I will be replying to all your comments❤️🙌 ALLEN Online JEE Major test series! Buy Now - alleninfo.onelink.me/fMMw/rittik500 Use coupon code - RITTIK500 (To get Rs500 off) Test date - 21st december
@H2Motivatestatus13 күн бұрын
Bhaiya kya abse 99%ile Lana possible hai. Aur board exam ko kaise manage kre. Mai up board ka students hu. Pls some guidance me.😢
@RittikBaheti13 күн бұрын
@@H2Motivatestatusboards and jee kelia video ayega
@ShivamKumar-ok8lb13 күн бұрын
@@RittikBaheti mai bihar board ka student hu .
@kinjalbanerjee439213 күн бұрын
Bhaiya ek baat batau Mai esa goal set nahi karna chahta jo ki bohot hi zyada impractical ho kyuki time kam hai Basically mai batana chahta hu ki mujhe January attempt mai 99 percentile nahi chaiye Bas cutoff clear ho jaye itna hi percentile chaiye jisse ki mai advance ke liye atleast qualify kar jau and then fir kuch mahine mehnat karke April attempt mai 99 percentile try karu and advance acche se de saku So basically ap kuch ese chapters ya fir kuch points bata dijiye jisse atleast January me mera cutoff clear ho jaye Pls bhaiya
@kinjalbanerjee439213 күн бұрын
Ek aur question Abhi kiya PW ke batch se normal classes karu ya fir Manzil se oneshot karu
@AbhinavSharma-k2e13 күн бұрын
As a Motionite preparing for JEE, I'm fully equipped with the best strategies from my teachers, ensuring I’m ready to excel. 👍👍
@RittikBaheti12 күн бұрын
Keep it up
@Puzzlarium113 күн бұрын
Bro you never fail to motivate me 💀🐐
@rishikeshwadekar13 күн бұрын
Matlab tu har ek strategy dekhta he 😂
@alltypeofmotivation331613 күн бұрын
😂😂😂😂😂😂@@rishikeshwadekar
@prathameshjire661713 күн бұрын
Bhaiyaa Maharashtra State Boards strategy ke liye video banao na
@RittikBaheti12 күн бұрын
Ok
@Chillingvibes-u2r10 күн бұрын
@@RittikBaheti ha bhaiya please
@studywithsriya549712 күн бұрын
Hello bhaiya 😊 Thank you for this and you'll be my inspiration and best motivator
@RittikBaheti9 күн бұрын
Aap bhi ache se padhai karo 👍
@vishutanwar200813 күн бұрын
Thanku bhaiya....it is very helpful for me 🙌♥️🙏
@RittikBaheti12 күн бұрын
Always welcome
@Anubhav5036 күн бұрын
Hey mate 🩵 jee aspirant here
@RohitKumar-wy7rq13 күн бұрын
Thank you bro ❤❤🎉
@RittikBaheti12 күн бұрын
Welcome 😊
@aspirant2298511 күн бұрын
Sir I am a neet aspirant (1st year dropper) But i want to score 90+ percentile in jee mains january attempt. In coaching syllabus will be completed in mid march. What should i do?
@kashyapkalita594213 күн бұрын
Sir oneshot ho chuke imp chapter ke ab sirf question karna aur revision karna baaki hai kaunse question aur kaise revise karu batyiye please
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay
@AdityaYadav-p4ji9 күн бұрын
Bhaiya kya m organic ka 12th wala part RA sir ke one shot se cover kr skta hu for mains 😢😢😢plzz reply bhaiya 11th wala part full lecture se cover kiya hu ....
@pranjalikhochare13 күн бұрын
tnx bhaiya ❤ theory keliye old jee brief follow krlu Kya??
