅
@foodiehunmain2 ай бұрын
Ha ha ha
@readthiscomment28462 ай бұрын
Kya is ke owner bhai Raees ke bete hain Mujhe lagraha hai sirf Jawahar hai lekin woh texture nh hai jo Jama Masjid ka hai
@Irshadmadawat2 ай бұрын
Subahan Allah and my kidney failure is 2 month ago please help me and dua please reply me
@foodiehunmain2 ай бұрын
Allah swt lambi khushhaal sehatmand zindagi ata kren aapko or hm sabko dil se dua h
@iamkhan00732 ай бұрын
Lacche prthe k sath nahari... Pure taste ki esi tesi krwa di... Food taste ka kuch pta h ya fir kuch bhi promote karna hai... Or kuch bhi bta do
@Mrgauravrajput19892 ай бұрын
Bhai aapka video to achcha banate Ho lekin jawahar ka khana bilkul bhi achcha nahin hai
@ramgopalsteels87662 ай бұрын
Al jawahar purani Delhi Mai 1947 Mai khula tha 1940 Mai nahi tuje bas paise se matlab hai.phele history to pata kar leta
@RealAcct2 ай бұрын
Ye Al Jawahar ki branch hai ya koi dusra?
@foodiehunmain2 ай бұрын
Jawahar hotel and Al-jawahar both are different
@nandinithakur54722 ай бұрын
Rate wagera bhi batana hota hai jnaaw har insaan ka apna budget hota hai rate paise kitne ka hai wo sabse phle bataya kro jeb sabko dekhni hoti...
@jyotithakur29012 ай бұрын
Bhai aap Hindu wedding ki video Kyon Nahin banate
@deepakmohite62 ай бұрын
Kyun ki boring khana hota hai😊
@mushtaqrazzaq72152 ай бұрын
Ghost KY pakwan NAI hoty iss wajy Sy karachi Pakistan sy
@abhishekuttekar37402 ай бұрын
Muslim restaurant owner waiter cook cashier sab Muslim ko hi rakhta Hai where as hindu aasie farak nai karta
@SaileshkumarBobbili-ol9pz2 ай бұрын
Tum pukhat mein mast solid ch🤙dke khaliye it's ok 👍 lekin agar tum rates nahi bataye tho public kaise ayenge biddu
@AshuKhan-td9nb2 ай бұрын
@AshuKhan-td9b • 0 sec ago Bhai aap ek jagah ki nahari to khai hi nahi hai bhai agar aap ne khali to aap sab ki nahari bhul jaoge wo chupi hui hai aap se bhai mere kehene se ek baar to aap zarur jaye bhai main aap ki video bahut dekhta hu bhai main aap ki har video pe comment karta hu aap padte hi nahi ho bhai jafrabad ke samne welcome main arish nahari wale ki hai bhai aap ek baar zarur jaye
@foodiehunmain2 ай бұрын
Sorry ashu mere bhai mere dost aisa nh h k m aap k msgs nh padhta padhta hun bs rply krne se reh jata h us k liye maafi tahe dil se.aap ne recommend kiya h to zarur try krunga IN SHA ALLAH thanks for sharing it
@AshuKhan-td9nb2 ай бұрын
@@foodiehunmain shukriya bhaijan main wait karunga aap ki video ka