Рет қаралды 1,005,827
Ye kahani hai Akshay ki (Mayur More) jo ki apni family se jhut bol k Bombay mai struggle kar rha hai. Fir ek din use mail aata h ki lockdown k chalte uski naukri chali gayi h. Use jab koi aur rasta nahi dikhta hai toh woh suicide ki kosish karta h. Par bechara usme bhi fail ho jata. Fir uski mulaqat Apoorva (Mugdha Agarwal) se hoti hai. Jab apoorva ko sab pata chalta h toh wo akshay ki madad karne ki sochti h aur use suggestion deti h ki wo kya kar sakta h. Kya akshay apoorva ki baat manega? Kya alshay apni pareshaniyon se ladega? Zindagi mai kabhi kabhi hume help waha se he milti ha jaha se sabse kam ummeed ho. Aur umeed se he toh zindagi chalti hai. Kyuki Jeena Isi Ka Naam hai.
For media-related inquiries, drop us an e-mail on connect@humorwale.com
Facebook: / humorwaley
Instagram: / humorwaley
Twitter: twitter.om/hum...
Directed by: Abhinav Anand
Producer: Aruna Choubey, Thriving Media
DOP: Priyanshu Vats
Gaffer: Chandan
Written by: Prakhar and Prabal Bhatt
Music: Tushar
Co-Composer: Prateek
Edited By: Ashutosh Jha
Make-Up: Alisha
AD's: Kishan Gupta, Ashutosh Jha
Stylist: Poorva
Sound: Sameer
Cast: Mugdha Agarwal, Mayur More, Binita Budathoki, Surbhi Ji, Kuljeet Singh
#jeenaisikanaamhai #humorwale