@RittikBaheti12 күн бұрын
Haa karlo
@pranjalikhochare12 күн бұрын
Ohk👍💖
@Theft_edits13 күн бұрын
My target is 140 to 155 bcaz I have no 75 criteria 😢
@RittikBaheti13 күн бұрын
Best of luck
@harshitkrishna-uq6vq13 күн бұрын
Thank you bhaiya jab bhi low feel karta hu aur apki videos ko dekh kar aur motivated feel karta hu❤❤🫶🫶
@RittikBaheti12 күн бұрын
❤
@technicaltips825613 күн бұрын
Bhaiya mai 3 subject manage nhi kar pa rahi hu aur lectures mai hi zyada time chale ja raha hai kya mai bhaiya 1or2 days mai aik chp karo per subject vaise smj nhi aara bhaiya timetable bhi kaisa banana till last December tak smj hai nhi aara bhaiya bht dar lag raha hai
@PrashantRqjpoot13 күн бұрын
Are bro thoda relex kro or Aram se padho jitna pad Sako utna Karo stress Mt lo phle ye dekho ki tum kitna kar skte ho khudse itna krte chalo or college to phir mil hi jayega achha sa bus college main bhi thodi padai karni padegi to job bhi mill jayegi isliye stress free ho kar padayi kro nhi to kuchh bhi nhi pad payoge
@Swastisin_200713 күн бұрын
I am starting from today and I will give April attempt please make a video for april dec to april pls bhiya
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay
@Swastisin_200713 күн бұрын
@RittikBaheti bhiya pls yeh video jaldi lete aayega
@Rudra-v2v9 күн бұрын
Bhaiya constants ki value milti hai exam hai?. Ki yaad karni padegi?
@hemantsharvan118113 күн бұрын
Bhaiya aadha syllabus hi cover hua h aur tension bhi bhot ho rahi jiski vajah se padhai me Mann hi nhi lgta . Padhai ka Mann krta h . How I do bhaiya.
@MdImran-fm8kb11 күн бұрын
For chemistry which is best bounce back series or pw(your suggestion) please reply my comment fast😢
@studyKING90910 күн бұрын
If already thoda thoda ata hai ... Then mind map se syllabus cover kar ke 2-3 din me question pyq me lag zao aur revise karte raho question se revision hoga
@sakethBanothu12 күн бұрын
Thank you 🙏 so much Bhaiya ❤
@MayankGolu-hv7nw13 күн бұрын
Thanks bhaiya ❤❤
@RittikBaheti13 күн бұрын
🙌
@nishantraj75717 күн бұрын
Bhaiya aapne jo link Backscreen pr dikhaya h wo open nhi ho rhe 😢.. Plz channel ke nam bta do
@DivanshYadav-t5f13 күн бұрын
Bhaiya please physics class 11th aur math , chemistry ki formula sheet de dijiye
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay
@jimandeepsarma471814 күн бұрын
Saleemians ❤❤❤ attendance 🎉🎉🎉🎉
@RittikBaheti13 күн бұрын
❤️
@Skanda-m5y13 күн бұрын
Rajwant sir laughing in the corner 😂😂
@AnujSagartech13 күн бұрын
Bhai saleem sir se padh le ek baar bhool jayega pakka rajwant sir ko 😊@Skanda-m5y
@vaishnavware11 күн бұрын
Bhaiya rrr ke flashcard buy karu ya na kru ya kudh se short note banau
@vansh21218 күн бұрын
Bhaiya theory pdh li h physics ke numericals m formula pta krne m bhot prb hoti h ..... But chem aur maths acha chl rh physics k bs kch help kr do ki kaise kru ? How to approach questions with correct formulas
@yashagrahari593310 күн бұрын
35 days and no preparation how can i 😢
@SyamSailaja10 күн бұрын
Ha😂😢
@AbhayAdhav-dg1ky12 күн бұрын
Arey bhailog jee mains paas aa rha hai padh lo, ab tum log comment kar rahe ho utne time me chemical bonding ho jaati😂😂
@Ashutosh-vs5ro13 күн бұрын
Bhaiya dropper hu 10 jan ko pura physics chemistry ka syllabus khatam ho jaega aur maths me bhi important chapter khatm ho jaenge toh uske baad 10 days me revision kese karu ?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Revision mai separate video ayega
@Ashutosh-vs5ro13 күн бұрын
@RittikBaheti ok bhaiya pls jaldi Lana thanks for vedio ♥️
@Manupandit-b4y12 күн бұрын
Main bhi dropper hu.
@RittikBaheti12 күн бұрын
@@Ashutosh-vs5rohaa
@Krishnajai-v1s11 күн бұрын
@Manupandit-b4yLast year kitne percentile the
@vaibhavbaghel328913 күн бұрын
Bhaiya please revision ki koi achi video bna dijiye syllabus toh kaise bhi kakre ho jayega 31 dec tak lekin uske baad revision aur question practice kaise kare itne subject ki uska video bhaiya jaldi se
@RittikBaheti13 күн бұрын
Yes revision ka video ayega
@sanataniabhay47213 күн бұрын
Blud is giving 100 percent but we don't 😢
@SagarsinghSolanki-kc5ws11 күн бұрын
Improve krte krte 70marks se 110 marks pe aaya hu 4din me bhaiya kyonki galiyan kam ki ab mai target kr raha hu 150 phir 180 190 tak jaana how its possible?????
@Rainwilly-r4g8 күн бұрын
Bhaiya can you please review esaral modules are these modules sufficient for advanced pls Bhaiya pls reply😢❤❤🙏
@JEEASPIRANTJEE-u4o13 күн бұрын
Bhaiya mei 1 st attempt se phle maths me 16 chapters krke ja rha hu or bche chapters bad me krunga to plz aap 1 video bna dena plz ki advanced ke liye konse chapter krna hn plz
@MinniMinni-iq8tb10 күн бұрын
Bhaiyya I'm getting very low marks in mocktests , and day by day, I'm getting worse. I haven't completed my syallabus.please help me bhaiyya
@Prachi-qi6hc13 күн бұрын
Bhaiya last 3-4 year k bhot saree pyq h ap selected questions provide krdo
@RittikBaheti12 күн бұрын
Ok
@Prachi-qi6hc10 күн бұрын
Bhaiya selected pyqs provide krdo aapne bola thaa
@Lakshya34-v7d9 күн бұрын
Bhaiya mai gen ews agar mujhe bas qualify karna ho advanced ke liye to kitne marks lane padenge help please
@Home-h3b8 күн бұрын
Bhaiya learn kiya hua paper main recall nahi ho pata hai plz tell what to do
@prayagsingh-dl1zs12 күн бұрын
bhaiya mai chemistry kaha se padhu koi series batao jisme short lectures ho not like 4-8hrs duration, manzil series ki duration jyada hai toh koi other subject nahi padh phir pls reply bhaiya
@ChandanaSai.N.ChandanaSai.N13 күн бұрын
Bhaiya please answer my question there is no time to see one shot so shall read ncert and do more and more question practice is it will work out
Bhaiyaa jo clg jate hai unko konsa time table follow karna kai kyu ki mera clg subhe 8 se sham ke 6 bhaje tak hai us ke liya kaise self study karne ka time nikale aur proper revision kaise karna kai plz batado bhaiyaa 🙏
@jyotiagrawal666513 күн бұрын
Bhaiya please upload a list of chapter jisse jan attempt keliye skip kar sakte hai
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay i will upload
@arnavaditya842412 күн бұрын
Bhaiya mera jan attempt me registration nahi ho paya mai ab april attempt dene wala hu uski achi si strategy batado
@RittikBaheti12 күн бұрын
Okay
@SaniyaPrween-tm5jy13 күн бұрын
Bhaiya ek time table bhi bana dijiye na mujhe pata hai ek time table bataye hain par 4 bje se 8 bje tak pw per class rahti isliye koi dusra time table bana dijiye na please please
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay
@Acaditya296313 күн бұрын
Sir small one shot dekhu ga or fir 3 years ka pyq me video se dekhu ga or baku bacche do saal ke pyq bina video ke or kya me aise kar ke 130 marks la sakta hu iss baccha 40 days me
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@ridhimaas13 күн бұрын
maths ke questions nhi ban rhe physis and chem are going great any solutionn?
@RittikBaheti12 күн бұрын
Maths kelia separate video ayega
@Vishesh_Maurya_58113 күн бұрын
What to do about preboards?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Preboard jyada important nahi hau
@Shreyanshmishra170113 күн бұрын
Bhaiya mai up boards ka student hu maine oadha sab hai par question ek bhi nahi lagaya hu aur revision zero percent hai bhaiya bhaiya kya mujhhe april wale swiftka prepration krna chahaiye aur agar ha bhaiya to avimai boards pe dhyan du
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa karlo
@Rigid_girl9 күн бұрын
He'll bhaiya mai bohat problem me hu bhaiya mai abhi tak board ke liye padhte aai hu vo bhi serius nahi thi lekin mai kar lumgi abhi time kam hai lekin time bhi hai
@badrilaughterlounge78913 күн бұрын
Hi sir Can it help to achieve 98+percentile , if I start now because I am not started . I will do physical ,inorganic chemistry ,class 12 physics and maths full except calculas 1,2 and differential equations ,conic sections before attempt 1 and attempt 1. I will do organic chemistry, class11physics and calculas1,2 ,differential equations and conic sections because these topics took time before April attempt.( drop year) Is it helpful bhaiya if is there any change tell me should adopt for better percentile please suggest me bhaiya right order to do I will study these from pw prayas jee fastrack 2025
@RittikBaheti13 күн бұрын
Yes
@naomi-mp8wh12 күн бұрын
Bhayia agar mai December end kaise bhi syllabus nipta lu or January me sare pyqs kru to usse ho jaega
@RittikBaheti12 күн бұрын
Haw
@himeshkumar480110 күн бұрын
should I do integration?
@vaishnavibodige868313 күн бұрын
Where to find those links you showed in this video
@RittikBaheti12 күн бұрын
In telegram
@vaishnavibodige868311 күн бұрын
@@RittikBaheti thank you
@anujdhayal000113 күн бұрын
Bhai physics m alakh Pandey sir k old lecture sufficient h kya mains k leye .
@RittikBaheti12 күн бұрын
Haa
@VAIBHAVSARNAIk59213 күн бұрын
bhaya bohot se student ne first attempt me nahi apply Kiya because incomeplit syllabus to ab feb me bords ke saat April attempt par ek statargy vedio banao ditel thoda jaldi
@jiya-or5i13 күн бұрын
Sir mai dropper hu bahut jada tabiyat kharab hone ki vajwh se padh nhi ayi hu 50 parcent syllabus complete hai april attempt deni hai but question nhi ho rhe mujhse
@Short_Story_7113 күн бұрын
Bhaiya kya yeh still possible hai I am trying really hard to keep me motivated for jee 2025 but bhaiya kya iss planner ko follow kar ke one shot dekh ke we could achieve a decent rank in advance too Please reply bhaiya
@RittikBaheti13 күн бұрын
Yes possible hai
@Pavanibele13 күн бұрын
Bhaiya time table toh bahut bar banaya pr follow he nhi hota aur mera board ka bahut syllabus baki hai bus 2-3 chapters hua hai isska karan jee mains ko time he nhi de pa rahe jee ka bhi bahut backlog hai aur kuch bhi nhi hua hai please batao kya karu?🙏
@RittikBaheti13 күн бұрын
Maine jo Timetable share kiya hai usko karo and daily task bhi karo
@kshitizaggarwal759613 күн бұрын
Bhaiya jee mains ke ache result ke baad 2 mahine mai jee advanced ki pure tyaari se iit mil sakta hai ???
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@mahiic66513 күн бұрын
Mathon go test series or Allen online?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Alle
@deepsickspace13 күн бұрын
Mathongo
@mr.nilesh0209 күн бұрын
Bhaiya please reply I did great in 11th but due to Coaching issues now my preperation is ruined but however i am still trying to bring my preperation on track by online resources but not by one shots. My pending chapters in physics are ray and wave optics , semiconductors and Capacitors Chemistry - class 12th organic and 11th hydrocarbon and redox reaction and D and f block and also i have did coordination compounds but not at a good level so i wonna do it again via oneshot. In maths Definite integration Aod area under curves and differential equations Currently doing Vector And 3D geometry.11th maths is done only revision is left. I will do my syllabus till 31 dec only so please bhaiya guide me among all these which chapters should i do and which not ?
@wayforinfinitebyjayantyada574511 күн бұрын
Bro, if i already completed a chapter to it's basic level and now i want to make it done to JEE Level. Then which resouce i should use?? Manzil series or mindmap or JEE Nexux???
@DikshaJain-uh8tg13 күн бұрын
Bhaiya videos dekhne mein hi time chala ja raha hai aur portion complete hi nahi ho raha hai kya mein abhi bhi mains mein qualify ho jaungi
@RittikBaheti13 күн бұрын
One shot dekho and questions practice karo
@kshitizaggarwal759613 күн бұрын
Bhaiya mai march se pure advanced ki tyaari karunga after jee mains 1 result toh kya iit mil sakta hai 2 mahine mai ??
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@AtharvFTW11 күн бұрын
Bhaiya where is formula sheets please reply
@ananyasingh978213 күн бұрын
When will maths video be there
@RittikBaheti13 күн бұрын
Next week
@Varshashivakumar2813 күн бұрын
Can I get 99 percentile by focusing only on physics and chemistry by solving pyqs
@RittikBaheti13 күн бұрын
Yes
@Varshashivakumar2813 күн бұрын
Thank you man !!!@@RittikBaheti
@chiragchaudhary92113 күн бұрын
Bhaiiya mathongo ki test series follow kr rha hu...sahi hai kya
@RittikBaheti12 күн бұрын
Haa
@AryanMeshram-n3p13 күн бұрын
Bhaiya Mera Chemistry strong hai syllabus bhi lagbhag complete ho gya hai manzil se revise kar rha hu par physics Aur maths weak ho gya hai mera Toh kaise 1 mahine me manage kru
@RittikBaheti13 күн бұрын
Maths kelia i will upload video soon
@CLIPS__30313 күн бұрын
Bhaiya mereko ye dobut hain jaise mera prayas ka batch chl rha hai but kuch backlog hai kya vo mei manzil se krlu aur practice kaise krni hai ab vo btadijiye
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@Nityataneja48613 күн бұрын
Bhaiya eduniti k Mohit sir ko follow larr sakte h????
@RittikBaheti12 күн бұрын
Haa
@SaniyaPrween-tm5jy13 күн бұрын
Bhaiya class 11th maths ke sare chapter ke formula sheet bana dijiye na please please please
@RittikBaheti13 күн бұрын
Okay
@Roxxrite-ff11 күн бұрын
Bhaiya.. Mai pw. Me prayaas batch se hu usme starting me to sahi 2-2 hour ki teen class hoti thi but ab jab unko syllabus complete karana hai to 10+ ki daily class hoti hai aur + notes banane hote hai. Aur fir pyq practice ka time nahi bachta kya mai one shot se complete karu ya yahi batch hi follow karu??
@VDI_2513 күн бұрын
Bhaiya maths me zero lane par kitne percentile banegi please batao na bhaiya??? Some are telling that 25-30 percentile please batao bhaiya is that true????
@rudraff82313 күн бұрын
Bhai agar tuh pura paper bhi khale chodega toh bhi 2-3 lakh bachon se upar he rahega
@VDI_2512 күн бұрын
@rudraff823 bhai mera physics chemistry strong hai maths me dekat hai esliye math me kuch nhi attempt karunga, lekin Bhai ye bata math me zero par kitne percentile banegi??
@RittikBaheti12 күн бұрын
@@rudraff823yes exactly
@VDI_2512 күн бұрын
@@RittikBaheti bhaiya maths me zero lane par kitne percentile banegi bhaiya please 🥺 batao na?
@rudraff82312 күн бұрын
@VDI_25 Agar maths ka part chod dega toh minimum marks ka criteria he fullfill nhi kar payega.
Bhai abhi muje bhut chapters ke backlog hai Manzil se use pura kr rha hu But abhi time bhut kam bacha hai Plz help
@RittikBaheti13 күн бұрын
One shot se karlo
@CLIPS__30313 күн бұрын
Bhaiya aap reply krte hi nhi ho kbhi but mera dobut ye hai ki mera prayaas batch chl rha hai but mera backlog hai kaafi to uss backlog ko manzil aur mind map se krlu?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@kotaexplorer13 күн бұрын
Bhaiya 11-12th puri backlog ho jaye tho 30 days Mai kaise jee clear kare
@RittikBaheti13 күн бұрын
Yeh video mai jo resources diya hai usee complete karlo
@SURYANSHMEGHWAL-gl8gb13 күн бұрын
bhaiya mein abhi board ki preparation kar raha ho because of hal yeary , mein jee 21st december se karo ga , mera syllabus bhi pura nahi h jee ka kya karo
@SURYANSHMEGHWAL-gl8gb13 күн бұрын
mein 12th ki padhai ker lo jee attemt 1 mein phir attempt 2 11th aur 12th ka padh lo ga
@RittikBaheti13 күн бұрын
Drop lelo
@RajSingh-x5w5q13 күн бұрын
bhaiya 20 December tk syllabus khatam karunga aur baaki poore December question practice only pyq karunga aur January 5 se only full syllabus test toh sahi rahega kya? Or should I change the plan Main dropper hu
@kruthikmjk262813 күн бұрын
Where the one shot lecture link
@RittikBaheti12 күн бұрын
In telegram
@bindusharma820213 күн бұрын
Bhaiya...mje kch puchna hai aapse..aap shi suggest kroge isliye...abhi tk maine physics me kafi chapters pdhe hai...inorganic and physical chemistry toh puri bss pdhi hai...maths me do chapter kre hai bss ...physics me magnet chapters se backlog hai...ray optics ye sb...aur organic me alcohol tak pdha hain....mai ye puchna chahti hu ki ab jitna time bcha hai kya utne me mai aajtk jitna pdha hai usko practise kruu atleast usko acha kruu usme confidence laau usko solid pdhu...tali first attempt me Mai jitna pdha hai itna acha krke aau...aur fir second attempt me do mahine rhengee usme mai sb krke jauu...kya ye strategy shi rhegi...yaa fir syllabus complete krne ki race me lagi rhu...???? First attempt me liye maths me do chapter pdhe hai...40 days me do teen aur imp chapters pdh kr balance krlungi....shi hai ??
@SaniyaPrween-tm5jy14 күн бұрын
Bhaiya short notes kaise banate Hain please ye Bana dijiye na aap to kitne din se bol rahe hain ki bana denge par abhi Tak nahi banaye Hain please bana dijiye 🙏🙏🙏
@RittikBaheti13 күн бұрын
Short notes mai video ayega
@SaniyaPrween-tm5jy13 күн бұрын
Kab
@RittikBaheti13 күн бұрын
@SaniyaPrween-tm5jyjaldi hi
@swetakshimishra13 күн бұрын
Incorrect ans ki vajah se bahut marks reduce ho jate h
@RittikBaheti13 күн бұрын
Mistakes mai work karo analysis ke through
@yeah-yp3zv13 күн бұрын
Bhaiya mujhse maths krne mai kuchh physics ke chapter chhut gaye after EMI ab jb krne ja rha to just say AC to aage ke chapters ka khyal aa raha kb krunga aur phir sb chhod planning krne baith ja rha aur kuchh nhi kr pa rha help bhaiya mai kya kru is problem ke liye PWian
@akshitamishra747013 күн бұрын
Bhaiya pyq book m ek chapter m 150-200 pyqs h pr itna time to nhi hai ki ab saare ho paye to fir kaise kru?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Last 3-4 years karlo
@AjayVats-hl5xw13 күн бұрын
Bhai maths me sirf 4 se 5 question shi kerva do zero hu math me is time pe
@RittikBaheti13 күн бұрын
Maths kelia i will upload video
@Thecartoon56413 күн бұрын
Bhaiya lecture ka list kaha se milega plzz btaiye
@RittikBaheti12 күн бұрын
Telegram mai
@AnshikaSingh-x4y13 күн бұрын
Sir dar lgrha hai kuch manage nhi horhaa 12th ke bhi kuch ch bache hai 11th ke bhi boht saare ch bache hai or kaise hoga
@RittikBaheti12 күн бұрын
Quality mai focus Karo quantity mai nahi
@Diy-x1p12 күн бұрын
Formula sheet kaha milegi
@AshmitMishra-k1n13 күн бұрын
Bhaiya Maine 60-70% syllabus complete Kar liya hai lectures dekh ke toh ab chote one shots dekh ke practice karun na ?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@AshmitMishra-k1n13 күн бұрын
@@RittikBaheti Bhaiya bas maths mein straight lines,circles,conic sections bacha hai toh uske liye 5-6 granted ke one shots enough honge ya aap batado
@AshmitMishra-k1n13 күн бұрын
Kyunki yeh unit mai pegli baar padh rha hun
@tanujyadav672213 күн бұрын
Bhaiya mujhe eduniti, dexterchem ke bare m abhi pta chala uuhone 45 days planner de rekha hai . M abhi late ho gya hu uus planner ke hisab se . M aab kaise follow keru uunhe . Plz bhaiya ❤
@RittikBaheti13 күн бұрын
Abhi se start kardo without thinking about late ho gaya
@AshishYadav-o2w13 күн бұрын
Bhaiya mere notes Ek chapter ke lagbhag 150 -200 pages main ban rahe hai ,notes ko Kaise revise Karunga main itne sare chapter main abhi class 11th mein hun aur Mujhse question bhi nahin ban raha hai please my help I can suggest
@RittikBaheti13 күн бұрын
Revision mai separate video ayega
@AshishYadav-o2w13 күн бұрын
Question Nahin ban raha hai
@DivyanshuGupta-fw1fk13 күн бұрын
Bhaiya mai bohot din se 12to14 hour padhna chhata hu par 7 hr hi ho pate hai
@RittikBaheti13 күн бұрын
Timetable and daily task mai focus karo
@Prakhar-i9v13 күн бұрын
Bhaiya...pyqs to solve nahi horaa...eduniti ke solution videos se dekh ke...try krta rahu...pls reply kya aisa krna sahi rahega...
@RittikBaheti13 күн бұрын
Haa
@Prakhar-i9v13 күн бұрын
@@RittikBaheti thank you so much bhaiya...☺️...aap jab bol dete ho..toh..lagta hai.. definitely krr lunga
@nikujaqueline505213 күн бұрын
Bhaiya Jo aapne pdf di h jisme short one shot lectures aur practice questions h is video m vo pdf kaha se milegi?
@RittikBaheti13 күн бұрын
Telegram files se
@AkshayChaurasiya-q5f13 күн бұрын
bhaiya mera practice km hai please give me suggestion kya karu class 11th me hu please reply genunine reply